Bhai kabhi bhi aise hp na badhwayein...tractor mein jo parts lage hote hain vo uski hp ke hisaab se lage hote...hp badhane se vo parts ya to fail ho sakte hain ya unki life kam ho jayegi.....power badhane ke liye ye moorkh log turbo ka size bada kar dete hain par in gadho ko ye ni pata ki power badhane ke saath saath tractor ke parts ko bhi badalna padta hai taaki vo utni power bardaasht kar sakein aur ye parts keval company hi badal sakti hai.....engine, transmission, axle ye sab dobara se design karne padte hain....
Bilkul sahi kaha bhai. Company research or development per croro rupeya kharch karti hai fir ek perfect tractor tyar hota hai. Sab kuchh engineers ne naap tol kar banaya hota power ke hisab se.
Bhai tractor ko 50 ghante chalane ke baad bolt ko pura loos kr k fir se tight kr diya kro , esa karne se uske andar jo air bani hoti hai wo nikal jati hai aur seal leak nhi hogi fir
bhai ji koi fark nahin hai donon tractoron mein alag alag Hain ek tyre Jo road per chalne wale hain aur ek taiyar aise Hain Jo ret mein chalne wale Hain check karo aap race mein iska ka average bataen Kitna litre Diesel kha jata hai ek ghante mein
Ye Bhai sab company se badhiya ni bna skte tractor ko New holland bhi multinational level k company hai company ne tractor bechne k liye bnaya hai jesa ye bnda bta rha hai esa krke tractor ko or behtr ya kam ka bna duga to ye galat hai fr to compani kab ka inke mutabik bna chuki hoti
@@sahilbhana4964 Jo pehle Nh 3600 aya tha us me simpson engine tha. Abhi 3600-2 se lekar 5630 tak iveco ka Engine hai Aur Pump Rotary hota hai Iveco sirf engine bnati hai.
कोई फर्क नही है एक मे हवा ज्यादा है ओर डिजल पम्प कम्पनी फिटेड है दुसरा के टायर रिडियल है ओर पम्प चैंज है बस यही फर्क है
हॉलेंड गजब का ट्रेक्टर ह लेकिन इसकी हेड लाइट खराब ह बीच सेंटर में होती तो बहुत ही अच्छा होता
Trector k piston ka bore hp bdata h? stroke torqe bdata h?!!!
ਬਹੁਤ ਵਧੀਆ ਵੀਡੀਓ ਬਣਾਈ ਆਪ ਜੀ ਨੇ ਇਸ ਲਈ ਬਹੁਤ ਬਹੁਤ ਧੰਨਵਾਦ। ਬਾਈ ਜੀ ਮੈਂ ਸੈਕਿੰਡ ਹੈਂਡ ਟਰੈਕਟਰ ਲੈਣਾ ਚਾਹੁੰਦਾ ਹਾਂ ਕਿੰਨਾ ਕੁ ਉੱਚਾ ਮਾਡਲ ਖਰੀਦੀਏ ਕਿ ਉਸ ਦੀ HP ਵਧੀਆ ਤਰੀਕੇ ਨਾਲ ਵੱਧ ਜਾਵੇ। ਦੱਸਣ ਦੀ ਕਿਰਪਾਲਤਾ ਕਰਨੀ ਜੀ 🙏
Framtrac 35 k lag jaye ga kya tarbo
Bhai herro puri koni khul re 3rd surak m h bhai ya nu smj le addi khul re h
Left side 3032 new holend me jo 2 liver h kiya kiya ka hai
Bhai ka Haryanvi mixed hindi gajab hai 👍🏻😊
Probably power behind Bhad jaugi kya
Desel ka karcha badega kya
महिंद्रा 265 को स्पेशल मिस्त्री एचपी बड़वानी है प्लीज बताएं
Kese bhadhatehe hp vo batao na bhai
Pto power bhi bdegi kya
Bhai ji hollend m ye mistri rootri pump wale ko hi karta h
Ya inline pump wale hollend ko bhi karta h
Bai sara holland tractor khrab h kya sara tractor ki hp bahvdani Parti h
Sr g.....preet 3549 ki power bhi bdh jagi?
New holland 3630 is best tractor 👍👍🙏💪💪💪💪💪💪❤❤❤
JD. 5036D ko 36HP se 40_45 HP badha sakte hai
Bhai jhondeere ki we hp bad ja te h kiya
Bhai ji trbo lagv h kya plz reply
यदि ऐसे एचपी बढ़ती तो छोटे ट्रैक्टर ही बड़े हो जाते हैं तू पागल है क्या
Sir New Holland 3510 me power kitna badh sakta hai Very good video 🇮🇳farmers ke waste🇮🇳
भाई मेरे पास आईसर 241 है उसकी एचपी बड़वानी है जिससे उसकी 75hp हो जाए मेरे नया ट्रैक्टर ना लेना पड़े कैसे बढ़ेगी
😂😂😂😂
Bi 105 HP ho jaega
@@desitractorvlog9643 भाई मुझे भी बताना कैसे बढ़ेगी ,मेरे पास भी है बढवालुगा🤣🤣🤣🤣
Hahahaha 😂 😂 😂 poo...... 20000haha
Hahahaha Hahahaha... 😂😂😂😂po.......
Pardeep bhai Ft 6055 me bhi power bd skti hai
Ha bhai ji per new holland ke jaise nhi
Kase badthi h hp
New holland 3230NX 42 HP ka Pick up ,Power, aur HP kitna bad sakta hai
Troctor का राजा है 3630
Bhai kabhi bhi aise hp na badhwayein...tractor mein jo parts lage hote hain vo uski hp ke hisaab se lage hote...hp badhane se vo parts ya to fail ho sakte hain ya unki life kam ho jayegi.....power badhane ke liye ye moorkh log turbo ka size bada kar dete hain par in gadho ko ye ni pata ki power badhane ke saath saath tractor ke parts ko bhi badalna padta hai taaki vo utni power bardaasht kar sakein aur ye parts keval company hi badal sakti hai.....engine, transmission, axle ye sab dobara se design karne padte hain....
Bilkul sahi kaha bhai. Company research or development per croro rupeya kharch karti hai fir ek perfect tractor tyar hota hai. Sab kuchh engineers ne naap tol kar banaya hota power ke hisab se.
Right brother👍🏼
3230 में भी पावर बढ़ जाए गी क्या कितनी एच पी बढ़ जाएगी कितना खर्च आएगा
Sir ji 3630 ford rpm drop bahot horaha hai please help?
Bhut badiya bhai
मुझे आपके ट्रैक्टर का कंपैरिजन करते हैं बहुत अच्छा लगता है इसे मेरी जानकारी बढ़ती है
Hub reduction ki seal ka ilaz bato bhai is mistri to pucho
Bhai tractor ko 50 ghante chalane ke baad bolt ko pura loos kr k fir se tight kr diya kro , esa karne se uske andar jo air bani hoti hai wo nikal jati hai aur seal leak nhi hogi fir
Koye ilaz nahi hai chaye 30 gante me lus karlo bolt ko
Bhai Farmtrac 60 T20 55hp tyre16×28 Isko b dekhte ho kya
Or kuch video do sir is tractor ki
bhai ji koi fark nahin hai donon tractoron mein alag alag Hain ek tyre Jo road per chalne wale hain aur ek taiyar aise Hain Jo ret mein chalne wale Hain check karo aap race mein iska ka average bataen Kitna litre Diesel kha jata hai ek ghante mein
U r right sir
ऐसी बात है तो मेरे eicher 241 की बढ़वा भाई
5630 4*4 me. Setel siwft geyer forwrd or. Rivers ke liye. aata. H. Kya.
7510 mile ga shuttle gear me
5630 and 7510 have same engine and same hp but only difference in show and gear
आपने क्या काम किया हैं, ओ दिखाये
sayd lainor piston chng kr ke mm bda diya hoga uska
एक तो केम शाफ्ट चेंज करते हैं, दूसरा नोजल बड़ी, तीसरा पंप में तेल ज्यादा, चौथा टर्बो लगाते हैं।
Bhaiya aap ne change kya kiya engine ke ander us ki details bato 🙏🙏
CC change kiya ya torque change kiya ....?
Turbo lagi hai
Koi fark nahi hai injan me sirf redial or simple tayras ka fark hai
Redial slip nahi nikaal raha isliye aage nikal raha hai
Swaraj 744 fe 4 star me kitna hp bade ga
ए तो बताएं की फिर कैसे हार्सपावर बढ़ाते हैं
हेलो सर मैं आपका चैनल सब्सक्राइब किया हूं आपका बहुत बड़ा फैन हूं मेरा नाम अमरजीत वर्मा है मैं टांडा अंबेडकर नगर से हूं
New holland New holland bahi
Pakistan m b kmall trecter ha New holland
new holland 5630 ja old 7500 new showroom vicho le ka tuhade kol shad jye kina hp da ho jaye ga o
ta apne phone num dedo
Bhai mere महिंद्रा 285🐈 ko Holland 5630 bana sakte ho 🐂🦁😋😆😆😆😆😆
Ye sahi hai 🤭🤭🤭🤭🤭
Bhai patiyale wale bhi takat bhadane or diesel km karne ki baat karte h jisne bhi karvaya wo ro rha h
Sahi baat h sir
Yo patiyala koni haryana se
Jekar ase hp badti ho to howland 7500. 4silander kio deti hi compny
tyr ka fark h
Sir hp kese badai is pe video bnao pls
ha bhai kiya kya bande ne ye to batao
Ye ni koi btayega bhai...isi baat ke paise leve yo mistri
Redail tyre da fark a
Y meine v vadai huai hai hp apne holland ki spciel edition mei came saft change krdo to hp vad jati hai or kuj krne ki jaroot nhi hai
Apna pH no.do veer ji
Ram ram ji powertake euro 50 ka 65 HP ho jayaga .
HP kaise bdhaya hai
Thanks
Jyada nhi bolunga company lakho kharch krti h. Agar aisa hota to company nhi kr leti. Koi to pkka nuksan hota hoga
छेड़ खानी नहीं करनी चाहिए कंपनी जो चीज़ दी है उसकी वारंटी नहीं रहती
3230tx m HP bad sakti h kaya
Icer 485 K HP bi gad jayegi kya
Thochan Ki video banavo Bhai...🙏🙏🙏
Powertrac euro ko b aadvans karana h koe mustari ho to batana /phone number b sath me
Hmara 3630 tyar kiya hoya 2 high me chlta hai 24 harrow prr
ਇਹ ਫਰਕ ਹੈ ਡੀਜਲ ਪੰਪ ਕਾ ਇਕ ਰੁਟਰਪੰਪ ਹੈ ਇਕ ਇਨ ਲਾਇਨਪੰਪ ਬਾਕੀ ਟਾਇਰਾ ਦਾ ਇਕ ਚਲਾਉਣ ਵਾਲੇ ਪਰ ਕੋਈ ਜਾ ਟਾਰਵੋ ਕੇ ਨੰਬਰ ਕਾ
Tractor me came moti dalne se diesel ka kya fark padta hai
Hp vad jati hai
New holland 3630
1 hour me kitna diesel leta hy bhai
Holland lover❤️❤️
Baat yeh hai ki aap focas kya karwana chate ho...jaise jadugar ande gayab karta hai aur sabko lagta hai ki sach main gayab ho jayenge
Bohat sahi video... शानदार जबरदस्त वीडियो
Rotavator par demo deo dono tkter k
Next time try krunga
Ram ram g video bahut badhiya h
Es tractor ko Sorkhi compitition me bulana please bhabi
Competitionto kerva lo phele
Holland ko 4x4 kr skta ho mistri g...
Kuk me h jassa mistri
Ker dega bhai ji
Holland best
Bhai mf 9500 Smart ka disal evrej ki video banado please....
Vr jado dhona odo e magrla tyar da ik utla ek thala ala nat kol k presure nal pani marda fr ni hundi
Ye Bhai sab company se badhiya ni bna skte tractor ko New holland bhi multinational level k company hai company ne tractor bechne k liye bnaya hai jesa ye bnda bta rha hai esa krke tractor ko or behtr ya kam ka bna duga to ye galat hai fr to compani kab ka inke mutabik bna chuki hoti
Bhai ji swaraj 855 ki bhi hp badh sakti h kya kirloskar engine vale m
भई रहन दे। 855 वैसे ही मर्द ट्रैक्टर है। उसमें भतेरी जान है।
भाई जी farmtrac60 की hp भी बड़ा सकते है कोई है ऐसा मिस्त्री जो 48 hp से 55hp तक भड़ा दे
Fraud hai sab
Bhai Eicher 557 karwana hai 75hp
Bhai to yahi cheez company waale bhi kar sakte h naa
NEW holland 5620 me ho to Raha hai same engine
Bas pump setting
Kem change
Turbo pressure ka hi fark hai dono
Bhai rdial ki grip acchi hoti hai
First comment bhai
Ram Ram ji
Thanks bhai ji
Kaise possible hoga bai
Massey 241 de power bdon wali video la ka ao
Bhai thoda sa difference tyre se bhi aata hai.
bhai g chalane se pehle dono ke RPM toh chk krwaye nahi
Khush rahu
भाई ये ट्रैक्टर कौन सा है पता नहीं चल रहा
575 ho Skta h kya
Bahi ji massey 245 ki bhi bdh jegi kya Holland or 245 ka same company ka engine hai
Ha bha nh or mf me simpson company ka engin ata he
New Holland me Iveco engine hai.
@@ModifiedTractorWorld pump ivaco ka hai engine Simpson ka hai
3600
3630
5620
Same engine hai 2931 cc ka
@@sahilbhana4964 Jo pehle Nh 3600 aya tha us me simpson engine tha.
Abhi 3600-2 se lekar 5630 tak iveco ka Engine hai
Aur Pump Rotary hota hai Iveco sirf engine bnati hai.
Diesel pump ke pelenger Yani piston bade Dal dete h or nosel Ka pressure bdha dete h
Kitna kharcha ata hai isme
sir ji swaraj 744 xt ka bi aisa Hp badane ka video banao plz 👏
Bhot jyada saans chade h bhai aap k 😂
Sawraj 855 m ho jayega
3230 pr video bnao bhai ji
MF 9500 ki Bad jagi Bhai
Bai 75 hp ka kitna kharcha ayega
Bhai ji mistry ka contact no hai unse baat ker lo video me se leker
Kam change Karni padda our k
New Land name kyo kiya bhai isse bhi power hp badta h kya☝️🤣🤣🤣
Bhai sab ke lagta hero जोड़ rakha h
Bro 5105 4wd ka comprison dikhao 3600 2 ke sath harow mai
New land 😂😂😂😂😂 wah