Ye ha real airport style modern Railway station. Ab Lucknow Mai Char bagh ke place per ye beautiful Railway station hoga. Modern new India ka new Railway station. Railways ko yaha sa kaphi trains operate karni chahiye kyonki expense bhi kaphi hua ha Isa construct karne mai .
Agar Vaishnodevi ke liye train chalani h to uske liye ek hi feasible route hoga jo ki via Kanpur Aligarh Ambala wala route h Because agar NER us train ko via NR chalayega via Moradabad Bareilly Junction se then wahi problem hogi ki NR time slot nhi de payega train ko jaise Gorakhpur Kathgodam Express ke time hua tha aur is vajah se train nhi chal payegi Aur saath hi saath agar Gomtinagar se train chalani h to uska engine reversal krna padega Lucknow Jn. NER pe Aur agar train Gomtinagar se LJN tak non stop aati h to 20-30 minutes ki doori ke liye engine reversal krne ka kuch matlab nhi rhega Yahi same case hoga jab is train ko NER ke network pe chalaya jaayega via Sitapur Is case me bhi ya to Daliganj ya Aishbagh pe reversal krna hoga jo ki firse bematlab ki cheej rhegi because log 20-30 minutes ki doori Wale station ke liye 45 minutes tak engine reversal ka wait nhi krenge Aur Kanpur Wale route me train bas 9-10 km tak hi NER ke section pe chalegi Uske baad NR fir NCR fir NR ka section lag jayega Lets see NER is train ko kaise manage krega
Gomti Nagar world class ban raha hai Bhai. 6 acre ka station building bana di hai four floors bhi hain blocks me yahan se to crores ki kamai hogi. Mujhe nahi lagta poore Uttar Pradesh me kahin bhi 6 acre me poora alag itna bada complex banaya gaya ho railway dwara
Ye ha real airport style modern Railway station. Ab Lucknow Mai Char bagh ke place per ye beautiful Railway station hoga. Modern new India ka new Railway station. Railways ko yaha sa kaphi trains operate karni chahiye kyonki expense bhi kaphi hua ha Isa construct karne mai .
Agar Vaishnodevi ke liye train chalani h to uske liye ek hi feasible route hoga jo ki via Kanpur Aligarh Ambala wala route h
Because agar NER us train ko via NR chalayega via Moradabad Bareilly Junction se then wahi problem hogi ki NR time slot nhi de payega train ko jaise Gorakhpur Kathgodam Express ke time hua tha aur is vajah se train nhi chal payegi
Aur saath hi saath agar Gomtinagar se train chalani h to uska engine reversal krna padega Lucknow Jn. NER pe
Aur agar train Gomtinagar se LJN tak non stop aati h to 20-30 minutes ki doori ke liye engine reversal krne ka kuch matlab nhi rhega
Yahi same case hoga jab is train ko NER ke network pe chalaya jaayega via Sitapur
Is case me bhi ya to Daliganj ya Aishbagh pe reversal krna hoga jo ki firse bematlab ki cheej rhegi because log 20-30 minutes ki doori Wale station ke liye 45 minutes tak engine reversal ka wait nhi krenge
Aur Kanpur Wale route me train bas 9-10 km tak hi NER ke section pe chalegi
Uske baad NR fir NCR fir NR ka section lag jayega
Lets see NER is train ko kaise manage krega
Kaafi khubsurat banaya h old foot over bridge ab bekaar lg rha usko bhi geera dete wakai beutiful h finishing ke baad aur acha look ayenga
Ha थोड़ा समय लगेगा अभी
Beautiful work ... 👌
Station ki building to bhut khubsurat hai
Modi hai to mumkin hai
Kio nayi train bhi chalegi ya station he banga
Chalne ja rahi Gomti Nagar se Godda 24 Feb se Gomti Nagar se 1 March se chalegi weekly
Sir ji Izzatnagar rail station aur gomti nagar may kaun sa station Achha hai Izzatnagar ya Gomatinagar comment may bataaio
Gomti Nagar world class ban raha hai Bhai. 6 acre ka station building bana di hai four floors bhi hain blocks me yahan se to crores ki kamai hogi. Mujhe nahi lagta poore Uttar Pradesh me kahin bhi 6 acre me poora alag itna bada complex banaya gaya ho railway dwara
Premature inauguration kare de rahe hain sir. Ye may-june se pehle poori tarah se complete nahi ho payega.
Sir bahraich to lucknow rail judne ka kuch update hai?
पता नहीं बहराइच से अब गोंडा होते इंटरसिटी क्यों नही दे पा रहे
Chargbagh railway station second entry redevelopment work update
Ye station toh china jaisa hai
Sir, Pilibhit Lucknow judne ki kya update hai
April Tak hoga
Sirji Charbagh Junction Railway Station Redevelopment Ka Update Dijiye Kuch
Ye station
to charbagh ko piche chod denga
Ban to gya pr ab train bhi chalaye
Kya charbag jitni trains bhi chalengi😅😅😅😅
नही उतनी ट्रेन यहां नही होंगी
Sir please ,
Pilibhit shahgarh GC ki koi update btaaiye kya chal raha hai kya nahi
👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
Are bekar ka .
.trains nahi hai ner ke pass