Tirangaa movie :- rajkumar director ko bola tha ki "nana patekar bada gussel type ka aadmi h, gussa aane pr galiya deta hai... & rajkumar bhi kafi attitude wale aadmi the...Isliye dono ek dusre k sath comfortable nhi the.... Dono ne jaise taise shooting puri kar di 😅
Best dialogue missing, Ankush movie Madan Jain : tu ladki ko nahi chhedta ? Raj Jhutshi: main har ladki ko apni maa samazta hoon, isse Niyat saaf rehti hain. Nana Patekar: teri niyat ka to thhik hain, lekin tere Baap ki niyat ka kya hoga ? 😂😂😂😂 best movie of Nana Patekar 'Ankush '.
Ankush movie dekho, Nana Patekar ki best movie hain. Ankush, Parinda, Angaar ye movies ke baad Nana Patekar jabardast Hit huye. Angaar movie mein Pakistani cricketer Mazhar Khan ne Nana ke bhai ka role kiya hain. Jisne Ankush, Parinda, Angaar nahi dekhi usne Nana Patekar ka acting dekha hi nahi. Baaki movies mein Nana bahot soft hain, ye movies mein Nana ka khauf dikhta hain. Underworld don 'Manya Surve ', Nana Patekar ka relative tha. jispe John Abraham ki Shootout at Wadala movie bani. Maine bachpan mein Nana Patekar ko bahot baar dekha hain, Pune mein, 1 baar hamare Pados mein aaye the, tab baat bhi huyi thi. 1990 ki baat hain.
Raj Kumar sahaw muh par aadmi ki beijjati kar dete the or Nana Patekar ka gussa extra level ka tha isilye har koi yehi kehta tha ki ye movie complete nhi ho payegi
Rajkumar ke bare me nana patekar ne isiliye bola tha qki rajkumar hai movie me jada dakhvalandazi krta tha or bahot ghamandi tha yaha tk ki movie ke director b unse darte the kafi actor ke dialouge wo km krte the qki film me unka rutba bdhe or log unhe hi pasand kre isliye nana patekar ne aisa bola tha baad me inke bete industry me aaye the tb director ko dhamkake apne bete ko movie me hero banane ko dhamkate the jb rajkumar ki death hui to unke bete ko kisi ne apni movie me nhi liya apne baap ki glti usne bhugti yahi sach hai
Tirangaa movie :- rajkumar director ko bola tha ki "nana patekar bada gussel type ka aadmi h, gussa aane pr galiya deta hai... & rajkumar bhi kafi attitude wale aadmi the...Isliye dono ek dusre k sath comfortable nhi the.... Dono ne jaise taise shooting puri kar di 😅
Wajood movie bhut jbrdst h bro ho ske to isko lao mja aayega ❤
nana ji ka yeshwant parinda kranthiveer top ta parinda uska jabardast acting ta
Love from india
Best dialogue missing, Ankush movie
Madan Jain : tu ladki ko nahi chhedta ?
Raj Jhutshi: main har ladki ko apni maa samazta hoon, isse Niyat saaf rehti hain.
Nana Patekar: teri niyat ka to thhik hain, lekin tere Baap ki niyat ka kya hoga ?
😂😂😂😂 best movie of Nana Patekar 'Ankush '.
Nana patekar sir ki aawaj ab Gadar 2 me bhi gunjegi❤
Nana patekar true legend
Ankush movie dekho, Nana Patekar ki best movie hain.
Ankush, Parinda, Angaar ye movies ke baad Nana Patekar jabardast Hit huye. Angaar movie mein Pakistani cricketer Mazhar Khan ne Nana ke bhai ka role kiya hain.
Jisne Ankush, Parinda, Angaar nahi dekhi usne Nana Patekar ka acting dekha hi nahi. Baaki movies mein Nana bahot soft hain, ye movies mein Nana ka khauf dikhta hain.
Underworld don 'Manya Surve ', Nana Patekar ka relative tha. jispe John Abraham ki Shootout at Wadala movie bani.
Maine bachpan mein Nana Patekar ko bahot baar dekha hain, Pune mein, 1 baar hamare Pados mein aaye the, tab baat bhi huyi thi. 1990 ki baat hain.
Raj Kumar sahaw muh par aadmi ki beijjati kar dete the or Nana Patekar ka gussa extra level ka tha isilye har koi yehi kehta tha ki ye movie complete nhi ho payegi
You should be react Yashwant movie
Kaise batau tumhe tum mere liye kaun ho........
Ajay devgan top ten
Kohram or Tiranga mein Nana ka comedy dekho kya actor hai.
Tiranga me dono hero yede the, isliye director dono ko leke jyada tension me tha
yashvant movie start karo...
React on ek machhar song Nana Patekar
Rajkumar ke bare me nana patekar ne isiliye bola tha qki rajkumar hai movie me jada dakhvalandazi krta tha or bahot ghamandi tha yaha tk ki movie ke director b unse darte the kafi actor ke dialouge wo km krte the qki film me unka rutba bdhe or log unhe hi pasand kre isliye nana patekar ne aisa bola tha baad me inke bete industry me aaye the tb director ko dhamkake apne bete ko movie me hero banane ko dhamkate the jb rajkumar ki death hui to unke bete ko kisi ne apni movie me nhi liya apne baap ki glti usne bhugti yahi sach hai
Samjh jao bhaiyo .....insaan ...insaan hota hai .........dharam kuch nhi hota