धन्यवाद, बहुत अच्छा समझाया - I am a new investor using angel one. Daily margin statement kya hota h. कैसे पता करू कि मैंने जो शेयर खरीदे हैं वो margin पर हैं या बिना margin के 🙏
Sir broker ke kuch time duration deta hai ki nahi jeise agar Etna din pe apne margin se jo paisa liye hai agar woh wapis nahi Etna din ke under to main apka share sell kardunga. Please sir reply me
Mera ek sawal hain. share ya mutual funds pledge karke jo credit amount miltha hain trading keliye uss amount ke oopar interest lagtha hain ya nahi. Agar lagtha hain tho kitna?
बहुत बहुत धन्यवाद इस प्लेज में तो कंपनी की चांदी है जो स्टॉक प्लेज करते हैं उनको नुकसान ही झेलना पड़ता है। सर एकसवाल है कि स्टॉक प्लेज की कोई समय सीमा होती हैं या फिर पहले दिन से ही ब्याज लगाना शुरू कर देते हैं
@@letsstart66 mene pay later me purchase kiye hai, 4 din me wapas sale karne padenge kyunki mene purchase kiye hue share ko pledge nahi kiya raat ke 9 baje se pehle warna 90 din tak rakh sakta thaa, ab sab details mil gai, uss din details nahi thi
Sir jee mere angle me 100 shaire sail ke the Maine sell Kar diye uske tyrant baat Maine south indian bank ke shaire le liye ab ye pledge holding diya rahe hai please help me
मैं आज ही इस की जानकारी खोज रहा था, धंनवाद
Sir aap ke samjhane ka tarika bahut hi sarahaniye tha bahut bahut dhanyavad 🙏🏻
गुरूजी बहुत बहुत धन्यवाद आपका बहुत ही अच्छे तरीके से आपने समझाया 🙏
Dhanyawad guruji...aachhe se samjhaya aapne...mera bahot nuksaan hua tha 🙏🙏🙏🙏🙏
आप ने अच्छे से समझाया इस के लिए आभार प्रकट करते है धन्यवाद ,sir
Bahot badhiya sir itne asani si koi nahi samjha sakta thank you sir ji..🙏🙏🙏🙏
Bahut ache se samjhaya....thank you
Best teaching quality ,proud of you Sir.
Bohot baccho ki tarha samjhaya..thnx sir...aise hi samanjh ata h
Thank You Bhai for Information 🙏🏻🙏🏻 best explanation ever
Pledge ka paisa ko , only intrady use ho saktaa hai , iske alawa delivery mein use kar sakte ?
Pure youtube Mai aapne sab se achhe se samjaya
FULL CONCEPT CLEAR ..THANK YOU
Nice information
Bohot ache se aapne smjhaya.... thanks
Bahut hi khoobsurat tarike se samjhaya bro🥰
Pladge margin mese unpladge margin less kar ne ke bad jo amount hai wo Amara profile hai na ?
This is nice guidelines for me. As I was in confusion on this stage.
Bhut achdhe se samghate hai sir aap thank you
Marvellous video 😘😘 Full Concept Clear
Sir unpledge krne k baad kya vo share hum bech skte h yaa nhi
Iska jawab milna chahiye ..batao sirji kiya yea sell karke ammount bank me le saktey he ...batao
Good knowledge i like it this is Azlan Arain khan Director and Cinematographer.
Is there any other charges for long time pledge
Processing charge k alawa bhi kya koi daily charge lgta h ki nhi ?
Interest per day pe lagat hai kya???
धन्यवाद, बहुत अच्छा समझाया - I am a new investor using angel one.
Daily margin statement kya hota h. कैसे पता करू कि मैंने जो शेयर खरीदे हैं वो margin पर हैं या बिना margin के 🙏
Sir wo charges daily basis pe he ky
Overnigh pledge rakh sakte hai ?? Kitna intrest lagega
Kitne dino taak pledge share rakh sakte hai? Interest charge Kitna hoga example ke saath bataye,
Good information for beginners ❤❤❤love from karnataka
Pledge margin se intraday trading karne me bhi interest lagega kya ?
Delivery mai agar maine tata ke 2 share sell kiye toh charg kya lgta hai? Per share sell chrg hota hai kya
Sir pledging me koi time limit hai ya jab chahe tab unpledge kar sakte hai?
Sir interest kab lagega? On what amount
Sir broker ke kuch time duration deta hai ki nahi jeise agar Etna din pe apne margin se jo paisa liye hai agar woh wapis nahi Etna din ke under to main apka share sell kardunga. Please sir reply me
Pleadge krne k bd jo profite hoga Bo kha plus hoga brokerage k pas ya Apne hi pas
Sir, pledge stocks ko same day unpledge karna hoga kya
Sir ye pleged kiya huaa Paisa dusre share ko khareene me use kr skte hai kya
Kya please amount se him stock delivery le skate hai aur kya please amount per interest bhi lagata hai
Kitne dino tak pledge rakh sakte hain
Koi v daily charges lagta hai kya?
Ya to only 20 rs plus gst?
Aur kitna din k liye pledge kiya ja sakta?
is work intradar / delivery how many days use
MTF pledge ka payment interest ya other cost katne se pahle kaise karein.
Thank you. Also please guide for intraday charges, is it same as normal or different
Ye paise hum intraday trading kar sakte hai kya
Sir kya pleadge se ipo le sakte he kya please reply massage
Guruji sgb liya h to isko pledge karke extra interest mil sakta h kia plz
Direct share sell kiya to apne AP unplaged hota hai kya
Long term me use kr skte hai na
Kya pledge karne ke baad us amount ko nifty maein use kar sakte hai. And yeh wala margin wasps kaise karna hai
Kitne din me pledge amount chukana haiii
Bahut badiya sahi tarikhe se samjate ho sir aap
Do I need to pledge if I buy equity stocks with full payment to hold for a long time
Koi limit bhi hai kitne time Tak pledge holding use kr sakte hai ?
Bhut helpful jaankari mili aapke channel per..i subscribe..thanks
Bahot better se app ne samjhaya thanks
Mera ek sawal hain. share ya mutual funds pledge karke jo credit amount miltha hain trading keliye uss amount ke oopar interest lagtha hain ya nahi. Agar lagtha hain tho kitna?
0.05% per day
Sir pledge amount ko kitna din tak hold rakh sakte hai.
Agar pledge amount se share buy kr k hold krte hain to kitna intrest lagta h
Bhai maine pleage kiya hue abhi muje unpleag karna hai to kya mera paise cute ga kya
Sir pledge allow yes or no ka keya mening hai portfolio share list mai kishi share ka age yes hota hai kishi ka age no
Bhut badiya jankari di bhai aaj hi use kiya tha morning me
Pedge share and unpledge share both sell kar de to kya ye hoga
Kya es amount ko delivery me use kar sakte hai
Sir Kitne din rakh sakte hai aur us amaut par interest kitna dena padega..
Daily bhi interest lagta
Hai kya bhai? Ya sirf ek baar jab kare tan?? Please bata dijiye 🙏🏻
Interest kya lagta hai pledge karne se if I keep the pledge for one month
Sankar Mukhopadhyay
Mere pass 30800 plegde holding dikha raha hai. Kya iska upyog karna sahi hai. 20rupye Aur 18% gst har month dena padega.
Mutual fund pledge ho sakta hai kya
Kitne din Tak rakh sakte hai
Options trading kar sakte hai
Per din ka kya charge hai
Aapne achi and bdhiya mahiti de to my aapka aabhari hu
Pledge holding ka per day ke hisab se charge lagta hai kya
Sir agar shere by na ho to order cancel ho jye to fir koi fine nhi lagta kya???
Great jankarj bhai smj agya ek dm keep it up
बहुत बड़ी जानकारी दिया भाई धन्यवाद
Very very nice information sar❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Charges one time Dena padta h ya daily ka jata h kuchh percent
बहुत बहुत धन्यवाद
इस प्लेज में तो कंपनी की चांदी है जो स्टॉक प्लेज करते हैं उनको नुकसान ही झेलना पड़ता है।
सर एकसवाल है कि स्टॉक प्लेज की कोई समय सीमा होती हैं या फिर पहले दिन से ही ब्याज लगाना शुरू कर देते हैं
Pledge amount se roj roj intraday trading kar sakte hain kya ? Pledge stock amount ko kitne din me unpledge karna hota hai ? Kya niyam hai iske liye ?
Sir ji pledge charges kitna margin pledge 24 margin unpledge 24 per day extra kuch charges hai
Inierest kitna lagta h sir?
सर क्या प्लेज मार्जिन से ऑप्शन सेल किया जा सकता है ??
Aagar loss hoga too ky hoga and profit hoga too ky woh bhi batai ye plzzz
Pledge ammount se agar mene koi share kharida to me uss share ko kab tak apne portfolio me rakh sakta hun pls bataye
Delivery me nhi le skte pledge money se
@@letsstart66 mene pay later me purchase kiye hai, 4 din me wapas sale karne padenge kyunki mene purchase kiye hue share ko pledge nahi kiya raat ke 9 baje se pehle warna 90 din tak rakh sakta thaa, ab sab details mil gai, uss din details nahi thi
Clear batao na bhai ji ke pledge ke baad jo paisa aayega uska upyog intra day and option ke liye hi hoga delivery nahi le payege bandish kyo he
Jitna din mere paas Paisa rahega itna change zyada dena hoga kya
Pledge krne ke bad daily bhi koi interest deduct hota h kya?
Meine withdraw pe click kiya to “no stocks available to withdraw” esa likha aa raha hai sir kya karu aap bataye
Pledge amount kitne time period k liye milta he???
pledge transactions Ka kiya matlab hota hai ..hume yea ammount kab milega humare bank account me
Sir stock kitne din ke liye pledge kr sakte hai
But us margin se koi share hi nai lena h to us margin ko kease hatay sir kya unme bhi taxe dena padta h...?
बहुत अच्छी जानकारी दी है भाई साहब 10000लाते हों और 7000लेके बाहर निकल ते हों
Sir jee mere angle me 100 shaire sail ke the Maine sell Kar diye uske tyrant baat Maine south indian bank ke shaire le liye ab ye pledge holding diya rahe hai please help me
Great explanation. But sir maximum kitne dino tak ye pledge money ham hold kar sakte hai??
90 Days
@@AnshuKumar-js6ys thanks 🙏
Sir agr increase margine kre to us se kya hoga
Pledge ke baad mila amount se delivery me share kharid skte hai kya
Sir iifl aap me kaise unpledged kr sakte hai mai glti se leli hu mujhe malum ni tha
Sir pledge or unpledge amount alg alg hai same share k baad bhi to y charge kse calculate karte hai
Kya pledge se stock le sakte hai
Pledge holding me balance jo pada hai kya vo man balance me se to nhi ktega