Mai khud yahi kam krta hu. Sab puch rehe ye girega to nahi un logo ko batana chahunga ese lgane ke jab bolt tite karte hai to eske under pttiyan failti hai aur ye under bhut majboot pakat ho jati hai . Ise nikalne ke liye hame bolt dhila krna padega tabhi niklega verna nahi.santust ho to like kare
सर यह पंखा गिरेगा तो नहीं, नहीं तो गिर जाए क्योंकि चलने पर यह ढीला होगा ,और।एक दिन कही गिर न जाए, मुझे यही डर लगता है ... और अगर कही गिर गया तब तो मोय मोय ...
Bhaiya humara pipe fan ka tera dal diya h pop glat ki k mtlb fan pipe Sai door karte pop bilkul pas mai pop ka desine bna diya h to fan chalte time teda ho jata h koi tari ka h btao plz
Bahi ham NY selling karyw hi aur us me pankha lagnay Wala huk ni lagwaya ab problem ye hi k selling k andr say huk kasy lagye jis Sy sath pankha lagya ja saky plz koi Hal batye
Agar fastner lagate samay drill bit wiring ke pipe mein chala gya to problem v to ho sakti hai .jha par hum drill bit se fastner lagana hai , kese pta lagayenge ke jha par wiring ka pipe nhi hai .
@@Technicalsamayofficial itna time kha hota hai kisi ke pass pipe check karne ka .hum ne to Aaj Tak chek nhi kiya .fir v kabhi koi problem nhi huyi. But kabhi kabar esha ho sakta hai . Maan lijiye haal mein fan box se 5 ja 6 feet hutkar fastner lagani hai to waha par kese pta chalega ke kidhar kidhar se piping huyi hai . am i write sir . Koi esha tarkeeb batayein ke slab mein pipe dikh Jaye .jese ke doctor chest ka exra karte hai aur insaan ke under ki hadiyian tak dikh jati hai . Slab scanning machine hai koi .
Jaise 10 mm ka fastener Bolt hai to usmein 12 mm ki bit lagaen aur Bolt hamesha tight karna chahie agar tight kasega to dikkat nahin aaegi agar loose hoga to dikkat a sakti hai

Is hook ki lambai kitni hoti hai chat 4 inch hai to chat me cheda to nahi hoga na
Huk anticlock nahi he isliye bond tite lagana jaruri he
Agar pop ceiling me fan box lagana bhul gaye ho to bina jyada tode koi solution hai kya sir
Iske liye Lamba bit lagaye aur FIR usmein surag Karen lag jata hai
ua-cam.com/video/DO-rjZOh0WU/v-deo.html
Is video ko dekh lo aur use tarike se kar sakte hain
Good bhai aap ki video
सर यह पंखा गिरेगा तो नहीं, नहीं तो गिर जाए क्योंकि चलने पर यह ढीला होगा ,और।एक दिन कही गिर न जाए, मुझे यही डर लगता है ... और अगर कही गिर गया तब तो मोय मोय ...
Fastner jitna tight lagega utna majbut hoga aur jitna Lamba hoga utna hi achcha hoga agar tight lagega to kabhi nahin girega
Ye nhi girta hai garanti hai
Very nice bhai
Vibration ki vahjh gire ga sir fan
Eeto ka linter me fastener. Set
ho sakta ha ya nahi
हो सकता है कोई प्रॉब्लम नहीं आएगी आपको लेकिन मजबूती से लगना चाहिए लूज नहीं होना चाहिए
Ac out door hang ho skta h kya fasner pe
भाई साहब क्या फास्टनर को ईंट बाले लिंटर में लगाया जा सकता है बताने की कृपा करें। आपको सपरिवार शुभ रात्रि जय हिन्द वन्देमातरम।
लगाया जा सकता है कोई प्रॉब्लम नहीं है
@@Technicalsamayofficialॐनमोनारायण हर हर महादेव जानकारी देने के लिए आपको बहुत बहुत धन्यवाद आपको सपरिवार शुभ रात्रि जय हिन्द वन्देमातरम।
Thanks bhai
Thanks bhai ssaappggssassaappggssaa
Laga lijiye
भाई इसको पट्टी वाली छत में लगा सकते है क्या।👏
Patti wali chhat mein risk rahti hai lanter wali chhat mein best hai
@@Technicalsamayofficial फिर पट्टी वाली में कैसे लगेगा और कोनसा लगेगा
13m.m ki chikkwalisimppl drill msin se silling fan ka fastner legjayga kya
Bhaiya 10m ke fasner m kitne no ko bit laga sake h 14 number ki ya 16number ki bit plz🙏🙏🙏🙏
10 mm main 12mm bit lagegaa
Bhaiya humara pipe fan ka tera dal diya h pop glat ki k mtlb fan pipe Sai door karte pop bilkul pas mai pop ka desine bna diya h to fan chalte time teda ho jata h koi tari ka h btao plz
Bahi ham NY selling karyw hi aur us me pankha lagnay Wala huk ni lagwaya ab problem ye hi k selling k andr say huk kasy lagye jis Sy sath pankha lagya ja saky plz koi Hal batye
Sir jo faster aap ne lagaya hai toh kya fan ka jo clump ka radar hota hai toh kya woh hook mein lagega
Ji bilkul lagega
Sir mere fan fasner laga h. Mujhe dar h ki kahi fan gir na jai. Pls koi substitute tarika batai ki mere fan na gere.
Bhai Sahab ketne din tak chalega
Dril karneke bad concrete slabe seling barish ka time me leak hota hai
ऐसी कोई प्रॉब्लम नहीं आती है ज्यादा लंबा सुराख ना करें
Jitna ka bit rahega utna fastner rahega to kaise fit hoga
Thoda sa usko jyada chalayen to over size hole ho jata hai jisse fastener aasani se lag jata hai
10 mm anchor bolt me 12 mm dril bit use hoga kya
14 mm bit use hoga
10 mm faasner me 14 mm bit
Pati wali chat pr lga skte hai kya...
Kaha se kharide
Fan fastener pr fan ki aawaz ati h?
Is it safe for next time?
Kitna din tikegi lekin bhai
Sir ईट वाला छत है और छत में कोई लिंटर नही हैं तो तब भीं लग जाएगा क्या,
Plz रिप्लाई
मत लगाना ईट का पकड़ मजबूत नही होता
इसके गिरने की चांस है क्या पंखे के वाइब्रेशन से
No
अगर मजबूती से लगता है तो कोई प्रॉब्लम नहीं आएगी बिल्कुल भी नहीं गिरेगा
Hum bhi apne ghar me lagaya hoon lekin girne ka dar lag raha hai......kahi gir na jaye.........apka experience hai......kya gir skta hai?
Nahi girega bhai
Concrete ki roof mein lagaya ja sakte hai kya?
हां जी बिल्कुल लगाया जा सकता है
Are sar aap kahan se Rahane Wale Hain hamen bhi teen kamre mein lagana hai pankhe kya aap aap ham aapko adress Bata
हम अलवर राजस्थान में रहते हैं आप बताएं आप कहां पर रहते हैं
Surat Gujarat
Sir ji 12 mm fan fastener pe kitne mm ki bit lagegi
16mm
क्या इस पर पंखा लगना सुरक्षित रहता हैं
G bilkul
Kabhi achank fan gir to nhi jayga????
Sir fan fasnar kitne mm ka lagaye reply sir
18 mm bit size 16 mm fastner
Gaatar wali chhat me bhi lg sakta h kya ye
लगा सकते हैं लेकिन ध्यान देना पड़ेगा पट्टी के बीच में ना लगाएं जो पट्टी की दर्ज होती है उसके अंदर लगा दे
Bad me gir gya to sr
भाई साहब कितने दिन तक चलेगा कोई दिक्कत तो नहीं
8 mm fhastner ke liye kitni mm ka bit le bataiye
12 mm
Ya sub lagwane ki liye kis ko bulana padega
किसी भी इलेक्ट्रीशियन जो लाइट फिटिंग करता है उसको बुलवाएं
क्या फास्टनर ईंट वाली छत मे लगा सकते है
जो बीना आरसी और आईबी लेटर के होती है
Usmein thoda risk ho sakta hai
Bit ka. Size aur fasnar ka size sahe se batay
11 mm
Agar fastner lagate samay drill bit wiring ke pipe mein chala gya to problem v to ho sakti hai .jha par hum drill bit se fastner lagana hai , kese pta lagayenge ke jha par wiring ka pipe nhi hai .
Yah pahle check karna hota hai surag karne se pahle aur vahan per Ham check Karen pahle Kidhar kidhar se pipe rahe hain
@@Technicalsamayofficial itna time kha hota hai kisi ke pass pipe check karne ka .hum ne to Aaj Tak chek nhi kiya .fir v kabhi koi problem nhi huyi. But kabhi kabar esha ho sakta hai . Maan lijiye haal mein fan box se 5 ja 6 feet hutkar fastner lagani hai to waha par kese pta chalega ke kidhar kidhar se piping huyi hai . am i write sir . Koi esha tarkeeb batayein ke slab mein pipe dikh Jaye .jese ke doctor chest ka exra karte hai aur insaan ke under ki hadiyian tak dikh jati hai . Slab scanning machine hai koi .
Kya huya sir aap ne mere swaal ja jabab nhi diya
X-ray machine se hi krke dekhna... Pipe dikh jayenge
Yhe kabhi niklega to nhi
Nahin niklega
Fan girega to nahi
Fan Nahin girega lekin lagaen Jab Achcha majbuti se yah Kasna chahie
Kabhi girega to nahin na
Bit to 18 mm ki hai jo fastner hai woh kitne mm ki hai .
18 mm bit size 16 mm fastner
Bro ye fasner kitne mm h
30 rupa
Isse linter me koi nuksan nahi hoga
Bhai ji kya isme fan girne ka dar nahi hai?
Ji bilkul nahin hota
@@Technicalsamayofficial thanks Bhai ji humara fall celling ki wajh se centre bhag gaya hai aur hume bahut dar lag raha hai fastner ko lekar
Mujhe lagwana hai
Girega nahi n bhai
Fasnar market me nhi milta hai
On line mil jayega
@@Technicalsamayofficial fasner ka link send kijiye market me nhi milta hai
नही नही नही bhaiya bahut dar h koi bhi mt lagao आएसे
Ye kitne ka aata h
100 rupaye ka
Bhaiya hamara chat 35 saal Purana hai
Laga se
Usse koi matter nahin karta lenter achcha hona chahie aur fastener tight lagna chahie koi fark nahin padega Laga sakte
RPM850 fan hai.
This is risk 😅
Ghar mein 6 mahine ka baby hain darr hain kahin kgul ke gir na pare
अगर मजबूती से लगेगा तो कोई परेशानी नहीं होगी
Bhai ye kunda chat mein se nikal to nahi jayega
Nahi niklega
Isme bizli ka connection bhi karna ho to kese karen
उसके लिए ओपन वायर आएगा
Slab likh problem
Eat,ke,chat,mekase,lagaye
सर जी बाद मे कोई परसानी तो नहीं न होती है जैसे गिर ने की
Jaise 10 mm ka fastener Bolt hai to usmein 12 mm ki bit lagaen aur Bolt hamesha tight karna chahie agar tight kasega to dikkat nahin aaegi agar loose hoga to dikkat a sakti hai
Kya fan girne ka darr rehta hai reply please
Agar acche se lagaenge to fan Nahin girega tight Lagna chahie
Tag kar dekha lena