Mam, doormat ki 2nd line me 2-2 knot bnane h ... aur ushke baad next line me 1-1 knot hi bnane h jab tak...ki knot ke bich me gape aana na suru ho jaye ....doormat ki 3-4 line 1-1 knot ki hi bnani hai ... aur 3-4 line complete ho jane k baad fir se knot ki sankhya badha denge aur 2-2 knot bana kar ek line complete kar leni hai ...then next fir se doormat ki 5-6 line me 1-1 knot bana lene hai ...ishi rule ko follow karke aap jitna bada doormat bnana chahe utna bada doormat bana sakte hai....aur yah dhyan rakhe ki jab knot ke bich gape aana shuru ho jaye ush time humko knot ki sankhya badha deni ha....😇
Mam, agar aapne knot ko kuch jyada hi khinch kar bana liya hai to doormat fold ho sakta or jhol aane lagta hai.. ishliye... doormat bnate waqt yah dhyan rakhe ki knot ko na to jyada tite rakhe aur na hi jyada loose....and video me sikhaye anusar doormat bnayege to aapka doormat ekdam perfect bnega 😇
Bouitfoll ❤❤❤ nice 👍
Bahut hi sundar ji
How to close
You can close the doormat by sewing it with a needle and thread 😇
🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉❤
Thank you 🙏
Didi
1 fande ki line kab karni hai & 2 fande ki line kab shuru karni hai? Batayie plz.itna fast ho raha ki samz nahi paayi. Plz batao.tnx
Mam, doormat ki 2nd line me 2-2 knot bnane h ... aur ushke baad next line me 1-1 knot hi bnane h jab tak...ki knot ke bich me gape aana na suru ho jaye ....doormat ki 3-4 line 1-1 knot ki hi bnani hai ... aur 3-4 line complete ho jane k baad fir se knot ki sankhya badha denge aur 2-2 knot bana kar ek line complete kar leni hai ...then next fir se doormat ki 5-6 line me 1-1 knot bana lene hai ...ishi rule ko follow karke aap jitna bada doormat bnana chahe utna bada doormat bana sakte hai....aur yah dhyan rakhe ki jab knot ke bich gape aana shuru ho jaye ush time humko knot ki sankhya badha deni ha....😇
Nice bata❤❤❤
Thank you 😇❤️
❤❤❤❤❤❤
Thank you 🙏
Super
Thank you 😇❤
सुंदर...
Apu aita ki kapor... Plz bolen
❤
😇❤️
Bahut sundar
Mam ek saree me kitna bada door mat banega
Mam, 15-18 inches ka gol doormat ban sakta hai 😇
Nice❤
Thank you 😇
Poocha mud kese jata he

Nice
Nice
Thank you 😇