Ye ham ne Kallar kahar wali side pe bheja tha khud nahin gaye thay ham wahan unhon ne khud install kiya tha. is liye ham video nahi bana sakay. aik aur video channel pe hai us me dikhaya hai ye kaise kam kartay hain ap wo daikh lain same to same waise hi ye kam kare ga. ua-cam.com/video/IDYz6-s6dvI/v-deo.html
पाकिस्तान की जनता में हुनर काबीले तारिफ है लेकिन नीकम्मी सरकार कि वजह से पाकिस्तान का हुनर कहिं नजर नहीं आता , सरकार हुनर को तवज्जो देकर डौलपमेंट करती तो पाकिस्तान जपान को पछाड देता !
Is video k part 1 main core size wire guage ka bataya tha wo video daikh lain .is main 48 kg k qareeb 1 no cotton silver wire lagi hai aur core ka weight 185 kg k qareeb tha
Good job asy hi mahnat karian
Thanks
High quality Product
Yes
Very good built quality 👍
But one thing is missing body earth connection between transformer for additional safety..
Yes, you are right
Kha p milega contact number de
Sir ye Kitnay ka tyar hota hai
Bhai ye 100 Ampere load k liye hai. Ye 240000 main tayyar hota hai
@@ShineTransformers thank you
Oar 5 kva ka ghar k liye, copper coil main
15Ampere load k liye 28000 ka
India ma ha 70000 ma 5year warrenty ma miltha ha
80 kva ka steblaijar kitne HP ki Motar chalayega
100 Ampere tak load chalaye ga
Bhi jan operate kar k to apnskikhsia he nahi. Kitna volt sa 440 kar raha ha kam az ksm kitna sa step up kar raha. Ha
Ye ham ne Kallar kahar wali side pe bheja tha khud nahin gaye thay ham wahan unhon ne khud install kiya tha. is liye ham video nahi bana sakay.
aik aur video channel pe hai us me dikhaya hai ye kaise kam kartay hain ap wo daikh lain same to same waise hi ye kam kare ga.
ua-cam.com/video/IDYz6-s6dvI/v-deo.html
Automatic three face
Stabilizer automatic 3 phase kitne ka milega
Automatic nahin banatay 3 phase manual hota hai
आप भारत में रहते हैं क्या ?
I am from Pakistan
पाकिस्तान की जनता में हुनर काबीले तारिफ है लेकिन नीकम्मी सरकार कि वजह से पाकिस्तान का हुनर कहिं नजर नहीं आता , सरकार हुनर को तवज्जो देकर डौलपमेंट करती तो पाकिस्तान जपान को पछाड देता !
Kitne ka aata hai sar
300000 PKR
सर कोर का नंबर बताएं और वायर गेज नंबर और बायर कितना केजी लगता है बताने का कष्ट करें
Is video k part 1 main core size wire guage ka bataya tha wo video daikh lain .is main 48 kg k qareeb 1 no cotton silver wire lagi hai aur core ka weight 185 kg k qareeb tha