Apne bahot hi achhe tarikese samjaya hai.pr etani badi prosess shayad hum kar na paye...si hum hospital me hi total kharcha 80 bataya ... ayushman scheme rahte bi 30.40 ki demand kr rahe hai..koi helf ho sakti ho to batav sir ..bhot ehsaan hoga aapka
Sir emergency nhi bina hospital me admi nhi huya hai sirf test aur medicine ka treatment ke bill claim ho jaye ga kis option choice karna hoga please sir
Sir namaste sir Jesse 01/01/2022. Se 02/01/2022 tak ka bill payment Kiya 02/01/2022ko dopaher 1200 ya 02 pm baje ke aas pass hamne CAPF ayushman card lagwaya 05 /02 / 02 /2022 ko discharge ho gaye to wh bill kese calem hoga Or sir bill callem karne ke liye koan koan se kagaj me docter ke sine karne hoge Kya sir medical calem lene ke liye amergency cartificate Lena jaruri hoga Koan koan se kagaj main doctor ke sine karane hoge
@@TGChandresh Sir jese 36 ghante tak hamne elaag pement karaya uske bad card lagaya jo sir pahle 36 ghante ka pement hain wh pese lene ke liye koan koan se kagaj main doctor ke sine karane padege
Hamko sir bill ki photo kheenchkar upload karna hai kya.. Or bill patients ko admit hona jaruri hai ya checkup Or investigation ka bill bhi ham claim kar sakte hain plz info.. Jo cghs pennel ke bahar hospital hai ushka bill bhi claim kar sakte hain kya.. Or emergency slip koun banayega.. Mtlb wahi hospital banayega ya government hospital ka emergency slip refar kiya huaa chahiye. Plz info
Agar aap Bina admit ke treatment karaen Hain, to aapko OPD ka medical bil claim karna hai, aur agar aap admit hokar treatment karaen Hain, IPD ka medical bill claim karna hai, EMERGENCY CASE MEIN AAPKO KOI BHI REFERRAL KA JARURAT NAHI HAI
Achha sir ek chij batayen Mai govt hospital mai treatment karaya. IPD claim karte samay option hai ki add procedure amount but mera to operation ka 1 Rs bhi nahi laga, to mai procedure amount kaise dalu? Bina amount daley procedure add nahi ho raha hai. Kya karu?
Sir jai hind kya aap ko capf me Condonation certificate ke process ke baare m jaankari h kya, ya koi format aap ke pass ho to plz batane ka kasht karein
OPD me ho jata hai.ipd me discharge karwate samai active karwane bolta hai... Aap illaiz karwane jaoge ussi samai active karwane keliye rejister kar dena
Sar Mera Clem Reject kiya hai computer biil mag Rahe hai par mera Dist Hospital mai Computer biil feslitiy nahi hai sar 1biil ober Deuy ho hai kah rahe hai or jo ki mai ne pahle 1mahina ke andar fhilab kar Diya Tha Document bad mai Objection Aya ki OPD mai stamp nahi hai fir mai 1mahina ke andar la kar Diya to over time ho gaya hai kha sar pl koi tarika bataye sar thanks
Sir me CRPF me hu Mere father ko Cancer hua hai or AIG Hyderabad me ilaaj karwa raha hu bill 💸 12-13 lakh hua hai claim se return hoga Emergency certificate bhi mila hu
Jo hospitals ayushman me add hai usi hospitals me aap cashless treatment kra sakte hai, aur agar aap kahi aap ese hospital me treatment kara liya hai jo ayushman me add nahi hai es case me aap reimbursement claim kar sakte hai ,
Sir .emergency certificate mostly joruri kya...
Nehi rehne se bill approval nehi hoga sir..plz reply
Ye crd army hospital m bi chall sakta h
Sir agr humne hearing aid ka bill claim krna he wo kisme krenge
Apne bahot hi achhe tarikese samjaya hai.pr etani badi prosess shayad hum kar na paye...si hum hospital me hi total kharcha 80 bataya ... ayushman scheme rahte bi 30.40 ki demand kr rahe hai..koi helf ho sakti ho to batav sir ..bhot ehsaan hoga aapka
Agar medicine and other items kai ho to ak ak name type karne to bahut time lagega koi short tarika batao sir
Sir cghs chrg mai elag karane baad jo bill pay karna parta hai uska v claim ho jayega....?
Dear Sir,
Tms se 2018-19 ki case paid report & case details kaise milega
Sir stamps kon se documents pe lg vani hoti h
What is non availability pharmacy receipt from in house pharmacy??
Y asa form Jo medicine out side se purchase uska certificate apne unit hospital Dr se sign karana hota h
Refer karana padega kya Bill claim karne kelie ?? Please suggest me
Ha
Pdhle se bhare hue bill me correction kar sakte hai kya
Ayushman k antargat bina patient ko bharti karaye bil claimed kar sakte h kya
Kar sakte ho sir
Agar koi query lagaye to us documents ko kaise bhare
Sir emergency nhi bina hospital me admi nhi huya hai sirf test aur medicine ka treatment ke bill claim ho jaye ga kis option choice karna hoga please sir
Claim doc i.e bill aadi ko Dr se sign karwana hai kya,
Ha bhai
Department DR se ya jisi DR treatment horeho kise sghine karna
Bhai ek baat bole aap help line no pe baat kar lo
Sir koi nhi puch raha ayushman capf card ko haryana me balki haryana govt. Ka bna h to ilaj hota hai bas
Sir ayushman id aur password kaun sa hai...ye kaise login hoga without force id...means in case of family member ka jo card hota hai..
Painal hospital se ho jaye ga ji
Yes
Sir namaste sir Jesse 01/01/2022. Se 02/01/2022 tak ka bill payment Kiya 02/01/2022ko dopaher 1200 ya 02 pm baje ke aas pass hamne CAPF ayushman card lagwaya 05 /02 / 02 /2022 ko discharge ho gaye to wh bill kese calem hoga
Or sir bill callem karne ke liye koan koan se kagaj me docter ke sine karne hoge
Kya sir medical calem lene ke liye amergency cartificate Lena jaruri hoga
Koan koan se kagaj main doctor ke sine karane hoge
Call me
9480331155
@@TGChandresh
Sir jese 36 ghante tak hamne elaag pement karaya uske bad card lagaya jo sir pahle 36 ghante ka pement hain wh pese lene ke liye koan koan se kagaj main doctor ke sine karane padege
Claim karne keliye Kisi department ke hospital se refer kiya prescriotion chaiye kya
Nahi sir
Non availability receipt from in house pharmay ....ismaine konsa document attached krna hai
Hospital me agar medicine 💊 uplabdh hai to us medicine ka bil aapko vahan per submit karna hoga
@@TGChandresh invoice of pharmacy and non availability reciept ...dono m same medicine ka bill upload hoga fir to ??
Any other medical store ka jo pharmacy bil aap usmein add karna hota hai
@@TGChandresh main aapse baat krna chahta hun ek bar
Contact to Facebook
Treatment complete ki bat kitna month tak reimbusement apply kar sakte please reply kijiye
3 month
Sir. Humne Jo bil claim karenge UN sabhi bilon mein doctor ka attested hona chahie kya please bataiye....
Ha ji bilkul
Patient ne agar do teen hospital change kiya hun refer to refer to kaise hoga claim plz
Orthopedic cliam me.... In patient hospitalization chrage ye option nhi aa raha h..fir icu and addmission charges kaha pr fill karni hogi
Other allocated charge mein aap feel kar sakte ho
Is this Only for admission ?
Sir agar father mother bimari ka medicine le rhey ho toh kya uska paisa claim kr saktey h..?? Process kya h
Hamko sir bill ki photo kheenchkar upload karna hai kya..
Or bill patients ko admit hona jaruri hai ya checkup Or investigation ka bill bhi ham claim kar sakte hain plz info..
Jo cghs pennel ke bahar hospital hai ushka bill bhi claim kar sakte hain kya..
Or emergency slip koun banayega.. Mtlb wahi hospital banayega ya government hospital ka emergency slip refar kiya huaa chahiye.
Plz info
Agar aap Bina admit ke treatment karaen Hain, to aapko OPD ka medical bil claim karna hai, aur agar aap admit hokar treatment karaen Hain, IPD ka medical bill claim karna hai, EMERGENCY CASE MEIN AAPKO KOI BHI REFERRAL KA JARURAT NAHI HAI
Sir hame medicine cleam main dikkat aari hai....usmain chief pharmacist ke sine mang rahe hai
Kisi bhi hospial ka bill claim kr skte h kya
Yes
Sir bill clearness kitne time me aata h ?plz repy me.
बहुत अच्छा लगा बिडियो दोस्त
🙏 thanks sir good job
Welcome
AMC करवाने के लिए मेडीकल टेस्ट बाहर से करवाए हैं। उस बिल को कैसे क्लेम करें।
Sir amc clams huya hee
How to fill pharmacy bill..... Medicine ka naam nahi aa raha haii....kaise uska brand bi barna hoga.... please tell me about it....
Bill no fill kre and bill attach kre sath me
Cpd claim query raised by cpd me dubara documents kaise upload karna hai sir q ki action,upload option kuch nhi ara
Achha sir ek chij batayen
Mai govt hospital mai treatment karaya.
IPD claim karte samay option hai ki add procedure amount but mera to operation ka 1 Rs bhi nahi laga, to mai procedure amount kaise dalu?
Bina amount daley procedure add nahi ho raha hai.
Kya karu?
Jarurt nhi hai apko bharne ki
दवा का बिल clame kr sakte hai
CAPF वाले डिपेंडेंटो के लिए बिना कैश लेस CGHS रेट पर इलाज कराने के लिए क्या रेफर की जरूरत पड़ेगी जबाव दे plz
Sir jai hind kya aap ko capf me Condonation certificate ke process ke baare m jaankari h kya, ya koi format aap ke pass ho to plz batane ka kasht karein
Chasma ka bill bhi claim hota hai?
Surgery bill milega ki nahi
Sir in petient hospital charges
Option show nahi kar rha hai .
Pls eskebarmai batai.
Mujhe login kar ke check karna padega, mai aap ko baad me bata dunga
Picture of Barcode Implant kya hai sir
sir 3 month se pahle ka claim nahi ho sakta hai kya ?
Nahi
Sir private hospital ka bill keise claim kar sakte hai
Yes
Ur great 👍👍👍
Thanks
KOI CLAIME RAISE KARTE H. . WO DRAFT ME SAVE HO JATE H. USKO KAISE DELETE KAREIN.. UNNECESSARY DRAFT SAVE HO JATE H UNKO KAISE DELETE KAREIN
Bhai iska jawab dedo. Mujhe bhi same issue aa rha hai.
Sir student ko milega
😀😀
July 2022 ka opd bill hai kya claim ho jayega capf aayushman card hai
Only for 3 months late,
Bhai kya hame सरकारी hospital se pahle रेफर करना पड़ेगा क्या प्लीज बताना
Sir mera bill mai paid by bank show karraha hI 20 day hogaya but paisa credit nahi hua kya karu sir plzz replay me
Isme Bina admit k bill claim kar sakte h kya
OPD me bina admit ke aap bill claim kar sakte hai
Medicine sir sirf ek he thodi na hoti hai
Ek se jyada medicine ko kaise add krna hai
Sir ji CGHS DESPENSARY SE REFARAL lekar hum CAPF AYUSHMAN CARD madhyam se medical bill claim karsakte hai kya sir ji CGHS DESPENSARY SE REFARAL lekar
Bro .approved claim per ager complain kerni ho to kese kerege
Claim ka Payment kiske account me aayega...?
Sir pregnant lady ka operation se baby hua hai to isko kaise claim kare so mujhe bataye sir help me sir
Process ko follow karke
Sir without ayushman card activation se private hospital se treatmentka claim krva skte hai???
Treatment hi nahi ho payega, cashless
Bhai bina active kiye aapko cash less ho jayega..
Lekin kuchh medicine loge uska claim karne keliye activate karwa Lena jaruri hota hai..
OPD me ho jata hai.ipd me discharge karwate samai active karwane bolta hai...
Aap illaiz karwane jaoge ussi samai active karwane keliye rejister kar dena
Ha usi time pe bhi aap active kar sakte ho only 5 minutes me hojata hai,aur OPD ka matalab Bina addmit huye treatment krna
Jal hi mera ek new video ane wala hai
Sir please medical emergency certificate from konsa h pdf send karo na (parfhorama ka)
Bhai mere pass kaha se rhega, hospital me aap pata karo
Sir new born baby jo ki dilevry hote hi icu me admit karna bahut paise kharch ho gya uska kaise hoga
Bhai Opd date or Treatment date alag ho toh
Jaise hamara ilaaj ek hospital mein chal raha hai aur vahan se discharge hokar dusron hospital mein jaate Hain to vah bill lagatar kaise bhara jaega
Dono bill अलग-अलग claim karna hai,
सर आयुष्मान card se opd me elaj बिना रेफर के kraye hai to kya medicine ka bill claim ho jaiga
Yes lekin paisa cgh rate me milega
Draft me document load nahi huye kaise kare reply plz
CGHS through treatment karaya ayushman portal me bil claim kaise kare? Please reply sir? Kiya aapka number mil sakta he?
kitne din k andar reimbursement apply karna hai?
3 month ke andar me
Apollo Hospital Delhi ka claim kar sakhte, plz reply
Sar Mera Clem Reject kiya hai computer biil mag Rahe hai par mera Dist Hospital mai Computer biil feslitiy nahi hai sar 1biil ober Deuy ho hai kah rahe hai or jo ki mai ne pahle 1mahina ke andar fhilab kar Diya Tha Document bad mai Objection Aya ki OPD mai stamp nahi hai fir mai 1mahina ke andar la kar Diya to over time ho gaya hai kha sar pl koi tarika bataye sar thanks
Jese ki M Agriculture family se hu to kon sa option choose krna hoga
Aap yaha se bill nahi claim kar paoge , only for CRPF personal
मैंने 13 अक्टूबर को बिल क्लेम किया था सर , लेकिन अब तक बिल क्लेम नहीं हुआ हैं ....क्या करे आप बताओ ना सर
Minimum 3 month wait karo
श्रीमान बताए कि ईमप्लानट मे यदि कोई हिस्सा लगाना हो तो करता कारवाही ह
Aap Kya bol rahe hai. nahin samajh mein aaya
Administrative approval for self matlab kya hai
Sir new born baby ke liye kya kare uska to ayusman card nhi hai
Aap ko apne office se contact karna hoga,
Mere se ho nhi rha h to plz koi or rasta h to batao ya fir koi aisa no jo ye claim ki krta ho
Keise bharna wo to batao kya kisme select karna hai. App Bina bole var ja rahe ho....not clear
Any other thekho
Sir father pensioner hai to ayushman se ilaj Kara sakte hai kya?
Yes
How
कोई भी बिल नंबर डालने से already exit bill number दिखता है
Right sir
Sir hum claim kar rahe hai to mera track claim me show nhi ho raha
3 month se jyada samay ho gaya ho to?
sir aap ne kaun se options me kya select kiya wo bataya nahi....
Video me sab kuchh to bata diya
Ye card civip persan ke pas bhi hai
Yes, but un logo ko ek limit diya gya hai,
Namaskar sir, force I'd kaise hota hai sir, force number daala tha, invalid dikhaaya sir, sir plz bataana sir force I'd ke baare mei
Aap apne card ko pahle activate karo
Jiske Naam se claim karna hai click karne per likh raha hai forces hqkya Karen bataen
Inplants chargs में क्या भरा जायेगा सर पूरा समझाए
Aaj hi maine ek new video dala hai medical bill claim karne ke upar watch now
Sir plz help me sir mera Card gum gya h ab ky kr skte h plz reply me plz reply me
Aap ko help line no.pe baat krna hoga
Card ke pichhe no.aap ko mil jayega
Sir ji otp se aage nhe ho pa rha h
Sir me CRPF me hu
Mere father ko Cancer hua hai or AIG Hyderabad me ilaaj karwa raha hu bill 💸 12-13 lakh hua hai claim se return hoga Emergency certificate bhi mila hu
Sir mobile number?
Very good video bhai
Thanks
Session expired araha hi Bhai open karte hie
Sir agar person ki death ho jaye to kaise hoga? Hoga ki nhi hoga
Ho jayega
Sir us person ka account band nhi ho jayega???
Nahi pata bro
PMJAY me krna hoga
Yes
Sir m apne father ka force id daal rha hu toh invalid bta rha h
Username or password kaha s milega
Bill option ka kya karna hai
Sir ji crpf amc clams keyse kore
Sir apki ek help chahiye
Tell me
@@TGChandresh sir mai normal family se belong krta hu to jab M link se side open kruga to fr M kon sa option select kru PMJAY se krna hoga
Sir mene abhi apna treatment kraya H
Only for force member
Sir private m without emergency case ka claim ho jayga kya
Ho jayega sir
@@TGChandresh sir ji aapka mobile number milega
Contact to Facebook
@@TGChandresh
Pse help me
Pse direction de.
Same issue
sir claim karne ke baad kitne din ke ander paisa milega
Maximum 3 months pahle hi account mein balance a jata hai
Sir full amount milta he ya kuch katdete hain
Is claim m money kiske account m jyega
Bec hospital vle n to mana kar dia tha hamara treatment ayushman card m karne se
Jo hospitals ayushman me add hai usi hospitals me aap cashless treatment kra sakte hai, aur agar aap kahi aap ese hospital me treatment kara liya hai jo ayushman me add nahi hai es case me aap reimbursement claim kar sakte hai ,
Koibhi state se
Sir is side me nhi khul rha hai
Sir form kaha barna padega
Online aap ko hi bharna padega jab aap elaj ho jata hai to