पहली बार कर रहें है गणपति स्थापना तो जान ले ये जरुरी नियम । सही नियम । Ganesh Chaturthi

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 25 сер 2022
  • पहली बार कर रहें है गणपति स्थापना तो जान ले ये जरुरी नियम । सही नियम । Ganesh Chaturthi
    गणपति जी को घर लाने के सही नियम
    पूजन विधि सम्पूर्ण जानकारी
    #ganeshsthapana
    #ganpatisthapnavidhi
    #ganeshchaturthi2023
    #ganpati2023
    #गणेशस्थापना

КОМЕНТАРІ • 85

  • @jagdishkumar8689
    @jagdishkumar8689 9 місяців тому +1

    Jai shree mahakaal
    Jai shree ganesh ji

  • @girijaarora9556
    @girijaarora9556 9 місяців тому

    JAI mata di

  • @saritasharma9545
    @saritasharma9545 10 місяців тому +1

    Jai shre ganeshay nmha 🙏🙏

  • @user-hm3ns5kx2h
    @user-hm3ns5kx2h 10 місяців тому

    🙏🙇❤️Jai Shri Ganesha❤🙇🙇🙇🙏🙏🥰

  • @Tamannaverma_20
    @Tamannaverma_20 11 місяців тому +2

    Thank uhh so much🥰🙏

  • @yatishsharma6270
    @yatishsharma6270 Рік тому +1

    Thank you so much sir

  • @DineshKumar-jp9zd
    @DineshKumar-jp9zd Рік тому +1

    Thank you🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @arvindkumar5418
    @arvindkumar5418 9 місяців тому

    Mere liye order kar do Bhai Ganesh ji ki murti 😊😊😊😊😊

  • @ritavloggujrat4900
    @ritavloggujrat4900 11 місяців тому +1

    Bai means left

  • @Shilpa_exo
    @Shilpa_exo 9 місяців тому

    Ganesha ki murti visarjan kaise karni hoti hai ?

  • @user-ee6ky4ow9v
    @user-ee6ky4ow9v 9 місяців тому

    🇲🇺🙏🇮🇳

  • @funlovingsunita5045
    @funlovingsunita5045 9 місяців тому +1

    Silver se bani ganesh ji ko ghar ke singhaasan mai rakh kar har roz puja kar sakte hai???

  • @shakuntalakhunte7005
    @shakuntalakhunte7005 9 місяців тому +2

    Hmne ganesh 1saal hi sthapna kiya hai aur ab hm prabhu yeshu ko mante h to kya hoga

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  9 місяців тому +1

      To abhi bhi ganpati ki puja kar sakte ho

  • @anusaraswat7519
    @anusaraswat7519 9 місяців тому +1

    Kisi varsh yadi kisi ghar ke buzurg ka nidhan ho jaye, toh kya us saal Bappa ko ghar mein aamantrit karke virajman karna chahiye ? Kripa kar batayen 🙏

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  9 місяців тому

      Aap ke ghar me us insan ko.mare huy kuch 2 ya 3 month ho chuke ho to aap ganpati la sakte hai agar abhi hui hai to.nhi la sakte

    • @ankita_8635
      @ankita_8635 9 місяців тому

      Or agr ganpati ji k dino me hi ghr me kisi ka nidhan ho jaye to fir Pooja kese hoye..
      Or ganpati ji ki murti ka visarjan kese kre? Plz reply

  • @poojatrilok2903
    @poojatrilok2903 Рік тому +2

    Mera ghr new hai abhi osme tap bathroom ki fiting nai hai vaise pura ready hai ghr kya main vha 1 din ke liye ganesh ji ko la skti hu

  • @acceleratetogreat7578
    @acceleratetogreat7578 10 місяців тому +1

    Ganesh ko ganesh chaturthi wale din hi lana hota hai ya kabhi bhi la sakte or agar hum 3 din ke liye la rahe hai toh visarjan pehle hi kar denge ?

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  9 місяців тому

      Kabhi bhi la sakte hai

  • @user-mt7kq4ge4e
    @user-mt7kq4ge4e 9 місяців тому +1

    Kya ganesh ji ko visarjit karna zaruri hota hai? Aur bina visarjan wali vidhi kya hai puja karne ki

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  9 місяців тому

      Ha Visarjan karna jaruri hai , jab ham Ganesh chaturthi par ganpati late hai to Visarjan krna jaruri hota

  • @SubhashSethi-ii4ky
    @SubhashSethi-ii4ky 9 місяців тому +1

    Ek bat btayiye jse 3 din ke liye krte hai toh visarjan 3rd day ko krna h 4th day ko

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  9 місяців тому

      3 din ka pura kr ke 4th day ko Visarjan kare

  • @angel03062
    @angel03062 Рік тому +1

    Plz tell ki ganesh chaturthi ke baad kabhi bhi ganesh sathapana kar sakte h kya? ya firr zaroori h ki sirf ganesh chaturthi wale din hi lane hote h?? Plz jaldi batana 🙏

  • @krishmagurung4642
    @krishmagurung4642 9 місяців тому +1

    Hlo sir . Namaste 🙏
    Can female bring Ganesh murti at home or not ?? Because i saw in video only male brought Ganesh murti at home before establishing and also can we make ganesh murti at home by female ?
    Please reply this sms

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  9 місяців тому

      La sakti hai

    • @soniyasangla2291
      @soniyasangla2291 9 місяців тому

      Female bhi sthapna kr sakti h koi problem nhi hai

  • @yamackocovali3085
    @yamackocovali3085 9 місяців тому +1

    Guruji mujhe bhi lana hai lekin log bolte hai ki jab ganpati sthapana karne din hota hai thab ghar me kuch acha hona jaruri hai Matlab ghar me kuch janam lena chaiye thab aap la sakte hai aisa bolte hai kya ye sach hai ?

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  9 місяців тому

      Aesa kuch nhi aap kabhi bhi la sakte hai bhagwan aap ka hamesha acha hi chahte hai

  • @devanshgoel1407
    @devanshgoel1407 Рік тому +1

    kya hum ganpati ji ko kisi bhi din la sakte hein ya ganesh chaturthi par hi lana jaroori hota hein

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  Рік тому +1

      Kabhi bhi la sakte h pr jab ganesh chaturthi pr late hai to visarjan krna jaruri hota h is liye agar aap ko visarjan nhi karna h to kabhi bhi la sakte hai

    • @sherlockhomes321
      @sherlockhomes321 Рік тому

      @@khatuYatra mtlb ganesh chaturthi k din 31 ko jo laya hoga wahi visarjan krega uske baad mtlb 9th September k phle nahi la sakte.??main Kal parso mein Lana chahti hun btaiye

    • @swatibajaj7394
      @swatibajaj7394 Рік тому

      I also want to know k bich k dino mein la sakte hai k nhi?

  • @Naidianmeena9510
    @Naidianmeena9510 Рік тому +1

    Pahli bar ganesh sthapna ki hai hamne to kya har sal sthapna karna aniwarya hai

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  Рік тому

      3 sal tak to karna jaruri h par koi viprit paristhiti me na ho pate to koi bat nhi

  • @kirtiaggarwal2997
    @kirtiaggarwal2997 10 місяців тому +2

    Kya hm Ganesh chaturthi ke 2 din baad Ganesh ji ko Ghar la skte hai plz btaye

  • @spandanmaindad273
    @spandanmaindad273 9 місяців тому +2

    Humare yaha ganpati pahele se hi nahi bitathe to ab hum es sal ganpati stapit kare ya na kare
    Pls reply

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  9 місяців тому

      Aap ganpati la sakte hai

    • @spandanmaindad273
      @spandanmaindad273 9 місяців тому

      @@khatuYatra fir pahel kuy nahi stapit karthe the ganshji muje batao?
      Kuch log bolte he ki nahi bithana
      Pls reply

  • @mhendi_by_me
    @mhendi_by_me 11 місяців тому +1

    Visarjan krna jaruri h kya use ghar pr nhi rkh skte??

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  11 місяців тому +1

      Karna jaruri hai agr aap.ghr par sakhna. Chahte ho to ek alag se ganesh ji ki.murti la sakte ho wo.aap.apne mandir me sthapit kar sakte ho

  • @SonaSingh-xc4od
    @SonaSingh-xc4od Рік тому +1

    Mera kalash sthapana ke baad gir gya sayad Chuhe ne gira diya hoga kya kre?

  • @khushi-vt5ox
    @khushi-vt5ox 10 місяців тому

    hamre ghr m bacha hua h kya hum ganpati ji la skte h

  • @thinknayihope4096
    @thinknayihope4096 Рік тому +1

    Phli baar gnesh ji laye to kya agli baar bhi lana hota h

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  Рік тому

      Ji kam se kam tin bar par jab koi ghatna ya kuch viprit paristhiti ho to koi dikat nhi h

  • @soniyasingh122
    @soniyasingh122 10 місяців тому +1

    jb hmne ek baar sthapna ki ho or Ager hm abki is time kisi dusre ke yaha to kya hm waha pr sthapna kr skte h

    • @mymakevideo7
      @mymakevideo7 9 місяців тому

      Abe sale abhi ganpti ji aye bhi nahi

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  9 місяців тому

      Ha kar sakte hai

  • @samridhi4222
    @samridhi4222 9 місяців тому

    kya 19 sep 23 ke alawa kisi or din la sakte hai

  • @gargi5691
    @gargi5691 Рік тому +2

    Ganesh g ki murti stapna bad hil jaye to kya jre

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  Рік тому +1

      उसी स्थान पर है तो कोई परेशानी नहीं है

    • @gargi5691
      @gargi5691 Рік тому

      @@khatuYatra thnku

  • @purviprajapati21
    @purviprajapati21 10 місяців тому +3

    Aaj 14/9/23 ko family me kisiki death ho jaye to 19/9/23 ko ganaapati ji laa skte he???
    Please please please reply 😊

    • @prachikabhati6424
      @prachikabhati6424 10 місяців тому

      Nhi lana chahiye sutak lagta hai agar close family member hai to accha nhi hota kyuki ganpati khushi ke mahol mai ghare pe laty hai ❤

    • @purviprajapati21
      @purviprajapati21 10 місяців тому +1

      @@prachikabhati6424 thanks for reply 🙏🙏mere mummy ke real uncle ki hi death Hui he.. means mere Nana ji ke bade bhai..to bappa ko nai Lana hi thik rhega sayad.
      Thanks for reply 🙏

    • @prachikabhati6424
      @prachikabhati6424 10 місяців тому +1

      @@purviprajapati21 bappa agle saal jaldi aynge apke ghar bhi 😊🙏🏻

    • @purviprajapati21
      @purviprajapati21 10 місяців тому +1

      @@prachikabhati6424 thanks a lot for best wishes 🙏🙏🙏

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  10 місяців тому +1

      Nhi lana

  • @parishrivastava786
    @parishrivastava786 Рік тому +1

    Ganesh ji ko log 2 ya 3 din me kyu visarjan kar rahe hai Maharashtra me

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  Рік тому +1

      Ganesh visarjan koi to ded din ki karta h koi 3 koi 5 koi 9 kor koi pure 10 din karte hai sab apni sardha bhav se karte h par ap agr 10 din karna chahate hai to pure 10 din kare

  • @saumyatomar3005
    @saumyatomar3005 Рік тому +8

    Agr hum is saal ganpati ji ko laye to kya hr saal lana jruri hoga??

    • @rj0790
      @rj0790 Рік тому +1

      Koi to batao kya har sal rkhna jaroori hota hai kya 🙏🙏🙏🙏

    • @poojachadha8504
      @poojachadha8504 Рік тому +1

      3yrs tk rkhna jruri hota

    • @rj0790
      @rj0790 Рік тому +1

      @@poojachadha8504 lagatar 3 saal tak ya fir beech me chhod chhod kar bhi rkh skte hai

    • @mahishukla5852
      @mahishukla5852 Рік тому +1

      @@rj0790 continue 3 saal tk lana hota hai

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  Рік тому +1

      Ji kam se kam tin bar par jab koi ghatna ya kuch viprit paristhiti ho to koi dikat nhi h