Caravan Making - सोलर लग गया कैंपर वैन पर | Campervan

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 2 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 65

  • @triptotop
    @triptotop Місяць тому +1

    Cool 😎

  • @namansonta8778
    @namansonta8778 Місяць тому +4

    Nut or solar ke vich me rubber ka peice lagwana

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому +1

      Nut Ss ke steel ke lagwaye hai bhai aur daming washer hote hai wo lagwaye hai aur 3 camicals milqkar nut ke upper lagwa diye hai aur wo ek dum pathar jaisa ho gaya hai like velding to nut abb koi bhi vibe ration me khulaga nahi , ish cheej ka khaash khayal rakha hai

    • @ExploringWithCaravan
      @ExploringWithCaravan Місяць тому +1

      ​@@CaravanYodha Bahut Achha ❤

  • @KingXRO0
    @KingXRO0 Місяць тому

    Excited 🔥 Waiting for the new paint and interior works.
    Jai Shree Ram🙏

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому +1

      Thanks Bro for the excitement, New Paint will be happen on the last and interior will start very soon, You will get interior video very soon....

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому +1

      Jai Shri Ram Bhai

  • @ITwithak
    @ITwithak Місяць тому +1

    Jay shree ram

  • @Anita-n8m2j
    @Anita-n8m2j Місяць тому +1

    ❤❤

  • @devendrakilledar
    @devendrakilledar Місяць тому +1

  • @bgmistatus8219
    @bgmistatus8219 Місяць тому +1

    जय श्री राम 🇮🇳🪔🎇

  • @kapilladda1620
    @kapilladda1620 Місяць тому

    Vah bhai

  • @InspirationForSuccessfulLife
    @InspirationForSuccessfulLife Місяць тому +1

    Panels ke bich minimum 1-1.5 inch gap rakhna chahiye taki agar hawa bich mein ghuse to nikal paye. Aur frame mein rubber tube ya kuch rubber ka guard lagane se jerking mein bhi kuch nahi hoga panel's ko. And roof ka waterproof keliye silicon glue lagana chahiye.

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      Panels ke niche gap hai bhai aur bich me gap nahi aa paya because panels ke length bilkul fit aayi gaadi ke according, gap ke liye space hi nhi bacha, aur maine damping washers ka use kiya hai jishse jerking nahi aayegi, Thanks bro for your suggestion

  • @Kapilbhardwaj_01
    @Kapilbhardwaj_01 Місяць тому +1

    लठ गाड़ दिया

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      Kati bhai lath hi gadd gya bhai 😀

  • @InspirationForSuccessfulLife
    @InspirationForSuccessfulLife Місяць тому +1

    1 kw power generate hoga... Lithium Fero Phosphate battery lagane se jyada power save ho jayega.

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      1220 Wats generate hoga bro, plus gaadi se bhi battery charge hogi and 6 KW ki lithiom phosphate battery lagwai hai bhai

  • @zebra5007
    @zebra5007 Місяць тому +1

    New subscriber here 👍👍

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      Thankyou so much Sir for subscribing my channel, Hats off to you for your support

  • @sukhrajsingh9511
    @sukhrajsingh9511 Місяць тому +1

    Chalo bhai aapka Sapna pura Ho Gaya, aur hona b chahie, aapane bahut mehnat ki hai, ismein koi shak nahin hai, Har Har Mahadev

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      Thankyou so much bhai, bilkul bhai mehnat , dimaag, tension , paisa sab kuch jyada hi laga hai bhai, suruaat me to samjh hi nahi aa raha tha ki kaise banegi but abb dheere dheere kaam ending ki taraf ja raha hai aur cheeje sortout ho rahi hai, dekhte hai bhai kya result nikalta hai

  • @tushircngmeter
    @tushircngmeter Місяць тому

    vah bhai mjaa aagya

  • @Ajitsingh-rg9td
    @Ajitsingh-rg9td Місяць тому +1

    Paint too karwa Lena chiya

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      Bhai paint last mr karwaunga jab gaadi ka sara kaam ho jayega, abhi screches lagne ka darr hai, kyoki abhi se hi screech aa gaye hai kai jagah so last me ye sab thik ho jayega, waise bhi gaadi bahar tabhi jayegi jab paint ho jayega

  • @bholenathbholenath1506
    @bholenathbholenath1506 Місяць тому +1

    Bhai please background music kam kro jii

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому +1

      Thik hai ji agli bar background music ka dhyaan rakhunga

  • @alpeshgore1181
    @alpeshgore1181 Місяць тому +1

    Sir ji passing kon si mili he.. Q ki tata yodha comersial gadi he is liye

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      Passing ka abhi mat poocho bhai sabse jyada ye hi question aa raha hai aur ye aasaan kaam nahi hai tabhi ye question sabse jyada poocha ja raha hai, abhi ye process me hai ho jayega tab ek video banaunga proper ishke upper

  • @InspirationForSuccessfulLife
    @InspirationForSuccessfulLife Місяць тому +1

    Total costing of power supply and management and vehicle ka total height and breadth kitna hai bhaiya. ?

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      Power ka total costing 2 lacks aayega, gaadi 10 x 6 interior

  • @uliveonlyonceliveit2fulles435
    @uliveonlyonceliveit2fulles435 Місяць тому

    Bahut badiya bro... Acha aap 2 cheez bataye ek body banane mein kitni costing aayi aapki and dusari yeh solar lagane mein... Aslo itne solar lagane se kya kya chal jata hn and kitne der chal jayega agar solar battery full charged .

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому +1

      Ye solar se related aapne jo jo pucha hai wo agli video banegi poori jish me battery inverter , solar , converter and altinater sabki jankaari aur costing bataunga plus kya kya chal jayega detail se bataunga, baaki abhi ke liye bata deta hoon 6 KVA ke battery lagegi so gaadi me sab kuch chalega AC, Gyser lights fans sab kuch, aur body me 3 lacks se jyada ka costing aayega

    • @uliveonlyonceliveit2fulles435
      @uliveonlyonceliveit2fulles435 Місяць тому +1

      @@CaravanYodha ok bhai.. waiting for new video.. 3 lakh on body matlab total approx 8-10 lakh lag hi jayega final product mein...

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому +1

      Usher se bhi jyada lagega bhai because ishka sara samaan. Bahut costly hai

    • @uliveonlyonceliveit2fulles435
      @uliveonlyonceliveit2fulles435 Місяць тому

      @@CaravanYodha ok ..apki ban jaye puri ek baar fir samjh aayega ...

  • @vikramdange4897
    @vikramdange4897 Місяць тому

    ek video ye bhi banana ki apne gadi bina dale ki li hai. to apko costing me kitni sasti padi. aur iski passing kya hui hai. white number plate ya yellow aur caravan pass hai ya nahi.

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому +1

      gaadi bina dale ki li hai ye pehli hi video me bataya tha, aur dale ki extra costing aati hai, wo around 35 to 40 thousands ka aata hai daala, abhi white no ke liye process me hai

  • @ShaWshaWnk
    @ShaWshaWnk Місяць тому +1

    Is this a Yellow plate or white? I tried reaching dealers in Karnataka They mentioned it can be sold only with Yellow plate.
    Any Help is appreciated.

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      Yes from showroom it will be a yellow plate only but for white we have to do our own efforts, still I am not able to get white plate so still struggle is in progress

  • @ChairmanStatePoliceComplaintsA
    @ChairmanStatePoliceComplaintsA Місяць тому

    sir aap n aapne video me episode No de kar tital dale. Jai Shree Ram

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      Sure Sir, for coming videos I will try to add episode no for interior design. Jai Shri Ram Ji

  • @piyushsinghparihar1527
    @piyushsinghparihar1527 Місяць тому +1

    Har video k end m abhi tak kitna kharch ho gya hai wo bhi btaya kro, taaki kisi ko bnana ho to cost samajh aae

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      Har video ke end me kharcha nhi hota, wo paise kabhi pehle ya baad me dene hote hai 3-4 din baad ek video me aaj tak jo bhi kharcha hua hai wo bataunga, kyoki 3 -4 din me hishaab hoga

  • @Tom_Traveling_vlogs1977Avi
    @Tom_Traveling_vlogs1977Avi Місяць тому

    apne caravan ka top paint nhi karaya

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      Gaadi ka top already painted hai, black pain karwa diya tha, so Roof is already final, kyoki solar lagna tha ishliye top ko pehle hi paint kar diya tha

  • @dheerajahl
    @dheerajahl Місяць тому +1

    Bhai ye hi hamari bhi banwa do... Aur gadi bhi purchase karwa do same

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      Bilkul bhai agar aap seriously serious ho to main aapki help kar dunga , campervan banwa bhi dunga kyoki abb mere pass har cheej ka jugaad aur aadmi bhi hai jaise body works, power management, water management, power supply and fitting , wooden work means gaadi me jo jo kaam hoga sabke specialist hai , aur doosri baat gaadi with discount and 4x4 aur bhi baht sari cheeje hoti hai ishko banane me, baaki mujhe apna no mail kar dena ish mail id par : CaravanYodha@gmail.com

  • @apnabageecha4879
    @apnabageecha4879 Місяць тому +1

    ❤🎉🚓🚌🚗🏡🌳👌😇

  • @vickysharma158
    @vickysharma158 Місяць тому

    Hi😊

  • @daretodolife
    @daretodolife Місяць тому +1

    Wiring karane se pahle chhat per Pani dalkar dekh lijiyega kahin andar pani na a raho

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      bhai thanks for your suggestion, baarish me khaddi karke dekh li bhai, koi leakage nahi hai

  • @mandbudhiya
    @mandbudhiya Місяць тому

    बॉडी का वजन कितना हैँ अब।

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      abhi jyada nahi hai body ka weight bhai, wo dikhne me bulky lag rahi hai but jyada nahi hai weight

    • @mandbudhiya
      @mandbudhiya Місяць тому +1

      @@CaravanYodha बड़े भाई अगले महीने से मै भी अपने caravan में कम शुरू करने वाला हूँ मै iron body और अलम्युनियम body में कंफ्यूज हूँ body का वजन किता हो गया अब बता देते तो बड़ी मदत हो जाती।

    • @CaravanYodha
      @CaravanYodha  Місяць тому

      Best of luck bhai for your Caravan, aap alumunium ke liye bhi try kar shakte ho agar aapko lagta hai ki road pe gaadi kahi touch nahi hogi to : send me your number on this mail : CaravanYodha@gmail.com I will tell you all .