@@bintulislam5211 *Sahi hadees hai ke Man Kuntu Molahu Fahaza Ali un Molahu Yani Jis ka mein mola hun us ka Ali mola hai yahan Mola ka matlab dili mahboob/aqa/sardar hai Allah wale mola Ka matkab karsaz hai or jo Ulema ko mola keh sakte hain to Mola Ali ko kyun nahi?*
جب بھی نبی ص یا صحابہ کرام کے بارے میں سنتی یا پڑھتی ھوں تو دل یہی کہتا ھے کہ کاش میں بھی ان میں ھوتی۔ اور اسی وجہ سے رونے لگتی ھوں پر رونے میں بھی عجیب سا لطف محسوس ھوتا ھے انکی محبت میں
Listening to this is slowly transporting me back in time of prophet. I can imagine myself traveling in the desert near the small hut of the prophet and walking towards the mosque...My iman/spiritual faith seems to be rising... Thank you Rafi for uploading and Anas for giving me this visual/listening journey of experience!
Assalamualaikum.. Masha Allah Allah tala apku bahut badi nemat se nawaza. Apki awaz aur tareeka itna khoobsurat hai.. Ki duniya ki koi cheez iska muqabila nahi karsakti.. Allah ke bahut khareebi bande ho ap..
Praise to be Allah ( s.w.t ) the Lord of the world. And may Peace and blessings of Allah be upon Prophet muhammad ( saw ). His companion his family and his ummat till the day of Jujement.
Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho Mubarak hai wo din laraib rajjab ke maheene me Nikah-e-hazrat-e-Zohra (ra) hua jis din madeene me Wo Zohra haan wohi Zohra Rasoolullah (saw) ki beti Wohi Zohra shahanshahon ke shahanshah ki beti Wo kamli odhne wale mujassam noor ki dukhtar Wo Abdullah ki poti Aamna ke phoor ki dukhtar Wo khahar Umm-e-kulsum aur Ruqaiya aur Zainab ki Wo sab bahno se chhoti isliye noor-e-nazar sab ki Wo Qasim ki bahan wo taiyab-o-tahir ki maa jahi Jo maa ki god me itmaam nemat ki tarah aayin Wohi ayen naye iffat ka sabse khushnuma johar Khdija (ra) ka hira ke batn ka ek bebaha gohar Wo subh-e-noor chashme rahmatul lil alameen Zohra Nageene khatme taskeen-e-khatm-ul-mursalin Zohra Wo Zohra jo shabih-e-uswahe sarkar aali thi Ali (ra) se aj usi Zohra ki shadi hone wali thi Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho Mohajir aur ansar-e-akabir jama the sare Utar aye the goya din ko is taqreeb me tare Ali baizz-o-shane hashmi tha inke jhurmat me Wo mahe asmaane hashmi tha unke jhurmat me Na koi baja gaja tha na koi shor-o-hangama Na shahnai na nakkara na daff thi aur na dammama Na ranga rang poshaken na kangan tha na sehra tha Wohi the shahe marda our wohi mardana chehra tha Rasoolullah (saw) khud maujood the mehrab masjid me Kami karta koi phir kis tarah adab masjid me Rukh-e-shams-o-zuha ki soz se pur tanwir thi masjid Sukun-o-sadgi ki khushnuma tasweer thi masjid Zameen se asmaan tak bas gaye naghmaat ruhani Ke khud quran atiq ne padhi ayat qurani Hua ye aqd alishan mamuli tariqe se Huye taqseem khurme ghair mamuli saliqe se Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho Dom tha saal hijri aur zil-haj ka maheena tha Payambar baad jang-e-badr jaan bakhshe madeena tha Irada aapne (saw) ab rukhsat-e-Zohra ka farmaya Mohabbat se janabe murtaza ko paas bulwaya Bahot ehsas tha Haidar ki nadari kaha di ko Kaha hai kuchh tumhare paas ikhrajat shadi ko Kaha ye ek maznoon-e-adaq hai ya rasoolullah (saw) Faqat naame rasoolo naam haq hai ya rasoolullah (saw) Kaha phir wo zirah kiya ho gayin jo tumne payi thi Jo roze badr me dame tumhare hath ayi thin Kaha maujood hai hazrat ne farmaya wo kafi hai Tum usko bech dalo jo bhi hath aya wo kafi hai Zirah bechi Ali ne 480 daraham me Bakaule shibliye marhoom isse se bhi bahut kam hai Thi shadi Fatimah ki sadgi ka tarpana sara Waleema bhi isi me aur isi me mehar bhi sara Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho Jahez inko mila jo kuchh shahanshah-e-do alam se Mila hai dars hamko sadgi ka fakhr adam se Mataye duniyawi jo hissa-e-Zohra me ayi thi Khajuri khurdare se baan ki ek charpai thi Mushaqqat umr bhar karna jo likha tha muqaddar me Mili thi chakkiyan do taake ata pees le ghar me Ghade matti ke do the aur ek chamde ka gadda tha Na aisa khushnuma tha ye na bazr-e-bor behda tha Bhare the isme rui ki jagah patte khajuron ke Ye wo saman tha jis par jaan-o-dil qurban huron ke Wo Zohra jinke ghar tasneem-o-kausar ki thi alzani Mili thi mashk unko taake khud laya karen pani Mila tha faqr-o-faqa hi magar asli jahez unko Ke bakhshi thi khuda ne ek jabeen-e-sajdahrez unko Chali thin baap ke ghar se Nabi (saw) ki ladli pahne Haya ki chadaren iffat ka jama sabr ke gahne Redaye faqr bhi hasil thi tuafiq-e-sakhawat bhi Ke hona tha ise sartaj khatunan-e-jannat bhi Isi ki tarbiyat me uswa tha yamno saadat ka Isi ki god se dariya ubalna tha shahadat ka Wohi ghairat jo mehre khatme haq ka nagina thi Ameen ki ladli hi us amanat ki ameena thi Ali-ul-murtaza ne aj taj-e-hal ata paya Dulhan ki shaql me ek pekare sidq-o-afa paya fidar ke ghar se rukhsat ho ke Zohra apne ghar aayi Tawkkal ke khazane daulat-e-mehro wafa layi Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho Ishopad kar chala beti ke ghar haadi zamane ka Dar-e-baite Ali (ra) par izn manga andar ane ka Bahe tahzeeb ummat izn hasil kake Sarwar ne Ziya is ghar ko bakhshi zeenaten merab membar ne Bashakhkhat sada pani ka pyala ek mangwaya Dua dam karke khud thoda sa pani nosh farmaya Diyen pani ke chheeten seena-o-bazu-e-Haidar par Yehi pani rasoolullah (saw) ne chhidka pak dukhtar par Mohabbat our shafqat se bitha kar paas dono ko Dua ki ae khuda ye aqd aye raas dono ko Ho inki nasl ya rab do jahan me khair ka baais Ye aqd-e-khair hon kono makan me khair ka baais Khudawnda inhen pakizah se pakizah tar kar de Amal me de asar inke irade khair se bhar de Dua ke baad dukhtar se phir itni baat farma di Ke maine mard afzaltar se kar di hai teri shadi Adab se sar jhukaye saamne istadah the dono Haya dari ki ek zinda shabi haisad the dono Sitaron ko hai ab tak yad ye purkaif nazara Morakhkhas apno pyaro se hua Allah ka pyara
جہیز ان کو ملا جو کهچ شہنشاه دو عالم سے ملا هے درس ہم کو سادگی کا فخرآدم سے سبحان الله ماشا الله جزاک الله
Mashallah sobhanallah
جتنا کہوں تھوڑا ہے
میں قربان اپنے نبی صل اللہ علیہ وسلم کے طریقوں پہ ♥️
Sahi bole
ALLAH capital mein likha karen
Nazish Abdul 🕋🦚🇵🇰
Main Qurban
Allah aapse Deen ka kaam le
Mashallah
ALLAH PAK ULMA E Deoband ko hr buri nzr sy bchaey
plz my chenal deenislam ko subscrib kar k sadka jariya bnay
Beshak
مبارک ہو مبارک ہو.
ماشاءاللہ
کتنا حسین جوڑا ایک طرف مولا علی اور دوسری طرف شہزادی فاطمہ
Mola sirf Allah pak h
Apna aqeeda drust kro
@@bintulislam5211
*Sahi hadees hai ke Man Kuntu Molahu Fahaza Ali un Molahu Yani Jis ka mein mola hun us ka Ali mola hai yahan Mola ka matlab dili mahboob/aqa/sardar hai Allah wale mola Ka matkab karsaz hai or jo Ulema ko mola keh sakte hain to Mola Ali ko kyun nahi?*
Khubsurat tareeeen Nikaahhhh😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭ALLAH rehmat e kamila nazil frmae mere nabi or unki Aal pe SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM❤❤❤❤😭😭😭
کاش ہماری شادی کی رسومات و تقریبات میں سنت رسول اللہ صل اللہ علیہ وسلم کا پورا لحاظ کیا جائے
Aameen
امین
اللھم صل علی سیدنا محمد و علٰی آلہ وبارک وسلم
Allah hum sab ummate Muslima ko nabi ki beti fatima ke tarike par amal karne ki toufiq ata farmaye AAMEEN
aameen aameen summa aameen😍😍❤❤❤
جب بھی نبی ص یا صحابہ کرام کے بارے میں سنتی یا پڑھتی ھوں تو دل یہی کہتا ھے کہ کاش میں بھی ان میں ھوتی۔
اور اسی وجہ سے رونے لگتی ھوں پر رونے میں بھی عجیب سا لطف محسوس ھوتا ھے انکی محبت میں
Hi
allah pak unky tarequn pi chalny ki tofeq dy
Allah Kare hamare betiyo ke gharo ku bibi Fatima ke ghar ke jisa barakat nazil kare
مفتی انس یونس صاحب بہت با معنی نعت پڑھتے ہیں
Beshak..🤞
Ya ALLAH hum sub muslmano ko pyare Nabi Kareem SAW k Tareqe par chaly
Mashaallah bhot acchi nazam hai dil ko chu le gai
Ya Allah hme bibi fatima ke1%bhi bna de one %bhi ham unke Jesse bn gaye to Jannat PA lenge😢😭😖 very nice naat 😳
Ameen😭😭
i heard it many times.....bahut bahut bahut alla.......bahut pyari awaz r poetry b bahut zaberdast....bahut khoobsorati sy sara waqiya bayan kr dia
wooooow mere piyare nabi ki piyari berti per lakho salam hasnain ki ammi jaan per lakho salam
ایسی نظم جسے میں نے کئ بار سنا
اور ہر بار سنتے سنتے ہچکی بندہ جاتی تھی
یا اللہ میرے نبی کے طریقوں پر ہمیں عمل کرنے کی توفیق دے
Bht khoob ❤️Allah pak hum sbko deen e islam k rasty pr chalaye ❤️
masha allah....allah pak hm sbko sayyada ka sadqa ata ho
Kya hassen sama hoga kya haseen ghadi hogi😰😰😰😰
Subahanallah mashaallh kya khubsurat nazam hai
Hazrat Fatima ki trah sab maa behno ko parda karne ki tofeek Ata farmay aameen sum aameen
mujhe bhot bhot bhot achhi lagti he ye naat or pad na asi naat me din me 4 5 bar sunti hu mashallhA boht achchi he ye naat
Allah hu tala huma bhi ise tara shadi karna ki tofik aata karta jis tarha maa hazrath bibi Fatima razi allha hu tala aanhu na ki hai
Mashallh mazeed imail ky tofeeq ata frmay
Ya Allah Ana's youns sb ki awaz ko slamt rkhna nd hmy b hazrat Fatima r.z jesa banny ki toufeeq ata frma ameen
میں تیرے قربان آقا
Masha allah hmre moshare me sab aise hi sadiq se shadi kare apne betiyun . Ameen
Allah sab ko hazrat Fatima r h ki tarah parda karne ki tofiq dy ameen
Aameen
Aameen 🌟
Ameen
Aameen
I have heard it almost 10 times in 3 days...lovely
Daily two time
Mashaallah
Ye nazam shayan e Shan hai naqabile bayaan or is m istimal kiye alfaz but zabardast
Mashallah pyare nabi ki ladli beti ka nikah sun k romte khade hojate h.
Beshak wo Hasrat fatma R. A aur Hasrat Ali. R.A really was best couple the aur rhti dunya tak rhay gay
Ma Sha Allah Bht khub Allah pak khush rkhen ameen
Mashallah naat very nice
Wo deen kitna Suhana hoga jab Fatima ka Nikaah hua hoga
Bilkul
Allah hum sab ku aasi shadi kar ne ki tufeeq de😊
Taiyyaba khatun Ameen
Allaha hm ko Fatima r.z kanizo ma shamil kare
Best nazam
allah pak humy bi apny nabe ki sunnatun pi chalny ki tofeeq dy
Ameen
Mashaallah Allah hum sab ko is par amal ki tufiq ata farmay
ALLAH HAM SAB KU PYARA NABI SALLALLAHU ALIHI WASALLAM KE SUNNATON PR AAMAL KRNE KI TOUFIQUE DE..
Aameen
Masha Allah bhottt hi umda 👌 👌 👌 👌 👌 👌 👌 👌 👌 👌 👌 👌 👌 👌 👌 👌 👌 👌 👌 👌 👌
Mufti Anas Younus Bestest Hain apppp🙌🙌🙌❤❤❤❤❤❤❤❤
Har ada qabile tareef nabi ki
Subhan Allah❤❤❤Qurban jaon sardaar do aalim pe.
Allah hum aurto ko "fatma' "radiyallah' ke jaisa pardah karne ki toufeeq atah farmay.
ameen
summa ameen
Ameen
Aameen
Ameen
Mashallah subhanallah
Mubarak ho ♥️
Mubarak ho♥️
Mubarak ho ♥️
Ya hoti hai naat yaaar subhanallah
kon ha wo jo itni pyari naat ko dislike deta ha.........
Listening to this is slowly transporting me back in time of prophet. I can imagine myself traveling in the desert near the small hut of the prophet and walking towards the mosque...My iman/spiritual faith seems to be rising...
Thank you Rafi for uploading and Anas for giving me this visual/listening journey of experience!
Masha Allah 👌👌👌👌👌👆👆👆👆
Masha Allah
Barakallah
Vvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvv beautiful nd awesome naath
May allah bless you with all the things nd ur family
Masa Allah bhut achi hai naat
Mashallah voice
MASHA ALLAH g boht zbrdst andaz hy ALLAH G ap ko ajr.e.azeem dy AMEEN
Assalamualaikum.. Masha Allah Allah tala apku bahut badi nemat se nawaza. Apki awaz aur tareeka itna khoobsurat hai.. Ki duniya ki koi cheez iska muqabila nahi karsakti.. Allah ke bahut khareebi bande ho ap..
Samia Ahmed walaikum salam wa rahmatullahi wa barqatuhu
Subscribe now Channel
8D naats anas younus
ua-cam.com/video/yol3X9aB__Q/v-deo.html
subhan allah masha allah bohat hi pyara kalam padha aapnai
Mashallah Ek no
Assalamualikum i am indion haam apki sb nats sunte h aur apke bht bade fan dua h allah ko mazeed taraqqi ata farmaye aameen ya rabbal ameen
Dil kr ra yh Sara nazaraa apni gunah gar ankhon se dekhun 🤗
Subhanallah...har bar kabhi bhi sunti hu ankhon me aansu aajate hai....
Allah molana ko umer me barket d
Ameen summa ameen
Praise to be Allah ( s.w.t ) the Lord of the world. And may Peace and blessings of Allah be upon Prophet muhammad ( saw ). His companion his family and his ummat till the day of Jujement.
Mashllha bohat khub hy
Kya baat hai Wah wah mashallah
ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ
صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّم کے خدا پر قربان جاو
Mashallah.allah nabi sw k tareeqe p chalne k tofique de.Aameen
Mashallah..
Very nice
Allahpak kul ummatemuslima auraurto ko ta qayamt hazrtfatima razialah jesi sharmohaya ka pekr banady aameen
Subkhan Allah.....masha Allah
Mashallah
Allahuakbar
Subhanallah
Very awesome voice
ماشاءاللہ بہت خوبصورت انداز ہے آپ کو بھی مبارک ہو آپ کی ہر نعت خوبصورت انداز میں ہوتی ہے اور احقر تمام حمد و نعت ضرو سماعت کرتا ہے
bht khub wah kia baat h
masha Allah
Massha allah this voice is very nice 😘👍👍👌👌👌👌👌I like this kasida
mashaAllah ammal karny ki tofiq dy sab ko ameen
Ma sha Allah zazakallahu khaira Ahsanul zaza
Subhanallah, Allah ham logo ko amal karny ki toufeeq ata farmay. Ameen
Rehan Siddiqui ks
Fatema to fatema hi he hamare nabi ki ladli thi
माशा अल्लाह
मौलाना अनस युनुस साहब
अल्लाह आपको लंबी उमर और
सेहत दे
Arif Shaikh
Arif Shaikh Ameen
آمین ثم آمین
Mashallah.....
Very very very khoobsurat naat awaaaz
Mashallah very nice naat
Nice naat and very nice voice
Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho
Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho
Mubarak hai wo din laraib rajjab ke maheene me
Nikah-e-hazrat-e-Zohra (ra) hua jis din madeene me
Wo Zohra haan wohi Zohra Rasoolullah (saw) ki beti
Wohi Zohra shahanshahon ke shahanshah ki beti
Wo kamli odhne wale mujassam noor ki dukhtar
Wo Abdullah ki poti Aamna ke phoor ki dukhtar
Wo khahar Umm-e-kulsum aur Ruqaiya aur Zainab ki
Wo sab bahno se chhoti isliye noor-e-nazar sab ki
Wo Qasim ki bahan wo taiyab-o-tahir ki maa jahi
Jo maa ki god me itmaam nemat ki tarah aayin
Wohi ayen naye iffat ka sabse khushnuma johar
Khdija (ra) ka hira ke batn ka ek bebaha gohar
Wo subh-e-noor chashme rahmatul lil alameen Zohra
Nageene khatme taskeen-e-khatm-ul-mursalin Zohra
Wo Zohra jo shabih-e-uswahe sarkar aali thi
Ali (ra) se aj usi Zohra ki shadi hone wali thi
Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho
Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho
Mohajir aur ansar-e-akabir jama the sare
Utar aye the goya din ko is taqreeb me tare
Ali baizz-o-shane hashmi tha inke jhurmat me
Wo mahe asmaane hashmi tha unke jhurmat me
Na koi baja gaja tha na koi shor-o-hangama
Na shahnai na nakkara na daff thi aur na dammama
Na ranga rang poshaken na kangan tha na sehra tha
Wohi the shahe marda our wohi mardana chehra tha
Rasoolullah (saw) khud maujood the mehrab masjid me
Kami karta koi phir kis tarah adab masjid me
Rukh-e-shams-o-zuha ki soz se pur tanwir thi masjid
Sukun-o-sadgi ki khushnuma tasweer thi masjid
Zameen se asmaan tak bas gaye naghmaat ruhani
Ke khud quran atiq ne padhi ayat qurani
Hua ye aqd alishan mamuli tariqe se
Huye taqseem khurme ghair mamuli saliqe se
Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho
Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho
Dom tha saal hijri aur zil-haj ka maheena tha
Payambar baad jang-e-badr jaan bakhshe madeena tha
Irada aapne (saw) ab rukhsat-e-Zohra ka farmaya
Mohabbat se janabe murtaza ko paas bulwaya
Bahot ehsas tha Haidar ki nadari kaha di ko
Kaha hai kuchh tumhare paas ikhrajat shadi ko
Kaha ye ek maznoon-e-adaq hai ya rasoolullah (saw)
Faqat naame rasoolo naam haq hai ya rasoolullah (saw)
Kaha phir wo zirah kiya ho gayin jo tumne payi thi
Jo roze badr me dame tumhare hath ayi thin
Kaha maujood hai hazrat ne farmaya wo kafi hai
Tum usko bech dalo jo bhi hath aya wo kafi hai
Zirah bechi Ali ne 480 daraham me
Bakaule shibliye marhoom isse se bhi bahut kam hai
Thi shadi Fatimah ki sadgi ka tarpana sara
Waleema bhi isi me aur isi me mehar bhi sara
Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho
Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho
Jahez inko mila jo kuchh shahanshah-e-do alam se
Mila hai dars hamko sadgi ka fakhr adam se
Mataye duniyawi jo hissa-e-Zohra me ayi thi
Khajuri khurdare se baan ki ek charpai thi
Mushaqqat umr bhar karna jo likha tha muqaddar me
Mili thi chakkiyan do taake ata pees le ghar me
Ghade matti ke do the aur ek chamde ka gadda tha
Na aisa khushnuma tha ye na bazr-e-bor behda tha
Bhare the isme rui ki jagah patte khajuron ke
Ye wo saman tha jis par jaan-o-dil qurban huron ke
Wo Zohra jinke ghar tasneem-o-kausar ki thi alzani
Mili thi mashk unko taake khud laya karen pani
Mila tha faqr-o-faqa hi magar asli jahez unko
Ke bakhshi thi khuda ne ek jabeen-e-sajdahrez unko
Chali thin baap ke ghar se Nabi (saw) ki ladli pahne
Haya ki chadaren iffat ka jama sabr ke gahne
Redaye faqr bhi hasil thi tuafiq-e-sakhawat bhi
Ke hona tha ise sartaj khatunan-e-jannat bhi
Isi ki tarbiyat me uswa tha yamno saadat ka
Isi ki god se dariya ubalna tha shahadat ka
Wohi ghairat jo mehre khatme haq ka nagina thi
Ameen ki ladli hi us amanat ki ameena thi
Ali-ul-murtaza ne aj taj-e-hal ata paya
Dulhan ki shaql me ek pekare sidq-o-afa paya
fidar ke ghar se rukhsat ho ke Zohra apne ghar aayi
Tawkkal ke khazane daulat-e-mehro wafa layi
Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho
Mubarak ho mubarak ho, Mubarak ho mubarak ho
Ishopad kar chala beti ke ghar haadi zamane ka
Dar-e-baite Ali (ra) par izn manga andar ane ka
Bahe tahzeeb ummat izn hasil kake Sarwar ne
Ziya is ghar ko bakhshi zeenaten merab membar ne
Bashakhkhat sada pani ka pyala ek mangwaya
Dua dam karke khud thoda sa pani nosh farmaya
Diyen pani ke chheeten seena-o-bazu-e-Haidar par
Yehi pani rasoolullah (saw) ne chhidka pak dukhtar par
Mohabbat our shafqat se bitha kar paas dono ko
Dua ki ae khuda ye aqd aye raas dono ko
Ho inki nasl ya rab do jahan me khair ka baais
Ye aqd-e-khair hon kono makan me khair ka baais
Khudawnda inhen pakizah se pakizah tar kar de
Amal me de asar inke irade khair se bhar de
Dua ke baad dukhtar se phir itni baat farma di
Ke maine mard afzaltar se kar di hai teri shadi
Adab se sar jhukaye saamne istadah the dono
Haya dari ki ek zinda shabi haisad the dono
Sitaron ko hai ab tak yad ye purkaif nazara
Morakhkhas apno pyaro se hua Allah ka pyara
What a beautiful voice
مشآ اللہ
Mashallah 🥰 boht zabardast ...
mashallah allah hamari shadion ko bhi nabi ki sunnat ke mutabiq karne or amal karne ki tofeeq ataa famaye Abdul Ahad
Wow Rayyan
Ameen
Ameen
Inshallah
Bahut khooob
Wah Kia nqsha khencha he apne to rula dia he.
What a great nazam, tears, tears and tears
Allah Tala unhi Logon Ko Chinta Hai Jinka Allah Tala Pasand karta hai aur congratulation Rani aapko Pasand Kiya
mahsallah mahsallah allah pak humhin b is haq ki rah par cahlne ki tofeeq de aamin sum aamin 🌹
اللہ پاک ان اعلی ہستیوں کی پیروی کی توفیق دے اور قیامت میں ان کا رفیق بنائے۔۔۔۔صلی اللہ علیہ والہ وسلم
Ameen
Masha Allah 👍👍👍👍🤲🤲🤲😂😂😂😂
Allah sab ku aise bati de
Masha Allah Molana bahut achcha
Bht piyari nazam haiy i am fan on anas
Masha allah beauty ful naat anas
Bhai
masa Allah bhot khub
Zahida Kureshi Beshaq
Subscribe now Channel
8D naats anas younus
ua-cam.com/video/yol3X9aB__Q/v-deo.html
Allah Tala hamari shadio main sadgii paida karny ki to tofiq Ata farmay