Dekh ke hi comment kiya bhaai. Main khud iss problem se struggle kar raha hoon 7×6 mein 200 ka pump lagvaaya to halke mattress se bed band karna mushkil ho raha tha. Ab pump 150 ka kiya to theek chal raha tha. Mattress bhaari lagaane se phir problem shuru ho gayi. Aise hi comment nahi kar raha tha sab dekh samajh ke hi apni problem ka solution doondh raha tha
Sir mere 72/75 ke bed me hydraulic 200 kg laga hai.but hydraulic se jab bed khulta hai to bahut hi zyada jhatke se khulta hai.lagta hai kuch chatak jayega....inque ka system hai...abhi mattress nahi laga hai...kya wajah ho sakti hai.sabhi videos me to dikhate hai softly khulte hue....plsss bataye kya wajah ho sakti hai...,🙏
Jb tk mattress nhi lgaoge yhi dikkt aayegi... and kmse km 5 inch ka mattress lgwana pdega nhi to yhi problem chlti rhegi.... and.... jitna jldi ho ske mattress lgwa lo Kyu ki agr pump pr jyada lood aaya to Pump bed ki cachi ke scrow ko tod dega...
Thanks, Imp Information
बहुत ही अच्छी जानकारी
Thank-you sir
Thanks
Welcome
Half hydraulic me 75 kg ka pump lga hai but closing tough hai .
6×5 me kitna lgae sir
6 × 6.5 ka bed with 6 inch mattress me kitne kg ka hydraulic lagega
120kg
Bhaai mattress ke weight se bhi difference aata hai
Included h
16kg se lekar 35kg tak ke mattress aate hain. Sab included kaise hoga
Video pura dekho bhai aap then comment kro ..
Dekh ke hi comment kiya bhaai. Main khud iss problem se struggle kar raha hoon 7×6 mein 200 ka pump lagvaaya to halke mattress se bed band karna mushkil ho raha tha. Ab pump 150 ka kiya to theek chal raha tha. Mattress bhaari lagaane se phir problem shuru ho gayi. Aise hi comment nahi kar raha tha sab dekh samajh ke hi apni problem ka solution doondh raha tha
@@tapassrivastava5052mattress ka height kitna h..6*7 ka bnwa rha palang or 5inch mattress lena h..kitna kg ka pump lu
sirji बेड ६ * ५ के लिए पंप कितना kg का चाहिए ??? उसके ऊपर ५ इंच का गादी है !
Sir mene jo formula btaya osme include h gadda
Sahab ji 3'*3' ka bed banta hai keya
6x3
3/3nahi भाई 6/3ka बोलये😂
Sir mere 72/75 ke bed me hydraulic 200 kg laga hai.but hydraulic se jab bed khulta hai to bahut hi zyada jhatke se khulta hai.lagta hai kuch chatak jayega....inque ka system hai...abhi mattress nahi laga hai...kya wajah ho sakti hai.sabhi videos me to dikhate hai softly khulte hue....plsss bataye kya wajah ho sakti hai...,🙏
Jb tk mattress nhi lgaoge yhi dikkt aayegi... and kmse km 5 inch ka mattress lgwana pdega nhi to yhi problem chlti rhegi.... and.... jitna jldi ho ske mattress lgwa lo
Kyu ki agr pump pr jyada lood aaya to
Pump bed ki cachi ke scrow ko tod dega...
150kg bhi jyada ho jata hai 120 kg ka lagega 6×6 me
Sir beb me 4*6 or 3*6 ka size standard chalta hai anime kaun sa hydraulic set Karen please batao
Video ayegi jld
6/4me kitnay का लगेगा
90 kg top double krke
6*6.5 me kitne ka pump lagaye
90
Agar 90 kg ka lagega to 90+90 ka ya 45+45 ka@@VmFurnitureHouse
Hii
Yes
6by6.5 me 100 kg lagaya he woh bhi tez chal raha he
Gadda bu to ayega abhi
Hello bhaiya hamare bed ka hydraulic atak gya he to usko thik kaise kre reply 🙏🏼🙏🏼