मे राजस्थान के डूंगरपुर जिले से हु और मेने एक अँगूर का पौधा मंगवाया है जो स्वस्थ है हमारे यहां का तापमान गर्मियों 40°c और सर्दियों मे 9°c तक चला जाता है और बारिश 30cm से 50cm तक होती है क्या अंगूर के पौधे की ग्रोथ होंगी?
Aap kya puchhna chahte hai Mai samjha nahi, Angoor ke plant ko calcium aur phosphorus ki sabse jyada jarurat hoti hai, aap isme fish bone meal fertilizer daal sakte Hain Jo iske liye sabse achha hai.
Sir kya ye paudha plastic ki bucket mai bhi lag sakta hai? Pls reply karna main Himachal ki choti farmer hu par angoor pehli bar laga ri hun (kale angoor hai)
Iske kayi reason ho sakte hain, plant 2 din me sukh gaya to aisa stress ki wazah se ho sakta hai...ya kabhi kabhi ground me lage hue plants ko nursery wale jab poly bag me lagate hai to ground se nikalte hue plant ki roots damage ho jati hai...jisse plant sookh jata hai...agali baar jab bhi plant le aaye to plant ko uthakar uski roots jarur check Kar lein...aur thoda sa mature plant le Jo majbut ho.
Rose plant to jaldi nahi kharab hota hai...iska matlab plant ki roots damage thi. Iski complain nursery wale se kijiye aur dobara jab bhi plant kharide to plant ko poly bag se nahi balki uski stem pakad Kar uthaye aur check karein ki plant ki roots achhi tarah se mitti ki pakde hue hai ya nahin.
Mere brinjal ke plant me Mili bug lag gya h do din se Hari mirch or lahsun Ka spray Kar rhi hu mar jate h dusre din utne hi fir aa jate h plz btaye m kya karu fruiting ho rhi h plant me
Spring season se le Kar rainy season tak kabhi bhi laga sakti hain....sirf winter season me na lagaye kyuki winter season me Angur plant ki growth ruk jati hai.
Maine grapes ka podha lagaya tha. bhut acchi bail chal rahi hai or 5 gucche angoor k bhi nikal aaye hai. but ab wo bade nahi ho rahe hai mujhe kitna water dena chahiye or kya karoon jis se jayda fal de or jaldi se pak jaye or dhoop me rakhoon ya chaaya me
अंगूर का पौधा आपने जमीन में लगाया है तो आपको उसकी अधिक देखभाल नहीं करनी होगी, पौधे में पानी हिसाब से दीजिएगा, अगर मिट्टी में नमीं हो तो पानी मत दीजिये। पौधे में फल लगने से पहले मछली की खाद डालने पर बहुत अच्छी क्वालिटी के और बहुत अधिक मात्रा में फल लगते हैं । अंगूर में फल लगने पर कभी-कभी चींटी लगाने लगती हैं इसलिए समय- समय पर पौधे पर थोड़ा सा नीम ऑयल पानी में मिला कर स्प्रे करते रहे।
इसके कई वजह हो सकते हैं, आपने पौधे को लगाने के बाद उसे सीधे धूप मे रख दिया होगा या पौधा लगाने के लिए मिट्टी तैयार करते समय आप ने अधिक खाद मिला दिया होगा। अगर पौधे की जड़े काली हो गई हो तो यह फंगस की वजह से भी हो सकता है।
Sir ji mere paas 3 badam ke fayde Hain Jinke aaj kal Barsat Ke Dino Mein Basne Lage Hain Toh Main Jana Chahta Hoon ke liye konsa fertilizer use kiya jaye Jis Se in ke Patte jhadne se Rokne aur Dekhe na isliye maine aapko message kiya tha uski video
बेहद नबख्वास
Angur ky paty kun jalty hai
मे राजस्थान के डूंगरपुर जिले से हु और मेने एक अँगूर का पौधा मंगवाया है जो स्वस्थ है हमारे यहां का तापमान गर्मियों 40°c और सर्दियों मे 9°c तक चला जाता है और बारिश 30cm से 50cm तक होती है क्या अंगूर के पौधे की ग्रोथ होंगी?
Angur Ka plant hai
Sir meri angoor ki Bel jalne lagi Kaya karu
Zabardast 🍇🍇
Thanks
BEL Lagane ke bad kaun si ismein se chij ke nahin padati hai bhai sahab yah Bata dijiye Hamen
Aap kya puchhna chahte hai Mai samjha nahi, Angoor ke plant ko calcium aur phosphorus ki sabse jyada jarurat hoti hai, aap isme fish bone meal fertilizer daal sakte Hain Jo iske liye sabse achha hai.
❤️🔱🇮🇳🕉️
Nice.repotting👍👍
Sir kya ye paudha plastic ki bucket mai bhi lag sakta hai?
Pls reply karna main Himachal ki choti farmer hu par angoor pehli bar laga ri hun (kale angoor hai)
Ha aap kisi plastic pot me laga sakti Hain, lekin agar aapke paas jagah ho to isko ground me lagaye
@@GardeningPoint okie sir 😊😊
मेरे पौधे में ग्रोथ अच्छी नहीं हो रही हैं इसके लिए क्या करना होगा।कुछ सुझाव बताएं..👍🏻
Humari bel m leaves bhut kam h to kre jisse ye ache se hara bhara ho jaye pls reply me
Kismis (munnake se nikle huve bij se uga sakte he grapes ka podha??
yes
Very funny 🤣😂😂😂😂
Haa mene bhi bij lagaye the grow ho gy
Yrr bda nhi Ho rha h Kya dalu
Aapne plant ko pot me kagaya hai ya ground me?
@@GardeningPoint ground mee
Replyyy pLzzzz
O bhai bta de
Bada nahi ho raha hai to nitrogen rich fertilizer do....vermicompost ya neem cake fertilizer daal sakte ho.
Sir saare flower black ho rahe hai kya kare
छोटे छोटे अंगूर लग गए हैं,वो पक नहीं रहे हैं,साइज भी छोटा है।उपाय बताएं
Kali Ki Seva karna sikhaiye aur koi sunaeye
भैया अंगूर का पौधा मेरा छोटा है उसको बड़ा करने के लिए क्या करना पड़ेगा
Boss main ek angoor ka bel lagaya tha o lag gya tha us me chote chote do patte bhi aa gye the lekin ab o shook rha hai btaye sir main kya kro
Usko bhi nahi ptta
मेने भी इसका पौधा लगाया है, लेकिन इसकी पत्तियों मे छेद हो गया है। और यह बडा भी नही हो रहा है । पौधा जमीन मे लगाया है। इसके लिए उपयुक्त खाध बताइए।
Maine angur ki Bel lakar lagai thi nursery se lagane ke 2 din bad hi sukh gai btaye aisa kyu hua
Iske kayi reason ho sakte hain, plant 2 din me sukh gaya to aisa stress ki wazah se ho sakta hai...ya kabhi kabhi ground me lage hue plants ko nursery wale jab poly bag me lagate hai to ground se nikalte hue plant ki roots damage ho jati hai...jisse plant sookh jata hai...agali baar jab bhi plant le aaye to plant ko uthakar uski roots jarur check Kar lein...aur thoda sa mature plant le Jo majbut ho.
M do plant lai thi angur or rose dono hi mar gye
Rose plant to jaldi nahi kharab hota hai...iska matlab plant ki roots damage thi. Iski complain nursery wale se kijiye aur dobara jab bhi plant kharide to plant ko poly bag se nahi balki uski stem pakad Kar uthaye aur check karein ki plant ki roots achhi tarah se mitti ki pakde hue hai ya nahin.
Mere brinjal ke plant me Mili bug lag gya h do din se Hari mirch or lahsun Ka spray Kar rhi hu mar jate h dusre din utne hi fir aa jate h plz btaye m kya karu fruiting ho rhi h plant me
Pani pani kab kab dalain
Summer season me perday pani daale, winter season me 3 se 4 din me.
Does it grow in a green house...?
Sir maine nursery se 2 plant black or green wala angoor ka paudha laya hun esko rubber ka pot me ek sath lagsakta hun ?
Kitna ka mila bhai
Isme kaise keede ke problem hote hai aur usse chutkara kaise paye aisa koi video banaiye
Abhi barsat ke mosam me laga sak te he grape ko
What is phatlaesar
Konse month me lgyaye sir angur ka plants
Spring season se le Kar rainy season tak kabhi bhi laga sakti hain....sirf winter season me na lagaye kyuki winter season me Angur plant ki growth ruk jati hai.
Angoor k leaf jaal rahi hai😭
Jera hindi me boliye apki english samaj nahi a rahi hai
Maine grapes ka podha lagaya tha.
bhut acchi bail chal rahi hai
or 5 gucche angoor k bhi nikal aaye hai.
but ab wo bade nahi ho rahe hai
mujhe kitna water dena chahiye or kya karoon jis se jayda fal de or jaldi se pak jaye
or dhoop me rakhoon ya chaaya me
Nursery se plant liya pura jal gya dubara kese gro kru
Sir i have champa but didn't any leaf how to grow proper please help us.
5% kaha gaye
सर हमने अंगूर जमीन पर लगाए है उसका देखभाल कैसे करे
अंगूर का पौधा आपने जमीन में लगाया है तो आपको उसकी अधिक देखभाल नहीं करनी होगी, पौधे में पानी हिसाब से दीजिएगा, अगर मिट्टी में नमीं हो तो पानी मत दीजिये। पौधे में फल लगने से पहले मछली की खाद डालने पर बहुत अच्छी क्वालिटी के और बहुत अधिक मात्रा में फल लगते हैं । अंगूर में फल लगने पर कभी-कभी चींटी लगाने लगती हैं इसलिए समय- समय पर पौधे पर थोड़ा सा नीम ऑयल पानी में मिला कर स्प्रे करते रहे।
भाई मेरा अंगूर का पेड़ वह लगाने के बाद वह जल गया क्या कारन है
इसके कई वजह हो सकते हैं, आपने पौधे को लगाने के बाद उसे सीधे धूप मे रख दिया होगा या पौधा लगाने के लिए मिट्टी तैयार करते समय आप ने अधिक खाद मिला दिया होगा। अगर पौधे की जड़े काली हो गई हो तो यह फंगस की वजह से भी हो सकता है।
Angoor ke ped per Pani girne se kharab to Nahin hota hai
Angoor ke ped par pani girne se kharab nahi hota hai. Lekin agar ped pot me laga hai to pot me pani rukna nahi chahiye.
Which month was suitable for planting of grapes vine plant.
The grape plant can be planted throughout the year.
Paudhe main angoor lagne main kitna time lagta hai
Maine ped lgaya bt wo 2 din me sukh gye...Kaise thik kru
use ukhad kar side mein rakh do hara ho jayega 🤣🤣🤣😂😂
Sir badam ke podhe ko de sakte sakte ho to uske liye konsa sprayer konsa fertilizer use karna chahiye
+Ram Kumar ji aapka sawaal mai samjha nahi...aapko badaam ke liye fertilizer aur pesticide ke baare me jaanna hai ya aur kuchh
जमीन में लगाया है
Mera paudha sadh ja raha hai Kya karu plz tell me
Angoor ka paudha flexible hota hai aap aasani se jidhar chahe udhar plant ko mod sakte hain.
Angoor ka plant
Fertilizer kya hota hai bhai
Fertilizer Khaad ko kehte hain
Bhai Iska price kaya hai plant ka bhai reply me plz reply me bhai plz
Ye nursery par 50-60 se 100 rupees me mil jata hai
बेल हाईट बड नहीं रही है
Sir ji mere paas 3 badam ke fayde Hain Jinke aaj kal Barsat Ke Dino Mein Basne Lage Hain Toh Main Jana Chahta Hoon ke liye konsa fertilizer use kiya jaye Jis Se in ke Patte jhadne se Rokne aur Dekhe na isliye maine aapko message kiya tha uski video
+Mahendarkumar Mali आपने अपने पौधे को जमीन में लगाया है या गमले मे
Sir imli de plant Di care and information dyo
Okk..mai jaldi hi imli ke plant par ek video dunga.
Thanks sooooo much
Mere kol imli da plat he
2 feet da ho gya he