Ma sha Allah Alhamdulillah ap ney bahut acha dalil k saat samjye sari umar a nahi maloom tha allah apko jazaye khair ata kare ap har maqsad mey kamiyab hun
Aapki channel or Aapki mehnat Jaroor kamiyab honge InshaAllah... Aap isi tarah video banate rahiye... Ummat k liye bohot jaroori he, Allah Aapki ilm me or sehat me barkat aata fermaye ....Jazak Allah.....
Mr aap Logon Ne is bahas Ko Itna Dhool pahuncha Diya Hai Ek Sal Ho Gaye To Mujhe video Dekhte hue kam se kam 1000 se upar video mein dekh chuka hun Mujhe To Aisa Lagta Hai Ki namaji badhane ki jagah hai kam Hone Lage Agar Yahi bus rahi thi Allah Hafiz
mere bhai, main khud gair zaruri bahas ke khilaf hoon, aur harfe daad ke bare me itni jo ab tak jhagde huwe main us ka bhi khilaf hoon, lekin Arabi me ek harf hai "Daad" , is harf ko waise hi ada karna hai, jaise Arab ne ada kiya hai, na ke ajami tariqe se, aur harfe daad ko ada karna asan hai, lekin aksar uloma ne mazid mushkil bana diya hai. main aap ki takleef aur jazbat ko samajh sakta hoon. Allah aap ko khoosh rakkhe
Jo bade bade padhane vale or tajveed ke jankar he sb daad hi padhte he or Jo imam jazri ne kitab me makhraj ka btaya he vo makhraj ki jagah se daad hi adaa hota jaad fad baad ye kuchh nahi he or abhi bhi sab bade bade Jo dunia ma qaari paaye jate he jitne bhi ho jaha chahe dekhle daad hi pdege kyu ye daad hi he jbaan vaha lagegi to yahi aavaz niklegi ...fir jgda kis baat ka voto logo ko mehnat krni he nahi islye jgda krte he vrna daad hi he or yahi pdhte he Arab ho ya non Arab ....ab adaa nahi hota to do char 5 minit me to kuchh hoga nahi mehnat duaa kre pura jor lagaye jb aa jayega to khud aap kahege ye to aasan he sbse aasan ....lekin ye harf adaa krne me ek hi baat tensn vaali hoti he k ye smj me nahi aata he start me thode Deen aap prectical hone lag jayege jbaan ko harkat dege to aap ko lagega ye sbse aasan he lekin takleef k baad aasani hoti he islye pehle mehnat kre baad me aasani paaye ...vrna jgdaa krke khud ka beda gark krke fayda nahi he Qur'an durust pdhna jruri he khud se Miya mithu bnke nikl Lena acha nahi kitne apne aap ko bde qaari kehte he ...qaari saheb aaye qaari saheb aaye ...ek harf daad chek kiyaa zaad pdhte hme lagata he kaha se qaari he makhraj ka thika ata pta nahi....
Assalam o alaikum sir mera sawal tha kay bohat se ahle hadees pakistan main zawad parh rahai hain kia in kay peechay namaz parh saktay hain please bataye.unki intention tu ضparhnay ki hoti hai lakin ap hanbali ulma kay mutabiq bataye kia inkay peechay namaz parh saktay hain.bohat confusion thi.
وعلیکم السلام ورحمۃ اللہ وبرکاتہ میں یہ فتوی نہیں دے سکتا کہ جو لوگ ضاد کو" ظاد" یعنی ضاد کو " ظا" پڑھتے ہیں ان کے پیچھے نماز ہو گی یا نہیں۔ اس طرح فتوی دینا مفتیوں کی ذمہ داری ہے۔ البتہ مساجد کے اماموں کے لئے ضروری ہے کہ وہ ضاد کو عربی طریقہ کے مطابق ضاد ادا کرنے کی کوشش کریں، نہ کہ ظا۔ رسول اللہ ﷺ اور صحابہ کرام نے ضاد کو " ضاد " پڑھا ہے نہ کہ " ظا"۔ ضاد کو " ظا" پڑھنا عجمی طریقہ ہے۔
آپ نے بڑی اچھی کوشش کی ہے لیکن آپ نے کئی مرتبہ “ض” اور “ضالین” پڑھ کر بتایا ہے مگر آپ کی آواز میں “د” سے “دالین” نمایاں طور پر محسوس ہو رہا ہے۔ جب تک آپ اِس کو “ظ” کے مشابہ نہیں کریں گے اُس وقت تک اس کی ادائیگی درست نہیں ہو سکتی جناب!!
تبصرہ کے لئے آپ کا شکریہ بھائی۔ میں عرب قاریوں اور ماہرین سے تعلیم حاصل کی ہے ، اور آج بھی عرب ضاد کو بلا تکلف ضاد ادا کر رہے ہیں۔ جیسا کہ آپ موجودہ عرب اماموں کی قراءت سن سکتے ہیں۔ خیر میں یہاں تفصیلات میں نہیں جا سکتا ۔ ممکن ہوا تو اس پر ایک خاص ویڈیو بنائی جانی چاہئے، جس میں صرف عرب اماموں قراءت کے ذریعہ ضاد کی مشق کرائی جائے۔ اللہ تعالی آپ کو خوش رکھے
jaza kallahu khaira Channel ke logo " Rasul Academy " per click kijye, click karte hi aap ko videos aur playlist mil jayega, whan se aap jo dekhna chahen dekh sakte hain shukria
Jazakallahu khaira, Dono ki awaz me mushabahat hai, sunne me ek jaisi lagegi, lekin hame Arab ki tarah ada karna chahiye, aur Arab Daad ko aise hi ada karte hain.
munaafiq mulaa wahabi akabar ki strong mistake........Dhaad ko zaal perhnay ko kion chuppaa rahaa hey ?............imam ahmad raza nay 150 saal pehlay hee bataa diaa thaa k dhaad ko naa daal naa zaal perhao
ماشااللہ۔۔۔۔۔۔ بارک اللہ فی حیاتک و علملک
جزاك الله خيرا وبارك فيك
Jaza kallah ho khaira
shukriya bhai
ma shaa Allah
Jazakallahu khaira
بھت اچھا خوبصورت وڈیو ھے
جزاک اللہ خیرا
Iss video se pehle sab thik tha, but aap ne Deobandi Barelvi karna shuru kardiya.....Iss aap ka intention sabit hogaya....Baht shukuriya....
Ezaz Ansari bhai, main khud in jhagron ko pasand nahi karta, main to sirf hare daad ke bare me maslaki ikhtelaf ko zikr kiya,
وعليكم السلام ورحمته الله وبركاته ❤️
Jazakallahu khaira. thank you for appreciating 🌹🌹🌹🌹🌹
💜ماشاء اللہ💚
جزاك الله خيرا
Fast to jaati tamas fasted Ho jaati hai
Excellent
Jazakallahu khaira. thank you for appreciating. 🌹🌹🌹🌹🌹
Masallah.
Jazakallahu khaira. 🌹🌹🌹🌹🌹
جزاک اللہ خیرا
دعاؤں میں یاد رکھئے گا🙏
اللہ تعالیٰ آپ کو اپنی برکتوں سے نوازے۔ آمین
Umda
Shukriya brother
Jazakallahu Khair
Allah aap ko khoosh rakkeh
Masha Allah
Saleem Education & Welfare, Shukriya
Ma sha Allah Alhamdulillah ap ney bahut acha dalil k saat samjye sari umar a nahi maloom tha allah apko jazaye khair ata kare ap har maqsad mey kamiyab hun
Allah ta'ala aap ko khoosh rakkhe, aur dunya wa aakhirat me kamyab farmaye
Very good
Jazakallahu khaira
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Allah aap ko khoosh rakkeh
Aapki channel or Aapki mehnat Jaroor kamiyab honge InshaAllah... Aap isi tarah video banate rahiye... Ummat k liye bohot jaroori he, Allah Aapki ilm me or sehat me barkat aata fermaye ....Jazak Allah.....
Allah ta'ala aap ko khoosh rakkhe, aap ke golden words aur himmat afzai ke liye bahut bahut shukriya
Mr aap Logon Ne is bahas Ko Itna Dhool pahuncha Diya Hai Ek Sal Ho Gaye To Mujhe video Dekhte hue kam se kam 1000 se upar video mein dekh chuka hun Mujhe To Aisa Lagta Hai Ki namaji badhane ki jagah hai kam Hone Lage Agar Yahi bus rahi thi Allah Hafiz
mere bhai, main khud gair zaruri bahas ke khilaf hoon, aur harfe daad ke bare me itni jo ab tak jhagde huwe main us ka bhi khilaf hoon, lekin Arabi me ek harf hai "Daad" , is harf ko waise hi ada karna hai, jaise Arab ne ada kiya hai, na ke ajami tariqe se,
aur harfe daad ko ada karna asan hai, lekin aksar uloma ne mazid mushkil bana diya hai.
main aap ki takleef aur jazbat ko samajh sakta hoon.
Allah aap ko khoosh rakkhe
Jo bade bade padhane vale or tajveed ke jankar he sb daad hi padhte he or Jo imam jazri ne kitab me makhraj ka btaya he vo makhraj ki jagah se daad hi adaa hota jaad fad baad ye kuchh nahi he or abhi bhi sab bade bade Jo dunia ma qaari paaye jate he jitne bhi ho jaha chahe dekhle daad hi pdege kyu ye daad hi he jbaan vaha lagegi to yahi aavaz niklegi ...fir jgda kis baat ka voto logo ko mehnat krni he nahi islye jgda krte he vrna daad hi he or yahi pdhte he Arab ho ya non Arab ....ab adaa nahi hota to do char 5 minit me to kuchh hoga nahi mehnat duaa kre pura jor lagaye jb aa jayega to khud aap kahege ye to aasan he sbse aasan ....lekin ye harf adaa krne me ek hi baat tensn vaali hoti he k ye smj me nahi aata he start me thode Deen aap prectical hone lag jayege jbaan ko harkat dege to aap ko lagega ye sbse aasan he lekin takleef k baad aasani hoti he islye pehle mehnat kre baad me aasani paaye ...vrna jgdaa krke khud ka beda gark krke fayda nahi he Qur'an durust pdhna jruri he khud se Miya mithu bnke nikl Lena acha nahi kitne apne aap ko bde qaari kehte he ...qaari saheb aaye qaari saheb aaye ...ek harf daad chek kiyaa zaad pdhte hme lagata he kaha se qaari he makhraj ka thika ata pta nahi....
Allah ta'ala aap ke elm o amal me barkat ata farmaye
Ik video de do huroofe ikhfa ke noon ko kaise chipayen
Jazakallahu khaira
Assalam o alaikum sir mera sawal tha kay bohat se ahle hadees pakistan main zawad parh rahai hain kia in kay peechay namaz parh saktay hain please bataye.unki intention tu ضparhnay ki hoti hai lakin ap hanbali ulma kay mutabiq bataye kia inkay peechay namaz parh saktay hain.bohat confusion thi.
وعلیکم السلام ورحمۃ اللہ وبرکاتہ
میں یہ فتوی نہیں دے سکتا کہ جو لوگ ضاد کو" ظاد" یعنی ضاد کو " ظا" پڑھتے ہیں ان کے پیچھے نماز ہو گی یا نہیں۔ اس طرح فتوی دینا مفتیوں کی ذمہ داری ہے۔
البتہ مساجد کے اماموں کے لئے ضروری ہے کہ وہ ضاد کو عربی طریقہ کے مطابق ضاد ادا کرنے کی کوشش کریں، نہ کہ ظا۔ رسول اللہ ﷺ اور صحابہ کرام نے ضاد کو " ضاد " پڑھا ہے نہ کہ " ظا"۔
ضاد کو " ظا" پڑھنا عجمی طریقہ ہے۔
آپ نے بڑی اچھی کوشش کی ہے لیکن آپ نے کئی مرتبہ “ض” اور “ضالین” پڑھ کر بتایا ہے مگر آپ کی آواز میں “د” سے “دالین” نمایاں طور پر محسوس ہو رہا ہے۔ جب تک آپ اِس کو “ظ” کے مشابہ نہیں کریں گے اُس وقت تک اس کی ادائیگی درست نہیں ہو سکتی جناب!!
تبصرہ کے لئے آپ کا شکریہ بھائی۔
میں عرب قاریوں اور ماہرین سے تعلیم حاصل کی ہے ، اور آج بھی عرب ضاد کو بلا تکلف ضاد ادا کر رہے ہیں۔ جیسا کہ آپ موجودہ عرب اماموں کی قراءت سن سکتے ہیں۔
خیر میں یہاں تفصیلات میں نہیں جا سکتا ۔ ممکن ہوا تو اس پر ایک خاص ویڈیو بنائی جانی چاہئے، جس میں صرف عرب اماموں قراءت کے ذریعہ ضاد کی مشق کرائی جائے۔
اللہ تعالی آپ کو خوش رکھے
Assalamualikum. Aapka pura harfki Makhraj ka Videos nehi milre.
jaza kallahu khaira
Channel ke logo " Rasul Academy " per click kijye, click karte hi aap ko videos aur playlist mil jayega, whan se aap jo dekhna chahen dekh sakte hain
shukria
zazakallah...bhai makhrij to pta chal gya ...
par kya awaz d ke qarib hai nikalni hai ?
Nahi, English ke " D " aur Arabi ke " Dad " me farq hai
@@RasulAcademy mtlb d ke qarib rehna hai...z ki tarf nhi jana
Waisy mai bhi thori si confused hi k aap ki adaigi mai zayada awaz daal ki aa rahi hai yani k daad lag raha jai
Jazakallahu khaira, Dono ki awaz me mushabahat hai, sunne me ek jaisi lagegi, lekin hame Arab ki tarah ada karna chahiye, aur Arab Daad ko aise hi ada karte hain.
Ji bhai lakin shaikh mishrey or sudas ye makka k log duaad hi padhte hai... Osk kya kya vo galat hai plz bataye isliye sab onhi ko follow krte h
wah log sahi padhte hain, Arab ke imam hazraat Daad ko daad hi padhte hain
Aap to is harf ku daal se hi padhrahe Hain zwad ka to thoda bi awaz nai araa hai
Daal se nahi bhai " Daad" se.
Dono ki awaz me mushabahat hai lekin dono ka makhraj aur sifat alag alag hai
munaafiq mulaa wahabi akabar ki strong mistake........Dhaad ko zaal perhnay ko kion chuppaa rahaa hey ?............imam ahmad raza nay 150 saal pehlay hee bataa diaa thaa k dhaad ko naa daal naa zaal perhao
Mery bhai, apna maslak apne ghar me rakhye, yeh channel maslak maslak khelne ke liye nahi hai.
Masha Allah
Jazakallahu khaira, thanks for comment. 🌹🌹🌹🌹🌹