Sir 9watt led bulb k mcpcb jisme 9led smd bulb laga hota hai usko hum 12volt ki battry se kaise jalye regtanse bhi lagana hoga kaya kitne om ka regtanse lagye
Sir aap koi aesa tarika bataye ya koi aesa resistens jo 5 volt led bhi puri ki puri jale aur resistens ya ic garam bhi na ho taki me use lambe samay tak jala saku
Sir ye wali led mere pas 5 volt ki hai agar me 1 led 12 volt bettry se kese jalau 7805 ic lagake bhi jalai jalti hi par sir ic bohat garam hoke fuse ho jati hai
Video bahut achha hua hai bhai 😃😄🙂
Bahut sundar
Super Explanation👌🙏
Thank you 🙂
Thank you ❤ Nicely explained! Thanks for telling the operating voltage of this LED!!
Sath mein ampere bhi bataya karein
Kitne ampere current chahiye.
Sir maine MCB 12 wat ka usme 12 led ka siri me kaneksan kiya hai to kya karna padega
Kmal ka Idea btaya
Sar
mujhe raning krne wala 35 led 15v pr lgana hai btaye kon sa capisitar lgana h
25 v se 35 volt ka koi bhi capacitor use karlo bhai
Free energy motor light
Bnao bhi please
Sir 9watt led bulb k mcpcb jisme 9led smd bulb laga hota hai usko hum 12volt ki battry se kaise jalye regtanse bhi lagana hoga kaya kitne om ka regtanse lagye
Bhai power bank use kar sakte hai 50 leds
Sorry bhai Mai kuchh samjha nahi apka matlab
@@TechnicalJugaadHindi sir agr mai is led ko use karun or power bank 10000mah k sath connect kar dun to kitna hours kam karega
Maja Aa Gya Video Dekh ke.
Led jyada din chale... Isiliye kou resistance lagaye kya ?
Ha bhai
Aapki audiance Mera videos watch karte hai
Ye bohot achhi baat hai bhai 👍
Bhyaa woter tank indiketar banaiye
nice
Thank you Bhai 🌹🌺💐👍
Sir agr 5 leds use krni hon to kia procedure hai???
Sir aap koi aesa tarika bataye ya koi aesa resistens jo 5 volt led bhi puri ki puri jale aur resistens ya ic garam bhi na ho taki me use lambe samay tak jala saku
Sir mujhe 110v dc se 3 led ko series me jod kar kaise jlaye
Boa tarde parabens muito bom
3v ki butten LED ko 4v 7 am ki battery se jlane par konsa resistance lgaye kkuki LED kharab ho rhi h jlane par
22 ohm se 2.2 ohm ka koi bhi resistance use karlo bhai
@@TechnicalJugaadHindi LED 3V 300 mA ki h or battery 4V 7 AM ki h to sir Resistance ki Power and value btaiye jo me shop se la pau
Sir agar 9 led Jana hoga to itna bolte se jalegi kitna rpm hona chahiye
सर जी नमस्कार
सर जी हमारे पास 10 सेल बेट्रि
है जिससे बल्फ का और चार्जर का कनेक्शन कैसे करें
Bhai is topic par maine full detail se video bana rakhi hai aap mere UA-cam channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho
Bhai volt aur watt mein kya antar hota hai
sir 9w led ki mcpcb kese 12v me chala shaktehe
Kea is trah leda heat up nhi ho gi ?
Sir ye wali led mere pas 5 volt ki hai agar me 1 led 12 volt bettry se kese jalau 7805 ic lagake bhi jalai jalti hi par sir ic bohat garam hoke fuse ho jati hai
Bhai 3 watt ke led bulb ki light kam hoti hai aur 3 watt ki concealed light ki light bahot jyada kyu hoti hai pls rply
Sir kisi circuit me 14 volt aa rahe ho to diode lagaakar voltage drop karke glow kiya jaa saktaa hai
Nahi bhai
Anand Kumar
Sir aapne ( बच्चे दूर रहे।)aapne kyo likha 🤔
Taki Jada se jada bache is video ko dekhe
Thanks
4 led mil ke Kitna watt
Kaaaa huwa ??
sir ji DC volt pe hi kyo Ac 230 volt pe kyo nhi jala sakte ....????????
Mast hai
Tg 113 ko charger se kese chlate ha
Ye 12 v ke adaptor se jala sakte h
Ha bhai jala sakte ho
Garm bahut jaldi ho ja Raha hai kya kare
Heating use karo bhai
Bhai apne multimeter ki battery 🔋 change kar liya mai thik bol Raha hu na❓💯
230 volt मे कैसै जलाए
Bhai garm ho jati h 4v ki battery se
Bhai 22 ohm resistor use Karo
Hum bhi kisi ko nahi bataye ge
220 volt AC se kaise chayene
@@mohitcreative2678 ha ji
@@allcrazyandtechnicalfacts2021 kroo support
@@mohitcreative2678 ok bro
@@allcrazyandtechnicalfacts2021 thanks bro
सर मैंने तो 5 एल ईडी लगाई है 12 वोल्टेज पर
Ok bhai
@@TechnicalJugaadHindi सर ये एल ई डी 4 वोल्ट की आती है क्या
🙏🙏❤️❤️🥰🥰🙏🙏
Sir hum led ka mm kaise check kare ki kitne mm ki hai?
Led kab se sirise me jalati bebkuf
❤❤❤🫡🫡🫡🫡
Ok bhai