Meri age 26 hai during pregnancy mery face py freckles ho gye jo light thy mn ny kisi k kehny py flytro tube lgai jis sy freckles buht dark ho gye plz mujy koi serum ya cream suggest kren chahy process slow ho but jb Choron tu freckles wapis na aaen.. men ny organic lab ki glass skin rejuvenating cream li h kl abhi use ni ki
Unfortunately Pakistani brands mein aisa kisi ka serum nahi mein ne kafi brands try ki hein kisi k koi result nahi aur kisi ka boht slow hai. Her Beauty thora behtr laga tha mujhe usko mene azelaic acid k sath use kiya tha jenpharm aur Her beauty azelaic acid k sath phir thora jaldi aur acha result de dete hein. International brands mein The Ordinary aur Laroch posay ka mujhe pasand hai aur wahi use karti hun mein
Urapra or alanine cream ka must review dijiye ga plzzzzzzzzzz ..... Mujhe smjh ni ari k organic lab niacinamide serum ko skin A or skinorean cream k sath use kr skty??
Mera suggestion yeh hai aap Skin A cream sirf moisturizer k sath use karein agr dry ya combination skin hai tou mein jojoba oil recommend karungi Oily skin hai tou ponds ka light moisturizer use krlein. Phir next day Niacinamide serum Skin A cream ko daily use nahi karein
@@MeTimeWithRaba g Meny use hi Socha face wash, moisturizer, sunsacreen, Skin A or , niacinamide serum.................B's ye use Krun gi 7 8 months but confused hu k double cleansing k liye miciller water use krun or 1 Raat cleansing oil use krlu aesa Kru ya na krun kujh smjh ni ara or Konsa niacinamide serum use krun ye bhi ni smjh ara or ye bhi ni k skinorean bhi add krun ya nhi ,🥺
@@RimShaFaiSaL-ch2bf ufff itna kuch thak jaogi behan😂 mujhe batao skin k kiya issues hein mein km aur effective products hi batoungi itna kuch nahi lena parega
Neobrella ka sunblock tou acha hai agr aap ko woh suit nahi kar raha tou Nirvana Botanics ki sunscreen use kr k dekhein aap Neobrella k sunblock k sath vitamin c serum use karein usse dull nahi hoga. Aur aap ki skin type kiya hai??
Aap sunblock k sath kuch aur use kar rahi hein? Kyun k mein ne abhi tk Pakistani jitni bhi sunblock sunscreen use ki Neobrella sub se behtr laga mujhe aur sub se ghattiya Organic Traveller ka hai
Sis m ab 30 m enter hny wli tu retinol serum lena chahti best kya hy .day and night k lyay best bta dn m aj kl dr rasehel ka hyaluronic acid r olim ka vitamin c lagati hn. R night m bio fad lagati hn
Aap retinol first time use kar rahi hein tou mein Organic Lab ka hi recommend karungi yeh safe hai aur use karne ka tareeqa aap video mein sunlein kyun k agar aap ka tareeqa sahi nahi tou retinol faiday k bajaye nuqsan dega aur please Retinol k naam pr Skin A cream nahi use ki jiye ga uska formula hard hai har skin usko bardsht nahi kar sakti aur phir skin mazeed kharab ho jati hai
@@alishabir1928 sirf inka retinol theek hai us k elawa cheezon pr paise waste nahi karein skin concern ko treat nahi karte serum sirf aur sirf skin ko hydrate karega aur kuch nahi
@@alishabir1928 aap fair complexion chah rahi hein tou aap niacinamide vitamin c k sath use karein aur week mein 3 din retinol ache moisturizer k sath use karein jou aap ko suit kare aur 40days isi routine pr rahein. Boht ziada products use karne se skin achi nahi hoti consistent rehne se hoti hai. Mein apni skin ki need k according products use karti hun oil se acne shuru hoti hai tou raat ko salicylic cleanser use krti hun aur niacinamide serum. Day mein vitamin c niacinamide aur sunblock Garmi ziada ho tou bus vitamin c aur sunblock kyun k boht ziada layers se bhi product pores clog karta hai aur acne banata hai
@@MeTimeWithRabaexactly 💯.....meny skin A ko glt tareeky Se use kia h azelaic acid or alpha Glow cream or melona HA serum k Sath mujhe reaction mein khadde hogy hain 😢😢😢😢😢😢
@@RimShaFaiSaL-ch2bf skin A cream skin ko rough kr deti hai is liye k aap koi bhi gel facewash lein jou skin ko mazeed dry nahi kare (Pond's ka vitamin C hydrating facewash) boht acha hai Rs.500. Moisturizer jenpharm ka Rs.1000. Aur mein Jojoba Oil bhi use krti thi kyun k meri combination skin hai tou moisturizer se ziada mujhe jojoba oil suit krta hai skin pr glow ata hai 1 drop poore face k liye enough hai Rs.160. Sunblock Neobrella ka best hai Rs.790. Aur aap 24 se km age ki ho tou Skin A cream nahi use krna aur is cream ko 1 din chor kr phir next day use krna daily nahi
@@RimShaFaiSaL-ch2bf log bus insta influencers ko dekh kr bus use krna shuru ho jate hein woh bhi product k koi pros and cons nahi batate detail mein jub log apni marzi se use krte hein apne tareeqe se tou faide k bajaye nuqsaan milta hai
Dr Javed Farooqui ki whitening creams use kar sakti hein aap 1 month mein ache results hein aur steroids bhi nahi (Green Tea Cream aur Instant Whitening Cream) yeh 2 creams mix kr k raat mein lagani hai. Aur single cream hi use krna chahti hein tou aap Eventone C cream ya Ethiglo Cream use karlein. Aur whitening cream koi bhi ho 3months use krne k baad hamesha 1month ka gap dena chahiye tou is baat ka khayal rakhiye ga aur sunblock zarur use karein
@@seharshah4084 mix kr k result jaldi ajata hai aap sirf instant whitening cream bhi use kr sakti ho lekin ache result mein time lagy ga. Mujhe acne marks k liye creams ko mix kr k use krne ka kaha tha doctor ne aik aik pea size amount le kr mix krti thi phir apply krti thi
Meri age 26 hai during pregnancy mery face py freckles ho gye jo light thy mn ny kisi k kehny py flytro tube lgai jis sy freckles buht dark ho gye plz mujy koi serum ya cream suggest kren chahy process slow ho but jb Choron tu freckles wapis na aaen.. men ny organic lab ki glass skin rejuvenating cream li h kl abhi use ni ki
Knsa niacinamide serum jldi effect kerta hai?? Minor nai major effect chahiyay
Unfortunately Pakistani brands mein aisa kisi ka serum nahi mein ne kafi brands try ki hein kisi k koi result nahi aur kisi ka boht slow hai.
Her Beauty thora behtr laga tha mujhe usko mene azelaic acid k sath use kiya tha jenpharm aur Her beauty azelaic acid k sath phir thora jaldi aur acha result de dete hein.
International brands mein The Ordinary aur Laroch posay ka mujhe pasand hai aur wahi use karti hun mein
Inki night cream sey coplexion bright hota hai?
Minor sa ziada farq nahi ata. Brightening k liye dr javed farooqui ki cream le sakti hein aap uska bhi review hai channel pr
Thank for sharing.
You’re most welcome. Please let me know if you want any product's review
best review
I'm glad you liked it ❤
Urapra or alanine cream ka must review dijiye ga plzzzzzzzzzz ..... Mujhe smjh ni ari k organic lab niacinamide serum ko skin A or skinorean cream k sath use kr skty??
Mera suggestion yeh hai aap Skin A cream sirf moisturizer k sath use karein agr dry ya combination skin hai tou mein jojoba oil recommend karungi Oily skin hai tou ponds ka light moisturizer use krlein.
Phir next day Niacinamide serum Skin A cream ko daily use nahi karein
And I have noted down your request I'll share my review on these cream Subscribe my channel for upcoming video🌼❤️
@@MeTimeWithRaba g Meny use hi Socha face wash, moisturizer, sunsacreen, Skin A or , niacinamide serum.................B's ye use Krun gi 7 8 months but confused hu k double cleansing k liye miciller water use krun or 1 Raat cleansing oil use krlu aesa Kru ya na krun kujh smjh ni ara or Konsa niacinamide serum use krun ye bhi ni smjh ara or ye bhi ni k skinorean bhi add krun ya nhi ,🥺
@@RimShaFaiSaL-ch2bf ufff itna kuch thak jaogi behan😂 mujhe batao skin k kiya issues hein mein km aur effective products hi batoungi itna kuch nahi lena parega
M neobrella ka sun block lagati hn tu skin dhull lgti hy r jenpharm ka moisturiser b use krti phly
Neobrella ka sunblock tou acha hai agr aap ko woh suit nahi kar raha tou Nirvana Botanics ki sunscreen use kr k dekhein aap Neobrella k sunblock k sath vitamin c serum use karein usse dull nahi hoga. Aur aap ki skin type kiya hai??
Aap sunblock k sath kuch aur use kar rahi hein? Kyun k mein ne abhi tk Pakistani jitni bhi sunblock sunscreen use ki Neobrella sub se behtr laga mujhe aur sub se ghattiya Organic Traveller ka hai
@@MeTimeWithRaba mri skin kbi dry tu kbi oily feel hti smjh ni ati iski
@@alishabir1928 combination skin hai meri bhi combination hai
Sis m ab 30 m enter hny wli tu retinol serum lena chahti best kya hy .day and night k lyay best bta dn m aj kl dr rasehel ka hyaluronic acid r olim ka vitamin c lagati hn. R night m bio fad lagati hn
Aap retinol first time use kar rahi hein tou mein Organic Lab ka hi recommend karungi yeh safe hai aur use karne ka tareeqa aap video mein sunlein kyun k agar aap ka tareeqa sahi nahi tou retinol faiday k bajaye nuqsan dega aur please Retinol k naam pr Skin A cream nahi use ki jiye ga uska formula hard hai har skin usko bardsht nahi kar sakti aur phir skin mazeed kharab ho jati hai
@@MeTimeWithRaba ok sunblock knsa use krun r yh organic lab ki night cream daily lagani ya gap dena hy
@@MeTimeWithRaba organic lab ka kya kya chz buy krni chyay js sy skin fresh fair rhy ya bs inki retinol buy krun
@@alishabir1928 sirf inka retinol theek hai us k elawa cheezon pr paise waste nahi karein skin concern ko treat nahi karte serum sirf aur sirf skin ko hydrate karega aur kuch nahi
@@alishabir1928 aap fair complexion chah rahi hein tou aap niacinamide vitamin c k sath use karein aur week mein 3 din retinol ache moisturizer k sath use karein jou aap ko suit kare aur 40days isi routine pr rahein. Boht ziada products use karne se skin achi nahi hoti consistent rehne se hoti hai.
Mein apni skin ki need k according products use karti hun oil se acne shuru hoti hai tou raat ko salicylic cleanser use krti hun aur niacinamide serum.
Day mein vitamin c niacinamide aur sunblock
Garmi ziada ho tou bus vitamin c aur sunblock kyun k boht ziada layers se bhi product pores clog karta hai aur acne banata hai
mem min n skin a crem use krna shoro keya hi 1 month hogya hai MASHALLAH MERI skin Mein taitng any lagi hai
That's great! Warna Skin A cream sub ko suit nahi karti aksr logon ko acne hone lagti hai ya phir redness
@@MeTimeWithRabaexactly 💯.....meny skin A ko glt tareeky Se use kia h azelaic acid or alpha Glow cream or melona HA serum k Sath mujhe reaction mein khadde hogy hain 😢😢😢😢😢😢
Apny skin A k Sath konsa moisturizer or sunsacreen or face wash use kia ??(
@@RimShaFaiSaL-ch2bf skin A cream skin ko rough kr deti hai is liye k aap koi bhi gel facewash lein jou skin ko mazeed dry nahi kare (Pond's ka vitamin C hydrating facewash) boht acha hai Rs.500.
Moisturizer jenpharm ka Rs.1000.
Aur mein Jojoba Oil bhi use krti thi kyun k meri combination skin hai tou moisturizer se ziada mujhe jojoba oil suit krta hai skin pr glow ata hai 1 drop poore face k liye enough hai Rs.160.
Sunblock Neobrella ka best hai Rs.790.
Aur aap 24 se km age ki ho tou Skin A cream nahi use krna aur is cream ko 1 din chor kr phir next day use krna daily nahi
@@RimShaFaiSaL-ch2bf log bus insta influencers ko dekh kr bus use krna shuru ho jate hein woh bhi product k koi pros and cons nahi batate detail mein jub log apni marzi se use krte hein apne tareeqe se tou faide k bajaye nuqsaan milta hai
Mery skin py minor sy red acne marks hy es k leye konsa use kru k clear ho waisy hy b lkn bht km hy few hee hy me chahti hu wo khtm ho
Salicylic cleanser aur jenpharm ka Niacinamide use karein aik bottle mein hi khatam ho jayein gein InShaAllah
Kindly ap btaen k kis products se colour fair hoga
Dr Javed Farooqui ki whitening creams use kar sakti hein aap 1 month mein ache results hein aur steroids bhi nahi (Green Tea Cream aur Instant Whitening Cream) yeh 2 creams mix kr k raat mein lagani hai.
Aur single cream hi use krna chahti hein tou aap Eventone C cream ya Ethiglo Cream use karlein.
Aur whitening cream koi bhi ho 3months use krne k baad hamesha 1month ka gap dena chahiye tou is baat ka khayal rakhiye ga aur sunblock zarur use karein
@@MeTimeWithRaba kindly mje ye btaen dr javed farooqi ki products se apko kitna faida hua mai apky kehny p order krongi
@@seharshah4084 un k sare products tou ache nahi lekin Acne aur Whitening k ache hein 1month mein hi acha result ane lagta hai
@@MeTimeWithRaba to kya inko mix krky lgana zaroori hy isko akela cream nhi lga skty
@@seharshah4084 mix kr k result jaldi ajata hai aap sirf instant whitening cream bhi use kr sakti ho lekin ache result mein time lagy ga.
Mujhe acne marks k liye creams ko mix kr k use krne ka kaha tha doctor ne aik aik pea size amount le kr mix krti thi phir apply krti thi