Sir mera renewal ka option tha fir page refresh hone ke baad renewal ka option hat gaya ab fresh apply ka option aa raha hai , please bataiye ab kya kare
Bhaiya mera to password hi not verified bta rha h jya kre please btaye 🙏🙏😞 request h sem2 me scholarship bhar nhi paye isi vjh se sem1 me bhre the hua tha success but sem2 😢 me nhi hua ab phir kabhi aage scholarship bhar payege ya nhi
Mera iti 2022-23 session tha..or mai iti complete kr chuka hu..or iti mai ekalyan bhar diya hu..or mai abhi 2023-25 ka session mai b.ed kr rha hu..lekin mai ekalyan mai apply kr rha hu to mera renewal ka option q aa rha hai ...fresh apply ka option q nhi aa rha hai...please reply its very urgent ..
Bhaiya ek problem ho gya hai....maine current studying year me 3rd sem diya tha or last year me 2nd sem. Diye the but submit krne k baad dono change ho gya h current me 2 show kr rh h or last year me 3rd show kr rh h....or edit ka v option naii de rha hai...isse kuchh problem hogi kya plzzz bta dijiye na....
BA or iti ek sath kar rhe h 1st year ba ka scholarship le chuke but is baar iti ka bharna chahte h but collage details kaise change kare please batayiye sir😢
Jaise Bhaiya Hm renewal application bharenge toh income certificate nhi bna hai usme time lagega toh hm apply kr ke rakh sakte hai jb ban jay income certificate phir se document upload kr denge toh apply krne k baad ek week ke bad dubra upload krne k option dega please help
@@Ravikumar80155 Mera college St Xavier's College Ranchi notice nikala hai ki mohar and signature marwana zaroori hai nii to application pending kr dega wo log
@@QuickEarnMoneyyy Aisa notice Ekalyan ke taraf se aaya hai ki nii ????? Aur agar ekalyan ke taraf se nii ayya hai to phir University ke pass kaha se authority aaya Aisa notice nikalne ka ???
Bhai time waste mast kr.... 2022 me jo paisa aaya hai uska DD bana k wapis kalyan vivhag ko do DWO OFFIcer ko.. application k sath...aur fresh wala aa jaaye ga
Sir Jo bachha pg main(22-24) admission kr ke pg main ek session pehle wala scholarship liya hai aur pg incomplete kr ke b. Ed main admission liya hai usko scolership portal (e kalyan ) me show nhi kr rha h. ?? Iska kya upay h Kya scholarship nhi milega hmlog ko ?? Please sir help kigiye 🙏🏻🙏🏻
Maine CGPA ke jagah SCGPA daal diya h edit ka option nhi de rha h ......dega edit ka option ya nhi .....apka diya kya edit ka option....... please reply 🙏
Mera ba sem 2 original mark sheet nahi aaya hai or me jo result aaya tha usme college ka mohar and signature karwa ke upload kar diye hai koi diktat to nahin hoga bhai
Comment ka Reply kisi ko dete nhi hai.....toh video kyo banate hai....koi bhi comment ka reply nhi diya hai.....sab log unsubscribe kar do tab pta chalega 😡😡
Mera iti 2022-23 session tha..or mai iti complete kr chuka hu..or iti mai ekalyan bhar diya hu..or mai abhi 2023-25 ka session mai b.ed kr rha hu..lekin mai ekalyan mai apply kr rha hu to mera renewal ka option q aa rha hai ...fresh apply ka option q nhi aa rha hai...please reply its very urgent ..
Sir mera renewal ka option tha fir page refresh hone ke baad renewal ka option hat gaya ab fresh apply ka option aa raha hai , please bataiye ab kya kare
😢same
Fir kya kiye fresh kiye ya fir chhod diye bhai
Bhaiya mera me change ka option nhi De rha h kiya kru or mene college or course change kr diya h
11th marksheet me No Diya hai To division Select kare Ya Gread sir plz Reply
Mera renewal krne ka option nhi de rha h
Mera 21-24 session hai par maine 24-25 session me fill kar diya to problem ho sakta hai
Isko change par ni ho rha to kya kare..
Please batat dijiye...
Bhaiya mera to password hi not verified bta rha h jya kre please btaye 🙏🙏😞 request h sem2 me scholarship bhar nhi paye isi vjh se sem1 me bhre the hua tha success but sem2 😢 me nhi hua ab phir kabhi aage scholarship bhar payege ya nhi
Outside state m... Renewal ka option nahi de raha h.. Kya kre
Mai 3rd year mai hu...Mere mai renewal ka option he nii hai...bs fresh ka option hai...kya kre?
Sir mera renwal k jagha fresh deakh rah h kay kre
Previous year m sem 1 bhar denge to chalenga na
bhaiya printout nikal ke college se verify krke fir submit krna padta h kya?
ug first sem me mera result GPA me he to kya select kre CGPA, GRADE, YA DEVISION
Promoted student jiska grade system me result aata hai to grade me kya dalna hoga kyonki grade me "F" Likha hua hai
Hello bhaiya
Mai semester 3 mai hu abhi toh marksheet konsa dale sem 1 ka kya ?
Please reply?
Mera marksheet mein SGPA hai aur yaha CGPA ka option hai to kaise hoga
Please bataye
Edit ka option bhi nii de raha hmko 😢
Semester 1 exam from fill ka video dalayea
Mera iti 2022-23 session tha..or mai iti complete kr chuka hu..or iti mai ekalyan bhar diya hu..or mai abhi 2023-25 ka session mai b.ed kr rha hu..lekin mai ekalyan mai apply kr rha hu to mera renewal ka option q aa rha hai ...fresh apply ka option q nhi aa rha hai...please reply its very urgent ..
Bro renewal ka hi option chahiye na aapko kyuki aapne already 1bar bhar diya hai 🫣
Are bhai edit ka option aa raha ha kya kre upload hua ha ki nhi ?
Mera privious marksheet details me mistake hua hai kaise edit kare
Bhaiya ek problem ho gya hai....maine current studying year me 3rd sem diya tha or last year me 2nd sem. Diye the but submit krne k baad dono change ho gya h current me 2 show kr rh h or last year me 3rd show kr rh h....or edit ka v option naii de rha hai...isse kuchh problem hogi kya plzzz bta dijiye na....
Same problem...kavi pending hone ke bad edit details l/ form ka option diya tha kya . ?
Mene ug ke 3year me e kalyan apply kia tha payment v aagya tha,renewable ka option diya hai isbar to kiya PG 1year me renewable me hi dale ?
Fail semester 2 wale kaise scholarship form bhare ,,, please help me sir
Sir ji diploma mai promoted students sab kyse bhare last year details mai
Sir income certificate mein stamp lagana hoga kya ???? renewal ke liye.....
Abhi hum12 me hai 11 me nhi bhare the uska video banaye na
Sir last year course mistake ho gyi uska koi solution please 🙏🏻
Sir Maine बोनाफाइड को सही क्वालिटी में अपलोड कर दिया है फिर भी pending status me बोनाफाइड not uploaded by student show kar rha hai ab kya करें
Cgpa ke baad mark likhne ka option NHi aa raha h
BA or iti ek sath kar rhe h 1st year ba ka scholarship le chuke but is baar iti ka bharna chahte h but collage details kaise change kare please batayiye sir😢
Kch pta chla bhai
Bhai registration details me father name me ek mistake hogya h pr form me sb sahi bhara koi dikkt hogi kya
Mera admission date galti Hai renewal tha edit ka option nhi Hai Kya kre❤❤❤❤
Bilkul hai mera cast bc h sc ho gya tha pichle baar edit ho gya
Jaise Bhaiya Hm renewal application bharenge toh income certificate nhi bna hai usme time lagega toh hm apply kr ke rakh sakte hai jb ban jay income certificate phir se document upload kr denge toh apply krne k baad ek week ke bad dubra upload krne k option dega please help
Nahi dega jab tak reject nahi krega tab tak wait krna hoga
Kya income,jati or recidency me CSC Kendra ka sing or mohar lagana padega?
Same question
Nhii
@@Ravikumar80155 Mera college St Xavier's College Ranchi notice nikala hai ki mohar and signature marwana zaroori hai nii to application pending kr dega wo log
Ye notice sirf ranchi University ka aaya h
@@QuickEarnMoneyyy Aisa notice Ekalyan ke taraf se aaya hai ki nii ????? Aur agar ekalyan ke taraf se nii ayya hai to phir University ke pass kaha se authority aaya Aisa notice nikalne ka ???
SIR CAFE WALA YES NO PE GALTI KAR DIYA TO RENEW NHI HO RAHA FRESH APPLY KARNE DE RAHA HAI APPLY KARRNE PE ALREADY APPLIED BATA RAHA HAI PLZ HELP ME
Same problem iska kya solution hai bhai mene glti se college change me yes kar diya 😢😢😢😢😢😢
Jo students promote hai uska e Kalyan kaise bharayega eske uper ek video banaye please
Hm last year ug me the iss year pg me addmission liye hai to kya humko fresh application bhrna hoga???
Father ka occupation me kya dale?? Pehle government employee the aab retired ho gye h
फॉर्म फिल उप करने के बाद उसमे सिग्नेचर करने के बाद उस हार्डकॉपी को अपलोड करना है या कॉलेज में जमा करना है।
LAST YAER TOTAL MARKS ME ALREADY 10 FILLUP HAIN WO BATAEA KYA HAIN
Bhaiya hum ba 3rd year me hai tho hum tho hum 4th semester ka marksheet upload karenge kya ye bataiye na please
Sir mara renewal ka option nahi aaraha hai fresh bharna ka dikha Raha hai pichla sal paisaa aya tha mara
Instagram mai DM karea
helpine no me cll nhi lagg raha hai kaise cll kare
Bhaiya Mera av marksheet nh mila he 4 semester ka to 3 semester ka upload kar de na or Mera renewal he bad me upload karne ka option dega na
Hello sir ekalyaan renewal me cgpa kii jagah sgpa mark daal Diya hai koi problem hoga kya baad me😢
Same problem Bhai 😢
Sir mera 1 year(2022-23 )ka iti course tha magar Mera renewal ka option de rha hai or st Xavier's me admission le leya hue
Show krne lga check kro
Kuchh pta chla bhai kaise hoga
Bhai time waste mast kr....
2022 me jo paisa aaya hai uska DD bana k wapis kalyan vivhag ko do DWO OFFIcer ko.. application k sath...aur fresh wala aa jaaye ga
Ye kaise hoga bro?@@ArshadAnsari-fp8en
Mera same problem
Pg sem 3 ke liye detail last year me kiya dalege
Or jiska marksheet nhi aaya hai wo kese baad m upload krega jb edit option nhi hai to
भाई renwal kab आयेगा ये पता है किया?
मतलब पैसा आने के बाद की पहले ही
मेरा अभी तक renwal का option नही आया है? 😢
Sir sem2 main promoted hue h to cgpa kya dale marks 312 aaya h
Please fast reply me
Sir Jo bachha pg main(22-24) admission kr ke pg main ek session pehle wala scholarship liya hai aur pg incomplete kr ke b. Ed main admission liya hai usko scolership portal (e kalyan ) me show nhi kr rha h. ??
Iska kya upay h
Kya scholarship nhi milega hmlog ko ??
Please sir help kigiye 🙏🏻🙏🏻
Bhai mera bhi yhi problem h yr kaise kya kren
sgpa to kese hoga
Mera UG 20-23 SESSION tha lekin avi v mera reniual dikha raha h jisse m iti ka ekalyan ni dal pa rha hu PLZ HELP BHAIYA 😢😢😢
Mera v 22-23 me bahi kuch hoga to batana
23-27 session ka exam form kese bhare uske upar bhi video banayie
Chatra jila ka scholarship money kab milaga
Jo student promote hue h wo kaise bharenge. Please information dijiye😮
Waise hi permot ola hi result se or scallership aa v jayega 😊😊😊. Or kuch problem apko
@@varsharitu5277division/grade/cgpa me kya bhare 😢
Bhaiya mai 2023 me scholarship bhari thi but mere me abhi fresh show ho rha h mujhe fir se fresh se fill krna hoga
Same
Renewal scholarship me hard copy bhi jama karta padta h kya sir 😂😂😂😂😂
Sir mera father name marksheet or adhar me spelling mistake ho gya h kya kru
College mein online karane ke bad document jama karna padta hai
renwel me edit option kyu nhi de rha hai sir kaise hoga ... correction
Maine CGPA ke jagah SCGPA daal diya h edit ka option nhi de rha h ......dega edit ka option ya nhi .....apka diya kya edit ka option....... please reply 🙏
Total mark sgpa Mein Diya Hai Lekin vahan CGPA ka option de raha hai
Same problem bro
Dude mera renewal ho giya h sb sahi h but mera mark sheet rotate me upload ho giya h 😟😟😟😟😟😟 kya kre abhi reject to nhi ho gana 😢
Nahin bhai reject Nahin Hota Hai🎉🎉🎉❤💯💯💯💥💫💫
Thnks DŪDĒ 🎉🎉🎉😊
Mobile se hoga kya
Edit option nhi deta hai sir ji
e Kalyan 2023-25 renewal kaise kare??
Documents ka photo kitne kb ka hona chahiye? Plz reply as soon as possible
1 MB tk hona chahiye
Koi solution bataiye please
😂😂😂😂😂Mera referece nhi ho rha hi frece ho gaya kaise kare
Admission number kya bhare
Roll no ya siriyal number
Please reply
Roll no
@@srijeshkumar2954 2 manth ke bad reply
Every semester me scholarship milega
Yearly
Mera bhi ek problem hai...koi solve kar paiga kya 😊😊
Kya bolea
Hello mera ak question h
Kuch batana ho toh kaha massage kare
Mera ba sem 2 original mark sheet nahi aaya hai or me jo result aaya tha usme college ka mohar and signature karwa ke upload kar diye hai koi diktat to nahin hoga bhai
Reply please 🙏
Pahle wala hat gaya😂😂😂😂😂😂😂
mujhe renewal karna hai aur mera father name galat hai edit kar sakta hu kya 😂
Date extende ho sakta h kya
Jaldi batyga sir
Comment ka Reply kisi ko dete nhi hai.....toh video kyo banate hai....koi bhi comment ka reply nhi diya hai.....sab log unsubscribe kar do tab pta chalega 😡😡
Kya huwa bolea
Taies 24😂😂
❤
Sir apna contact number bhajiya
Print out college mai submit karna padta hai kya

Same problem