You said everything so beautifully. I agree with every word and I think the same way as you. I admire you and your parenting very much mashaAllah. You are showing so much positivity and inspiring good Islamic values for others. I just subscribed to your channel!
Api apki video dekhny k bad me uth k Ghar ka Sara kam krny lag jati hun apki videos dekh k boht positive energy milti hai. You are so telented and beautiful girl
Assalamoalaikum Arooj I've been watching your vlogs for quite some time, never commented before but this video today ufff you spoke my heart out kash har aurat tak ye message phnch jai ❤💐 I took a decision regarding this topic and I was so depressed inside but you motivated me I can't tell you how thankful I am to you Allah apko iska ajr day
Masha Allah. You have chosen very good topic especially in such a time where many of people they don't even realize the importance of wellbeing of their children's character. It is important for our future generation and our nation. Thank u arooj at least u reminded such an important and sensitive topic for all the mothers.
Salam I’m so happy you brought this topic up Alhamdulillah for such people like you to remind us all. However I just want to mention one misconception there is in our Pakistani community. Susraal, it is our job to respect our in laws just like our parents but unfortunately some women is as though they’ve married the whole family not one person. In Islam it is the woman’s job to care for her husband not I repeat not for the whole in laws. Yes of course respect and addab hona chahye but not to the extent where she takes on a whole family when she has her own to raise. I have seen many examples of this. And Arooj ji im very happy you are discussing such Topics. 💖may Allah guide us all. May Allah open our doors to learn more about the deen and not get culture mixed up with it. Ameen❤
Masha Allah sister AJ tak Ka ap Ka Sab se best vlog hai aur deen ki bohat badi BAAT ko ujjhaghar Kiya Apne Allah SWT apko aise hi Deen Ka dai banaye ameen
اسلام وعلیکم عروج آپی میں کافی ویلاگز دیکھتی ہوں لیکن آپ سے بہت زیادہ انسپائر ہوئی ہوں آپ بہت پریکٹیکل بہت محبت کرنے والی بہت اچھی خاتون ہیں بہت موٹیویشنل ہیں ماشاءاللہ
Assalamualikum ap ne bhoot nek dili se ye video banai he allah ap ki is koshish v bhalai ki baat ko qabool kare aur hum logo ko tarbiyat ki sahi samjh de ameen ap ki baat 100 % sahi he aur me iski tasdiq karti hu
Ye ab tak ki sabse acho video hai..bahut achi baate boli ap ne...husbands ko bi ye ahsaas huna chahoye k unki wife k uper kitne saare zimadariyaa hai ..ager sab zimadari dono mil k nibhaye to life jannat si ho jati hai...❤
Apne bhot achi baat discuss ki agr mother khud kuch na sekhy tho apne bachon ko kia sekhaye gi... I think aurat ko apny deen k bary mai ilam hasil krna chaye Saab sy behtareen insan wo jo apna معاوضہ khud kr saky warna society ossy materialistic bana daiti hai I really learn a lot from your vlogs JazakAllah
Ma Sha Allah is video ka bad main na apka channel subscribe kr liya main bhut vlogs dekhti hun lakin aj tk is tra ka koi vlog nhi dekha bhut hi khubsoorat andaz main ap ny hr ik baat ki ha Allah apko ajar dy Ameen❤️❤️
Assalamoalaikum arooz aaj ka topic bahut umda tha aap ka aur maine bagair skip kiye aap ki video dekhi h Allah pak hum sab ko hidayat de achchi tabiyat karne ki aur apne amaal bhi theek karne ki ameen
Aapne ye bahot achhi topic yani tarbiyat per vedio banayei hai Allah ne aapko hidayat di aur aapko dusro tak hidayat pahonchane ka zariya banaya Allah aapko bahot sari khushiyan de (from India)😊
Ap ny bht achy topic py bat ke. Dil ke awaz thi.qk ma b yehi sochti ky log paisy kamany ke dor ma lg gy r tarbeat ke trf tawajoh ni. Paisa hr cheaz ka hal ni hota. Jb bachy choty hoty tbhe tarbeat hoti bhd ma jo merzi kahi inke adaty strong ho cuki hoti r faiada ni khuch kheny ka. Today’s video 👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻
Salam M phli dfa Kisi video p comment kr ri hn Apki videos bht achi hti hn r mjhy umed h yh video b Kisi n skip ni ki hoge pori dkhi hoge Love from Pak ❤️
Assalamualaikum..baji apne bht achhi baat ki h jo dil ko chhugyi h allah hum sab ko deen par chalna asan farmaye..Aameen..mene apna whatsapp status dala h aaj ka apka video bht achha lga apki baat sun kr meri b dil se dua h allah mujhe maa bnye jo me b sab se pehle achha insan bnaungi apne bachho ko deen par chalna asan kare …baji mujhe apni khas duaon me yaad rakhna allah mujhe nek aulad ata farmaye Aameen 😢meri marriage ko 9 years ho gyi h ..from New Zealand 🇳🇿
Aap ne tu mery dil ki sari baten ker den bohat acha topic choose kiya hai aap ne mujy yaqeen hai is se hamen bohat motivation mily ge k hamra asal maqsad kiya hai??
Bohat he payaray tareekay sy explain kiya hai mashaAllah... aisa he hai isi vaja sy islam nay aurat ko har tarha ki sahoolat denay ka hukum diya hai koi bhi khidmat us per farz nahi ki ta k vo tarbiyat kar sakay... lekin logon ka bas isi py dhayan nahi hota shuru mai like at the end stage of ur life isi k tanay miltay hain ka tarbiyat theek nahi ki... aur isi ka akhirat mai bhi sawal hota hai... q k maqsad yehe hai ...isliye Qudrat nay aurat ka intakhab kiya k vo bachay ko 9 months hold krey na k admi... Qudrat nay aurat pay bharosa kiya .. isliye aurton ko bhi chaheay k is bharosay ka maan rakhain ab
Aameen MashaAllah totally agree with you Appi Behud ache apne topic ko discuss Haqiqtan toh yeh hai Hum apne asal Maqsad sy bhatak kr sirf Dunia hi ke peeche bhaag Rahe Hai ALLAH Hume Hidayat de Mout sy phle elahi aameen In sub ko alag rakhte mera manna yahe hai ke Mard or aurat apne duties ke hawale sy APNE NABI SALLAHU ALIHE WASSLAM ki zindagi Mubarak Ko dekhe ke Kya kya kaam Ek mard or aurat ke zim main toh INSHALLAH yeh Jo hamara muashra Kharab ho rha hai isme Sudhar aajayega Kyunki ISLAM mukammal Deen h yeh imaan or isme Jo hamare liye kisi bhi hawale sy duty hai hum us pr chalengy toh Hame kabhi duniadari ki preshani ho hi nahi Or agar magrabi tehzeeb ko tehzeeb man kr apnana hai jaisa aj Kal kr rhy hai log toh Usse koi faida hone hi nahi wala
Masha Allah 💖 amazing vlog 👍 best motivated video ap ki video dhk kr bohat information milti h or bohat achi vibes ati hn ☺️🥰 thanks for sharing best motivational you tuber of world 🌎😍☺️
Ap jaisi bahir sy nazr ati hen andr sy b aisi hi hain nice lady...Good mother good wife.... 👍
Who is proud to be a Muslim 🕋📿
I'm proud
I am proud
You are great lady welldone
Arooj api. You are best youtuber ever bcz you r so poistive nd nice lady
Ma sha Allah nice vlog. Allah ham sb ko apne bachchon ki tarbiyat ki tofeeq ata kre aameen
MashaAllah se apny sab maaoun ko ghinghor dea ha .Allah tala mujhy bhi achi maaa banny ke toufeeq ata kary Ameen sum Ameen
Very nice vlog arooj👍 I really appreciate the effort you have to put to talk about the actual responsibilities of a mother..good job..loved your vlogs
I’m totally agree with you main khd ye bat sochti hun k khd pe bilwja ki zimadaraian ly k asl zimadari bholi hui ha hmy jis k hum jawab dh hon gy
You said everything so beautifully. I agree with every word and I think the same way as you. I admire you and your parenting very much mashaAllah. You are showing so much positivity and inspiring good Islamic values for others. I just subscribed to your channel!
Api apki video dekhny k bad me uth k Ghar ka Sara kam krny lag jati hun apki videos dekh k boht positive energy milti hai. You are so telented and beautiful girl
MASHAALLAH 💖
MASHAALLAH 💖
Lovely video Dear 🌹
Assalamoalaikum Arooj
I've been watching your vlogs for quite some time, never commented before but this video today ufff you spoke my heart out kash har aurat tak ye message phnch jai ❤💐
I took a decision regarding this topic and I was so depressed inside but you motivated me I can't tell you how thankful I am to you
Allah apko iska ajr day
Nice sharing good topic Allah pak sb ko himmat or taqat de apne bachon ki achi tarbiat ki ameen Allah bless u
Arooj Allah ap say razi ho ameen,ap great ho ap ki videos bohot positive Hoti Hain bohot zbrdst Hoti Hain MashaAllah.
Mashallah very impotant topic stay bless stay happy
aap bahut samajhdaar hai mashallah Allah humko bhi hidayat de ameen
Really interesting topic.aap acha bata de hai
Assalam wa alaykum sister , aap ne bohut achi aor informative batein batayi .......
Masha Allah. You have chosen very good topic especially in such a time where many of people they don't even realize the importance of wellbeing of their children's character. It is important for our future generation and our nation. Thank u arooj at least u reminded such an important and sensitive topic for all the mothers.
True
Salam I’m so happy you brought this topic up Alhamdulillah for such people like you to remind us all. However I just want to mention one misconception there is in our Pakistani community. Susraal, it is our job to respect our in laws just like our parents but unfortunately some women is as though they’ve married the whole family not one person. In Islam it is the woman’s job to care for her husband not I repeat not for the whole in laws. Yes of course respect and addab hona chahye but not to the extent where she takes on a whole family when she has her own to raise. I have seen many examples of this. And Arooj ji im very happy you are discussing such Topics. 💖may Allah guide us all. May Allah open our doors to learn more about the deen and not get culture mixed up with it. Ameen❤
Well said
Masha Allah sister AJ tak Ka ap Ka Sab se best vlog hai aur deen ki bohat badi BAAT ko ujjhaghar Kiya Apne Allah SWT apko aise hi Deen Ka dai banaye ameen
AJ ki videos UTube pe dekhi gye tmam videos se BAHTAREEN lgi hai!!!
JAZAK ALLAH KHER 🙂
Yh video meray Dil ki Awaz hai.
You are absolutely right Arooj.. I totally agree with you.. May Allah guide all the Muslims to the right path.. Ameen
Without a doubt this is the best video I have seen so far..a thought provoking one
Very nice vlig zbrdast sharing dear sis stay happy n blessed Smeen sum Ameen
Beshak bilkul sahi allahtala hum sab ko toufiek de ameensuma aameeennn
Mashallah bht acha vlog tha ... thanks...fir all this guidance.. jazak Allahu Khaira
No boring it's interesting video 👍
Love from India
Very nice vlog apki bahot achchi lagti h apki baat hame bahut kuch sikhati h
اسلام وعلیکم عروج آپی میں کافی ویلاگز دیکھتی ہوں لیکن آپ سے بہت زیادہ انسپائر ہوئی ہوں آپ بہت پریکٹیکل بہت محبت کرنے والی بہت اچھی خاتون ہیں بہت موٹیویشنل ہیں ماشاءاللہ
Assalamualikum ap ne bhoot nek dili se ye video banai he allah ap ki is koshish v bhalai ki baat ko qabool kare aur hum logo ko tarbiyat ki sahi samjh de ameen ap ki baat 100 % sahi he aur me iski tasdiq karti hu
Buht qeemti bat kahi h ap ne¿'aisa lagta h ap Masha Allah 1 Aalima hen, ap AISE topic khola Karen tablig ki niyyat see, buht khushi hui ap k topic see
Ye ab tak ki sabse acho video hai..bahut achi baate boli ap ne...husbands ko bi ye ahsaas huna chahoye k unki wife k uper kitne saare zimadariyaa hai ..ager sab zimadari dono mil k nibhaye to life jannat si ho jati hai...❤
Assalamu Alaikum Baji main aapka video last Tak Dekhe bahut Achcha Laga Aur Kya Nazara Hai vahan ka Mashallah
Apne bhot achi baat discuss ki agr mother khud kuch na sekhy tho apne bachon ko kia sekhaye gi...
I think aurat ko apny deen k bary mai ilam hasil krna chaye
Saab sy behtareen insan wo jo apna معاوضہ khud kr saky warna society ossy materialistic bana daiti hai
I really learn a lot from your vlogs JazakAllah
Ma Sha Allah is video ka bad main na apka channel subscribe kr liya main bhut vlogs dekhti hun lakin aj tk is tra ka koi vlog nhi dekha bhut hi khubsoorat andaz main ap ny hr ik baat ki ha Allah apko ajar dy Ameen❤️❤️
good boht achi batein share ki hein ap ny
Very informative video.
Masalah very good may Allah give more strength to do video like this
Assalamoalaikum arooz aaj ka topic bahut umda tha aap ka aur maine bagair skip kiye aap ki video dekhi h Allah pak hum sab ko hidayat de achchi tabiyat karne ki aur apne amaal bhi theek karne ki ameen
Mashaallah buhat achi video the thanks
MashaAllah aapne bahot achhi baate batayi hai Allah aapko hamesha khush rakhe
Masha Allah. Best topic sis 👏 best vlog stay blessed ❤️ 😍 happy 😊
Mashllah api apki video buht motivation hoti hu
Aapne ye bahot achhi topic yani tarbiyat per vedio banayei hai Allah ne aapko hidayat di aur aapko dusro tak hidayat pahonchane ka zariya banaya Allah aapko bahot sari khushiyan de (from India)😊
I’m a mother. You’re such a amazing person to remind me but I’ll focus my kids more InshAllah
Zabrdst 👍
Bht bht achi video bnaai h Aapi yore my ideal 🥰
Mashaallah ap ki video se bhut kuch sikhan ko milta h
Nice topic ma shaa Allah,good work
Aoa i totally agree wid u specially the difference between girls n boys terbiya ... May Allah give us strength to be a good mother n good muslim ameen
Ap ny bht achy topic py bat ke. Dil ke awaz thi.qk ma b yehi sochti ky log paisy kamany ke dor ma lg gy r tarbeat ke trf tawajoh ni. Paisa hr cheaz ka hal ni hota. Jb bachy choty hoty tbhe tarbeat hoti bhd ma jo merzi kahi inke adaty strong ho cuki hoti r faiada ni khuch kheny ka.
Today’s video 👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻
Commendable...voice of my heart
Ab ny bht himaat ki
Ye sb khny mai
Ap ny bht acha msg dya
Salam
M phli dfa Kisi video p comment kr ri hn
Apki videos bht achi hti hn r mjhy umed h yh video b Kisi n skip ni ki hoge pori dkhi hoge
Love from Pak ❤️
Zabrdast full motivated video
Mujhe ye aap ki video bhot bhot bhot bhot bhot hi jyada acchi lagi mashallah
Mashallah nice video aapane auraton ke bare mein bahut acchi baat ki hai
Bhot achi video h aj ki api
Very nice vlog masha Allah beauti ful sister
Mashallah very nice topic
I like this vlog I really appreciate you Allah Pak Hume achi Maa bunny ki toufeeq ata farmaye Ameen or apny bcho ko naik bnaye
Assalamu alaikum mashallah buht acha topic choose Kia he Apne me agree krti hu apse Allah hm sbko amal krne ki tofeeq de ameen
A very heart touching topic...great effort arooj...
Assalamualaikum..baji apne bht achhi baat ki h jo dil ko chhugyi h allah hum sab ko deen par chalna asan farmaye..Aameen..mene apna whatsapp status dala h aaj ka apka video bht achha lga apki baat sun kr meri b dil se dua h allah mujhe maa bnye jo me b sab se pehle achha insan bnaungi apne bachho ko deen par chalna asan kare …baji mujhe apni khas duaon me yaad rakhna allah mujhe nek aulad ata farmaye Aameen 😢meri marriage ko 9 years ho gyi h ..from New Zealand 🇳🇿
MashaAllah bht acha vlog hy...
allah ap ko kamyab kare salamat rakhy ap k baten bht ache han bht kuch seekha ap sy mashallah
Mashallah inshallah zaroor sunchenge
Aoa.i m so happy seen this vlog gud information.not boring God bless u .Amen
W.a
Very important topic
Allah Pak hum sab par rehm frmae ameen
Allah ap ko jazae khir de ameen
Jazaak Allah👍 aapki bate sidha dil pr lagi hai.
Mashallah urooj aapi honestly sepking today u win our hearts 💕 💞 ♥
Aapke vlog se bht kuch sikhne ko milta h
Bht zabrdast baten ki hen apne motivational speaker hen apto
MashaAllah appi mai wait kar rahi thi aap ki video ka
You are right janjora hai waqi apki batu ny inshAllah I will try my best k humry bchy sadqa jaryia bny
Soooo proud of you arooj! Im so happy you bought this up
Aap ne tu mery dil ki sari baten ker den bohat acha topic choose kiya hai aap ne mujy yaqeen hai is se hamen bohat motivation mily ge k hamra asal maqsad kiya hai??
Bahot achi bate kahi h Allah amal ki nek tofik de Allah sab ko hidayt se navaje
Wonder ful vlog 👍😄❤️ best motivation 💕👍
Bohat he payaray tareekay sy explain kiya hai mashaAllah... aisa he hai isi vaja sy islam nay aurat ko har tarha ki sahoolat denay ka hukum diya hai koi bhi khidmat us per farz nahi ki ta k vo tarbiyat kar sakay... lekin logon ka bas isi py dhayan nahi hota shuru mai like at the end stage of ur life isi k tanay miltay hain ka tarbiyat theek nahi ki... aur isi ka akhirat mai bhi sawal hota hai... q k maqsad yehe hai ...isliye Qudrat nay aurat ka intakhab kiya k vo bachay ko 9 months hold krey na k admi... Qudrat nay aurat pay bharosa kiya .. isliye aurton ko bhi chaheay k is bharosay ka maan rakhain ab
Aameen MashaAllah totally agree with you Appi
Behud ache apne topic ko discuss Haqiqtan toh yeh hai Hum apne asal Maqsad sy bhatak kr sirf Dunia hi ke peeche bhaag Rahe Hai ALLAH Hume Hidayat de Mout sy phle elahi aameen
In sub ko alag rakhte mera manna yahe hai ke Mard or aurat apne duties ke hawale sy APNE NABI SALLAHU ALIHE WASSLAM ki zindagi Mubarak
Ko dekhe ke Kya kya kaam Ek mard or aurat ke zim main toh INSHALLAH yeh Jo hamara muashra Kharab ho rha hai isme Sudhar aajayega
Kyunki ISLAM mukammal Deen h yeh imaan or isme Jo hamare liye kisi bhi hawale sy duty hai hum us pr chalengy toh Hame kabhi duniadari ki preshani ho hi nahi
Or agar magrabi tehzeeb ko tehzeeb man kr apnana hai jaisa aj Kal kr rhy hai log toh Usse koi faida hone hi nahi wala
Zabardast vedio
Ek achi maa hi acha mashra creat kar sakti hai. Love this topic❤
Bacchon ki tarbiyat kaise karen please guide kar dy urooj aapki is Baat per mainy bahut gor Kiya bilkul aap Sahi kah rahi hai
Asslam o allikum ap ka je topic bht acha ha or b asy topic pa vlog bnayn k bachon. Ki tarbiyat kasy kryn plzzzz
Zabardast video meri behen 🥰
Maza agaya, in sha allah mai b apne bacchon ki acchi tabiyat par focus krongi 😊
You are To Good.MashaAllah apne bhot acchi baat kahi
MashaAllah nice vlog
Mujhe bhi apne 1 question ka answer milgaya. bachhe ke khane ke bareme. So...Jazaakallah.❤
Ma she Allah very well said
Masha Allah 💖 amazing vlog 👍 best motivated video ap ki video dhk kr bohat information milti h or bohat achi vibes ati hn ☺️🥰 thanks for sharing best motivational you tuber of world 🌎😍☺️
Ayatal k baal mashallah Mashallah 😍 ❤
Mahsa allah api wonderful vlogs api❤️
MashaAllah v.nice volg
Bht acha vlog ha mashallah
MashaAllah ap ne bht achi baten btaen hain.. Allah pak sab ko amal ki toufeeq dyn Aameen
Masha Allah very important topic 😊
Bhut accha message diya apne 👍👍
Such important topic we should talk more about this ❤
Salam muje ap ki batey boht achi lagti hai
Bilkul boring nhi bhttt acha kaha hai ap ny
Assalaamu Allaikum Arooj every time I like ur vidios very good topic from India Bangalore