Ye qabli pulao ki original recepi hy... Mai 25 saal sy aisy he bnaa rahy hu. R Kabul jaa k bhe jub dekha to aisy he pakaaty hyn log.... Mai 10 saal kablio ko is tareeqay sy he qabli pulao bna k khilaa ty rahy... Koi zarshak ni dalta r naa he kali mirch dalty hy in chawal me... Ye bilkul orignal recipi hy... Good effort 👍👍
آپ کا ایک کلک لگنا ہے اور مجھ کی زندگی بدل جاتی ہے ۔ اللہ آپ کو تمام خوشیاں نصیب فرمائے آپ کا والدین سایہ آپ پر سلامت رکھیں ۔ انھیں لمبی زندگی عطا فرمائے۔آمین ,..
Bohat hee zaiqeedar pulao hoo ga or recipe bhi bohat Zaberdast hay or sugar wali tip bhi bohat hee lajawab hay Rice ki fresh Looks k liye. Video ka bohat shukria
tahir bhai Allah apko buht khush rakhay buht barkatein Rehmatein inayatein ap pr nichawar karay ap buht he imandari se tamam recipes share krtay hai ap ki dum k Qeemay ki recipe main ne try ki bus us mein ye 3 cheezein aur daal di thein 1-kachri powder. 2- khashkhash 3- decicayed coconut ye teeno cheezain tava pr roast kr k shamil ki thein ta k Qeema soft ho jae yaani bihari Qeema bn gya tha.buht buht buht tareef mili dil khush hua aur ap k liye buht buht buht duaein niklein dil se aur jb bhi ye baat hoti hai ya phir yaad ati hai ap ko yun he dhair sari duaein milti hain Allah Pak ap ko Apni Janab se nawaz de.Aameen
ALHAMDULILAHI Rab bul Alamein AMEEN. ❤❤❤❤❤ Absolutely amazing the kabuli pilau looks delicious Alhamdulilah jazak allah khair for sharing this recipe may allah bless you and grant you along healthy wealthy life Ameen.
Asalam, Tahir Bhai thanks for delicious videos you’re sharing. This Plow seams good but this is not how Kabuli Palaow made. You doing great job Tahir 👍
Masha Allah apki hr vedio shandaar hoti h m bht shoq sy apka chenal dekgti hon lkn ye btaen k unhin ny kishmish kur gajron k pani phenk dya tu zaiq our ggazaiyyat tu gai us m, dosra ye k us m itna pani dalny ji zrurat b nhi the wo apny pani m hi gal jaty iski jya logic h over all 👍
Ye qabli pulao ki original recepi hy... Mai 25 saal sy aisy he bnaa rahy hu. R Kabul jaa k bhe jub dekha to aisy he pakaaty hyn log.... Mai 10 saal kablio ko is tareeqay sy he qabli pulao bna k khilaa ty rahy... Koi zarshak ni dalta r naa he kali mirch dalty hy in chawal me... Ye bilkul orignal recipi hy... Good effort 👍👍
Mashallah
P0
اس میں لہسن اور گارلک نہیں جائے گا؟
P😊
Black pepper ni dalte?
MashaAllah, SubhanAllah, bahuth mazidar lagrhi hai
Nobody can be like afghan people
They cook very delicious and unique
Allah help thier country
Inki sab se behtareen cheez neatness hai mashallah good job
Bhut honest han ya chef. Allah pak bhut taraqee ata farmay
آپ کا ایک کلک لگنا ہے اور مجھ کی زندگی بدل جاتی ہے ۔ اللہ آپ کو تمام خوشیاں نصیب فرمائے آپ کا والدین سایہ آپ پر سلامت رکھیں ۔ انھیں لمبی زندگی عطا فرمائے۔آمین ,..
طاہر صاحب بٹ چست کی ریسیپی بھی لے کر آو یو ٹیوب پربٹ چستہ کہی نہہی ھے
Tahi bhai batt chusta bnana bhi sikhain liaqat abad waly you tube par kahi bhi nahi hai bat chusta banany katarika
Nice bro bohat zabardast khanay hotay hen yaha k
hsmesha hi pulaao banaty or banana sekhaty rhn Masha.Allah
Thanks g
100% original recipe ! i made this dish and it was awsum recipe very easy and very tasty
Thank you so much 😊
AAP ne masala Konsa use kiya inhon ne to sirf salt aur zeera aur sugar use ki.aap ne kya masala dala plz bataiye
بسم اللہ ماشاء اللہ 👌👌
Thanks g❤🌹
MashaAllah subhan Allah sabon KY carobar Mey barkatin dein tarqi dein Allah Kareem Aameen summa Aameen
We r regular customers n great fan of Cafe Qabail's food.
Boht hi zbrdst byaan s bahr
Bohat hee zaiqeedar pulao hoo ga or recipe bhi bohat Zaberdast hay or sugar wali tip bhi bohat hee lajawab hay Rice ki fresh Looks k liye.
Video ka bohat shukria
ماشااللہ
بہت عمدہ
طاہر بھائی جزاك اللّٰه خيرًا
ماشاءاللہ ماشاءاللہ بہت پیارے انداز اور بہت صفائ سے بنایا ھے کابلی پلاؤ ❤
Thanks g
sath hi sath gharebon ki zara bhuk peyaas ka b khayaal rkhty rha krn aajzi waly mizaaj sy aameen
واہ جی واہ زبردست
Waalaikum Assalam bhaiyun 🤗👍 MashaAllah
Appreciate🎉 for hard work making pulao and making video
Masha Allah
May nay ap ki waja say cooking sehka ap buht achy tareeqy say samjaty ho
Boht boht shukriya itni achi video ka.
Array Wahh, zabardast utensil and stove👌🏻
Mashallah boht zabar dast Mn app ki recipes trai krta rehta hn bohat omda hoti hn Mashallah
ماشاءاللہ بہت خوب 👍👍👍👍
Ma Sha Allah
ماشاءاللہ بہت خوب جناب
Waalaikum aslamm mashaallah zaberdast plao
Ma SHA ALLAH boht zabrdst
MashaaAllah looking tasty....
🌹🌹🌹🌹🌹
Zbrdast video👍
Thanks g
Wat a Zabardast receipe thanks
tahir bhai Allah apko buht khush rakhay buht barkatein Rehmatein inayatein ap pr nichawar karay ap buht he imandari se tamam recipes share krtay hai ap ki dum k Qeemay ki recipe main ne try ki bus us mein ye 3 cheezein aur daal di thein 1-kachri powder.
2- khashkhash
3- decicayed coconut
ye teeno cheezain tava pr roast kr k shamil ki thein ta k Qeema soft ho jae yaani bihari Qeema bn gya tha.buht buht buht tareef mili dil khush hua aur ap k liye buht buht buht duaein niklein dil se aur jb bhi ye baat hoti hai ya phir yaad ati hai ap ko yun he dhair sari duaein milti hain Allah Pak ap ko Apni Janab se nawaz de.Aameen
Aap k hotel ki sfai bhot Pasand aai
Wow nice kubali pulao very nice way they cook very less mix masla they use 👏👏👏👏👏👏👏👏
Masha Allah zaberdast❤
Zabardast recipe and hats off to you and hasan bhai 👍👍
Zabardast sharing 👍👍👍 ap ke har recipe me try kartee hoo
Wow 🥺 zabberdust 👌
My favourite 😊
thanks for delicious videos you’re sharing
Boht acha tahir bahi
Wow very yummy delicious n tasty 😊
Looking good
*JazakAllah nice sharing*
Behtareen performance bhai
Super Yammiest
Thank you so much
JazakAllah nice 👌👍 bhai
MashaAllah my favourite kabuli pilaf. One thing I like about my Afghani brother's kitchen always clean
just do not touch the cooked food with hands
You are right
ماشاءاللہ
Walikum ASLAM wrb
Thanks g🌹🌹🌹
Bihtereen recipe Tahir bhai
Looks yumm
زبردست
Wow zabardast❤❤❤❤
Xbrdst 👍
Pls share motichoor laddo and other meethai recipies
zbrdst
Thanks g
best yammmmy😋😋
Thanks for liking🌹
ALHAMDULILAHI Rab bul Alamein AMEEN. ❤❤❤❤❤ Absolutely amazing the kabuli pilau looks delicious Alhamdulilah jazak allah khair for sharing this recipe may allah bless you and grant you along healthy wealthy life Ameen.
Zabardust recipe. Thanks for sharing💯❤❤
Tahir Bhai yahni ka btai k se banty ha
Masha Allah very nice respee thanks for sharing stay blessed and best wishes from Saudi Arabia 🇸🇦
Thank you too
Wow
Zabar10❤
Masha Allah boht hi testy aur lhubsoorat dish ha ye Aghwani pulao Allah boht boht barkat dale ji bahi Apke rizk main Ameen 👌👌👌👌👌❤❤❤❤❤🌹🌹🌹🌹💯💯💯💯🌹
MashaAllah
Thanks🌹
Salam. Have a blessed day. I was waiting for this recipe. Thank a lot.
Or Tahir Bhai a1 hotel ki Daal mash btai k se banty he
Asalam,
Tahir Bhai thanks for delicious videos you’re sharing. This Plow seams good but this is not how Kabuli Palaow made.
You doing great job Tahir 👍
Pyary bhai fry channy ki comercial recipe bta de
Wow v nice sooo delicious
Wow yummy easy recipe. Please is restaurant sy afghani karahi. Afghani boti bhi sikhaye.
MashaAllah rawapindi me h
Ada gost phly dala aur adha bd main kun jo bd main add kia us main tu bu hogi kun k wo oil main fry ni hua
best of luck
Mashallah ❤❤
Thanks🌹
Memon faimly banaty hen akni kindly akni bananna sikhai
Is you use the big flat pot for stove you save the energy,
Like number 2
Mashallahnice
Aaala 👍
🌹🌹🌹🌹🌹
Tahir bhai shahid shinwari ki mutton afghani pulao b btayega .kmal ka hota he
Masha Allah apki hr vedio shandaar hoti h m bht shoq sy apka chenal dekgti hon lkn ye btaen k unhin ny kishmish kur gajron k pani phenk dya tu zaiq our ggazaiyyat tu gai us m, dosra ye k us m itna pani dalny ji zrurat b nhi the wo apny pani m hi gal jaty iski jya logic h over all 👍
Thanks g🌹
مطلب سوا کلو چاول میں سوا دو لیٹر پانی جائیگا .اور آئل کے بعد پانی ملانا تاکہ چمکدار رہے اور چینی آخر میں لانگ لائف کیلۓ Good
Zaberdast tahir bhai, ...kandahri naan ki recipe please,
Afghani boti n mantu ki recipe bhi share karai
Jazakallah
Super respi
Sooo. Yummy
Looks realy tasty
❤❤
Thanks🌹🌹🌹🌹🌹
Wow❤❤😂😂
Mashallah
JazaakAllah Hassan bhaai, baghair kuch chhupae full recipe share ki. Mgr Hassan bhaai ko alag se mic dena chahye tha.
Looks so yummy delicious kabli pulao i am home cuisines and Chef 😊❤
Kamaal
Thanks 👍
Ek sawal hai . Kishmish and sugar will make pulav sweet to taste. How one can eat sweet pulav?
Good
Zabardast