Yah yojna ka uddhesya hai ki jinke mata pita nhi padha rhe hai unloge ke liye sahyog rashi hai.. lekin mai yah puchna chahta hu ki jab mata pita padha hi nhi rhe hai to apna document denge form bharane ke liye ya khud form bharwayenge... aise bahot se log hai jo parents ke document ke wajah se form nhi bharwa pa rhe hai
सर हमने इसमें पहले से ही regitraion कर रखा हैं लेकिन इसमें हमे जो दूसरा ऑप्शन हैं टीकाकरण का वो पूरा करने के बाद हमने अप्लाई किया था तो वो अब not eligible दिखा रहा है ओर ना ही हमे इसमें पहला स्टेज का बेनिफिट भी नहीं मिला वो भी not eligible ही show हो रहा हैं क्या इसमें कुछ बदलाव हो सकता हैं
Sir ji Janam praman Patra ki panjiyan sankhya kahan milegi Agar private hospital me huwa hai vah to sirf janm praman Patra ka ek kat dete Hain usmein koi number nahin likha rahata Keval Naam likha rahata hai
Affidavit ko kaise karna hai..USS par sing aur thumbprint..krake..aur usko 10 rupees ke stamp par print karna hai kya... office main khain submit bhi karna hai kya.. government main office
हेलो सर मैंने अपने पुत्र का डेट ऑफ बर्थ सर्टिफिकेट बनाया था सुमंगला में डेट ऑफ बर्थ सर्टिफिकेट नहीं ले रहा है सुमंगला योजना में बता रहा है पोर्टल पर रजिस्टर नहीं बर्थ सर्टिफिकेट
Bhaiya kya ismein aavedan Karta ko badal sakte hain maine self ka option select kiya tha by mistake jo ki mujhe mother ka karna tha Jab main Balika ka naam add karta hun to vahan per pahle se hi Mata ka naam dikha raha please help me
10:23 sir mera farm fill ker rha hu janam ka ragistration no daal ta hu to uske baad verifi nahi ho rha hai close ka logo ban ker ajata hai salution bataye
Sir mai UP se but meri bacchi ka birth Uttrakhand me huaa or yhi se birth certificate bhi mila but up me ye birth certificate kaam nhi kr kra . Plz kya kr kuch bataye....?
First coment sir please like aap ki video se bahot help hoti hai
Useful Information
😂
Glad you think so!
bachut accha yr bataya bhai ji thanks brother.....
Thank you so much sir you diserve more than this ❤❤
You really very knowledgeable sir❤️
So nice of you
Nice information 👍
Thanks dear
Worth watching channel 😊😊
Nice
AAPKI VIDEO BAHUT USEFULL HOTI HAI SIR THANK YOU
welcome dear ashok
Good 😊
Thanks
Yah yojna ka uddhesya hai ki jinke mata pita nhi padha rhe hai unloge ke liye sahyog rashi hai.. lekin mai yah puchna chahta hu ki jab mata pita padha hi nhi rhe hai to apna document denge form bharane ke liye ya khud form bharwayenge... aise bahot se log hai jo parents ke document ke wajah se form nhi bharwa pa rhe hai
Nice...
Sar ismein stamp paper to dikhai nahin Raha vah Kahan se download Karen
Thank You So Much Sir ❤
Most welcome and so nice of you
Good sir....
Nice videos first comment
Thanks dear
@SarkariDNA sir Birth certificate की जगह बच्ची के आधार कार्ड से नही हो सकता क्या
Sukriya sir
Sir stage 6 apply par video bnaiye
Super
Thanks
Thnx for information sir bit please mere questions ka answer dedo😢😢
first child details bharne mai token no not verified ku hai
आवेदक माता है लेकिन खाता बच्ची का लगा सकते है क्या उसमें
Captcha code baar baar invalid btaa raha he😢😢😢😢
Jai Ho
Notary , tehsil se krani padegi kya
janm praman ptr dal rahe to verifying nhi ho raha hei kis formet jan praman ptr feed kare
Abhi janmi girl ko add kaise kare....pahle se ek girl ko add Kiya tha ... please batao
Nivas parman patr kis ka lge ga isme mata ka ya bache ka
Yojna ko apply karne bale like kre❤
Janam Parmanpart ki panjikaran sankhya kse dale
Affidavit ko kaha submit krna hoga?
Wow❤❤❤❤
सर हमने इसमें पहले से ही regitraion कर रखा हैं लेकिन इसमें हमे जो दूसरा ऑप्शन हैं टीकाकरण का वो पूरा करने के बाद हमने अप्लाई किया था तो वो अब not eligible दिखा रहा है ओर ना ही हमे इसमें पहला स्टेज का बेनिफिट भी नहीं मिला वो भी not eligible ही show हो रहा हैं क्या इसमें कुछ बदलाव हो सकता हैं
Sir agar hm khud hi apna aavedan kre to phi kiski information dalenge
Bhai Pita ke nam ki jagah bachhi ka pad gya kese sahi hoga
accha ye bataiye ye kafi din se pendin hai aage kaise jayega under proccesing me hai kafi din se
Aadhar upload karne ki jagah par mata Ji nahin hai to kya kare
Sir ji Janam praman Patra ki panjiyan sankhya kahan milegi
Agar private hospital me huwa hai vah to sirf janm praman Patra ka ek kat dete Hain usmein koi number nahin likha rahata Keval Naam likha rahata hai
Affidavit ko kaise karna hai..USS par sing aur thumbprint..krake..aur usko 10 rupees ke stamp par print karna hai kya... office main khain submit bhi karna hai kya.. government main office
Sir lewar card bhi lagega kya
Sir agar beti ek saal ki hone wali hai to. Uska bhi bhar sakte hain kya please bataiye ?
Father ka आय certificate lagega ya nhi ye btao sir
Sir mukhaymantri Kanya sumangla me 6 step apply karna batiye plz
हेलो सर मैंने अपने पुत्र का डेट ऑफ बर्थ सर्टिफिकेट बनाया था सुमंगला में डेट ऑफ बर्थ सर्टिफिकेट नहीं ले रहा है सुमंगला योजना में बता रहा है पोर्टल पर रजिस्टर नहीं बर्थ सर्टिफिकेट
Sabhi states ke liye h kya
Ji, Kanya sumangala sirf UP ke liye available hai
Sir jiske kewal chaar ladki hai unka nahi bhara sakta hai
please upload latest photo kanya sumangala yojana mai rha hai to kya kare sir bta to plz
Sir kya income certificate lagega kya
Sir 1 baby girl ho to benifit milega y nhi
Sir Hamara PFMS dwara bank account reject kar diya hai to dwara use Ham kaise karen Sir yahan se online Nahin change ho raha hai
Bhaiya kya ismein aavedan Karta ko badal sakte hain maine self ka option select kiya tha by mistake jo ki mujhe mother ka karna tha
Jab main Balika ka naam add karta hun to vahan per pahle se hi Mata ka naam dikha raha please help me
Kya is me un ldkiya ka bhi ho skta h jinki age 18 ho gyi h
Aagar mother k documents completed nahi h to kya father apni details daal skte hai ??
Sir isme child krke jb submit kr rhy h to token not verified bta rha h . Please tell me solution
Notary kitne wale stamp paper pe karwaye
Mujhe 2000 rupees agye thank you
Kya 25 years ki ldki ko mil skta h
Sir Meri ldki ka birth certificate not updated dikha rha...bhai kya kri plzzz rply, 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
जन्म के कितने दिनों के बिच कर सकते है।
online submit karne k baad printout bhi submit karne hote hai kya kahi
Sir bank account kiska lagaya
Ok sir
File upload nahin ho rahi hai some error occurred a Raha Hai Bar Bar
Wife ki jagah husband ka name pad gaya hai kaise sahi hoga
Kitane saal tak ki beti ko labh mil sakta he
Sir masge ata magr Paisa nahi ata hai up se
Agr stamp na lgai to koi dikkat to nhi hai
Fast Like
kya abhi bhi online form ho rahe hai
Sir aadhar card mein mobile number nhi link h toh kya kre
Sir aaage k kya kya process rahega
Bachchi ki Age Agar 1 saal k Upar ho gai h tb bhi Apply kr sakte h kya?
BhI sansthagat kaha se Banta hai
Sir child ki age 2 year 3month 30 hai toh all' option not eligible dikha raha hai
Csc I'd hona jaruri hai kya sir
Password create hone mein dikkat ho rhi h pls help me
Account holder relationship me self nahi ho sakta
Bihar ka batayiye sir
Prasav praman Patra nahi hai isme kya upload karna hai
sir kya form fill karne ke baad kahi pe jama be karna hai kya
Meri daughter 2018 feb me hua hai kya meri daughter ko mil jayeaga
Sir DOB Verify nhi ho rha hai
Sir ..eske registration me kitni fee jati h ?? Cyber cafe wale ne 1000 rupee btaye h registration krne ke liye
10:23 sir mera farm fill ker rha hu janam ka ragistration no daal ta hu to uske baad verifi nahi ho rha hai close ka logo ban ker ajata hai salution bataye
Sir passbook pdf file upload nahi ho raha hai kya kare
Kya CBSE waale bhi apply kr skte h....?
Sir mere ghar ke bachi h 3 month baad janm pramta bna ha to iska benifite milega ya nhi sir btyr 😊
Kya chhattisgarh me lagu
Sir bihar ka website kon sa hain
sir jinke 3 girl hain wo bhi fill kar sakte h
Kewal 1beti h to form bhar sakte h ki nhi
Kitne baar aata hai paisaa...
1:27
please upload pdf or image only kyu bata rha hai please batao bhaiya please 😢
Jiske papa koi bhi document nhi de rhe hai wo kaya karega
Sir mai UP se but meri bacchi ka birth Uttrakhand me huaa or yhi se birth certificate bhi mila but up me ye birth certificate kaam nhi kr kra .
Plz kya kr kuch bataye....?
Kia 10 saal ki ladki k liye v ye form bhar sakte h...?
Sir sukanya mangla yojana me jab aad beneficiary karne ke bad phir submit karte h to Token not verified ki error aa rhi hai iska kya sulution h btye
Mera bhi Token Not Verified error Aa raha hai kyun bhai
Sir pdf upload nii ho raha hai same error occurred bata h
Jinka phle se bhara ho or sadi hone bali ho to merid ke liye jo pese hai bi kese milege
Sir please answer me