तवील मुद्दत के बाद आयी हुसैन की सोगवार|Noha Arbaeen|Shafqat Taqi

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 20 жов 2024
  • तवील मुद्दत के बाद आयी हुसैन की सोगवार|Noha Arbaeen|Shafqat Taqi
    hashtags
    #Nohaarbaeen
    #shafqattaqi
    #तवीलमुद्दतकेबादआयीहुसैनकीसोगवार
    #juloosetazia
    #20safar2023
    #popularnoha
    #famousnoha
    #Chehlumghosi2023
    #Taziaghosi
    #azadaribaragaonghosimau
    Video cover topics
    juloos e Tazia
    20-Safar 2023
    juloos e Chehlum Ghosi
    most popular noha
    famous noha of all time
    popular noha
    arbaeen
    Arbaeen walk
    Arbaeen walk 2023
    Shafqat taqi noha ghosi
    noha Arbaeen
    Shafqat Taqi
    तवील मुद्दत के बाद आयी हुसैन की सोगवार
    Taweel muddat ke baad aayi Hussain ki sogawar
    shafqat taqi ke nohay
    Shafqat taqi qummi
    चेहलुम घोसी
    Azadari Baragaon ghosi mau
    Ghosi Azadari
    Ghosi Azadari live
    Ghosi Azadari tv
    bhojpuri noha
    नई नोहा
    mazhar shafi ke nohay
    ghosi live azadaru
    arbaeen walk 2023
    Anjuman dasta e masumiya ghosi
    Azadari baragaon ghosi mau
    Ghosi azadari live
    anjuman dasta e Masoomiya Qadeem
    :LYRICS:
    Taweel muddat ke baad aayi Husain ki sogawar zainab
    fogha'n hai karti mazaar e shah se, Lipat ke be akhtiyar Zainab
    Taweel muddat ke ------------------------------------
    Na koi hamdard juz Khoda Tha, Zamana itna badal chuka tha,
    Teri shahaadat ke baad bhaiyya, aseer thi bedayaar Zainab,
    Taweel muddat ke-----------------------------
    Tumhara sar Tasht me rakha tha, hamaara bazoo bandha hua tha,
    Yazeed ke roo baroo khadi thi, Barahna sar sharmsaar Zainab
    Taweel muddat ke--------------------------------
    Na aisa duniya me saaneha ho, Bahan na bhai se yu'n juda ho,
    Tumhare laashay pe bain kar ke, Na ro saki dil fegaar Zainab.
    Taweel muddat ke-----------------------------------
    Na teray kaam aa saki ai bhaiyya, ye sadma taa zindagi rahega,
    Feda kiye dono Laal Lekin, na ho saki khud nesaar Zainab.
    Taweel muddat ke--------------------------------------
    Milaa na ik boond tumko paani, ai tashna lab fatema ka jaani,
    ab apne ashko'n se tar karegi, Husain tera mazaar Zainab.
    Taweel muddat ke----------------------------------
    Na poochho beemaar ki tabaahi, ki pusht ki khaal udhad chuki thi,
    Ghareeb Abid ki bekasi par, Tadapti thi baar baar Zainab.
    Taweel muddat ke----------------
    Hai iska afsos mujhko bhaiyya, Na kar saki ik kafan mohayya,
    Aseer thi kis tarah se karti, Tumhe supurde mazaar Zainab.
    Taweel muddat ke-----------------_-------------
    Kaho ye MAZHAR ba Aaho zaari, Nahi thi ummede Rustagaari
    Teri mulaqaat ko ai bhaiyya, thi muztarib beqaraar Zainab
    Taweel muddat ke baad aayi Husain ki sogawar Zainab
    Kalaam-Janab Shafi Mazhar sb. (marhoom)
    --------------------------:Request:----------------------------
    Ek sura e fateha bara e eisaal sawab Shayar e Ahle bait janab Mazhar shafi sb. Marhoom
    ----------------------------------------------------------------------
    produntion- Azadari Baragaon Ghosi Mau
    Subscribe /‪@AzadariBaragaonGhosiMau‬
    #Azadaribaragaonghosimau
    Click 👇
    • तवील मुद्दत के बाद आयी...

КОМЕНТАРІ • 7