kya bat hai sir itni jaldi centerlock ka 2 video de diya apne .bhut sikhne ko mila ye wali wiring diagrame jo ki na grand i10 gadi ka carmin pe mene dekh kar samjhne ki kosis ki thi bt doubt rah gya tha .aaj apne ips module wala doubt v clear kr diya .thankyou dada god bless u .har har mahadevaaaaa
Car ka viring kaisa rahta hai sir ek bar board per batayen sir please jaise ki battery se nikal kar vire pahle kanha jata hi vaha se phir Kahan jata aisa
BCM ko abs ka signal milta hai ki gadi itne speed mein Daud raha hai.. Aur BCM ke pass logic set kya hota hai ki gadi 15,20 Jo model ke upar depend karta hai use speed ke upar per jaane per BCM lock relay ko ground kar dete Hain
Sunday call korechilam kono call receive hoyeni then apni bolun kobe jabo r apnar kachei kaj korabo... Amar akta doubt hochche je coil issue hote pare ki?? Facebook a janiye diyen.. msg korechilam santro take niye
Guru ji me ak Hyundai showroom me km karta hu new i20 2023 model muanl ac hai ac on nahi Ho rha hai mane ac model change kar ke dekh liya aur fin sensor change kar diya aur apt sensor change kar diya aur fuse box bhi change kar diya ac on nahi ho raha hai aur ECM gurnd nahi nikla rha hai multimeter waring bhi check Kiya multimeter se waring Sahi hai kiya fuld hu sakta Hyundai hot line wale bhi nahi bata pa rhe hai please reply sir
Bhai itna kuch cheng kr diye to ak bar evaporator sensor bhi check Krna chahiye scanner se sahi hai ya nahi sensor stuk hua hoga to ac on nahi hoga live data me
Ek number information sir
सभी वीडियो ऐसे ही बनाये😊❤ दिल से धन्यवाद❤😊
Very complicated diagram you explained very easily ways. धन्यवाद.
Very good job
Very good nice job sir g. thanks
Sir isi tarah ka digram power window ka bhi banaiye
Good information sir😊
Very very good boss
Outstanding bro
🙂🙂🙂 Veri nice
Ok sir
Very good job thanks bro
Good job bro
gud job sir
Like before watching a video
Thanks you so much my brother me allahabad se❤
🙏🙏🙏🙏
Mja aa gya bhai ❤
Bhai Kitana maza aata yaar aap ke video se aise hi diagram aur treining ke video banao yaar bhauth acha lagta hai aap ke video se
Vai great thanks for this information ❤❤❤❤
Shukriya sir next video power window system per banao
Thanks sir for making this video,
And please make a video on ORVM wiring
Thank you 🎉
kya bat hai sir itni jaldi centerlock ka 2 video de diya apne .bhut sikhne ko mila ye wali wiring diagrame jo ki na grand i10 gadi ka carmin pe mene dekh kar samjhne ki kosis ki thi bt doubt rah gya tha .aaj apne ips module wala doubt v clear kr diya .thankyou dada god bless u .har har mahadevaaaaa
Welcome
Tq sir
❤❤❤
Bhut hi khubsurti se samghaya hai bhai apka bahut bahut sukkreya ❤
Thankyou very much sir
Sir pls TPMS ke bate mai batav bhai
Ok🙏
Thanks ❤❤❤
Good job dada maja aa gaya bahut hi badiya samjaya apne
Sirji i20 crdi 2009 car ka sab diagram kaha se milega
Carmin check karo
Diagram with practical karke batao sir
Sir battery par one lecture car battery maintenance and battery test and battery work
Car ka viring kaisa rahta hai sir ek bar board per batayen sir please jaise ki battery se nikal kar vire pahle kanha jata hi vaha se phir Kahan jata aisa
Kya aap training bhi dete hai
guru ji gari raning mei automatic keise lock hota hei ....
BCM ko abs ka signal milta hai ki gadi itne speed mein Daud raha hai..
Aur BCM ke pass logic set kya hota hai ki gadi 15,20 Jo model ke upar depend karta hai use speed ke upar per jaane per BCM lock relay ko ground kar dete Hain
thnx guru ji samjane k liye...
Sir app konsi app use karte ho wayring digram ki please bata do 🙏🙏
Hyundai marshal ki training main kya batate hai
Sirf practical hota hai
Ev par video
Sunday call korechilam kono call receive hoyeni then apni bolun kobe jabo r apnar kachei kaj korabo...
Amar akta doubt hochche je coil issue hote pare ki?? Facebook a janiye diyen.. msg korechilam santro take niye
Guru ji me ak Hyundai showroom me km karta hu new i20 2023 model muanl ac hai ac on nahi Ho rha hai mane ac model change kar ke dekh liya aur fin sensor change kar diya aur apt sensor change kar diya aur fuse box bhi change kar diya ac on nahi ho raha hai aur ECM gurnd nahi nikla rha hai multimeter waring bhi check Kiya multimeter se waring Sahi hai kiya fuld hu sakta Hyundai hot line wale bhi nahi bata pa rhe hai please reply sir
Jab aap AC ko on karte ho radiator fan ghumta hai
@@tanmoydas5982 nahi hi radiator fan chalta hai aur nahi hi composer on hota hai aur nahi race bati hai blower motor fan chal raha hai
@@nkvideovlogs2023nkvideocar Ac ka kam mil sakta hai 1 year experience h odisha Cuttack me hu ac ka kam kr rha hu avi
Bhai itna kuch cheng kr diye to ak bar evaporator sensor bhi check Krna chahiye scanner se sahi hai ya nahi sensor stuk hua hoga to ac on nahi hoga live data me
Bhai kon se hyundai showroom me kaam kar rhe ho ek baar please capital hyundai lekar aao noida sector 63
Sir aap apna no do kuchh jaruri baat puchni hai