Mere padosi (transfer case) ke paas inverter tha.. Wo bechne ka soch raha tha maine le liya.. Mujhe utna pata nahi tha inverter do type ke hote he.. Baad me pata chala wo square wave he 24 v battery system microtek 2000va ka he . kya ise me home appliances ke liye use kar sakte hu.. Aur fans ke jyada sound aa rahe he kya karu bataye.. Plz help.
Microtek k sare inverter bakwas hote h luminous best inverter banata h mere pass do inverter microtek ke the 2 sal me 6 _ 7 bar card change hua dono m aur ek luminous ka h usme 6 sal m ek bhi complain nhi hui
Bhai mikrotek 1700 24 votl main 230 ah ka 2 battery laga sakhta hoon
👌
Mere padosi (transfer case) ke paas inverter tha.. Wo bechne ka soch raha tha maine le liya.. Mujhe utna pata nahi tha inverter do type ke hote he.. Baad me pata chala wo square wave he 24 v battery system microtek 2000va ka he . kya ise me home appliances ke liye use kar sakte hu.. Aur fans ke jyada sound aa rahe he kya karu bataye.. Plz help.
Mircotek ka hai ups E2+1625 24v kesa hai
Microtek k sare inverter bakwas hote h luminous best inverter banata h mere pass do inverter microtek ke the 2 sal me 6 _ 7 bar card change hua dono m aur ek luminous ka h usme 6 sal m ek bhi complain nhi hui
Microtek1700 pr 1hp submersable chala skte h kya
Nice sir
Microtek 1200 wat mein Kitna battery utha sakta hai
2 sal ke ander hi kharab ho jata hai lakin luminous 5 sal me bhi kharab nahi hota hai mere pass dono company ka h
Microtek ka 1400 va ke aas pass sine wave inveter aata hai kya
Solar wali
Sir abhi microtek 1700va ka rate kitna hai
भाई माईक्रोटैक 2300 वीए पयोर साइन वेव का कया रेट है
35ah battery 100wat load backup time testing
Video achha nahi,are bhai bus bol ye kaise he -open Karo fitt karo bhaaayi
Battera kya hota hai bhai🎉
Future nhi feature