[Verse 1: JANI] Ghalib ya Meer, lafz kamaan charha, teer laaya Sacch ki kitaab, gaanay samaaj ki tasveer Sab zameeni Khuda dang, jaise aaye ababeel Kya woh waaqif nahi hain abhi ek qalam taboot may keel, huh? Kya kehna Jaun, shaamein lambi theen, din chotay thay Darbadar ki thokrein, hum woh sikkay thay jo khotay thay Nahi bharkaya ghairon ne par apnon ki majaal dekh Kandhay diye hain yaaron ko, zakhmi hai dil, sambhaal ke Aamad ka silsila, han waqt diya likhayi ko Haath nahi rukenge, be-shak kaat de iss kalayi ko Daad de iss dhitayi ko, indhan hai siyaahi tou Rap game ke tycoon, ghair maqami side hon Khanabadosh, dekhun khanajangi roz Naye whip, mehnge shoq, like I'm Elvis on the road Baarah maheene kaam phenkein idhar mein aur mere bros Face facts, idhar kon kitne paani may hai, boss Charri gashtiyon ko mastiyan Chalti nahi hum par marziyan Sheher may hum he hastiyan Band bharwatiyon ki bhartiyan Dikhani hain humdardiyan Tumhe likhne ka zaraf diya Hum gaanay he naa daalein Tab bhi tum se uper shartiya Hum par naa parein woh subah ki kausarеin Jo pee kar behek gaye, woh maikaday ko kos rahay Mukhlison ki bheer may milеin ge doglay Aur mujhe aate nahi samajh munafiqon ke hoslay Lene walay inteqaam, bikte korriyon ke daam Shoot you down, hum utaarte nahi storiyon pe kaam Hunnid gang, hunnid gang, aadhay sinners, aadhay saints Fucking badass, sirr te charh gaya TY wala pen jaise [Chorus: Talhah Yunus, JANI & Both] Khuwahishein dafan, tera farsh kar dein tang Idhar apne jaise chand (Apne jaise chand) What a life, gotta move lekin sideways Lapse over lapse, lekin hustle nahi hai kam Shaba' run, run, run, run Banay teri jaan pe, hum ginein teri saans ko Tou run, run, run, run Life jaise death race, khula ghoomay Pablo [Verse 2: Talhah Yunus] Ghum rakhe dil may, khushiyon ko baant'ta raha Dehshat pheli hui kyun ke meri raat jawaan Yeh haath gawah, aake dekh yeh halaat gawah Yeh haath phela sirf Khuda ke aage, jaag zara Zakham yeh gehre thay, hum marham, hum ilaaj bhi Sun'ne walay behre thay, yeh duniya bheer pe nachti Dete sub ka saath jab ke mera naa tha saath koi Lafz yeh chiragh, yeh andhera aur yeh raat wohi Kya kehna Jaun, raatein sachi hain, din jhootay hain Khuwabon ko rangeen karne ke liye tou tootay hain Hum roothay hain zamanay se, tanhayion may doobay hain Nazmon ka hawala dein gaano may, hum tou koodein ge Chal ke dekh in jooton may, hum bhi phir tum se poochein ge Samandar ki in lehron may woh mere aks ko dhoondein ge Jeete-jee qadar nahi, hum chal paray to poojein ge Jaana ek din jaana, mela nahi, zamaana lootein ge Mushkil may kharay, umar choti, loug sarray thay Qismat se larray, hum aqal may sub se baray thay Safar may maray tou keh dena hum loug larray thay Hum darasal Karachi palay, aur woh hum pe palay thay Woh jalein jab hum chalein, par hum chalein tou woh chalay, bro Peeth peeche bharwat aur phir muu pe aake banein bro Hum banein tou woh banein, mere naam pe yeh karein score Milni nahi be-shak mujh se likhwa le ke tu lun hai, bro Baat seedhi, rappers ko dikhaata raah seedhi Baby teri line de rahi, aur mein keh raha bhaag didi Kahani bari dark, baby Hum he yahan ke Pac, Biggie, hustle hai shanakht meri Apnon ki hai laash dekhi, sarkon pe woh aag dekhi Duniya tu ne khaak dekhi, jab jarr nahi shaakh dekhi Hunnid flows, call me Mr. Hunnid Flows Haddi-pasli torr dein yeh launday, hum khanabadosh [Chorus: Talhah Yunus, JANI & Both] Khuwahishein dafan, tera farsh kar dein tang Idhar apne jaise chand (Apne jaise chand) What a life, gotta move lekin sideways Lapse over lapse, lekin hustle nahi hai kam Shaba' run, run, run, run Banay teri jaan pe, hum ginein teri saans ko Tou run, run, run, run Life jaise death race, khula ghoomay Pablo
[Verse 1: JANI]
Ghalib ya Meer, lafz kamaan charha, teer laaya
Sacch ki kitaab, gaanay samaaj ki tasveer
Sab zameeni Khuda dang, jaise aaye ababeel
Kya woh waaqif nahi hain abhi ek qalam taboot may keel, huh?
Kya kehna Jaun, shaamein lambi theen, din chotay thay
Darbadar ki thokrein, hum woh sikkay thay jo khotay thay
Nahi bharkaya ghairon ne par apnon ki majaal dekh
Kandhay diye hain yaaron ko, zakhmi hai dil, sambhaal ke
Aamad ka silsila, han waqt diya likhayi ko
Haath nahi rukenge, be-shak kaat de iss kalayi ko
Daad de iss dhitayi ko, indhan hai siyaahi tou
Rap game ke tycoon, ghair maqami side hon
Khanabadosh, dekhun khanajangi roz
Naye whip, mehnge shoq, like I'm Elvis on the road
Baarah maheene kaam phenkein idhar mein aur mere bros
Face facts, idhar kon kitne paani may hai, boss
Charri gashtiyon ko mastiyan
Chalti nahi hum par marziyan
Sheher may hum he hastiyan
Band bharwatiyon ki bhartiyan
Dikhani hain humdardiyan
Tumhe likhne ka zaraf diya
Hum gaanay he naa daalein
Tab bhi tum se uper shartiya
Hum par naa parein woh subah ki kausarеin
Jo pee kar behek gaye, woh maikaday ko kos rahay
Mukhlison ki bheer may milеin ge doglay
Aur mujhe aate nahi samajh munafiqon ke hoslay
Lene walay inteqaam, bikte korriyon ke daam
Shoot you down, hum utaarte nahi storiyon pe kaam
Hunnid gang, hunnid gang, aadhay sinners, aadhay saints
Fucking badass, sirr te charh gaya TY wala pen jaise
[Chorus: Talhah Yunus, JANI & Both]
Khuwahishein dafan, tera farsh kar dein tang
Idhar apne jaise chand (Apne jaise chand)
What a life, gotta move lekin sideways
Lapse over lapse, lekin hustle nahi hai kam
Shaba' run, run, run, run
Banay teri jaan pe, hum ginein teri saans ko
Tou run, run, run, run
Life jaise death race, khula ghoomay Pablo
[Verse 2: Talhah Yunus]
Ghum rakhe dil may, khushiyon ko baant'ta raha
Dehshat pheli hui kyun ke meri raat jawaan
Yeh haath gawah, aake dekh yeh halaat gawah
Yeh haath phela sirf Khuda ke aage, jaag zara
Zakham yeh gehre thay, hum marham, hum ilaaj bhi
Sun'ne walay behre thay, yeh duniya bheer pe nachti
Dete sub ka saath jab ke mera naa tha saath koi
Lafz yeh chiragh, yeh andhera aur yeh raat wohi
Kya kehna Jaun, raatein sachi hain, din jhootay hain
Khuwabon ko rangeen karne ke liye tou tootay hain
Hum roothay hain zamanay se, tanhayion may doobay hain
Nazmon ka hawala dein gaano may, hum tou koodein ge
Chal ke dekh in jooton may, hum bhi phir tum se poochein ge
Samandar ki in lehron may woh mere aks ko dhoondein ge
Jeete-jee qadar nahi, hum chal paray to poojein ge
Jaana ek din jaana, mela nahi, zamaana lootein ge
Mushkil may kharay, umar choti, loug sarray thay
Qismat se larray, hum aqal may sub se baray thay
Safar may maray tou keh dena hum loug larray thay
Hum darasal Karachi palay, aur woh hum pe palay thay
Woh jalein jab hum chalein, par hum chalein tou woh chalay, bro
Peeth peeche bharwat aur phir muu pe aake banein bro
Hum banein tou woh banein, mere naam pe yeh karein score
Milni nahi be-shak mujh se likhwa le ke tu lun hai, bro
Baat seedhi, rappers ko dikhaata raah seedhi
Baby teri line de rahi, aur mein keh raha bhaag didi
Kahani bari dark, baby
Hum he yahan ke Pac, Biggie, hustle hai shanakht meri
Apnon ki hai laash dekhi, sarkon pe woh aag dekhi
Duniya tu ne khaak dekhi, jab jarr nahi shaakh dekhi
Hunnid flows, call me Mr. Hunnid Flows
Haddi-pasli torr dein yeh launday, hum khanabadosh
[Chorus: Talhah Yunus, JANI & Both]
Khuwahishein dafan, tera farsh kar dein tang
Idhar apne jaise chand (Apne jaise chand)
What a life, gotta move lekin sideways
Lapse over lapse, lekin hustle nahi hai kam
Shaba' run, run, run, run
Banay teri jaan pe, hum ginein teri saans ko
Tou run, run, run, run
Life jaise death race, khula ghoomay Pablo