Mea passion plus old model h iska normal service ghar par kaise karoon ye bata de ki kitnaa km chalney ke baad hi service karnaa jaroori h bataa dijiye 🤔🤔🤔🤔 Kya engine ka bhi full kaam krwanaa chaiye.,... Ya nahi. 😮😮😮😮😮
Mene dec 2019 me servicing karaya tha meri gadri dealy 2 km bas chalti hai next service kub karana chahiye meri gadri ke miter me service warning ligt bhi diya hai kya mujhe warning light jalne ka waite karna chahiye ya jyad bike nahi chalta to servie kub karana chaye ?
bhai please reply unicorn 150abs ka monoshock soft nahi jaise 160 unicorn ka tha. soft karwaya fir bhi 160 jaisa majedar aaram dayak nahi lag raha. kya koi dusara bahut soft wala monoshock laga sakte hai kya? ya mujhe soft suspension ke liye dusri bike lena padega.
Namaskar sir, Engine oil change karte samay use diesel ya kerosene se flush kar sakte hain kya kirpya vistar mein baytayen. Your information is very accurate keep it up! 👍
Good Evening sir Hero passion pro me 1 year me 2 baar engine ka kaam nikla tha 2 baar full engine service & dono baar piston k sath kai aur bhi parts new daale the Fir bhi muze bike ka engine thik performance nahi de raha he Sir mene suna he k new bike lete time company manufactures bike me bohat hi kam engine oil dalte he, wo engine oil daanedaar type ka hota he, wo wala oil engine rouce karne k liye hota he Kya yeh baat sach he kya Agar sach he to wo oil kya hota he & use kya name se pehchane he & kaha par milega Please suggest sir
Sir, great job! Sir, mera hero honda glamour bike hai.. mera bike me speed nahi aa raha hai.. agar accelerator barata hu toh awaz jada hoha hai but speed hani aa raha hai.. mera ek local machanic ne kaha clutch plate change karna hoga.. iske liye 2000 rupeed kharch hoga.. kya mechanic sahi kaha??
🙏sir,mujhy aapsay information chaheyai......mainey sept 2019 may ct 110 buy keya tha kuch karan usay sirf 5km chala kar rkh deya ....Parso may bik nikal rha hu to mujhy kya karna chaheyai..........service ya without service chalana chaheyai? Plz help ....thanks
Sir mujhe 2 wheller makanic ka pura kam sikhna hai..kisi bhi garez me jata hu sab majburi ka faida uthate hai koi kam nhi batata..pleas...help..me sir..😥🙏
सर आप ये बताइए कि हमारे पास भी पेसन प्रो है हमारे बाइक मै कोई परेशानी नहीं है बस दिकत ये है कि हम जब सर्विस करवाने जाते है तो सोचते है कि कोई सा ऑयल एंजन मै डाले हमने 3 साल तक हमने हीरो का ऑयल डाला जो कम्पनी हीरो की देती है फिर हमें 8 महीने से कॉस्ट्रोल का ऑयल डाल रहे आप कृपया बताएगे की कोंन सा ऑयल सही रहेगा मै आपके जवाब का इंतजार रहेगा
Hello sir , Maine passion pro i3s last year kharidi hai .. But average bahot Kam De rahi hai bike . 25 to 30 km me hi reserve pe lag jati hai . Please help Kare 🙏
এখন ও যে সমস্ত ছেলেরা ঠিকঠাক career চুস কোরতে পারোনি,তাদের জন্য আমার মতে মোটরমেকানিক হল সবচেয়ে বেস্ট অফশান.মেকানিক নামটা অনেকে ছোট করে দেখে,অনেকে ভাবে যে পড়াশোনা শিখে মেকানিকের কাজ কোরবো.কিন্তু friends আজকাল মোটরবাইক এত পরিমানে বেড়েছে এবং ভবিষ্যতে আরও বাড়বে,তাতে এর চাহিদা অনেক গুন বেড়েযাবে.এছাড়াও এটা একটা ইঞ্জিনিয়ারিং লাইন.মোটরমেকানিকের কাজ শিখে প্রচুর টাকা আয় করা যায় .আর এই কাজ করে ইনকাম তো থাকেই ,তার সাথে ব্যবসাও যুক্ত থাকে.যেমন কোনো বাইকের parts লাগাতে গেলে ,সেই parts এর দাম plus parts ফিটিং এর দাম.তো friends একবার ভেবে দেখতে পারো.
Clutch plate naya pack ka daam kitnaa h.......... ??? aur engine oil kaun sa best h passion plus bike k liye....???? 🤔🤔🤔🤔🤔🤔
Mea passion plus old model h iska normal service ghar par kaise karoon ye bata de ki kitnaa km chalney ke baad hi service karnaa jaroori h bataa dijiye 🤔🤔🤔🤔
Kya engine ka bhi full kaam krwanaa chaiye.,... Ya nahi. 😮😮😮😮😮
Information dene ke lye aapko thanks or ye kam kitne din me Sikh sakte h bike repair ka
Very nice guys bande ko sapport karo aise hi naye video dekhne ko milega👍
Thank you very much for support me
Love you too sir aap sai bhuth kuch sikha u bsh aap ase video bannate rhai 🙏🏼 aap kaa bhuth dhanyvad
Sir me kam sikh raha hu apki vaje se thoda asan hogya thank u 😊
Bahut badiya omkar ji achche se mehanat karo kaamyabi jarur milegi
@@2008pankajsaini thank u sir big fan 😍😍😍
Challaaao mat
Sir splendor Plus ka clutch wire hero ke sab bike me lagta hai ya sab ka alag alag hota hai . please reply
Bahut ka same hota hai or bahut bike ka alag hota hai
Bhahut badiya app ne acha explain Kiya hai 👍👍👍👍👍
Thank you very much amit ji
Bhai liner kon ghisega?? Aapne incomplete service ki he brake ka to aapne bataya hi nhi nahi koi chakka khola ??
Bhai ek baat puchni thi cluth dabatay hi natual dikha raha hai koi say bhi gear main bike hai hunk 2011model
Sir ek bta puchni ha tvs ki Jupiter me air filter kitne hote hai
Mene dec 2019 me servicing karaya tha meri gadri dealy 2 km bas chalti hai next service kub karana chahiye meri gadri ke miter me service warning ligt bhi diya hai kya mujhe warning light jalne ka waite karna chahiye ya jyad bike nahi chalta to servie kub karana chaye ?
Every 2500 km se 3000 km tak ke beech karbana chaiye jab bhi
Bike 2500 km ho jayega to service karba lena
@@2008pankajsaini abs ke saath kya rear break bhi use kar sakte hai kya skit to nahi hota na ?
🙏 बहुत ही अच्छा... Passion pro me battery सबसे अच्छा किसका रहेगा plz help
Exide badiya rahega
Aage ka pahiya jaam huaa hai.. Gadi bahut petrol kha rhi hai kya kru batao plz..😞hf delux bike hai merii
Passion plus jo ki old model h uska milage 60 se 65 de kaise chaley ki itnaa miley lekin pick up bahut kam hota h aisa kyon????
Bhai mera Apache 180 2015 model hai.
Bike choke pr run karti hai but choke off karne pr 1 gear dalne pr band ho jati hai.
Kab karti hai morning ya fir dinbhar jab bike start karte hai
Sir hero honda cd100 me bi same 1.75 rotation accha performance milega na
Best jankari ke liye dhanyavad
Passion pro ke liye kaun sa engine oil best hai bhai saap. Hero 4t bale mein
10W30 best hai
@@2008pankajsaini Hero 4t jaada din nahi chal raha hai mere isaab se uske badle mein 10 30 grade mein kaun sa castor company ka daal sakte hein bhai
bhai please reply
unicorn 150abs ka monoshock soft nahi jaise 160 unicorn ka tha. soft karwaya fir bhi 160 jaisa majedar aaram dayak nahi lag raha. kya koi dusara bahut soft wala monoshock laga sakte hai kya? ya mujhe soft suspension ke liye dusri bike lena padega.
platina 100cc me castrol ka kaun sa oil garmiyo me daale & grade bhi bataye 60&70 ke speed se roj chalta hai bike 70 km
10 w30
जहाँ से गाडी ली है वहीं से सर्विस करवाना जरूरी है क्या ?
क्या हम किसी और शोरूम के सर्विस सेंटर में जाकर करवा सकते है क्या ?
Kisi bhi showroom se karva sakte hai
@@2008pankajsaini Thank you sir 😊
Namaskar sir,
Engine oil change karte samay use diesel ya kerosene se flush kar sakte hain kya kirpya vistar mein baytayen.
Your information is very accurate keep it up! 👍
Thank you very much
Sir question ka answer??
Bs6 bullet me karworeter fit hoga ya nhi
🤣😉😜
Bahut achha bataye Bhai
Thank you very much
भैय्या मेरी पैशन 2012 की है और उसमे मैं 2010 वाली पैशन का बैक कवर लगाना चाहता हूं तो क्या लग सकता है ..??
Sayad
Good Evening sir
Hero passion pro me 1 year me 2 baar engine ka kaam nikla tha
2 baar full engine service & dono baar piston k sath kai aur bhi parts new daale the
Fir bhi muze bike ka engine thik performance nahi de raha he
Sir mene suna he k new bike lete time company manufactures bike me bohat hi kam engine oil dalte he, wo engine oil daanedaar type ka hota he, wo wala oil engine rouce karne k liye hota he
Kya yeh baat sach he kya
Agar sach he to wo oil kya hota he & use kya name se pehchane he & kaha par milega
Please suggest sir
KITNI PURANI BIKE HAI
6 year purani he
Company is bike ke liye recommend karta hai 10w30. But you said 20w40 dal na chahiye. Ye apne kyun kaha?? Please explain.
pulsar ka yaad raha 10w30 for hero bike
@@2008pankajsaini Pulsar ka nehi, mai Hero Passion Pro ka baat bol raha hun.
AGR xcd baik acirtar nhi le rhi he to kya kmi ho sakti he
Mere pass passion pro 2018 i3s 100cc h uska mask bahut aawaj krta h?? Kuch solution h uska sir
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤great sirji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Aapka service center kha par hai.
Bhai mena pani bike ka pollution krya tha ush me pollution level jyda aa rha h kase kaam hoga
Sir, great job!
Sir, mera hero honda glamour bike hai.. mera bike me speed nahi aa raha hai.. agar accelerator barata hu toh awaz jada hoha hai but speed hani aa raha hai.. mera ek local machanic ne kaha clutch plate change karna hoga.. iske liye 2000 rupeed kharch hoga.. kya mechanic sahi kaha??
Mera 1st servicing pehle me bike me 60 speed me nonstop 250km gaya hu koi problem hoga kya? Engine se khuch tak tak sound aara hai
Vaise koi problem nahi hai feer bhi jab service karvao tab showroom per bata dena
@@2008pankajsaini thank u bro
Bike oil konsa dalna chaahiye or Kitna ml dalega Kitna price or asli plug , oil and lights or chain set ki kya pehchaan Hoti hai jarur batay
Ok
Bahut hi badiya
Thank you very much Shivam
Sir 100cc 110 cc ka under konsa bike best hee
Passion pro 100cc
Very Nise vidio.
Thank you very much
Helo sir me bhi yahi kamm karta hun par samjh me nahi aata muze par aapki video muze pasand HAI
bahut mehanat ki h sir apane..
Thank you very much
Sir Mahindra centuro ignition key off hone prr b sound krr rhi h... Solution???
Bhai Mai ye kaam village me seekhu to kya Mai ye business city me Kar Sakta hu
Very knowledgeable.
Thanku sir
Thank you very much
Sir mere pas tvs victor disc h to usme synthetic oil konse no. Or company ka dalu?
10 w 30
@@2008pankajsaini thanks guru ji.. ye motul ka best rhega ya castrol ka?
Sir me ye kaam Dil laga Kar sikhu to kya me ye kaam 1 year me Sikh Sakta hu
Yes
To look good at a standard price and to buy a good mileage, a little help will be needed bro...
Reply me plzzzz
Bahut achha laga tumhar sarbhising bhai yaa
Thank you very much. stay at home
Bhai apka servicing center kaha pe hai??
🙏sir,mujhy aapsay information chaheyai......mainey sept 2019 may ct 110 buy keya tha kuch karan usay sirf 5km chala kar rkh deya ....Parso may bik nikal rha hu to mujhy kya karna chaheyai..........service ya without service chalana chaheyai? Plz help ....thanks
Service karane ki koi jarurat nahi hai bike ki pehli service 500 se 700 km per hoti hai or second service 3000 km per hoti hai
@@2008pankajsaini 1 saal say rkh hai to problem nhi hai
@@NamKumar-jp4zrdffckuch nahi hoga aap to aram se chalao
Mobil bol rha hai change karwanay kharab ho jata hai.....
@@NamKumar-jp4zrdffc oil kharab nahi hota hai
Sir same gadi hai meri..... 4 th gear per 60 ke speed jake gadi vibret hone lagti hai.... Isiliye kya karna hoga
Kon si bike hai or kitni chali hai
@@2008pankajsaini apne jo ye bike video banaya hai vo hi same bike...... 2011 ka modle hai... 20000 km chali hai
Ho sakta hai clutch plate kharab ho gayi hogi
@@2008pankajsaini ok sir thank you
Ye kam learn krne me kitna time lagta h .
Puree zindagi 😂😂😂😂
4:08 magic
☺️
Sach h maguc h bhai.😀
Bahat achha laga
Thank you very much
Sir.... chain kese check kre...kitni luse rkhni chahye
ua-cam.com/video/k3oGNuYFktc/v-deo.html
25 se 30 mm
Yamaha SZ-R 153 cc me koun sa engine oil use hoga ? plz reply ..
castrol pawer 1
Hp racer
Motul
Nice job sir
Thank you very much
Thanks sir pure machine ki knowledge ka video banao
Ok
Thank you Sir for posting the video
Thank you very much
*Me after video* : "Chalo... ab apni bike ki servicing khud Kar sakthe hai"
*Also me* : "Kal servicing Deni padegi bike bohoth trouble de Rahi hai" XD
Xxxxx. Xxxxxxx,
Sir ak video bana dijiye
AC DC CDI KO MALTI METER
SE KAISE CHECK KARE
I watched,observed your vdo.
I liked it so much.
Thankyou for valuable information sharing with free..
Ok
Ram. Ram
Thank you very much
टीवीएस विक्टर जीएल 2002 मॉडल में कौन सी गाड़ी है कौन सी कंपनी की कार वेटर लगाएं कार्बेटर खराब है
Thanx sir btane k liya
Thank you very much please share your friend
Sir meri passion pro 2011 model hai ye start karne par 1km chalne tak load nhi leti hai beech me band ho jati hai dabkar pls reply sir me kya karu
Clutch plate to kharab nahi ho gayi hai
Very informative video
Thank you very much sabharwal ji
Sir shine cb 125 2013 ki servicing at home batyiyega please
Ok
@@2008pankajsaini sir gadi ki servicing kitne din ke baad karna chahiye??
Kya caroberter ko garam karke lagane se koi fayada hota h mere service me Aisa Kiya tha
koi fayda nahi hota hai isse age bhi lag sakti hai
Bike ka spidometer fluctuate kar rha h .please tell me reason
Apne speedometer ke spoked change karvyo
Sir mera bike running time me jatke de Raha hai..kichav pan ho Raha hai reason kya hota
Tank mai pani to nahi haiek baar dekh lena, fir carburator ki sevicing kar lena thik ho jayegi, ek baar spark plug ko saaf kar lena,
Sir training provide karate ho kya
Nahi yese hi bata denge
Sir namaskar.
Very nice
Thank you very much
Hello sir mene apni bike me piston dalvaya he milage bike kab dena start karegi
Very nice video sir 👍
Sir mene deluxe bike me activa ka plug lagaya tha aur andar se kuch awaj Aya ab bike me compressor cum he to Kya problem ho sakta he Mera new bike he
Sir apki dukan kha par h
Sir mujhe 2 wheller makanic ka pura kam sikhna hai..kisi bhi garez me jata hu sab majburi ka faida uthate hai koi kam nhi batata..pleas...help..me sir..😥🙏
OK
Mai training de raha hu bilkul Free mere video dekte raho or kaam karte raho
सर आप ये बताइए कि हमारे पास भी पेसन प्रो है हमारे बाइक मै कोई परेशानी नहीं है बस दिकत ये है कि हम जब सर्विस करवाने जाते है तो सोचते है कि कोई सा ऑयल एंजन मै डाले हमने 3 साल तक हमने हीरो का ऑयल डाला जो कम्पनी हीरो की देती है फिर हमें 8 महीने से कॉस्ट्रोल का ऑयल डाल रहे आप कृपया बताएगे की कोंन सा ऑयल सही रहेगा मै आपके जवाब का इंतजार रहेगा
Castrol
Mujhe bike service ke liye jitna wrinch aata hai would kha see I arrive btaye sir
Bike ka carbureted kon si service ka clean hata ha
Sir plz scooty like Jupiter activa acess ki servicing par bhi ak vedio bana a plzzzzzzz
Banaya hai
Sir thnnx plz give me that vedio link
Passion pro m timing chain ka kitna kharcha hoga..
500 hundred
100 cc bike ko continue kitne km chala sakte hai? Bina ruke..... engine life ke liye
Gaadi konsi company ki leni chahiye
Sabhi acchi hai bas aapko pasand ana chaiye
@@2008pankajsaini second hand gaadi fir bikti nahi hai
@@AJAYRathod-lh9jo passion pro hero
Sir hero ke bike Ka air filter Sab Ka ek hota hai ya alag alag hota hai.please reply
Nice sir... I am your new subscriber😁
Thank you very much
Are te ardhvat service keliy video madhe .. tyane khup kahi kaam nhi kelay service made😂
@@kingofrealkhandesh7430 🤔😭😭😭😭
Hello sir ,
Maine passion pro i3s last year kharidi hai .. But average bahot Kam De rahi hai bike . 25 to 30 km me hi reserve pe lag jati hai .
Please help Kare 🙏
ek baar set kar ke dekho sayad mil jaye nahi to carburator ki servicing kara lena
Very nice video
Thank you very much
Bhai m khud service kRTA tha HF deluxe ki badia se bt atomatik Injan lock ho gaya pura injn kraya
Engine oil dala ke nahi
Mera gadi passion pro 2018 model me sart jaldi se nhi hoa h hota bhi h to chok se hota h Aisa kyo ?
Passion pro mai ye problem pehli baar start ati hai iske baad ek baar chalu ho jati to din bhar to problem nahi ati hai
Ha
Lekin Beena chok uthae kyo chalu n hota,
क्योकि स्टार्टिंग के समय ज्यादा हवा और पेट्रोल के मिक्सर की आवश्यकता पड़ती है इस कारण चोक की जरूरत होती है यदि चोक न हो तो क्या होता
Great Sir...
Thank you very much Shinde ji
Great sir👌👌👌👌
Thank you very much
Very nice information sir, thanks sir
Carborator airfilter ki service batate vakt camera thoda najadik le jate(zoom) to achhi tarah se samaj aata.
You are Right use samay bhul gaya tha
wonderful video
#fundamentalgurujee
Thank you very much Sir
Good job bhai
Thank you very much
dear sir i want to learn bike mechanic course please suggest me where i can learn perfectly
i m from uttar pradesh mau district
Dear sir do u hv any academy or learning institute whr i can
Drain kra hua Engine oil service wale wapis dete h kya
Haa ghar per kaam a jata hai
Good work
Thank you very much
এখন ও যে সমস্ত ছেলেরা ঠিকঠাক career চুস কোরতে পারোনি,তাদের জন্য আমার মতে মোটরমেকানিক হল সবচেয়ে বেস্ট অফশান.মেকানিক নামটা অনেকে ছোট করে দেখে,অনেকে ভাবে যে পড়াশোনা শিখে মেকানিকের কাজ কোরবো.কিন্তু friends আজকাল মোটরবাইক এত পরিমানে বেড়েছে এবং ভবিষ্যতে আরও বাড়বে,তাতে এর চাহিদা অনেক গুন বেড়েযাবে.এছাড়াও এটা একটা ইঞ্জিনিয়ারিং লাইন.মোটরমেকানিকের কাজ শিখে প্রচুর টাকা আয় করা যায় .আর এই কাজ করে ইনকাম তো থাকেই ,তার সাথে ব্যবসাও যুক্ত থাকে.যেমন কোনো বাইকের parts লাগাতে গেলে ,সেই parts এর দাম plus parts ফিটিং এর দাম.তো friends একবার ভেবে দেখতে পারো.
Thank you very much