КОМЕНТАРІ •

  • @akhtarhusain7807
    @akhtarhusain7807 4 місяці тому +1

    Pasliyon me bhi koi Naiza chubhana Mere chhote Bhai pa kisi ki Nazar na Lage wah wah Bul

  • @qazisyedshanawaznaqvi7994
    @qazisyedshanawaznaqvi7994 5 місяців тому

    Mashallah mola salamat rakhen

  • @bilalhaider4656
    @bilalhaider4656 4 місяці тому

    سبحان الله جيو سلامات رو

  • @user-ok7er6np8v
    @user-ok7er6np8v 9 місяців тому

    Moula salamat rakhe shams Bhai ko

  • @sajjadraza8417
    @sajjadraza8417 Рік тому

    Mashallah mollA salmat rakhe

  • @qaisar1722
    @qaisar1722 Рік тому +1

    Masha Allah

  • @user-wg1qd8ow1m
    @user-wg1qd8ow1m 9 місяців тому +1

    Bhai maine shams tabrez ka pura Kalam likha hai pilse open 👇

  • @SyedBaqirAliRizvi
    @SyedBaqirAliRizvi Рік тому +1

    Mashallah mola salamat rakhay ❤❤❤

  • @zainnaqvi7224
    @zainnaqvi7224 Рік тому

    Mashallah shams Bhai mola slamat rakhe

  • @walidpurazadarinetwork
    @walidpurazadarinetwork Рік тому

    Subhan allah ❤❤❤❤❤❤

  • @aarzoonaqvi7597
    @aarzoonaqvi7597 Рік тому

    Mashaallah!!!!

  • @syedhusainakbar8917
    @syedhusainakbar8917 Рік тому

    Mashaalla ❤❤

  • @qasimhaider1507
    @qasimhaider1507 Рік тому

    Salamat rahein🙌🏻

  • @user-wg1qd8ow1m
    @user-wg1qd8ow1m 9 місяців тому +3

    touta neza
    ae Kalam sabro shujat ke masail likh de
    main Teri fikra ka har waqt hu Kayal likh de main bhikhari hun Tera main Tera saell likh de yani tute hue neze ke fazail likh de
    Jung vo likh Jo kisi Daur mein bhi ki Na gai woh shujaat ke Jo maktal mein bhi dekhi Na gai Safai fikra mein hai Haider karrar ka war warak e zikr me hai Jafar e taiyar ka war yani maloom hai Hamza se Jigar dar ka war Jo Suja sabse bada tha usi jarrar ka war mujhko Batla de Jara Shahar ke alamdar ka war
    hasraton yaad se makhtal mein bahattar ka tawaf qasimo auno Mohammad Ali akhbar ka tawaf kabhi zainab kabhi Abid kabhi Asgar ka tawafh raat bhar Karta Raha khema e sarwar ka tawafh subah aaie hai to mhefuzh imamat dekhi bus humne tute hue neze mein kayamat
    dekhi
    sari talwaron per hoti hai kayadat iski
    yah Jahan hota hai hoti hai hukumat iski
    Sabra bhi gezo gazabh bhi hai aalamat iski ek hi beat me samjhaou qaramat. iski majiza neza e abbas ka sarmaya hai
    iski tazim ko Musa ka aasa aaya hai
    dil e haider ki bhi karta tha tilawat neza
    padhraha tha yade abbas ki aayat neza
    surah e Sabr ki Karta tha tilawat Nazar ek kayamat tha Qayamat tha kayamat Neza jisne toda tha usi shehre jari se poochho iski raftar Husain ibne Ali se poochho
    khema e aehle haram tha masiha Neza
    subah ashur tha Zainab ka Bharosa neza kya bataun main tumhen kya hai jari ka Neza hoga Rajat mein yah maloom hai kya Neza nahar per iska Kahan ja Ho Hashm dekha hai tumne neza nahin dekha hai Alam dekha hai
    humne har safea rajaat me yahi dekha hai sath me neze ke touta huwa mashqiza hai.
    fir se Abbas ka Ek taq suwe dariya hai
    neher pe aake ye Ghazi se koi kheta hai
    hasrat e hamla e abbas ko taqat denge
    aaj shabbir hi neze ko ijazat denge
    gebh se aaigi phir neher koi pe koi awaz
    aaj ek sher hawao me karega parwazh
    istarha hoga Qayamat ke safar ka aaghz
    aake Shabir hi batlayenge neze ka yeh Raaz Rukh hawaon ka labe Neher se Mouda kyon tha maine khud nezae Abbas Ko toda kyon tha
    gaibh se aaenge Sahil pe rahenge maula Jung Zahara ke bhi katil se karenge maula nehar ki samth kuchh is tarah badhenge maula Al Kama per yahi gazi se kahenge maula Fatima zehra ka Armaan nikaalo Abbas tashnagi Aaj to neze ki bujha do Abbas
    us taraf gazjbh zameeno mein gade Hain katil daen aur baen mere jadh ke pade Hain katil meri Jeddah ke yahi sabse bade Hain katil vo Madine ki fasilon pe Khade Hain katil Dard Amma ka kuchh is tarah mitana abbas pasliyon mein bhi koi nezaa chhubhana abbas
    zulm sare hi inhe yad dilana Abbas inki chhat inki zameenon se Milana Abbas Yun duaon ka asar Aaj dikhana abbas inko kabron ke sakifa se uthana abbas who Saza katil e Mohsin ko sunai jaaye ghar mein zhara ke bhi abh Eid manaei jayegi
    inke rukhsaron pe ho aisa Tamacha abbas zakhm par zakhm Lage aur tarotaza Abbas inke kano ki Loh par bhi ho hamla Abbas fir se makhtal mein bahe khoon ka dariya abbas is tarah namo Nishan Inka mitaya jaaye Ghar jalaya hai to inko bhi jalaya jaaye
    parda e hushn e shujat ko uthao abbas
    lash kare sham ko mitti me milao abbas
    kabhi qasim kabhi akhbar ko sada do Abbas Hamla e hazrat e shabbir dikhao do Abbas zulm hojaie tere zulm se bebas abbas abh ke maqtal me sada aai ke bas abbas bas abbas

  • @m.raadilhusainofficial7101
    @m.raadilhusainofficial7101 Рік тому

    Mashallah

  • @khadimkhan5512
    @khadimkhan5512 Рік тому

    Mashallah