Mam mere pass Jo machine hai singer computer 7900 dx hai AP is pr b videos bana skty ho Kya please AP ki videos bht achi hoti hai asani se samjhy main a jati hai or machine change honey ki wajah se mushkil ho rai Meri machine ko use krne main AP kuch videos banyen beginner k liye
Usha Janome Stitch magic sewing machine on line price=17990/- Approx. Please see attached link for buying stitch magic sewing machine:- amzn.to/3ToKxch (affiliate link) Thanks for watching our video.
Dream stitch choti machine hai, sasti hai aur jyada heavy weight fabric ke liye thik nahi hai aur eski life bhi kam hai. Jabki stitch magic heavy machine hai sabhi kapdo ke liye achchhi hai aur life bhi jyada hai aur function bhi jyada hai aur kimat bhi jyada hai. Thanks for watching our video.
Ab to i think aapko kafi time ho gaya hoga is machine ko use karte, so please bataie ki agar ye kharab ho jae ya koi problem aati hai to hum ise khud theek kar sakte hai ya Hume technician bulwane padte h or charges kya hote hai
Usha Janome Stitch magic Automatic sewing ko yadi aap gharelu use ke liye kharid rahe ho to esme jyada problem nahi aati hai 4 se 5 year bina problem chal jati hai. Bahut jyada use karne pe eske internal parts gis jate hai tab stitching barik aane lag jati hai. Tab service person ko bula kar thik karana hota hai. service person ghar pe aakar thik karne ki 500/- karib fees leta hai aur jo parts lagate hai usaka charge alag se leta hai. Service person ko usha ke tool free No. 1800 1033 111 - India Customer Care se call kar sakte hai. Thanks for watching our video.
Machine pe front side me bane huye design ko SS pe ya bina SS pe rakh kar aap Pattern selector dial ko A TO L tak selection karke jo stitches karte hai unhen Built in stitches kahate hai. Usha stitches magic machine me "Built-in stitches" = 23 hai. And alag alag stitch length and stitch width change karke aur embroidery foot laga kar aap total maximum 57 stitch patterns bana sakte hai. Esliye es machine me usha company "Number of Stitch Functions" = 57 count karti hai. Es tarah usha wale bada chada kar batate hai. Thanks for watching our video.
Aapne bhut acche se samjhaya hai
Is video ki bhut need the
Aise pehle koi video ni h
Plz continue
Radhey Radhey ji
You are so welcome👍👍👍 💖💖💖
Bahut acha btaya aapne mam
Thank you so much 😀👍👍👍 💖💖💖
Bahoot accha
You're Most welcome 😊👍👍💖💖
Very good description
You are most welcome👍👍👍 💖💖💖
Can we use silk thread for embroidery???
Yes you can
Nice...👍
You are so welcome 👍👍👍 💖💖💖
Kya aap H pattern me jo orange color me h uski silai back side se dikha sakte hai?
Nice
You are so welcome 👍👍👍 💖💖💖
Mam mere pass Jo machine hai singer computer 7900 dx hai AP is pr b videos bana skty ho Kya please AP ki videos bht achi hoti hai asani se samjhy main a jati hai or machine change honey ki wajah se mushkil ho rai Meri machine ko use krne main AP kuch videos banyen beginner k liye
Is this a sewing Machine or embroidery machine???
Beautiful. Can you tell us the cost of this machine
Usha Janome Stitch magic sewing machine on line price=17990/- Approx.
Please see attached link for buying stitch magic sewing machine:- amzn.to/3ToKxch (affiliate link)
Thanks for watching our video.
Yeh our dream stitch me pharkh kya hai
Dream stitch choti machine hai, sasti hai aur jyada heavy weight fabric ke liye thik nahi hai aur eski life bhi kam hai.
Jabki stitch magic heavy machine hai sabhi kapdo ke liye achchhi hai aur life bhi jyada hai aur function bhi jyada hai aur kimat bhi jyada hai.
Thanks for watching our video.
Mam isse anchor nhi chal sakta hai kya mere pass stitch magic hai
Anchor thread chal sakta hai.
Thanks for watching our video.👍👍👍💖💖💖
@@ShreyaVlogsOfficialYT kaise chalaye
Kapda Kaun sa use Kiya hai aapne?
Cotton Fabrics use kiya hai.
Ab to i think aapko kafi time ho gaya hoga is machine ko use karte, so please bataie ki agar ye kharab ho jae ya koi problem aati hai to hum ise khud theek kar sakte hai ya Hume technician bulwane padte h or charges kya hote hai
Usha Janome Stitch magic Automatic sewing ko yadi aap gharelu use ke liye kharid rahe ho to esme jyada problem nahi aati hai 4 se 5 year bina problem chal jati hai. Bahut jyada use karne pe eske internal parts gis jate hai tab stitching barik aane lag jati hai. Tab service person ko bula kar thik karana hota hai. service person ghar pe aakar thik karne ki 500/- karib fees leta hai aur jo parts lagate hai usaka charge alag se leta hai. Service person ko usha ke tool free No. 1800 1033 111 - India Customer Care se call kar sakte hai.
Thanks for watching our video.
Thank you so much mam 💖
Price kitna hai
Online price 19599/-
amazon se kharidne ke liye link :- amzn.to/3tpTSZC
Thanks for watching our video.
Bird design kisiko nahi aata hain kya koi nahi bata nahi paara
plz price 🙏🙏🙏🙏
Online price 18000/- (approx )
Please see attached link for buy online:- amzn.to/3eh3lat
Thanks for watching our video.
Sab 57 stitches kaha par hai Usha wale galat bata rahe hai
Machine pe front side me bane huye design ko SS pe ya bina SS pe rakh kar aap Pattern selector dial ko A TO L tak selection karke jo stitches karte hai unhen Built in stitches kahate hai.
Usha stitches magic machine me "Built-in stitches" = 23 hai.
And alag alag stitch length and stitch width change karke aur embroidery foot laga kar aap total maximum 57 stitch patterns bana sakte hai.
Esliye es machine me usha company "Number of Stitch Functions" = 57 count karti hai.
Es tarah usha wale bada chada kar batate hai.
Thanks for watching our video.
@@ShreyaVlogsOfficialYT ya they r fooling ppl 🤷🏼♀️🤪
57 stitch functions hai