Zainab s.a Kay Dono Pyaray - Hassan Ali - 2023 - Aun o Muhammad | New Muharram 1445 Noha

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 20 лип 2023
  • Zainab s.a Kay Dono Pyaray - Hassan Ali - 2023 | New Muharram 1445 Noha
    #muharram #azadari #karbala #yahussain #muharram #yahussain #new #noha
    In Karbala, all the mothers sacrificed their children on Imam Hussain a.s. From those mothers, there was also Shehzadi Zainab s.a who sacrificed her both sons Aun o Muhammad a.s on her brother Imam Hussain a.s in the battle of Karbala.
    We dedicate this Noha to those two SHEHZADAY of BIBI ZAINAB s.a!
    Audio Credits
    Noha: ZAINAB s.a KAY DONO PYARAY
    Recited and Composed By: Hassan Ali
    Poet: Mazhar Abidi
    Audio Engineering: Tirmah Zaidi
    Audio Recorded: HAF Studio' USA
    Video Credits
    DOP: Seam Maksud
    Editing: Sunrise Studio (SRS)
    Creatives: Qasim Zaidi
    ____________________________________________
    NOHA LYRICS
    Pohanchy neher kinary Zainab s.a kay dono pyaary,
    Ik dusray ko dono karty thay yeh ishaary
    1- Main Dekhun maisara ko tm maimana sambhalo
    Main in ko cheer daalun tm un ko cheer daalo
    Dikhlaye din mein taary Zainub s.a kay dono pyaray
    2- Maah-o Hasham Ali a.s ka dono main dekh raha tha,
    Yeh shair hain Ali kay chehron pay he likha tha,
    Maqtal jinhein pukary Zainab kay dono pyaray
    3- Keh-re Khuda woh ban kar tootay sita garon par,
    Yaad aai shaamiyon ko sifeen or Khyber,
    Thay maut kay ishaary Zainab kay dono pyaray
    4- Urtay thay sir hawa mein ik shor tha fizza mein,
    Kuch farq hee nahi tha talwar or fizza mein,
    Dikhla gaye nazary Zainab s.a kay dono pyaray
    5- Dekha Shah-e huda nay Abbas-e bawafa nay,
    Jannat say yeh sada Dee khud shah-e la-Fatah nay,
    Yeh fakhar hain hamary Zainab kay dono pyaray
    6- Qabzay mein alqama hai sookha hua gala hai
    Pyaasy hee laut aaye maa nay yehi kaha hai,
    Tashna labi kay maary Zainab kay dono pyaray
    7- Charon Taraf Say Hamla Aada Nay Jab Kiya Tha,
    Teeron Say Un Ko Chalni Maqtal Mein Kar Diya Tha,
    Bay-Sir Huay Becharay
    8- Mola Ko Di Sadayein Laashay Uthany Aayein
    Shah-e Zaman Jo Pohanchay Lene Lagay Balayein,
    Sadqay Huay Hamaray
    9- Noha Hassan parho to us waqt yeh bhi socho,
    Bakhshish kee fikar kya ho ab mazhar abidi ko,
    Bakhshish kay hain sahary Zainab kay dono pyaray
    ____________________________________________
    FOLLOW US!
    Subscribe Us On UA-cam: / itshassanali
    Like Us On Facebook: / itshassanali
    Tweet Us On Twitter: itshassan_ali
    Follow Us On Instagram: / itshassan.ali
    Add Us On Snapchat: www/snapchat.com/add/itshassan.ali
    We're also available on TikTok Now
    www.tiktok.com/itshassan.ali

КОМЕНТАРІ • 18