Kale Chane Ke Kabab Recipe | Black chickpea kabab Recipe | healthy & tasty |kabab Recipe | Veg Kabab

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 16 жов 2024
  • Kale Chane ke Kabab Recipe.
    #Kalachanakabab #kabab #Rehana'skitchenjaipur #viral #food #tranding #recipe #indianrecipe #delicious #cooking #vegkabab #kabab
    ingredients
    1.Kala chana - 150 g
    2.oil - fry karne ke liye
    3.pyaaz - 2 ( 1 boil Karne ke liye 1 filling ke liye)
    4.Hari mirch - 1
    5.adrak lehsun paste - 1 tbsp
    6.Lal mirch powder - 1tsp
    7.sukhee Lal mirch - 3-4
    8.amchoor powder - 1 tsp
    9.namak - 1 tbsp (half tbsp chana boil ke liye, 10.half tbsp filling ke liye)
    11.buna chana powder - 2 tbsp
    12.ghee - half tbsp
    13.Kali mirch - half tsp
    making
    sabse pehle Kale chane ko 6-7 ghante ke liye bhigo denge chane ke bheegi Jane ke baad ise ek cooker me Dalkar isme pyaaz, adrak lehsun ka paste or namak Dalkar tej aanch par 4-5 seeti lenge taki chana soft ho jaye chane ke soft ho jaye ke baad ise thanda hone liye rakh denge chane ke thanda ho Jane ke baad ise mix Jar me dalenge sath hi isme sukhi Lal mirch Dalkar iska barik paste bana kar tayyar kar lenge ab chane ke paste ko ek pot me nikal kar isme pyaaz, hari mirch, bhuna chana powder or sabhi powder masale, namak, ghee ko dalkar achche se mix kar lena ab hatheli par thoda oil ko rub Kar lenge ab thoda sa paste ko lekar iske kabab bana kar tayyar kar lena hai ab tave par thoda oil dalkar ise garam kar lenge ab garam oil me kabab ko ulta pulat karke golden colour aane tak fry kar lena hai kale chane ke kabab bankar tayyar hai aap ise garma garam green chutney ke sath sarv kar sakte hai.

КОМЕНТАРІ • 5