पूस की रात - Poos ki Raat | Hindi Kahani | Moral Stories | Hindi Kahani | Munsi Premchand Stories

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 20 вер 2024
  • Neend app install karne ke liye : bit.ly/3GsH747
    पूस की रातें जरा ज्यादा ठंडी होती हैं, ऐसे ही एक ठंड भरी रात में एक किसान अपने खेतों की रखवाली करने के लिए जाता है। सर्दी में निंदिया रानी उसे अपनी तरफ बुला रही है और सर्दी है कि सोने नहीं देती है। यह भी डर है कि अगर सो गया तो जंगली जानवर उसका खेत चर जाएंगे। उन जानवरों से खेतों को बचाने के लिए ही तो वह यहां आया है। उस के साथ उसका अपना प्यारा कुत्ता भी है सर्दी कम करने के लिए दोनों ही एक दूसरे से सटे लेटे हुए हैं। पूस की उस रात को और क्या होता है जानेंगे आज की कहानी में और धीरे धीरे आप नींद के समावेश में उतरते जायेंगे।
    On cold winter nights, when the chill is a bit too much, a farmer goes to guard his fields. The Queen Sleep of winter is calling him towards herself and the cold is not allowing him to sleep. There is also the fear that if he falls asleep, wild animals will graze his fields. It is to protect the fields from these animals that he has come here. Along with him is his beloved dog, both snuggled together to ward off the cold. What happens on that winter night? Let's find out in today's story, as you slowly drift into the embrace of sleep.
    Poos ki raatein zara zyada thandi hoti hain, aise hi ek thand bhari raat mein ek kisaan apne kheton ki rakhwali karne ke liye jaata hai. Sardi mein Nindiya Rani use apni taraf bula rahi hai aur sardi hai ki sone nahi deti hai. Yeh bhi dar hai ki agar so gaya to jangli janwar uska khet char jayenge. Un janwaron se kheton ko bachane ke liye hi to woh yahan aaya hai. Uske saath uska apna pyaara kutta bhi hai, dono hi ek doosre se sate lete huye hain. Poos ki us raat ko aur kya hota hai jaanenge aaj ki kahani mein aur dheere dheere aap neend ke samavesh mein utarte jaayenge.
    पूस की रात | Poos ki Raat | Hindi Kahani | Moral Stories | Bedtime Stories | Hindi Kahaniya | पूस की रात | Poos ki Raat | Munshi Premchand | Moral Stories | Bedtime Stories | Hindi Kahaniya

КОМЕНТАРІ • 29