Study Plan aur Preparation Aapne apna daily study schedule kaise banaya tha? Aap kitne ghante padhte the aur time management kaise karte the? Kya SSC JE ki preparation ke liye 1 saal kaafi hai? 2. Subject-wise Guidance Kaunse subjects ko priority deni chahiye aur har subject ke liye kitna time dena chahiye? Aapne theory aur numerical subjects ko kaise tackle kiya? Technical subjects jaise Building Materials, RCC, aur Soil Mechanics ko samajhne ke liye aapka kya strategy tha? 3. Resources aur Books Kaunsi books ya study materials sabse zyada helpful lagi? Kya aapne online platforms, test series ya video lectures use kiye? Agar kiye to kaunse? Coaching lena better hai ya self-study? 4. Practice aur Mock Tests Mock tests kitne important hain aur aapne kitne attempt kiye? Mock test ke performance ko analyze kar ke improve karne ka process kya tha? 5. Exam Strategy Aapne exam mein time management kaise kiya? Technical aur non-technical (General Awareness aur Reasoning) sections ko attempt karne ka approach kya tha? Negative marking se bachne ke liye kya tips hain? 6. Training aur Job Role Selection ke baad training ka process kya hota hai? CPWD mein Junior Engineer ka daily work kya hota hai? Work environment aur growth opportunities kaise hain? 7. Motivation aur Challenges Preparation ke dauraan aapko kaunse challenges face karne pade aur unhe kaise overcome kiya? Aapne apne aapko motivated kaise rakha? 8. Miscellaneous Kya koi underrated topics ya concepts hain jo exam mein frequently pooche jaate hain? Preparation ke dauraan common mistakes jo avoid karni chahiye, wo kya hain? Consistency banaye rakhne aur burnout se bachne ke liye aapka kya mantra tha?
Ques puche ka reason ek aadmi ne meri bezzati krdi thi ki tere bs ki nhi h govt job.Sir ji mai abhi 12th me hu is bar feb me paper hai board ka Fir khtm hone ke bad july me diploma krunga civil engineering se fir tyari start krdu to collge khtm hone ke baad 1st atttempt me ssc je cpwd nikal skta hai na ❤
Hi dear , can you suggest the the exact crisp content or resources that one can cover for extra leverage after the completion of the core syllabus for any JE exam.
Bhaiya mai diploma final year mai hu aapse ek batt puchhni thi ssc je technical to English mai solve kar dunga bat non technical ko hindi mai question diya rahega🙏✍️✍️
Hii sir, nice session. Jaisa ki apne bataya zone allotment me reservation nahi rahega to sc candidates ko north zone mil pata hai, ya sabko East hi jana padata hai ?
Mai diploma in instrumentation and control engineering aligarh Muslim University se pass kiya hu aur University ne mujhe equivalent certificate of electrical engineering bhi provide kiya h to kya mai SSC JE electrical ke liye eligible hu....
Bhaiya mera abhi 2nd year b-tech ka chal raha hai Agar mai rrb je ya ssc je me select ho jata hu to kya mujhe 2 year ka study leave mil sakta hai kya???
Sir before correction 309.6 and after correction 321.6..ST category...BRO/MES me kounsa department mil sakta hai ...abhi ST category vacancy increased hui naa...uss hisab se...
Bhayia, mujhe queries h aapse....kya SSC JE ko 7th sem se bhar sakte h ya 8th sem se as a btech students. Me ek electrical se hu. To SSC JE electrical 2025 July ke aayega then my 7th sem start hoga aur mera final degree mere Pass 2026 july -august me mere pass hogi. Meri preparation bhi theek thaak h abhi. To abhi me kya karu. SSC JE 2025 ko Target Karu ya elegible nhi h . Ya fir 2026 SSC JE ko Target Karu. Please Bhayia suggest me.❤❤
Sir abhi 354 marks ban rahe ha OBC category se and 8 objection Q mein se 5 sahi h atleast 20 marks increase homa chahiye final m kya sir cwc mil jayega?
Colour blindness allowed rhega na cpwd department me due to reasons mujhe bhi colour blindness h aur mera target only and only cpwd hi hai cahahe jo hoajye mujhe pahuchn hai Ha aur ek bat Joining ho jane ke bad kya department koi medical karata h kya ...
Bhai before correction 342 bn rhe hai or After correction 358 ho sakte hai agar wrong answer ko shi kar deti hai to Category UR, btech Konsa department mil sakta haj?
"Use code DAHIYA to get 12% Instant Discount, UMEED KI KIRAN SALE SALE
Get Pass Pro 🔴 @395 🔴 - link.testbook.com/OoP2rdDhEOb
Bhai aapki videos exam k liye bahut motivate aur help karti hai
Thank you bhai
@@Civilclips
Bhai क्यों पैसा खराब कर रहे है। 50% तो UA-cam ले लेगा इनमें से। वैसे भी रिप्लाई तो कर ही देता हु सबका । 🙏
Most lovely parts... Savidhan ke pratii aapke sapathh 😁😁😁😁😁
😂😂
Study Plan aur Preparation
Aapne apna daily study schedule kaise banaya tha?
Aap kitne ghante padhte the aur time management kaise karte the?
Kya SSC JE ki preparation ke liye 1 saal kaafi hai?
2. Subject-wise Guidance
Kaunse subjects ko priority deni chahiye aur har subject ke liye kitna time dena chahiye?
Aapne theory aur numerical subjects ko kaise tackle kiya?
Technical subjects jaise Building Materials, RCC, aur Soil Mechanics ko samajhne ke liye aapka kya strategy tha?
3. Resources aur Books
Kaunsi books ya study materials sabse zyada helpful lagi?
Kya aapne online platforms, test series ya video lectures use kiye? Agar kiye to kaunse?
Coaching lena better hai ya self-study?
4. Practice aur Mock Tests
Mock tests kitne important hain aur aapne kitne attempt kiye?
Mock test ke performance ko analyze kar ke improve karne ka process kya tha?
5. Exam Strategy
Aapne exam mein time management kaise kiya?
Technical aur non-technical (General Awareness aur Reasoning) sections ko attempt karne ka approach kya tha?
Negative marking se bachne ke liye kya tips hain?
6. Training aur Job Role
Selection ke baad training ka process kya hota hai?
CPWD mein Junior Engineer ka daily work kya hota hai?
Work environment aur growth opportunities kaise hain?
7. Motivation aur Challenges
Preparation ke dauraan aapko kaunse challenges face karne pade aur unhe kaise overcome kiya?
Aapne apne aapko motivated kaise rakha?
8. Miscellaneous
Kya koi underrated topics ya concepts hain jo exam mein frequently pooche jaate hain?
Preparation ke dauraan common mistakes jo avoid karni chahiye, wo kya hain?
Consistency banaye rakhne aur burnout se bachne ke liye aapka kya mantra tha?
Ok nice ideas 💡
Will try to make
@@harsh.dahiya kab tak aa jayega video .....
Sir dv ke liye semester wise result bhi dena hota hai kya? Mere college me to sirf diploma certificate, aur diploma marksheet final wali mili thi
Koi problem nahi
Jab college se hi nhi mila.
Vese check krte hai , lekin nhi hai to reason bta dena .
@harsh.dahiya sir check karke batana, thankyou so much sir
Kis college se ho
Sir mera ews certificate November me bna hai is year dv me reject ho jayenge kya? Pls reply
Chal jaiga yhi
thank u bhaiya
aapke video se bahut help milta h🙏🙏
Welcome
Ques puche ka reason ek aadmi ne meri bezzati krdi thi ki tere bs ki nhi h govt job.Sir ji mai abhi 12th me hu is bar feb me paper hai board ka
Fir khtm hone ke bad july me diploma krunga civil engineering se fir tyari start krdu to collge khtm hone ke baad 1st atttempt me ssc je cpwd nikal skta hai na ❤
Bilkul nikal sakte ho
Ache se Preparation krna
Ho jaiga clear
@@harsh.dahiyathanku bhaiya ❤❤
Hi dear , can you suggest the the exact crisp content or resources that one can cover for extra leverage after the completion of the core syllabus for any JE exam.
Usi ko repeat krte rho
Best rhega
Extra me ese and gate pyq kar sakte ho .
Thank you sir
Welcome
Dusre department se ssc je me jane
Par resign kis samay dena padega dv ke time ya joining ke time?
DV ke time
🥲
@harsh.dahiya dv ke kitne din baad joining hoti hai?
Dv ke baad bhi bahar krta hai kya?
@@satamkuhiraj9537 ha agar koi document shi nhi hai to joining late kar dete hai
?
Bhaiya mai diploma final year mai hu aapse ek batt puchhni thi ssc je technical to English mai solve kar dunga bat non technical ko hindi mai question diya rahega🙏✍️✍️
हां हम क्वेश्चन की लैंग्वेज चेंज कर सकते हैं
English to Hindi Option milega sbhi question ke liye
Sir production engineering branch walo ko equivalence certificate dena padta hai kya??
Ha dena pdega
❤
@@deekshachoudhary5552 ❤️🙏
last ke 15 students ko kya nahi milta hai job or choosed region
Choose region nhi mil pata.
Result aa gya to job to milni hi hai.
@@harsh.dahiya oo tnq bhaiya
Sir cpwd mai selection hona ka bad agar app north region sa ho toh apka joining South region mai bhi ho skta hai kiya ?
Nhi ,
Jab tak je rhege only North me rhege.
AE bnne ke bad all India ho jata but dusre region me kam hi jate hai .
310 marks b.tech civil sc category koi bhi department mil skta h sir??? Please bta dijiye
BRO 100%
@amitnegi8627 thanks bhai
Hii sir, nice session.
Jaisa ki apne bataya zone allotment me reservation nahi rahega to sc candidates ko north zone mil pata hai, ya sabko East hi jana padata hai ?
CPWD electrical me...
@@deepakyuraj5980 jinki last me rank hai .
Unko east ya south jha seat bachi hui ho vha jana pdega .
Kitna number hai apka or rank ?
Bhai ssc je leaves pr bhi ek video bnao
Ok bhai
result kab tak aa skta h ?????
Aa jaiga 1-2 din me
Harsh bhai vo zone alloted vali pdf mil sakti h kya
Telegram pe message kar do
Ya CPWD ki website pe search kar lo
HELP KIJIYE Sir Mera NCL 2022 ka wo chalega ??
. Or naya wala 23aug ka hai or critical 1aug diya hai ssc . Kya hoga iska
Chal jaiga
Affidavit bnwana pdega
Koi dikkat nahi hai
@@harsh.dahiya CPWD ke liye eye sight ki requirement kitni hai... Exact bata sakte ho app???
Aur Lasik allowed hai ya nahi
Please tell 🙏
@@harsh.dahiya affidavit me kya likhwana hoga sir
@@समाचार-थ3झ chasme ke sath 6/6 .
No specific requirements for eye or medical .
Bus paper pass krdo bahut hai vo
@@adityarajluv2718 ki me pehle se obc ncl hu
Advocate apne aap bna dega ye.
Tumhe bus btana hai use kisliye chahiye.
Bhai ek video rank 700 se rank 8 tak ka journey par video banao jisse pahle attempt me top rank aa jaye
@@officialkabir.singh18 ok bhai
Time milega to bnata hu
Agar diploma me back lagi ho aur marksheet me passed with back likha ho to dv me bhr kr dete hai ya nahi??
Nhi
Sir Regional preference form or Attestation form fill up Computer typing ya phir Pen written karke send karna hota hai??
@@shankarkumardan8362 regional form hand written.
Attestation form type krke
@@harsh.dahiya Thankyou Sir❤️
Sir mes ke liye bhi bata dijiye pls
Ok kosis krte hai
Koi MES selected ke through pta krke bnate hai
Sir training ke duvran payment milta hai kya??
Ha
Mai diploma in instrumentation and control engineering aligarh Muslim University se pass kiya hu aur University ne mujhe equivalent certificate of electrical engineering bhi provide kiya h to kya mai SSC JE electrical ke liye eligible hu....
Exact aesa khuch notification me to nhi mila , But form bhar dena .
Accept ho jata hai equivalent certificate
@@harsh.dahiya ok
Thanks bro...
And MES and BRO process pe bhi vidio banaiye
@@hammadurrahman1546 ok will try
Bhai , jab training hoti 6 months ki oski accommodation, Training center mein hoti hai ya apne aap arrange karni hoti hai
@@Akshaykumar-yf8kv apne ap Krna hota h .
@@Akshaykumar-yf8kv khud
Bhaiya mera abhi 2nd year b-tech ka chal raha hai
Agar mai rrb je ya ssc je me select ho jata hu to kya mujhe 2 year ka study leave mil sakta hai kya???
@@avnishkumar3676 nhi milega
Padai chodni pdegi.
@@harsh.dahiya thik hai bhaiya dekhte hai aage kya hota hai
pahle exam clear karta hu 😊
Sir before correction 309.6 and after correction 321.6..ST category...BRO/MES me kounsa department mil sakta hai ...abhi ST category vacancy increased hui naa...uss hisab se...
Only BRO
Bhai ye pdf cpwd ki site pe kha milenge
Circular CPWD me
chaiye ho to telegram message kr dena
Sir aap cpwd me hi rahoge ya haryana pwd join karoge??
Abhi to cpwd me hi rhne ka decide kiya hai .
Bhayia, mujhe queries h aapse....kya SSC JE ko 7th sem se bhar sakte h ya 8th sem se as a btech students.
Me ek electrical se hu. To SSC JE electrical 2025 July ke aayega then my 7th sem start hoga aur mera final degree mere Pass 2026 july -august me mere pass hogi.
Meri preparation bhi theek thaak h abhi.
To abhi me kya karu. SSC JE 2025 ko Target Karu ya elegible nhi h .
Ya fir 2026 SSC JE ko Target Karu.
Please Bhayia suggest me.❤❤
Final semester result declared hona chaiye . Tabhi eligible hai for selection.
Experience ke liye kbhi bhi exam ko bhar sakte ho.
Sir 350 se 360 after correction me cwc mil skta hai... Please bata dijiye ?
UR diploma hai sir
@@kartikeypandey1471 without correction 340 + hai to hi khuch chance hai
@harsh.dahiya 340 hai sir without correction
Sir 2024 me mera 330 number hai sc catogary se electrical kya mujhe mes mil sakta hai please reply
No chance bro
@@VikasKumar-dk8jr nhi
Sir je tier 2 civil k result aa gya kya sir please bataiye sir
Abhi nhi aaya
Lekin agle Khuch din me aa sakta hai
@harsh.dahiya sir to डॉक्युमेंट्स वेरिफिकेशन आया है मेल तो सिलेक्शन होगा या नहीं
@@chandrabhushanchandravansh8661 ye to 2023 ka hai
@@harsh.dahiya hn sorry sir post reference का मेल आया था
Sir आपके विडियोज से बहुत help मिलती h
Sir abhi 354 marks ban rahe ha OBC category se and 8 objection Q mein se 5 sahi h atleast 20 marks increase homa chahiye final m kya sir cwc mil jayega?
Rank kitna dikha raha tha
@s.r.k.211 rankmitra par 123 open rank
Cpwd
@@SurjeetSinghID CPWD bhi mil sakta hai tumhe
Civil engineering
Colour blindness allowed rhega na cpwd department me due to reasons mujhe bhi colour blindness h aur mera target only and only cpwd hi hai cahahe jo hoajye mujhe pahuchn hai
Ha aur ek bat
Joining ho jane ke bad kya department koi medical karata h kya ...
Colour blind allowed hai CPWD me.
Joining se pehle ho jata hai medical.
No need of medical after joining
@@harsh.dahiyaok bhaaiya 😊
Sir 344 without correction kaun sa department mil skta h obc category
MES CWC mil jaiga 100%
Bhai hpsc ae or hssc je kab tak aane ke chances hai ??
2025 CET form filling start
2026 CET exam
2027 CET result
2028 exam and result
Approximate ye timeline rah sakti hai
Home state direct mil skta hai??
@@hammadurrahman1546 ha mil jata hai cpwd me agar seat khali ho to
@@harsh.dahiya thanks
Sir Medical kis month me hua tha aur kaise ??? 😊
Ye CPWD Medical hi tha. Video topic khuch or hai.
Ise dekh lo
ua-cam.com/video/-AJqxgz-Iw0/v-deo.htmlsi=U4z-jBMaznclcM69
Sir cutoff ur ki?
@@ADITYAslr next week pta chl jaiga
340 obc without correction
16 badh sakte hai
Kya mil sakta hai
347 without correction obc kya mil skta h ????
MES CWC mil jaiga
@@harsh.dahiya thanks Bhai
Sir BRO ka process dalo
Ok will try
Sir please bro ka bhi banwaya aisa kuch bhi video nahi hai you tube me thanks for this video @@harsh.dahiya
Bhai Police verification process kb hota h ??
@@Manish-p5g vo apne aap hota rhta hai .
DV ke bad letter bhej dete hai PV ke liye.
Local police station pe depends krta hai aage ka Process.
Sir 359 bn rha h without correction.OBC category , CPWD milne ka kitna chance h
Bilkul milega
CPWD
Welcome to CPWD 🥳
Will Meet in delhi
@@harsh.dahiya Dil khush kr diye sir , bus result aajae , milte h phir
347.5(no correction) UR Btech, MES/CWC mil skta hai kya sir?
Ha mil jaiga
Cpwd
328 obc koi chanch hai after correction
Sorry muskil h
@@harshitgupta1979 bhai 335+ shyd bro jaygi
Nhi next exam ki tayari kro
@@AjayKumar-fx5gr Hann raw m ja sakta h baki kch kaha nhi ja sakta h bhai.....ab 100 MES se nikal liya h to bht difference create hoga cutoff m
Sir obc 338 without correction , only diploma kuchh milega ? 😢
CWC mil sakta hai
Bhai NTRO mein posting hamesha Delhi he rehti hai ya all over india hoti hai ?
Only Delhi me hi office hai
To yhi rhni chaiye
Me personally kisi ko nhi janta ntro wale ko so I may be wrong
Sir test series hindi mein bhi rahti hai
Yes ,
hindi me bhi hai
CWC result k kitne din bad joining krvata h
@@guruvachansingh813 Is sal to 2.5 mhine me krwa diya tha
Please bataiye
@@hammadurrahman1546 ok
Ssc je 2024 ka result kb tk aa skta h
@@AMITKUMAR-ns3kz next week
Sir mes je civ ke lie bhi ek video lao plzz
Ok will try
Bhai before correction 342 bn rhe hai or After correction 358 ho sakte hai agar wrong answer ko shi kar deti hai to
Category UR, btech
Konsa department mil sakta haj?
Cpwd
Sir aap diploma hai ya BTech???
BTech
Sir 350 after correction obc diploma CWC mil skta hai kya
Mil sakta hai
But very low chance hai
354aftrr correction before 342 agr experience ho tb mes mil skta h kya
2022 mes ki to 7 month me joining ho gyi thi meine apne senior se pta kiya
@@civilinsarmy is video me 2023 batch ki bat ho rhi hai .
Jinki nhi hui hai .
Agar diploma me back lagi ho aur marksheet me passed with back likha ho to dv me bhr kr dete hai ya nahi??
@@Darwaja-p8f nhi krege bahar.
passed hona chiye bus
Agar diploma me back lagi ho aur marksheet me passed with back likha ho to dv me bhr kr dete hai ya nahi??
@@Darwaja-p8f nhi
Nhi krege bahar
@@harsh.dahiya form fil kar sakte hai
@@harsh.dahiyaKarenge ya nhi karenge
@@SSC_JE__strategy nhi