Sir if father not giving consent due to divorce, child is with mother as per court order and no court case is pending at court, in that what condition should be written...while submitting annexure c whether we have to erase other conditions or we have to put tick mark for the appropriate condition. Pls clarify
Tatkal passport will be issued only for valid emergency reason, if you are staying abroad then passport officer can ask for your visa and passport copy also with annexure'C'
Sir mere ma,-papa dono india me h, aur mai minor hu, mujhse verification k time par annexure c and d dono fill karwaya tha tha, verification k time mere sath sirf meri mother thi, aur mujhe gmail pe notification aaya h ki mujhe again filled annexure c aur self attested copy of photo id of applicant's father speed post karna hoga, shayad annexure c fill krne me mujhse koi mistake ho gyi thi, kya aap ise fill krne me meri help kr skte ho
@@mhusainmaheta thanks, but us video me mere question k according answer nhi h, aur reply krne me aapne itni time lga di ki maine already Annexure C fill up krk send kr diya h
Bhai me saudi me reheta hu aur meri wife india me hai 18 months ki meri beti hai dono ka pasport banwana hai 8 november date hai mujhe kon kon se documents lagane hai aur plz help me
Apki wife ka koi ek I'd proof aur koi ek birth proof Apki beti ka Birth certificate aur Annexure'C' bharna hoga aur aap ke passport aur visa ki copy sath rakhni hogi.
Mere husband abroad hai aur wo consent nahi de skte legal reasons ki vajah se Aur passport office wale bol rhe hai ki main Annexure C nahi lga skti unka consent chaiye hi To isme kya ho skta hai..... C form lgege ya nhi
Jo document advisory hai tatkaal ki usme jo 7003 document hai woh kiska h ? Minor ka ya parent ka ? Please bataye
Father k pass passport hai
Aur mother k pass nhi hai tho kya kare
Nice one🎉
sir addres main konsa addres likhna hai india vala ya bahar vala ??
Sir if father not giving consent due to divorce, child is with mother as per court order and no court case is pending at court, in that what condition should be written...while submitting annexure c whether we have to erase other conditions or we have to put tick mark for the appropriate condition. Pls clarify
same my situation
You have to put tick mark for the appropriate condition only.
सर फादर विदेश में है तो उसके लिए ईद के तौर पर पासपोर्ट और वीजा की कॉपी और साथ में उसे सवाल पर टिक लगाना होगा कि यह प्रॉब्लम से हम यह फॉर्म भर रहे हैं
han
Bhai ye btao
Form filp kese krna hai
Mera mtalb Ye hai
Ki Computer se Blank area mai typ krna Hai
Ya Pen 🖊️ ki Madata se Likh sakte hai Bas ye bata do
Ha, ap plain paper pe isi format me likh k de sakte ho.
To fir sir Annexur c fill karte hai to fir Jo ek perents out of country rehte hai to uska koi bhi document nahi Lage ga na ?
Jo parent abroad he unka passport aur visa copy sath rakhna hoga.
@@mhusainmaheta aur agar parent k pass visa na ho …visa khatam ho Gaya ho aur bina visa k reh rahe ho toh Kya Kar sakte hain
shd we upload these doc in online before going to passport office
Yes, you can upload Address proof and birth proof through DG Locker while applying for passport.
Can I apply tatkal passport with annexure C as I am
Living abroad and wanted to apply for my daughter
Tatkal passport will be issued only for valid emergency reason, if you are staying abroad then passport officer can ask for your visa and passport copy also with annexure'C'
Sir m baby ki mother hu or uske father dubai m h m konsa annexure bharu or usme mother ya father kiski details bhari jayegi
Aapko Annexure'C' bharna hoga aur usme aapki detail fill karni hogi.
Bache k father k passport ki copy aur visa copy attach karni hogi.
@@mhusainmaheta kiske visa ki
Agar paper form bharte he to blue pen se bhare ya black pen se bhare?
Ham Annexure plain paper pe de sakte he. Koi bhi pen use kar sakte he.
@@mhusainmaheta thank u
Sir mere ma,-papa dono india me h, aur mai minor hu, mujhse verification k time par annexure c and d dono fill karwaya tha tha, verification k time mere sath sirf meri mother thi, aur mujhe gmail pe notification aaya h ki mujhe again filled annexure c aur self attested copy of photo id of applicant's father speed post karna hoga, shayad annexure c fill krne me mujhse koi mistake ho gyi thi, kya aap ise fill krne me meri help kr skte ho
Annexure 'C' kaise fill karna he uska pura process is video me dikhaya gaya he.
@@mhusainmaheta thanks, but us video me mere question k according answer nhi h, aur reply krne me aapne itni time lga di ki maine already Annexure C fill up krk send kr diya h
Small letter or block letter konsi letter me fill karun
Koi bhi letters me fill kar sakte he.
Do we need to do notray or attested for this form
No
Ye notrized bhi krwana hota??
Nahi, plain paper pe hi dena hota hai.
Sir agr ek parent ki death ho gyi ho tbb konsa annexure lgega
C
@@bali_g_officeal abb to Mera passport bhi aa gya sir , very late response
Bhai me saudi me reheta hu aur meri wife india me hai
18 months ki meri beti hai dono ka pasport banwana hai
8 november date hai mujhe kon kon se documents lagane hai aur plz help me
Apki wife ka koi ek I'd proof aur koi ek birth proof
Apki beti ka Birth certificate aur Annexure'C' bharna hoga aur aap ke passport aur visa ki copy sath rakhni hogi.
Keep it up bro...
Useful information 👍👍
Husband uae ma hai tho 2 option ma kiska naam hoga
Husband ka name aayega
Kush samj me nahi a Raha he D from samj me ata he c me konsi jagah child ka name likhana he or konsi jagah mother ka name likha he
Nxt form b bolo na it's really useful to me
Place men passport office ka address ya hamara address?
Place me hamara Village/city ka name aayega
Koun sa email par bhejna hai
Ye manually bhar k appointment letter k pichhe atteched karna hoga.
Jiska pasport ya voter ID card nhi ha o bass adhar card m apply kar sakta hai
Apko minimun 2 document dene honge,
ID Proof aur Birth proof to aapko adhar card k sath ek aur birth proof dena hoga e.g.Birth certificate, LC, Pancard
Hello g
Mother india me he or father uae...... to 2 month baby ka passport kese banaye .... mother ka passport Bana hua he ....wo bhi uae jaa kar aaye he
hamara bhi same problm hai
Aapko Annexure'C' bharna hoga aur documents me child ka birth certificate, parents passport copy aur father ki visa copy passport office jate samay sath rakhna hoga..
Father ki tarf se annexure c bharna pade ga ja mother ki aur se
Meri bhi same problem hai me Canada me hu aur Meri wife India me
@@suchayaar1547 annexure c seperate n divorcee k liye hai i think
Annexure C mai agar father bahar h to koi extra document bhi add krna hota h kya
Ha, apko father ki passport ki copy aur visa copy attach karni hogi.
aur ann exure c kiske dwara bhra jayega mtlb father name se ya mkther name se
Mere husband abroad hai aur wo consent nahi de skte legal reasons ki vajah se
Aur passport office wale bol rhe hai ki main Annexure C nahi lga skti unka consent chaiye hi
To isme kya ho skta hai..... C form lgege ya nhi
Aap unse Annexure 'D' sign karva ke mangva lijiye aur sath me unka passport copy and visa copy bhi rakhna.