SubhanAllah SubhanAllah. Ya ALLAH tere HABIB ke sadke aur hamare Peer O Murshid ke sadke ham sab ke Emaan ki hifazat farmaye aur Emaan par katema farmaye aur Kasrat se Durood aur Salaam padhne ki taufik ataa farmaye aur nekh amal karne ki taufik ataa farmaye aur dono jahan mai kamiyabi ataa farmaye. Aamin Aamin SubhanAllah SubhanAllah. Nara-e Takbir ALLAH HU AKBAR Nara-e Risalat YA RASOOL ALLAH Nara-e Haidari YA ALI YA ALI Nara-e Gaus YA GAUS YA GAUS KHAWAJA Ka Hindustan Zindabad Ishq Mohabbat Ishq Mohabbat AALA HAZRAT AALA HAZRAT Aulmaye Ahle Sunnat Zindabad Maslake Aala Hazrat Zindabad Basti Basti Qarya Qarya TajushShariah TajushShariah Ilm Ka Sagar Ilm Ka Darya TajushShariah TajushShariah Chaman Chaman Qali Qali Mujeeb Ali Mujeeb Ali RAB Ki Raza Haq Hai Sadha Mujeeb Raza Mujeeb Raza Aulmaye Ahle Sunnat Zindabad Maslake Aala Hazrat Zindabad
AllAh aap ko Aise Hi Deeni Khidmat krne me aur Islam Failane ke liye Aap Ko Aur Ham Sab Ko isme Zayada Se Hissa lene ki tofiq ata farmaye. . Aur Allah Apne mehboob ﷺ ke sadqe me Aap Ki Umar me Amal Me Ilm Me Khoob khoob barkat ata faemaye. Aameen Aameen Allahumma Aameen. Ya Rabbal Aalamenn.
G hazrat dadi katte ki namaz makruh tahreemi hoti hai yahi masala Fatawa bahrul uloom jild (1)Safah 444 کتاب الصلاۃ (nashir imam Ahmad raza accedmey braily Shareef ) Mai likha huwa hai
FatawaRazvia hissa 6 safa number 627 . Me dadhi Kate ki namaz makruh faramaya gaya hai Aur resham, ke kapade Aur sirf pajama pahanakar namaz padhne ke jaisa farmaya gaya hai. Aur resham ke kapde ya sirf pajama pahanakar namaz padhana makaruhe taharimi hai.
Hazrat ek masla tha inyat farmaye Jo pakki Ati hai jo har jaga milti hai dukono me jo Istenaja ke lie istemal hoti hai Uska jyeb me rakhane se kya namaz hogi hazrat inyat farmaye
Assalamualaikum o rahemat ulla hi o barkat hu Hazrat aur ek sawal tha hazrat Jo pakki ATI hai jo dikano me milti hai o Jeb me rakha kar namaz padne se hoti ya nahi hoti hazrat inyat farmaye hazrat
Aapka Ravvaya Bahut Shakht Hai, Bina Daari Waale Ki Bhi Namaz Hoti Hai Aur UsKe Piche Bhi Namaz Hoti Hai. Aap Yah Hadith Padhe Jisme Likha Hai Kisi Bhi Muslim Ke Piche Namaz Padh Sakte Hai. حَدَّثَنَا أَحْمَدُ بْنُ صَالِحٍ، حَدَّثَنَا ابْنُ وَهْبٍ، حَدَّثَنِي مُعَاوِيَةُ بْنُ صَالِحٍ، عَنِ الْعَلاَءِ بْنِ الْحَارِثِ، عَنْ مَكْحُولٍ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، قَالَ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم " الصَّلاَةُ الْمَكْتُوبَةُ وَاجِبَةٌ خَلْفَ كُلِّ مُسْلِمٍ بَرًّا كَانَ أَوْ فَاجِرًا وَإِنْ عَمِلَ الْكَبَائِرَ " (سنن أبي داود) Daari Rakhna Apne Aap Me Sunnat Hai, Wajib Nahi Hai. Historical Context Me Kuch Scholars Ne Wajib Likha Tha UsKi Vajah Fitna Tha Jo Ki Dabaana Wajib Hai, Na Ki Daari Ko Apne Aaap Me Wajib Banaaya Gaya Hai Yaani Us Zamaane Me Daari Rakhne Ka Riwaaz Tha To Sunnat Khatam Hone Ka Fitna Uth Sakta Tha, Per Aaj Ke Waqt Me Ye Haalat Nahi Hai. Aap Fitne Waali Baat Aaj Ke Waqt Ke Logo Per Laagu Nahi Kar Sakte Ho. Humaare Nabi (alaihi’s-salâm) Ne Daari Ko Wajib Nahi Kiya To Aap Kyun Kar Rahe Ho? Itna Shakht Ravvaya Daari Ko Lekar Ki Bina Daari Waale Ko Hudud Ki Category Me Laa Rahe Ho? Aapke Ravvaye Ko Follow Kare To Log Namaz Padhna Hi Chod Denge Ye Soch Kar Ke Qabul To Hogi Nahi. Aaap Waqt Ki Conditions Ka Bhi Ilm Rakhte Ho Ya Sirf Kitaabi Kidde Ho. Aap Aaj Ke Waqt Per Taarikhi Fatwa Laagu Nahi Kar Sakte Ho. Fatwe Me Waqt Ki Condition Saamil Hoti Hai Fatwa Apne Aap Me Explicit Nahi Hota Hai Aur Na Ek Jagah Ka Fatwa Dusri Jagaho Pe Lagaa Sakte Hai Aur Na Ek Waqt Ka Fatwa Dusre Waqt Per.
@@truthacceptor5997 Na Dekhe To Na Dekhe. Haqiqat Me Yah Ek Localized Fatwa Hai. Kisi Matn Me Ya Kisi Classical Texts Me Aesi Koyi Baat Mojud Nahi Hai. Yah Apni Reasoning Se Fatwa Diya Gaya Hai. Yah Ek Badi Muslim Aabadi Ko Din Ke Maamle Me Bedakhal KarNe Waala Fatwa Hai.
@@arifmohammad8830 Dhaadhi ko Sheikh E Muhaqiq Abdul Haqq Muhadis Dehlvi ne wajib likha hai aur Alahazrat ne bhi wajib likha hai. Aap isse itefaq rakhte hai ya nahi?
@@truthacceptor5997 Daari Asal Me Wajib Nahi Hai Balki Sunnat Hai. Haditho Me Saaf Lafzo Me Aaya Hai Ki Daari Rakhna Sunnat Hai. Early Madhhab Me Bhi Wajib Ka Fatwa Nahi Tha. Baad Ke Kuch Scholars Ne Dusri Baato Ke Mil Jaane Ki Vajah Se Dusri Wo Baate JinSe Bachna Zaruri Hai Usi Baat Ke Base Per Wajib Ka Fatwa Diya Hai Na Ki Daari Ki Asal Ka Yah Fatwa Hai.
@@truthacceptor5997 IsLiye Daari Ko Asal Me Wajib Nahi Kaha Jaa Sakta Hai. Na Ye Kaha Jaa Sakta Hai Ki Bina Daari Waale Ki Namaz Nahi Hoti Hai. Ye Hadd Se Badhna Hai.
Masalak e Ala Hazrat zameen sakeen hai aur there is no gravity pull on planet earth Imaam Jaffar sadiq alaiyhi salaam ka aqeeda zameen gardis karti hai aur science ne sabit kardia zameen gardis karti hai
حضور ایک سوال یے ،ہے کے علم دین ہر عاقل بالغ پر فرض ہے اب اسکی تفصیل کیا ہے کتنا علم دین فرض ہے تو اسمے وہ کیا کیا باتیں ہیں جسکا جاننا فرض ہے اور اگر کوئی نمازی علم دین نہیں سیکھا جتنا کے جاننا فرض تھا تو کیا ایسوں کی نماز ہوجائیگی
Hazrat Mera ek sawal hai mujhe 4 rakat namaj padhne mein 15 se 20 minut lagte Hain pahle mujhe maloomat nahin thi ki tasvir khinchne walon ke piche namaz nahin Hoti Fir mujhe maloom hua to maine akele namaj padhna laga ab mujhe 4 rakat padhne mein 15 se 20 minut Aisa kyon Ho Raha hai ma Tu bada pareshan ho is ka koi jawab de aap
دیکھیں اقامت میں جو الفاظ دو دو بار بولے جاتے ہیں اُنہیں دو دو بار ہی بولنا چاہیے لیکن اگر ایک ایک بار بھی بول دیے تو نماز بہر حال بالکل ہو جائے گی... نوٹ : نماز صرف سُنی امام کے پیچھے درست ہو گی...
Gawah ho jaoga agar dulha Dulhan iski gawah man le to or agar bolde ki sh fasik h nhi mante inki gawahi to fir nhi hoga Or ba sharah gawah h to ladhka ladhki mane ya na mane nikah ho jaiga ok
ہو سکتا ہے آپ کی تحقیق درست ہو، لیکن سوال پیدا ہوتا ہے کہ پھر داڑھی ہی کیوں، بہت سے کبائر گناہ ہیں جن کا مرتکب فاسق ہے، مثلاً زنا، سود خوری، لواطت، چوری وغیرہ، کیا ان گناہوں کا مرتکب بھی جب تک توبہ کر کے نماز نا ادا کرے، اس کی نماز واجب الاعادہ ہے،؟ اگر کوئی شرابی کہ جس کے پیٹ میں شراب موجود ہو، لیکن اس کا نشہ اتر چکا ہو جب تک شراب خوری سے توبہ نہ کر لے، اس کی نماز واجب الاعادہ ہوگی،؟ اگر رمضان المبارک میں کوئی جان بوجھ کر روزہ نا رکھے، کیا ایسا شخص اگر نماز پڑھے تو جب تک روزہ خوری سے توبہ نہ کرے، اس کی نماز واجب الاعادہ ہے،؟
@@araza3347 yeh koi jahilana sawal nahi hai yeh haq sawal hai. Islam me sirf dhari katwana haram nahi hai iske ilawa aur se kaam hai jo haram hai..like zina karna, chori karna, jhoot bolna yeh sab bhi haram hai.
@@nazidattari3192 aap log masle ko samjhe nhi aap pehle ye samajhiye ke fasiq aur fasiqe muallin mein kya farq hai fasiq ki namaz maqrooh hai fasiq e muallin ki namaz maqrooh e tahrimi hai please samajhne ki koshish Karen aur na samjhe to kisi sunni hanfi aalim se puche
مفتی نظام الدین صاحب کو آپ جانتے ہیں جو الجامعتہ اشرفیہ کے استاذ العلماء میں سے ہیں انہوں نے آپ کی اس بات آ اختلاف کیا ہے اور انہوں نے کہا ہے ایسی کوئی بات نہیں ہے کہ نماز دھرانا واجب ہوگا
Aur Allah apko acche alfaaz istemal karne ki Bhi taufeek farmaye..maulvi maulvi hote Kam ya zyada I'll wale ho sakte hai tucchhe lafz accha nhi h kisi ke liye aap istemal kare jabki aap khud ak alim hai.
Hazrat ka number kaise milega hazrat ne Jo kaha wo mere sath ho chuka hai is masle KO jab maine logo ko muqtadiyo KO bataya to mujhe masjid se hi hata diya gaya ye halat ho gayi hai kom ke kuch jahil logo ki
Beshak haq hai maslake alahazrat zindabad zindabad ulmaye ahle sunnat zindabad zindabad ❤️ basti basti qariya qariya tajushshariya tajushshariya
*Haq Sufi Saahab*
بہت خوب حضرت اللہ تعالیٰ آپکو عمر ے خضر کا صدقہ عطا فرمائے آمین ثم آمین
بہت بڑی مفتی صاحب حق بات کہی ہے اپنے۔ منے بحرِ شریعت میں پڑھا ہے۔ فاسق کی نماز لوٹنا واجب ہے۔
💚🤲🏻💕
بہارِ شریعت 💕💚🍓
💚
کہاں پڑھا کونسے صفحہ پر بتاؤ
Subuhanallah Sufi kalim hanafi sahab
Mufti Sufi kaleem hanafi razvi shab qibla zindabad maslak e ala hazrat zindabad zindabad zindabad zindabad zindabad zindabad zindabad zindabad
Allah mufti sahab ko salamt rakha aamin
🌹...Haq Baat Kahi Aap Ne Huzoor...🌹
Maslak e Aala Hazrat Jindabad
MashaAllah Kya jawaab diye hai hazrat 🌹🌹🌹🌺🌺💐🏵️
Maslak e Aala hazrat Zindabaad
ماشاءاللہ سبحان اللہ بہت خوب حق ہے اللہ تعالیٰ حضرت علامہ مفتی صوفی کلیم حنفی رضوی صاحب قبلہ کو اللہ تعالیٰ سلامت رکھے ان کی عمرلمبی فرمائیے آمین
Bhut khoob hazrat
Bohot khoob hazrat
Yahi masla sahi hai.
جزاک اللّہ خیرا
SubhanAllah SubhanAllah.
Ya ALLAH tere HABIB ke sadke aur hamare Peer O Murshid ke sadke ham sab ke Emaan ki hifazat farmaye aur Emaan par katema farmaye aur Kasrat se Durood aur Salaam padhne ki taufik ataa farmaye aur nekh amal karne ki taufik ataa farmaye aur dono jahan mai kamiyabi ataa farmaye. Aamin Aamin
SubhanAllah SubhanAllah.
Nara-e Takbir ALLAH HU AKBAR
Nara-e Risalat YA RASOOL ALLAH
Nara-e Haidari YA ALI YA ALI
Nara-e Gaus YA GAUS YA GAUS
KHAWAJA Ka Hindustan Zindabad
Ishq Mohabbat Ishq Mohabbat AALA HAZRAT AALA HAZRAT
Aulmaye Ahle Sunnat Zindabad
Maslake Aala Hazrat Zindabad
Basti Basti Qarya Qarya TajushShariah TajushShariah
Ilm Ka Sagar Ilm Ka Darya TajushShariah TajushShariah
Chaman Chaman Qali Qali Mujeeb Ali Mujeeb Ali
RAB Ki Raza Haq Hai Sadha Mujeeb Raza Mujeeb Raza
Aulmaye Ahle Sunnat Zindabad
Maslake Aala Hazrat Zindabad
Bohot behtareen jawab 💞💞💞 ...
Allah Aapke umr me barkat ata farmaye Aameen, 😍
Allah apki umer me barkat ata farmaye ameen
Beshak sahi boiye hazrat aap
سبحان الله سبحان الله بہت خوب بہترین👍💯 وضاحت فرمای
Ameen summa ameen
Bhot achey hazrat good answer
بیشک حق ہے
maashaallah subhanallah
allah paak hamrare ulmalo ke umar me barkat ata Farmaye aameen 🤲🏼😭😭
Mashallah mashallah bashak 💯👍🏻👑
Very good answer
AllAh aap ko Aise Hi Deeni Khidmat krne me aur Islam Failane ke liye Aap Ko Aur Ham Sab Ko isme Zayada Se Hissa lene ki tofiq ata farmaye. .
Aur Allah Apne mehboob ﷺ ke sadqe me Aap Ki Umar me Amal Me Ilm Me Khoob khoob barkat ata faemaye.
Aameen Aameen Allahumma Aameen.
Ya Rabbal Aalamenn.
Taleeb e Dua Aseer e Huzoor Tajushariya Alaihir Rahman Faqeer E Qadri Aftab Raza.
molvi tatheer ne to is masle ka rad kiya h
Bhut khub
Beshak haqu hai bahut khoob 🌹 Aameen 🌹
ماشاءاللہ سبحان الله بے شک حق فرمایا آپ نے
Masha Allah
Sahi hai. Hazrat pahle. Bhi mene yahi suna tha. Same masla. Huzoor.
Bahu khoob masha allah bahut umda jawab diya aap ne mufti sahab Allah aap salamat rakhkhe
Subhanallah mashaallh haq baat h 💖💖💖❤❤❤
माशा अल्लाह
Haq!!
Huzoor NRC aur CAB per bhi awam tak ek message dijiye awam ko kya karna hai kya nahi karna hai iske bare kuch muqtasar bayan dijiye
ماشاءالله
Subahan Allah
Amaan Allah Humma Ameen Ya Rabbal A'alameen
Masha Allah bahut khub allah aap ko salamat rakhe
Aap ko salamat rakhkhe
Be Shak sahi baat hai
Allah aapke umra mein barkat ata farma
G hazrat dadi katte ki namaz makruh tahreemi hoti hai yahi masala Fatawa bahrul uloom jild (1)Safah 444 کتاب الصلاۃ (nashir imam Ahmad raza accedmey braily Shareef ) Mai likha huwa hai
Allah paak hazrat ko hamesha salaamat rakhe
आमीन
Allah hamari namazo ko qbool makbool farmaye 🤲🤲🤲🤲ameen
Haq hai
آمین
Subhan Allah
Aameen
Laura
Muh me
SUBHAN ALLAH
Subhanallah
Beshaq haq haq
Aamin...
FatawaRazvia hissa 6 safa number 627 . Me dadhi Kate ki namaz makruh faramaya gaya hai Aur resham, ke kapade Aur sirf pajama pahanakar namaz padhne ke jaisa farmaya gaya hai. Aur resham ke kapde ya sirf pajama pahanakar namaz padhana makaruhe taharimi hai.
پاجاما پہن کر مکروہ 🤔
کیسے
بھایی ؟؟؟
@@zakirunnabi3700sirf pajama yani upr sine pr koi kapda na ho
wo makrooh hai (jabke pahanne ke liye kapda mojood bhi ho)
@@mubarakansari1712
Sir pajame se satar chhup jaye
Haq Haq Haq Haq Haq h
HAQ HAI HAQ HAI
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Hazrat ek masla tha inyat farmaye
Jo pakki Ati hai jo har jaga milti hai dukono me jo
Istenaja ke lie istemal hoti hai
Uska jyeb me rakhane se kya namaz hogi hazrat inyat farmaye
Assalamualaikum o rahemat ulla hi o barkat hu
Hazrat aur ek sawal tha hazrat
Jo pakki ATI hai jo dikano me milti hai o Jeb me rakha kar namaz padne se hoti ya nahi hoti hazrat inyat farmaye hazrat
Asalamualikum warahmatullahi wabarkatuhoo hazrat woh ek sawal hai ke back photo leke kaisa hai wahaab Inayat farmaye jazakallah
Aapka Ravvaya Bahut Shakht Hai, Bina Daari Waale Ki Bhi Namaz Hoti Hai Aur UsKe Piche Bhi Namaz Hoti Hai. Aap Yah Hadith Padhe Jisme Likha Hai Kisi Bhi Muslim Ke Piche Namaz Padh Sakte Hai. حَدَّثَنَا أَحْمَدُ بْنُ صَالِحٍ، حَدَّثَنَا ابْنُ وَهْبٍ، حَدَّثَنِي مُعَاوِيَةُ بْنُ صَالِحٍ، عَنِ الْعَلاَءِ بْنِ الْحَارِثِ، عَنْ مَكْحُولٍ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، قَالَ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم " الصَّلاَةُ الْمَكْتُوبَةُ وَاجِبَةٌ خَلْفَ كُلِّ مُسْلِمٍ بَرًّا كَانَ أَوْ فَاجِرًا وَإِنْ عَمِلَ الْكَبَائِرَ " (سنن أبي داود)
Daari Rakhna Apne Aap Me Sunnat Hai, Wajib Nahi Hai. Historical Context Me Kuch Scholars Ne Wajib Likha Tha UsKi Vajah Fitna Tha Jo Ki Dabaana Wajib Hai, Na Ki Daari Ko Apne Aaap Me Wajib Banaaya Gaya Hai Yaani Us Zamaane Me Daari Rakhne Ka Riwaaz Tha To Sunnat Khatam Hone Ka Fitna Uth Sakta Tha, Per Aaj Ke Waqt Me Ye Haalat Nahi Hai. Aap Fitne Waali Baat Aaj Ke Waqt Ke Logo Per Laagu Nahi Kar Sakte Ho. Humaare Nabi (alaihi’s-salâm) Ne Daari Ko Wajib Nahi Kiya To Aap Kyun Kar Rahe Ho? Itna Shakht Ravvaya Daari Ko Lekar Ki Bina Daari Waale Ko Hudud Ki Category Me Laa Rahe Ho?
Aapke Ravvaye Ko Follow Kare To Log Namaz Padhna Hi Chod Denge Ye Soch Kar Ke Qabul To Hogi Nahi. Aaap Waqt Ki Conditions Ka Bhi Ilm Rakhte Ho Ya Sirf Kitaabi Kidde Ho. Aap Aaj Ke Waqt Per Taarikhi Fatwa Laagu Nahi Kar Sakte Ho. Fatwe Me Waqt Ki Condition Saamil Hoti Hai Fatwa Apne Aap Me Explicit Nahi Hota Hai Aur Na Ek Jagah Ka Fatwa Dusri Jagaho Pe Lagaa Sakte Hai Aur Na Ek Waqt Ka Fatwa Dusre Waqt Per.
Aap mufti sahab se directly baat karen kyunki yahan aapka comment woh nahi dekhenge... Mufti sahab ka no.9820672770
@@truthacceptor5997 Na Dekhe To Na Dekhe. Haqiqat Me Yah Ek Localized Fatwa Hai. Kisi Matn Me Ya Kisi Classical Texts Me Aesi Koyi Baat Mojud Nahi Hai. Yah Apni Reasoning Se Fatwa Diya Gaya Hai. Yah Ek Badi Muslim Aabadi Ko Din Ke Maamle Me Bedakhal KarNe Waala Fatwa Hai.
@@arifmohammad8830 Dhaadhi ko Sheikh E Muhaqiq Abdul Haqq Muhadis Dehlvi ne wajib likha hai aur Alahazrat ne bhi wajib likha hai. Aap isse itefaq rakhte hai ya nahi?
@@truthacceptor5997 Daari Asal Me Wajib Nahi Hai Balki Sunnat Hai. Haditho Me Saaf Lafzo Me Aaya Hai Ki Daari Rakhna Sunnat Hai. Early Madhhab Me Bhi Wajib Ka Fatwa Nahi Tha. Baad Ke Kuch Scholars Ne Dusri Baato Ke Mil Jaane Ki Vajah Se Dusri Wo Baate JinSe Bachna Zaruri Hai Usi Baat Ke Base Per Wajib Ka Fatwa Diya Hai Na Ki Daari Ki Asal Ka Yah Fatwa Hai.
@@truthacceptor5997 IsLiye Daari Ko Asal Me Wajib Nahi Kaha Jaa Sakta Hai. Na Ye Kaha Jaa Sakta Hai Ki Bina Daari Waale Ki Namaz Nahi Hoti Hai. Ye Hadd Se Badhna Hai.
Ye Hai Sidha Jawab Itna pareshan Hone ki Zaroorat hi nahi hai
Hazrat par Kerala mein shafeē imam ki daadi bohat choti hoti hai
Mene ye to suna tha ki nmaz hoti h ya nmaz nhi hoti h aaj pta chala ki nmaz aadhi hoti h
maslake imam Azam channle
Ek be namazi jo wada kare ki kal se namaz padhunga aor aaj hi uski inteqal ho jaye to wo kis haal me mara
عالمگیری ، بہار شریعت یا شامی کی عبارت پیش کرتے تو بہت خوب ہوتا
فتاوٰی الرضویہ جلد 6 صفحہ نمبر 627 دیکھیں
Mufti sb Kya asharafia mubarakpur say puch saktey hai,jawab enayat frmaye
Masalak e Ala Hazrat zameen sakeen hai aur there is no gravity pull on planet earth
Imaam Jaffar sadiq alaiyhi salaam ka aqeeda zameen gardis karti hai aur science ne sabit kardia zameen gardis karti hai
galt h ye kufr h
سوال پوچھنے کا طریقہ کار کیا ہے، برائے کرم بتائیے گا
⚘⚘⚘⚘⚘⚘⚘
حضور ایک سوال یے ،ہے کے علم دین ہر عاقل بالغ پر فرض ہے
اب اسکی تفصیل کیا ہے کتنا علم دین فرض ہے تو اسمے وہ کیا کیا باتیں ہیں جسکا جاننا فرض ہے
اور اگر کوئی نمازی علم دین نہیں سیکھا جتنا کے جاننا فرض تھا تو کیا ایسوں کی نماز ہوجائیگی
Bahut achcha
Namaz Yaqinan Hojaegi Han Sawab me kami ke Sath ,Aur Iske liye Kaha Jata h Ke Wajib ul Iaada h.
namaz naqis hogi
Hazrat bahare shariyat kon se hisse me hai mujhse kisi ne poochcha hai
Daadhi Faraiz E Namaz me Hai Ya Sharait E Namaz me???
Hazrat
Hazrat Mera ek sawal hai mujhe 4 rakat namaj padhne mein 15 se 20 minut lagte Hain pahle mujhe maloomat nahin thi ki tasvir khinchne walon ke piche namaz nahin Hoti Fir mujhe maloom hua to maine akele namaj padhna laga ab mujhe 4 rakat padhne mein 15 se 20 minut Aisa kyon Ho Raha hai ma Tu bada pareshan ho is ka koi jawab de aap
ایک سوال:- ہے برائے مہربانی جواب دیں؟؟💥☀️
اقامت میں جو لفظ آزان کے بولے جاتے ہیں۔ تو کیا ایک ایکے بار بولنے سے نماز نہیں ہوگی؟؟؟💥☀️☀️💫✨
دیکھیں اقامت میں جو الفاظ دو دو بار بولے جاتے ہیں اُنہیں دو دو بار ہی بولنا چاہیے لیکن اگر ایک ایک بار بھی بول دیے تو نماز بہر حال بالکل ہو جائے گی...
نوٹ : نماز صرف سُنی امام کے پیچھے درست ہو گی...
Deen itna mushkil nahi he, dari ko me bhi zaruri samajta hu lekin Jamia Azhar walo ko bhi namaz lotani padegi?
Hum ko bhi sawal krna h kaise kare please 🙏🙏🏻 tell me
Tlp zindabad
Ek must se dhadhi kam ya jyada hona kaise wajib h kya y hadis s sabit h ?
Aaj kel SHIRK ziyada hai uss k baray mey bayan du
Kon kar rha h shirk ajj kal...
Hazrat Bina dadhi wale sakhs jo nikah me gawah bante hain to kya uske gawahi se nikah ho jata hai jawab inayet farmaye
Accha sawal he
Gawah nhi ho sakta hai
Gawah ho jaoga agar dulha Dulhan iski gawah man le to or agar bolde ki sh fasik h nhi mante inki gawahi to fir nhi hoga
Or ba sharah gawah h to ladhka ladhki mane ya na mane nikah ho jaiga ok
Nikah Ke Liye Sirf Muslim Hona Chahiye. Iske Alaawa Koyi Condition Nahi Hai.
@@arifmohammad8830 aur agr koi bad'deen gawah ho?
Hazrat agar,,,,,rukhsar,,par,Jo Baal aate hai usko kaate to namaz Hoti ya,phir Nahi,,,rahenumai farmaiye hazrat
جبڑے کے اوپر جو بال ہیں ان کو کٹوا سکتے ہیں
Hazrat humbistari ke baad aurat khana paka sakti hai kya
Sawal kahan kare
asslam alaikum. mere naam md usman raza khan hai hazart bina dadi wala azan ya salam padsakta hai ya nahi
Hum swal kaha puchh sakte hai..koi number mil sakta hai..humko bhut shakht jarurat hai..
Is Nombar paar WhatsApp zodo 9057585485
بہار شریعت میں کہاں ہے یہ مسئلہ
Hazrat. Hamko. Aapse. Bat. Karne. Hai
Kya gusal karna padega khana pakane se pahle
दाढ़ी और नमाज़ के ताल्लुक से हज़रत का कोनसा दूसरा बयान है
ہو سکتا ہے آپ کی تحقیق درست ہو، لیکن سوال پیدا ہوتا ہے کہ پھر داڑھی ہی کیوں، بہت سے کبائر گناہ ہیں جن کا مرتکب فاسق ہے، مثلاً زنا، سود خوری، لواطت، چوری وغیرہ، کیا ان گناہوں کا مرتکب بھی جب تک توبہ کر کے نماز نا ادا کرے، اس کی نماز واجب الاعادہ ہے،؟ اگر کوئی شرابی کہ جس کے پیٹ میں شراب موجود ہو، لیکن اس کا نشہ اتر چکا ہو جب تک شراب خوری سے توبہ نہ کر لے، اس کی نماز واجب الاعادہ ہوگی،؟ اگر رمضان المبارک میں کوئی جان بوجھ کر روزہ نا رکھے، کیا ایسا شخص اگر نماز پڑھے تو جب تک روزہ خوری سے توبہ نہ کرے، اس کی نماز واجب الاعادہ ہے،؟
😂😂😂😂😂😂
Kya jahilana Sawal h.
@@araza3347 yeh koi jahilana sawal nahi hai yeh haq sawal hai. Islam me sirf dhari katwana haram nahi hai iske ilawa aur se kaam hai jo haram hai..like zina karna, chori karna, jhoot bolna yeh sab bhi haram hai.
@@nazidattari3192 aap log masle ko samjhe nhi aap pehle ye samajhiye ke fasiq aur fasiqe muallin mein kya farq hai fasiq ki namaz maqrooh hai fasiq e muallin ki namaz maqrooh e tahrimi hai please samajhne ki koshish Karen aur na samjhe to kisi sunni hanfi aalim se puche
مفتی نظام الدین صاحب کو آپ جانتے ہیں جو الجامعتہ اشرفیہ کے استاذ العلماء میں سے ہیں
انہوں نے آپ کی اس بات آ اختلاف کیا ہے اور انہوں نے کہا ہے ایسی کوئی بات نہیں ہے کہ نماز دھرانا واجب ہوگا
FatawaRazvia hissa 6 safa number 627 dikhao apke mufti nijamuddin sahab ko.
Aur Allah apko acche alfaaz istemal karne ki Bhi taufeek farmaye..maulvi maulvi hote Kam ya zyada I'll wale ho sakte hai tucchhe lafz accha nhi h kisi ke liye aap istemal kare jabki aap khud ak alim hai.
Ji..agr ek aalim hi aalim ki izzat na karega toh kaun karega
Sahi farmaya
Kisi tuchche molvi ka..
🤗🤗🤣