Ji Ager dpc use nahi huaa hai to kya ploster se pahle waall par use kar sakte hai jaise ho bataye new wall par ploster se pahle selon kya liye kya use kare
Sir aap ka video achha laga but sir mera aap se ek request hai ki aap hum log go ke liye cheap price per sahi tarike se aapne Ghar ki total water proofing kayese karwaye aapne hee area mein aur Dr. fixit ka jo bhi product ata hai total water proofing karwaney mein jese ki pahela - footing tie beam and tie beam k upar mesonary wals and uss k upar DPC eha tak nirman hone k baad jo product lagwaya jata hai woh hai Dr. fixit k bitu fixed and 2nd URP 3rd pidifin 2k and 4th fast fleax and 5th is roof slabs ko kayese water proofing karwayte hai and septic tank and under ground water reserve ka total water proofing kayese karwaye aapne hee area ki paint pitty karney wala leber ko hire kar key phrases sir ess topic par pure details mein informative video bannaye according to use and testing and mixing ratio and kitna area covered karega yee sabhi pahelu pe gour farmieye sir aap ka jo series chal raha hai uss mein including kijiye please sir 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Sir need one advice suppose a contractor has constructed the wall(9 feet)without dpc what should be done to prevent further damage ? Should a group be cut along the wall and then the dpc should be done.
Use dr fixit lw+ during plastering Use dr fixit raincoat paint for preventing dampness Make sure not store water surrounding ..make proper drainage... If u can do the upper 3 point then you may prevent dampness
Sir 301 urp ka sath hum Dr fixit ka powder105 mix kar use kar sakta hai water proofing mai ? / Ya phir bitumen water proofing membrene bhe use ho sakta hai ?
Sir aapki video me plinth beem road level pr hai or dpc hight pr diya gya hai hai, But Mere ghr ka plinth beem road level se 3½ feet hight par hai, Maine Direct Beeam k uper Water Proofing kr dia kya ye shi h
Hello Sir... Mitti bharne se pehle plaster krke waterproofing krni chahiye ya nhi... Please suggest... Isse related koi video ho to uska link share kro.. Please..
sir mera plinth beam road se uper hain toh ab DPC dena jaruri hoga kya 1.5 ft baad . Baaki main plinth beam mein kon sa use karu Dr Fixit bitufix or Dr fixit urp+ cement
Apky samjhane k tarika crystal clear hai 🙏🙏🙏
DPC ki proper curing karne ke bad ham waterproofing chemical ka istemal karye ya turant hi kar sakte hain DPC karne ke dusre din please 🙏 reply
Bhai kaise krna chaiye agar tumhe ans pta chla ho?
Phele dpc ki curing karke dry kr lo fir waterproffing chemical 2 coats then aap brick work kara sakte h
Ji Ager dpc use nahi huaa hai to kya ploster se pahle waall par use kar sakte hai jaise ho bataye new wall par ploster se pahle selon kya liye kya use kare
Sir, 1:1,5 का पेस्ट कैसे बनाया जायेगा स्पष्ट बताए कि
कितने सीमेंट में कितना यूआरपी घोल रहेगा।
1 liter urp me 1'500 kg cement mix karo
Bitumen bhi use kre skte h kya
kya hum dpc pe bitumen k coating karne k bad ye chemical k coating kar sakte for extra protection?
Kya cost rehta iska?
Tile Adhesive mai 301waterproof mix kr sakte h
DPC dalne ke kitne din baad waterproofing karna chhiye hai
DPC hone k bad kitne din bad waterproofing krni chahiye
बहुत अछ्छि बात बाताये भाइ ऐक भाइ सिमेन्ट जो कोनसि प्रयोग करे ,,,OPC ya Pcc
Sir aap ka video achha laga but sir mera aap se ek request hai ki aap hum log go ke liye cheap price per sahi tarike se aapne Ghar ki total water proofing kayese karwaye aapne hee area mein aur Dr. fixit ka jo bhi product ata hai total water proofing karwaney mein jese ki pahela - footing tie beam and tie beam k upar mesonary wals and uss k upar DPC eha tak nirman hone k baad jo product lagwaya jata hai woh hai Dr. fixit k bitu fixed and 2nd URP 3rd pidifin 2k and 4th fast fleax and 5th is roof slabs ko kayese water proofing karwayte hai and septic tank and under ground water reserve ka total water proofing kayese karwaye aapne hee area ki paint pitty karney wala leber ko hire kar key phrases sir ess topic par pure details mein informative video bannaye according to use and testing and mixing ratio and kitna area covered karega yee sabhi pahelu pe gour farmieye sir aap ka jo series chal raha hai uss mein including kijiye please sir 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Sir jee, Agar water proofing karne ke bad ite ki chunai karega to fir ite ki chunai aur water proofing ke bich ka pakad kamjor nahi hoga?
after plinth there is no wall, should we still do dpc on plinth beam? or no use since plinth is coming in contact of soil from back filling?
No need for dpc if there is no wall
Sabse best preserve super plus / preserve xr better h
Sir plint ke upar direct isko use karne se chalega kya ?
पेस्ट बनाने का तरीका क्या है
Kya foundation ke niche wali deewar ke bahar or Andar Waterproofing treatment kar sakte hai?
Sir when dr fixit bitumix is available, why you are using this product ?
Ky hum issko ghar k outer wall mai laga kr plaster karsaktey hai ky (outer wall k colour ko rainy season mai bachane k liye).
Isko repair mortar me use kar sakte ho bond coat ke Tara uske bad repair mortar apply karna he
AAC block k video banao
Sir New wall me v koi waterproof chemical use karna jaruri hi kya, agar ha to kya
Sir Maine footing concrete kar ke brick work Kiya uske baad road level tak beam casting Kiya hai uske upper Dr fixt laga sakte hai kya please bataye
sir Dr bitufix se d.p.c kar sakte hai ya nahi
Dpc ground floor pe to kardiya kya first floor aur roof pe bhi karna chahiye kya
Sir agar stone ka chantar ho to na kare to chalegana...?
column wala ghar nahi hai kya
Column vala hi he lekin plinth Tak stone masonry he..kyuki stone old home se nikle the..
Jo normal cement hota hai usi ke saat paste banana ye
Sir captain rust gard tmt kemon ata neya akta video korun Please
Water purifier karne ke bad kya water cyoring kar sakte hai ,
Water purifier karne ke bad water 💦 andar nahi jayega to dpc majbut kaise hogi?
Sir mobile se plan kese banaye
Mobile se to bas nainital ka plan banta h ..
Bhaisab .. Mobile se plan jb bnege tb architect ki padai bnd ho jayegi
@@yogeshparashar7175 😂
Ratio ke bareme thikse bataya nahi sir ne ..... mixing ratio kaise le ?
@@mohdshaan2211 😜
Kiya isko ham ghar ke upar wale floor me bathroom me tail se pahle laga sakte hain
Cement mei mix Krna hai kya
थोड़ा शॉर्ट में वीडियो बनाया करो भाई
Mere Ghar ke charo taraf ka wall 🧱 5" ka hai to ise Pani se bachane ke liye kya krna hoga .... Ki Diwali rise nhi ....
Kya isko naye slab me uper se coat ker sakte dusre din dhalai k
Hello sir dpc main mabrain shéet ka use kar sakte hai??
Kya usko honeycomb pe use kar sakte he
Sir 1.15 ration me kya hae 1 cement hae ya urp??
Hello sir, can we apply elephant rubber shield on dpc?
Kya chemical kee jagah waterproof cement use kr sakte he??
Paste me pani b dalenge
Sir Dhalay karke chore hi kya ab de sakte hi
Agar Wall ban chuki ho our plaster se pahle urp coating kre to kya sahi rhega?
thank u for translate in English pl continue
Look like u add water with mixture, when we add 1 kg cement with 2 litre urp 301 it is sticky, but your solution is liquid
dpc ke bd kitne din ke bad kare....dr fixit
Sir dpc/plinth beam dalai hone ke kitne din bad waterproof paint apply kre
Sir need one advice suppose a contractor has constructed the wall(9 feet)without dpc what should be done to prevent further damage ?
Should a group be cut along the wall and then the dpc should be done.
Use dr fixit lw+ during plastering
Use dr fixit raincoat paint for preventing dampness
Make sure not store water surrounding ..make proper drainage...
If u can do the upper 3 point then you may prevent dampness
Sir 301 urp ka sath hum Dr fixit ka powder105 mix kar use kar sakta hai water proofing mai ? / Ya phir bitumen water proofing membrene bhe use ho sakta hai ?
सर ईसको छत मे इस्तमाल कर सकते है??
Sir coal tar use करे तो??
Yes
छत पे फरसी बिठाया है पर लिकेज प्रॉब्लेम रहा है कैसे वाटर फ्रुफिंग करे ?
Hi sir, instead of Dr fixit , can we used black damar ( bitchuman ). coating with plastic sheet
Kya dr..fixit urp aur ultratech sbr same h??
yes
Keya may dr.fixit 302 super latex use kar sakta houn..??? Mera area may 301 urp Nehi mil raha hai...kindly sir plz reply
Restio kya hai
sariya me jang lag jaye to kaun sa kemikal lagaye
Agar ground level me plinth beam ho to use condition me Prithvi me kaun sa chemical use Karen
Dr fixit ka brand Lena zaruri hai kya sir??
Under ground m inner side kis product ki water proofing kare ?
LW 101+
Which product of Dr Flexit i.e. 101 LW or 301 is best for foundation DPC ? Kindly reply ?
Use 302 for waterproofing
101 plaster ke liye use hota hai
Thanks sir
DPC pe( app mambren) ka used hota h
Water repellent cement ke saath use kar saktey hey kya
Sir hamne new ghar bnaya haii
Lekin thekedar ne
Usme dpc ka use hi ni kiya
Abhi 6 months hi huye hai bnaye huye
Aur ghar me silan aa rehi hai
बीटू मीन डॉक्टर फिक्स लगाना था
Dr fixit Urp 301 pidicrete ko white cement ke sath kisi crack me bar sakte hai Kya
yes
Dpc ki badle tai beam ki opar a dena chahiye
Sir Maine DPC na de kar dubara plinth beam de diye hai.... kya ye sahi hai ya nh please reply me
250 gajj plot me yeh chemical kitna lagega
Sir black Japan paint ka dpc lga skta h kya
no
Nice video sir thanks
Nice info
Sir Contractor ne Pillar concrete me 301 URP mix kiya hai , kaya koi nuksan to nahi karega strength me.
Iske alawa dr fixit bitufix laga sakte hai kya
Dpc karne ke kitne din baad ise coating karna hai?
Sir mujhe dpc pr waterproofing chemical use krna hai.1 kg urp me kitna cement lena hai? Please btaye
1 ltr mein 1.5kg cement
Sir agr acc gold use kiya hai bhi waterproofing krna hoga.
ratio समझ में नहीं आया cement 1 kg और डॉ fixit 1.5 litre थोड़ा समझाने का कष्ट कीजिये
1liter dr.fixit me kitna cement Milana hoga.
Dr. Fuxit bitufix है और urp से सस्ता भी तो इसका उपयोग कंक्या मतलब
Dhalay ke kitne Din Bad kare
Why the labourer is mixing with her hands?
Poor supervision and zero safety.
Thank you sir,
Ratio kya mention kiya?
1 part liquid + 1.5 part cement. Never add water into it.
Waterproofing chemical Ka validity kya rhega...
D.P.C mai waterproofing dena bhul gaye hai, toh usska alternative solution ky hai, kyun ki abhi ghar ban chuka. Bas plastering nhi Hua hai.
Plaster se phle b wall PR applied kr skte hai water proofing uske baad plaster kreay ..
@@SachinSharma-vk5ug bhai ye water proofing sirf outer Walls par hi kare to chalega kyaa..?
Dr. Fixit LW + nhi hoga kya??
No
Nicee
Water kitna milana hai 1kg me kitne ml
No water
@@Sylv-fc9it सीमेंट कितना डालना है सर कुछ आईडिया
1kg cement 1kg urp
Isase to chuna Ki putaihi sahi
Sir aapki video me plinth beem road level pr hai or dpc hight pr diya gya hai hai,
But Mere ghr ka plinth beem road level se 3½ feet hight par hai, Maine Direct Beeam k uper Water Proofing kr dia kya ye shi h
Sabse best or lajawab tareekha hai
लेकिन सर,मैने तो डीपीसी करवा करके उस पर ईंट भी चुनवा दिया हैं। अब कैसे होगा..?
Ohh
Not possible
Sir kya DR.FIXIT BITUFIX KO use kiya ja sakta hi above dpc ya bitufix se bricks ka bond nahi banega?
Hello Sir...
Mitti bharne se pehle plaster krke waterproofing krni chahiye ya nhi...
Please suggest...
Isse related koi video ho to uska link share kro..
Please..
1:1.5 kya hai cement 1 ya chemical 1 hoga
1 chemical 1.5 cement only
Ratio sahi bataiye ki kitna cement me kitna dr fixit milaana hai, pani milana hai ki nhi
No water added in urb plus. Only liquid 1 part+ cement 1.5 part mixture. Apply with a brush 2 coats. Vertically and then horizontally.
@@SKumar-rb1tz DPC Ke badle 5 Inch ka Plinth ke jaysa diye hi to kya hum waha use ka sakte hi, wark kiye hua abhi 1 week hua hi,
Ratio smjh me clear nhi aaya sir...
sir mera plinth beam road se uper hain toh ab DPC dena jaruri hoga kya 1.5 ft baad . Baaki main plinth beam mein kon sa use karu Dr Fixit bitufix or Dr fixit urp+ cement
Urp
Dpc mein cement ko pani k sath mixed karna hoga ya bina pani ke dr fixed se mixed karna hoga
Ratio kya hai .. cement or camical ka ?