Day 7 : Bhagwat Katha || Prahlad Charitra || Prashant Mukund Prabhu || ISKCON Adra ( West Bengal )

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 13 кві 2024
  • Day 7 : Bhagwat Katha || Prahlad Charitra || Prashant Mukund Prabhu || ISKCON Adra ( West Bengal )
    It's a series of sevan day Srimad Bhagvat Katha Live going on at ISKCON Adra ( West Bengal ), 2024
    To Hear all Bhgavat Katha series going in Adra West Bengal on Prahlad Charitra :-
    • Prahlad Charitra ( ISK...
    Click here to join channel and get regular katha
    / @krishna-tv
    To Join WhatsApp group of Prashant Mukund Prabhu click here
    chat.whatsapp.com/KDS12vFB7xy...
    To join Instagram of Prashant Mukund Prabhu
    prashant_mukund...
    To Join Facebook of Prashant Mukund Prabhu
    prashantmuku...
    To Hear all Bhagavat Katha done by Prashant Mukund Prabhu click on playlist of bhagvatam
    • All Bhagavat Katha Pla...
    Disclaimer : All musical compositions and lyrics in this live video belong to their respective owners, and I or this channel does not claim any right over them
    #prashantmukundprabhu #iskcon
    #srimadbhagavatam #bhagwatkatha #bhagvatkatha #bhagavatam #bhagvat #trending #viral #jayakishori #prashantmukunddas #bhagwatkatha

КОМЕНТАРІ • 42

  • @HARE_KRISHNA1729
    @HARE_KRISHNA1729 2 місяці тому +1

    HARE KRISHNA PRABHU.. PRANAM.. HARI BOL 🪷🚩🙇‍♂️

  • @sangeetahans4639
    @sangeetahans4639 2 місяці тому

    Hare Krishna prabhuji. Dandvat pranam. So beautiful. 🙏

  • @pawangavde8897
    @pawangavde8897 2 місяці тому +1

    Hare Krishna Prabhuji ❤

  • @geetakashyap971
    @geetakashyap971 2 місяці тому

    Hare Krishna prabhuji dandvat parnam

  • @priyarai1325
    @priyarai1325 2 місяці тому

    Pranam prabhuu jii

  • @pritisangal5307
    @pritisangal5307 2 місяці тому

    Hate krishna prabhu ji koti pranapm 🙏🙌🙏

  • @aditigambhir2937
    @aditigambhir2937 2 місяці тому

    Hare Krishna Prabhu ji 🙏 Anant koti Naman 💐

  • @pratyush5873
    @pratyush5873 2 місяці тому

    Hare krishna prabhuji. Pranam

  • @kavitagoyalsworld4293
    @kavitagoyalsworld4293 2 місяці тому

    Prabhu Ji aapko lakhon pranaam

  • @RajKumar-ci8uw
    @RajKumar-ci8uw 2 місяці тому

    Hare krishna parbhu ji

  • @taniyagupta3286
    @taniyagupta3286 2 місяці тому

    Hare Krishna Prabhu ji 🙏🏼🙏🏼🙏🏼

  • @archanasrivastava1121
    @archanasrivastava1121 2 місяці тому

    Hare krishna prabhuji pranam 🙏

  • @kavitagoyalsworld4293
    @kavitagoyalsworld4293 2 місяці тому

    Hare Krishna Prabhu Ji

  • @shashimetrey1427
    @shashimetrey1427 2 місяці тому

    Hàre Krishna hare Krishna Krishna Krishna hare hare hare

  • @Neeruagarwal9955
    @Neeruagarwal9955 2 місяці тому

    Hare Krishna prabhuji

  • @anitapatra1917
    @anitapatra1917 2 місяці тому

    Hare Krishna prabhuji pranam
    Thank you Prabhu ji
    Ghar mein rehte huye vi bhakti kar sakte hain, shastra par sakte hai Bhajan kar sakte hai.
    Hume Bhagwan chahiye , Bhagwan se nehi chahiye .
    Thank you Prabhu ji pranam

  • @BibekPaudel-yb5hp
    @BibekPaudel-yb5hp 2 місяці тому

    Hare Krishna Prabhu ji 🪷 💐 🙏

  • @Ankita-HareKrishna
    @Ankita-HareKrishna 2 місяці тому

    Hare Krishna🙏🙏🙏 Prabhuji🙏🙏

  • @nishamawa8824
    @nishamawa8824 2 місяці тому

    Hare Krishna prabhu g 🙏💐

  • @happydey5745
    @happydey5745 2 місяці тому

    Hara krishna prubuji 🙏

  • @pritypareek4105
    @pritypareek4105 2 місяці тому

    Hari bol very very beautiful ❤ lecture Prabhu ji to0 much teaching in this authentic lecture ...

  • @PreetiSharma-oi8jl
    @PreetiSharma-oi8jl 2 місяці тому

    Hare Krishna prabhuji 🙏🏻

  • @adityabaruah7302
    @adityabaruah7302 2 місяці тому

    Hare Krishna

  • @Ankita-HareKrishna
    @Ankita-HareKrishna 2 місяці тому

    Hare Krishna🙏🙏🙏🙏

  • @user-tt1zu6ig9r
    @user-tt1zu6ig9r 2 місяці тому

    🎉🎉🎉🎉🎉🎉❤❤❤

  • @NaveenHemant
    @NaveenHemant 2 місяці тому

    हरि बोल ❤❤

  • @trivenishivaram6799
    @trivenishivaram6799 Місяць тому

    Dandwat Pranam Prabhuji🙏I enjoyed each and every day's katha in this series as always. Hare Krishna Prabhuji🙏🙏🙏

  • @shobhagupta958
    @shobhagupta958 2 місяці тому

    Pranam prabhuji. 12 Adesh vachan Narad ji ke atyant jeevan sarthk hei. Apke sree mukh se vaise hi prabuavshali hei jaise Narad ji ne iaha hogs

  • @SurinderKumar-cg8lw
    @SurinderKumar-cg8lw 2 місяці тому

    Hera Krishna prabhu ji. 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌷🌹⚘️🌷🌹⚘️🌹🌷🌹🌷🌹🌷🌹🌷🌹🌷🌹🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️

  • @user-fy1rx3bx3u
    @user-fy1rx3bx3u 2 місяці тому

    ❤❤❤

  • @simasen178
    @simasen178 2 місяці тому

    Hare krishna guruji 🙏🏻🙏🏻🙏🏻 ami Adra theke dekhchi.. Aj ghore bose apnar UA-cam er katha gulo sunchi , 7 din apnar khata sunte jetam aj fhaka lagche 🙏🏻🙏🏻💖💖

  • @youdhraniveerasawmy642
    @youdhraniveerasawmy642 2 місяці тому

    Hare krishna prabhu ji dandwat pranam 🙏🙇‍♂️

  • @aparnabiswas1180
    @aparnabiswas1180 Місяць тому

    RadhaVallabh Shri Harivansh 🙏🙏 Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha 🙏

  • @lajjadevi6409
    @lajjadevi6409 2 місяці тому

    🚩🚩🙏🏻🙏🏻🙏🏻🌹🌹🌹Hare krishna prabhu ji🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩

  • @raghavgoel3926
    @raghavgoel3926 2 місяці тому

    Hare Krsna prabhuji pranam, bhot sundar Katha gayi hai aapne prabhuji, aaj ke zamane mei jaha Professional Katha vachak paise ke liye katha karte hai, aur nach-gaane ke chakkar mei tattva smjhaye bina katha bhagate rehte hai, vahi doosri taraf aap hai Prabhuji jinko Dhan ka koi lobh nahi, Dhan tyagkar hee aap Iskcon mei aaye, aur aap hume Katha daan kar rahe hai, aur gudh gehre tattvo ko saral bhasha mei smjha dete hai prabhuji, aur itna sundar 7th skand gaya hai prabhuji aapne, aisa laga ki aur sun skte, thank you prabhuji for your Karuna on such fallen souls like me, please bless prabhuji ki aapki Katha shravan se mere hriday ke kalmashon-anarthon ka nash ho jaaye aur humesha aapke under, Srila Prabhupada ji ke iss movement ke andar mai 1 dhul ka kan ban jau🙏🙇. Some points are:
    1) Bhagavan ko triyugi kaha gaya hai, kyuki Krta, Treta aur Dvapar mei Bhagavan Bhagavan banke aate hai aur asuron ko maarte hai, parantu abhi Kaliyug mei Swayam Bhagavan Krsna apne hee Bhakt bankar aate hai aur Shyamasundar Gaurasundar ho jaate hai.
    2) Iss Bhava sagar ko paar karne ka kya setu hai? Bhagavat-setu, kyuki naam bina Bhagavat shravan ke naam Prakat nahi ho paayega, akshar hee niklenge muh se, ye shraddha tab hee ayegi ki Bhagavan aur unke naam mei koi Bhed NAHI hai jab hum nirantar Bhagavat ki sharan grahan karenge.
    3) Bhagavan Narada ne Yuddhishtir Maharaj ko 12 instructions diye jinke madhyam se grhastha bhi Bhagavad-prapti kar skte hai: a) Apna niyamit karma avashya karo parantu unke phal Bhagavan Krsna ko arpan karo; b) Niyamit roop se Bhakton ki sangati mei Sadhu-purushon se Bhagavan ki katha ka shravan karna hai; c) Sirf itna kamana chahiye jitna shareer ko palan karne ke liye chahiye, baaki Dhan Guruji ki seva mei laga dena chahiye; d) SB 7.14.6 states Jab hum Bhakti ke marg pe chalna shuru karte hai, to Parivar wale suggestions dete rehte hai, hume unhe oopar-oopar se Haa kar dena chahiye, par mann hee mann huime savdhan rehna chahiye aur keval usse hee accept karein jo Bhakti ke anukul ho; e) Jivan ki teem avashyakta hai: Akash se baarish, Prithvi se Phal-phool, aur vayu se achanakar se purane karmo ke beej se utpann phal milte hai; f) Jitna hume Bhagavan dwara prakriti se jo mile usse Bhagavan ko Bhog lagakar hee grahan karna chahiye, aur jo nhi karta aur zaroorat se zyada ikhatta karta hai vo chor hai; g) Machhar, bandar, mrga, cockroach aadi jaanwaro ko apna bacha jaisa maanna chahiye, unko maarna nahi chahiye; h) Over-endeavour nahi karna chahiye, jo Bhagavat kripa se mile usme santusht rehna chahiye aur jua aur sharab bechne jaise ugra-karmo mei nahi lagna chahiye; i) Kutta, patita-purush, Chandal, aadi inka bhi palan karna chahiye, par ghar mei kutte nahi rakhna chahiye; j) Apne patni aur bacho ko Bhagavan ki seva mei poori tarah lagane ki prerna deni chahiye; k) Patni se itna overattach mat ho ki uske kehne par Mata-pita, aur Guruji ko hee tyagde, aur jo isko jeet leta hai usse Bhagavan bhi prasann hote hai, l) Budhimaan vyakti regularly Bhagavan ko Bhog lagata hai, aarti karta hai aur parivar ke sath Bhagavan ka Bhajan karta hai, aur Bhagavan ke utsav manao, Bhakto ko prasadam vitaran karo, aadi; aur m) Sadhu-sanga karne tirtha-yatra par jaaye aur Hari-katha shravan kareon aur jinse katha shravan karein unko sadar pranam karna chahiye, aur yathashakti unki seva ke liye Dhan aadi lagana chahiye.
    4) Agar koi kutta kisi normal se aadmi ke ghar roz jaata hai to ek na ek din vo aadmi usse roti de hee deta hai, aise hee agar hum nitya Bhagavan ke madir jaayein, nke Bhakton ka sang karein, unki katha sharavan karein, unka naam-japa karein to Bhagavan bhi avashya humpar apni kripa-drishti daalenge.
    5) Agar humme Bhakti aa bhi jaaye, to ye janna hoga ki ye humara guna nahi hai, ye to unn Sadhuon aur Gurujan ki kripa hai jinse hum sang karte hai aur unki kripa se Bhakti humare hriday mei aa jaaye.

    • @Krishna-TV
      @Krishna-TV  2 місяці тому

      Thanks raghav prabhu for so nice words

    • @raghavgoel3926
      @raghavgoel3926 2 місяці тому

      @@Krishna-TV🙏🙇‍♂️

  • @kavitagoyalsworld4293
    @kavitagoyalsworld4293 2 місяці тому

    Hare Krishna Prabhu Ji

  • @sureshdodani5561
    @sureshdodani5561 2 місяці тому

    Hare Krishna prabhuji