Injector ka backleak, silencer me kahi se gas leak. Or dpf filter me 2 metal ka pipe hota hai. Jo ki sensor me jakar fit hota hai o sensor or uska pipe check karna hai kahi se thoda sa v gas to leak hi kar raha hai . Or air FILTER ka condition kesa hai o dekhna hai . Or sabse important BS6 ka diesel he use karna hai . Bio diesel ye sab use nhi karna hai
Thank bhai mast video h but pura dikhaya karo reganration ke baad aur kya process tha solve hua ki nahi ya koi aur check karne ka process baaki mast h bahi
Badhiya Suraj bhai
Thank you 😊
पुरा मेहनत कर रहा है सूरज, लगे रहो
Ha. karna padta hai.
हमारे पास लेपटॉप नहीं है फिजिकली क्या क्या चैक करना होगा कृपया बताना सूरज भाई 10:45 हमारे ट्रक में अधिकतर यही कोड आ रहा है
Injector ka backleak, silencer me kahi se gas leak. Or dpf filter me 2 metal ka pipe hota hai. Jo ki sensor me jakar fit hota hai o sensor or uska pipe check karna hai kahi se thoda sa v gas to leak hi kar raha hai . Or air FILTER ka condition kesa hai o dekhna hai . Or sabse important BS6 ka diesel he use karna hai . Bio diesel ye sab use nhi karna hai
Nice
thank you 😊
🙏👍🔥🔥
Suraj aap kaha se hoo
jharkhand
Thank bhai mast video h but pura dikhaya karo reganration ke baad aur kya process tha solve hua ki nahi ya koi aur check karne ka process baaki mast h bahi
Video upload hai eske baad waala v channel pe jakar dekh sakte hai