I have driven my r15 V4 28890 km. Nothing happened like that. Brake pad changed after 12000 km, chain set changed after 18000 km. Quick shifter working fine till now. Information given about Cost is also absolutely wrong.
@@dibyajyotisahoo4411 jab tum chote the ..pata karo r15 v2 engine suru se fi tha ..2012 model ...or dusre company 2-3 sal pahele se Fi engine la Raha hai .....
Bro yaa to defected peace mil gei or yai Banda fake h 995 ka break pad yai 1500 bata rha h 6200 ka quick shifter 8000 Yao ase konse company k break pads h bhai jo 1500 km pe khatam ho jate h 😂
Mera 17000 km hogaya hai bike v4 .... Pichhe ka tyre pe daag tak nahi aaya ...wo ek baar accident hua tha chhota sa to age ka tyre mein ek til gus gaya fir andar se repair kiya tha bas ...dono tyre abhi bhi jin condition me hai .... I hope ki 30k 40k tak chale hi jayenge
Bhai mere pass bhi R15m hai or jaisi es video mein bta rkha h real life mein bilkul asa nhi ache se chalo …12000 mein 1 bar disc pad change huee hai or abhi tak kuch new series nhi dali hai bas service krayi hai bas chalane ke upar hota h or meri bike ko 1 year hone wala hai
Bhai mere r15m me to aaj tak koi problem nahi aaya 17000 km me sirf ek baar break pad change hua hai uske alawa koi change nahi hua hai wo bhi 1000 ka aata hai bhai na ki 1200-1400😅😅
R15v4 ka hi Rear ka brake pad mehenga nahi hai..yamha ke fz aur mt15 indo me bhi vaho cost hai aur same condition hai... front se zyada rear mehanga hai yrr yamaha ka..
mujhe lagta hai apka rideing style change karna chahiye. mere pas v3 bs6 hai 32k chala liya lekin vai chain sprocket ajtak chal raha hai , apka ride style mujhe sehi na lag raha , hmm mujhe ab jake front breaks slender ka brocket change karna hai , classplate aj vi sehi chal raha hai. ride style change karlo vai .
Tumhein bike chalne ati h nhi r15 ko bura bol rahe ho 1 mahine m kaha se dishpad dalta h...mere bike ko 1.5 saal hone ko h meri R15M h meri bike n abhi tk koi Kam nhi mnga h... M bhi apni bike kutte ki tarah chata hu m Delhi to nanital chla gya Delhi to Bihar gya hu Delhi to kasmir gya na hi mujhe koi problem nhi ayi tum hi galat ho😡😡😡🤘
Bhai tum SPLENDOR LELO,,,mst modified karao,😂 Kahan Yamaha me controversy create krrhe ho,smjh nhi arha hai ki yamaha wale tumhari le rahe h ya tum yamaha ki 😂
Bhai main r15 v4 lene ja rha tha lekin UA-cam open karte he ye video aa gaya main dar gaya aab kya karu bhai r15 V4 white lu ya ns ya rs ya rc 200 lu kaunsa lu bhai please reply de do bhaiyaa 😢
Bhai bura na manna par mota mota shayad apko bike chalani hi nhi aati mere pas bhi R15 V4 hai 7 mahine se service ke alawa koi kharcha nhi hua or bike ko daily chalata hu
V4 ka rear disc pad around 4k pe ghus jaata h.meri v4 me every month change krwana padta tha.break lever pe pair nhi rkhoge tabhi bhi around 4-5k km's me ghus jyga.
Throttle chhod ke Quick Shifter use karte ho ap .... Bulb points jisse ap chudi kehte ho😅 wo tut jate hai .... Trottle nahin chhodna hai kyu ki sensor ko speed ke saath saath rpm ko vi jaan na jaruri hota hai gear change karne keliye
Is bnade ne bike glt leli bhai.... is ko to leni thi purane wali Splendor Plus ko kitna bhi kutto kr trh chalavo ... kuchh nhi hota bs zinda rhna hai .... 😮
Vicy bhai bhot khrcha hai bhai bhot khrcha kr diya AREY BHAI USNE 1.5YEAR ME BIKE KO 45-50000 CHALADALI KHRCHA NHI KREGI TO KYA KREGO ASE ITNI JYADA BIKE KOI CHALATA HAI GAADI TO NHI CHLTI 1.5YR ME 50K BHAI ISNE BIKE CHALA DALI TO KHRCHA TO KRWAYEGI NA TABIYAT SE RAGADI HAI GAADI KO ISNE
I am riding 45,000 +above km in my r15v3 but no problem...... yamaha is really reliable
chaprio ki choro na
V3 is best
I have v2 and still just 32k km driven no problem engine not open yet just change break pad
rode my R15v4 for 12000 km, and it's been more than 2years now. Never had any problem with it. except the tail cowl, it's so weak.
big problem in v4 #tail cowl
Bhai v4 mileage kithna detha hei...???..
10 months, 11k kms ,long rides over 1400 kms in 3 days on my v3 , care is everything ,
Something wrong with this rider not the bike... 😂
I have driven my r15 V4 28890 km. Nothing happened like that. Brake pad changed after 12000 km, chain set changed after 18000 km. Quick shifter working fine till now. Information given about Cost is also absolutely wrong.
1000 bike me se Kuch 1-2 bike me problem hota hai , jab showroom Wale wahi bike ko de deta hai tab aisa hota hai.
Bhai me bolunga r15v4 best
Kyuki sarvishing church west bengal me kam hotahe...ok
Orr kuch nhi hai
Ye uski bike ki problem hai hamari bike pe to itna kharca kabhi bhi nehi aaya I love Yamaha 😊😊😊
Bilkul usko bike chlani nhi ati 😂
Truly brand ambassador of Bajaj😂
V3 didn't have that many problems
V3 is the last version of R15 which is genuinely good and value for money
Even V4 doesn't have that much problem. Care is needed❤
R15 v2 mere pass vi hai ...jabar dast bike hai ....maza next level ki ata hai ..or problem mai sirf fuel injector mai aya tha ...
Bhai v2 pe fi kab se aaya
@@dibyajyotisahoo4411 jab tum chote the ..pata karo r15 v2 engine suru se fi tha ..2012 model ...or dusre company 2-3 sal pahele se Fi engine la Raha hai .....
0:09 Vicky's KGF 😂😂😂
Vicky bhai to ambani lagta hee😂😂
Vesrah company ke brake pads badiya hai 1300rs ke front aur rear dono 1300 rs ke break pads best lage
Dhang se nhi chlata h yai bhai roughly jyada chlata hoga kuch points toh valid hai
Ek mahine mei do bar brake pad change karte hai toh wo break daba kar bike chalatah hoga😂
Haa 😂😂😂😂
😂😂😂😂😂
Bro yaa to defected peace mil gei or yai Banda fake h
995 ka break pad yai 1500 bata rha h
6200 ka quick shifter 8000
Yao ase konse company k break pads h bhai jo 1500 km pe khatam ho jate h 😂
R15M VS NS 200 COMPARISON PLEASE bro please 🙋🙏🙏🙏
NS200 ko R15M ka mukabla, pagal
Bahiya apke hisab se konsi lu NS 200 ya R15m college students hu budget 2 lakh ka hai
@@durgeshshdurgesh-vl9mn MT15
@@durgeshshdurgesh-vl9mnns 200
@@durgeshshdurgesh-vl9mnbhai konsi le rhe ho bro? Same issue with me 😢
Viky bhai mast banda hain❤
Lagbhag lagbhag❌ mota mota mann lo✅💀
Mera 17000 km hogaya hai bike v4 ....
Pichhe ka tyre pe daag tak nahi aaya ...wo ek baar accident hua tha chhota sa to age ka tyre mein ek til gus gaya fir andar se repair kiya tha bas ...dono tyre abhi bhi jin condition me hai .... I hope ki 30k 40k tak chale hi jayenge
Are ABS ka fuse khole le
Stopy bhi kar sakte hai usse
Agar apke gaadi ka piche ka break ghiss raha iska mtlb apke na majudgi mai koi aur bhi gaadi bhi chalata hai 😂
😂😂😂
Bhai a ladka bahut jada badha chada kar bol Raha hai
Jali na😂
No problem my bike r15v4 blue colour time to time service
Vikcy bhaii óp 😂😂
Arey isko chalani nahi ati hogi clutch plate fook di to fir quick shiftee bi to pela hi hoga
2 months 5500 km, no rear brake pad issue till now.
Bro plzzz make video of r15m 2023 ka plzzzz
Bhai mere pass bhi R15m hai or jaisi es video mein bta rkha h real life mein bilkul asa nhi ache se chalo …12000 mein 1 bar disc pad change huee hai or abhi tak kuch new series nhi dali hai bas service krayi hai bas chalane ke upar hota h or meri bike ko 1 year hone wala hai
Bhai ye scripted video hai 😂
Q ki inhone alloy chhod kr sab change kaise krwa diya
Preeti Bhai akdom kattar dusman he R15 v4 ki...har video me burai karta he...
KTM Duke 250 gen 3 par video banaow
Insurance me badal wale na bhai part 😂
Bhai mere aadhi dekh k bnd krdi mene video 😂😂jyada krchy pe krcha aarha h is r१५ ka toh
Aapne konsa tyer lgaya hai?
Bhai mere r15m me to aaj tak koi problem nahi aaya 17000 km me sirf ek baar break pad change hua hai uske alawa koi change nahi hua hai wo bhi 1000 ka aata hai bhai na ki 1200-1400😅😅
Bhai hzaar rupw breakpad ke itne me car ke 4 side ke aate hai 😂😂😂
Kya batau,chan set problem,disc pad problem, battery issue,self start issue,racer issue,indicater issue,mere liye v4 sar dard ban gaya tha,Maine bech diya😢,mat khardina kabhi bhi bhai log,royoge😢😢
Bhai 2008 mein hum rear disc pad 2200 ka aata tha kyun ki mera version 1 tha
Bhai aaj m seticsfye ho gya mujhe aaj tak ye hi lagta tha ke meri bike m disk ped change hote h jayada
Warranty me claim Mahi hota Kya yamaha me 😅
R15v4 ka hi Rear ka brake pad mehenga nahi hai..yamha ke fz aur mt15 indo me bhi vaho cost hai aur same condition hai... front se zyada rear mehanga hai yrr yamaha ka..
Peeche ka isliye ghista hai kyunki you ride the brake
Preet bhaiya 3rd gen duke 250 ka new video lana
bhagwan kasam me andar se ro raha hu bhai ki kahani sun ke 😂
Ktm is 👑👑👑
Sp 125 lena padegi bhaii ab to😂😂
Mera fat ke hath me aa Gya to Rs 200 le liya
Bhai meri bike ka krchey sa yeh bnda roo dega😂 itni rough chlata hu ns 😅
Bhai waise hm r15v4 mein new TFT lagwa skte hai kya bs ye bta do
mujhe lagta hai apka rideing style change karna chahiye. mere pas v3 bs6 hai 32k chala liya lekin vai chain sprocket ajtak chal raha hai , apka ride style mujhe sehi na lag raha , hmm mujhe ab jake front breaks slender ka brocket change karna hai , classplate aj vi sehi chal raha hai. ride style change karlo vai .
Bhai me Fz25 ka break pad use karta hun .... 160 mein aa jata hai ....
Tumhein bike chalne ati h nhi r15 ko bura bol rahe ho 1 mahine m kaha se dishpad dalta h...mere bike ko 1.5 saal hone ko h meri R15M h meri bike n abhi tk koi Kam nhi mnga h...
M bhi apni bike kutte ki tarah chata hu m Delhi to nanital chla gya Delhi to Bihar gya hu Delhi to kasmir gya na hi mujhe koi problem nhi ayi tum hi galat ho😡😡😡🤘
Bhai tum SPLENDOR LELO,,,mst modified karao,😂 Kahan Yamaha me controversy create krrhe ho,smjh nhi arha hai ki yamaha wale tumhari le rahe h ya tum yamaha ki 😂
Waiting For V5
Vicky bhai aaram se chalao yaar , kitna kharcha karoge😅😅😅
Hero honda Lele Bhai
V4 l9ya hai kitna liya tha?
Rc,200 bs6 vs R15 v4 🔥🔥🔥🔥 race
बाइक के हिसाब से तो खर्चा भाई ठीक है बहुत ठीक है
Bhai main r15 v4 lene ja rha tha lekin UA-cam open karte he ye video aa gaya main dar gaya aab kya karu bhai r15 V4 white lu ya ns ya rs ya rc 200 lu kaunsa lu bhai please reply de do bhaiyaa 😢
Ns200
Bhai bura na manna par mota mota shayad apko bike chalani hi nhi aati
mere pas bhi R15 V4 hai 7 mahine se service ke alawa koi kharcha nhi hua or bike ko daily chalata hu
Vai ussa acha rtr 4v 160 or 200 lena bole do base tell dhallo or chalau ❤
V4 ka rear disc pad around 4k pe ghus jaata h.meri v4 me every month change krwana padta tha.break lever pe pair nhi rkhoge tabhi bhi around 4-5k km's me ghus jyga.
Bro mai bohut tej chalata hu fir v 8 hzaar chalte hain🌚maybe apki height kam hoegi to presss krr dete honge aap!
learn engine braking
@@Akash-cm5yo seriously bro? 🤪
Value of suzuki sf155 ❤️
Bhai bike se Pareshan he to mujhe DE DE 😅 mera to Dream he V4
Meri ktm 4 sall ki ho gyi aj tk koi pad nhi change huye dono
Bai ki kahani sunke rona a gaya
Yahi realibilty hai Yamaha ka jo sach hai faltu me name badnam hai Pulsar ka
KTM is KTM anytime anywhere
2.5 lakh onroad in Bangalore not worth at all
Ye video dekhe bas ye samaj aaya ki bandhe ko bike chalane nahi aati hai
भाई avs है
Vicki bhai ka toh aaram se 50000 rs se 60000 rs kharcha hogaya
Bhai itne paise mai toh todha aur paise daal ke preet bhai rs le aye 😂😂
ha 75000 rs ki
Aree Vicky Bhai boht gndi chlata h rider h vo or stunt vgera b krta hoga
bhai me splender le raha ab
Bhai har part ka labour toh har brand wale lete h
Access 125 ki bt model acceleration wire 1200 ki h😢
Throttle chhod ke Quick Shifter use karte ho ap .... Bulb points jisse ap chudi kehte ho😅 wo tut jate hai ....
Trottle nahin chhodna hai kyu ki sensor ko speed ke saath saath rpm ko vi jaan na jaruri hota hai gear change karne keliye
Yamaha MT-15 ko ek year me 48000 ride kiya hai.🏍️🔥
7:08 moye moye moment ho gaya
Hamare yha toh MT15 3,35,000₹ KA hain ab R15 toh 3,45,000 ka hogya hoga
Nepal h na pakka 😅
@@md.tanweeralam4135 Maharashtra yaha pe toh RC 200 sasta hain
Isse jyda to maine bulet mai laga diye 😅
Is bnade ne bike glt leli bhai.... is ko to leni thi purane wali Splendor Plus ko kitna bhi kutto kr trh chalavo ... kuchh nhi hota bs zinda rhna hai .... 😮
45.000 kilometres chalaya oor bike ka nam barbadh kartho first bike ko teksa chalana sekoo
Rc 200 bs4 review bnado bhai
Bhai koi sacchi bathao v4 and v3 mileage kithna detha hei...🥲
Under 50
Vikky Bhai ko gadi chlana nhi aata kuch bi kharcha bta rha he
Abe dual channel abs he isme instant breaking nhi hota yesi bikes me braking test vi dekhle vai rs se vi thoda achha ha iska breaking
Vicy bhai bhot khrcha hai bhai bhot khrcha kr diya AREY BHAI USNE 1.5YEAR ME BIKE KO 45-50000 CHALADALI KHRCHA NHI KREGI TO KYA KREGO ASE ITNI JYADA BIKE KOI CHALATA HAI GAADI TO NHI CHLTI 1.5YR ME 50K BHAI ISNE BIKE CHALA DALI TO KHRCHA TO KRWAYEGI NA TABIYAT SE RAGADI HAI GAADI KO ISNE
Bhai meri bike me to koi dikkat nhi aayi apse jada chala liya🤔thoda care v kr liya karo
Is to achi gixxer sf 250😅 overall
Wo jbb parts ni milega tbb chlega pta 😂
Bhai mere pass R15 v3 h itni problem Nahi aai abhi tak 27 months mein only basic services karwa leta hun
Meri Bajaj CT 100
Awesome bike
Koi kharcha nahin
Awesome and smooth performance
No problem at all
Mera gadi 62000 chali he lekin muze Etna kharcha nhi aaya
😂😂😂😂 aree bhai vicky bhai ki kismat hi khrab h😂 unki bike m hi ye dikate ari h
mai 1 sal se chalaru ek rs karcha nahi bus service cost 1500 atha hai
1 year me 45k km etna salaya sota nehi he kiya bhai wo😅
120-30 km baithegi din ki normal hh
Mera vi v4 ha 20000+ chala jada khar6a jada nehi ha
Cbr 150rr new wala lelo
mera r15 s ultimate hea black Matte
Bhai ap ko luta gaya he jo jo par dalvaya he Uska dabal pesa liya he
R15 ko R1 k jesa use karega tho kharcha b uthna hi ayega
bhai app rear brake jyda marte hoge.
Jin jin ko problem hota hain bho hei samajh sakta hain bhai 😢
Bhai 2 lakh ki gadi le sakta hai lekin usme 10000 karcha nahii kar sakta hai
Bhai mujhe sale kar do