Jo second year ke liye apply karana chahata h wah kya phir se registration karega ya pahale wale user id or password se log in kar apply karega please bataiye bhaiya
🥺 sir mujhe login karne me problem ho rhi hai mane 2 bar logic kar liya hai lakin ab kar rha hu to bata hai hai mobile no already verified kaya kare sir please bata dijiye 🙏🙏🥺🥺😭😭😭😭
❤❤2024 mai 12th pass kiye and 2024 mai under graduation mai admission karwaya to kya mai ye online kar sakta hoo agar ha to kisme 12th level par ya graduation level par plz replay me❤❤
Bhaiya main Bihar ka Rahane wala hun aur Uttar Pradesh Lucknow mein padhaai kar raha hun PMS scholarship ke website per Maine Apna University ka details Dekha To usmein verified dikha raha hai to Kyon Nahin main apply kar sakta hoon Bhaiya yaha par bahut Paisa lag raha h please kuchh jariye 🥺🥺🥺🥺🥺
Sir maine 2023-2024 session ka form fill up ki hu lekin ab uska user ID or password dalne pr no user found show kar raha hai to ham kya kare sir, sir mujhe new registration karna padega please sir reply me
Sir Maine incomes certificate ke apply Kiya tha jo ki 95k ka kiya tha aur income certificate jo bankar aaya hai wo 125k aaya hai ise sahi kaise karwaye kam ka kaise banwaye please reply
Batch 2023 h, 2024 1st year but results nhi aaya h abhi tk feb m expected hai Isme year wle option 1st yr h ya 2nd year toh 1st year krke fill nhi kr skte ??
Maine 2024-26 session me Deled me admission liya ....mera institute DIET PATNA BIKRAM h.... registration me mere institute ka naam ni show kr ra rha h ..... please reply 🙏
Mai graduation me hu 2nd year But portal pe mera university ka name choose karne ka option nahi aa raha To kya mai 12 jis school se ki thi vahi ke liye apply kar do
पूरे यूट्यूब पे सबसे पहले जानकारी दिए है। पोस्ट मैट्रिक स्कॉलरशिप का।🙏🤗
❤❤
Are bhai direct ishke website pe ja kar kar yaha se koi phaida nahi ok😢
Kisne Bola
Sabse Pahle Whatsapp group Ke Chats Me Aaya Hai
Graduation wale student ke liye kab online start hoga please reply me ❤❤❤
DELED aur BED wale students ke liye please ek video bana kar dale
Bhut dino se intizaar tha 😅😅
Jo second year ke liye apply karana chahata h wah kya phir se registration karega ya pahale wale user id or password se log in kar apply karega please bataiye bhaiya
Haa please reply kriye 3rd ke liye
3rd year wala kaise bharyega
@@urabhai2005 avi jo aaya h usme option aayega tb shayad
@@CutieMegha127 arey avi nhi h
Badh me aayega
Niche note me likha hua h
U can see
Bhai first time aplly me bonafide ka document bhi lgta hai kya
Jiska phle se registration ho gya use fir se registration krna pdega ya phle wala se ho jaega
Ha , jinka pahle registration ho chuka hai wo bhi phir se registration karenge ,
In registration, adhar verify me please wait for next notification aa rha hai kya kare 😢
भैया जो सत्र 2023-24 में फॉर्म अप्लाई किए थे उसके लिए इस वर्ष 2024-25 में नया रजिस्ट्रेशन करवाना पड़ेगाक्या???
Post matric scholarship ka form class 11 me bhar diye the class 12 me bhi bhar sakte hai kya
Mila h? 11th wala
@SmilingAlpineVillage-hd2yn ready for payment likh rha hai status check karne par
Mere me adhar card ka date of birth verify hi nhi le Raha hai 😢
🥺 sir mujhe login karne me problem ho rhi hai mane 2 bar logic kar liya hai lakin ab kar rha hu to bata hai hai mobile no already verified kaya kare sir please bata dijiye 🙏🙏🥺🥺😭😭😭😭
IGNOU se hum M.A. kar rha hun to from bhar sakte hai Kya please batae
My fast coments and like ❤❤❤❤❤❤❤❤
Bonafide certificate me kis class ka registration number dala jayega sir please reply
Bhai ji nsp Central sector ka from fill kiye hai isame apply kar sakte hai
Please reply ❤
No
Haa kar sakte hai ye State Government deti hai
Yess
DELEd wale student kaise apply karenge es pe bhi video bana dijiye sir
Bhaiya 10th/12th ka Marks bhi mayne rakhta hai kya
Aadhar verified me date of birth nahi ho raha hai kya kre😅😅😅 a video achha se bna dijiye please 🙏🙏🙏
Sir NXT Video Kab Upload Kigya Ga 😊
10 mein apply Kiya tha but nahi mila ab graduation mein Appy krunga toh new registration ya old registration se kru
Kya NSP Csss aur Post matric dono bhar sakte hai❓ please reply 😢
Nahi only one
Ha kar sakte hai 👍
Ha kar sakte hai
Yes
@@princebhardwaj1121 kye Bhai
Super sir❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Sir Mera ITI mein session 23-25 hai Mera first year ka payment a gaya hai 6280rs...
Kya second year mein bhi apply karna hoga scholarship ke liye❤❤
H
Haa renewal karke
Nhi bar bar Paisa lega tum😡
Graduation 2021-24 bala ka online hoga bhaiya 😢😢😢 please reply 😢😢😢😢
Nahi ho
Kiso kiso intjaar tha😊
Koi btayega 😢😢 please
Me BA 3rd year me hu or ITI first year me hu to kya dono ye wala form fill kar skta hu 🙏🙏
Sir aap RWA ke Rahul teotia sir tarah dikhte hoo such me voice bhi lgbhag same h😅..❤
Sir general wlao ke liye koi Scholarship nhii hai post matric ke liye
Graduation wala ka abhi nahi ho raha hai kya?
IGNOU wale students apply kar sakte hai kya ❓
Sir hm bihar se h pr uttar pradesh m padhte h kon sa scholarship form bhar skte h plzz bta dijye
SIR Bed ka scholarship bhara raha kay please batiye ga cyber cafe bala bol raha ki nahi bhara raha hai
2023-24 me form bhare the to kya fir se registation karna padega please reply 👈👈👈👈👈👈👈👈👈👈👈
Haa naya krna hoga
❤❤2024 mai 12th pass kiye and 2024 mai under graduation mai admission karwaya to kya mai ye online kar sakta hoo agar ha to kisme 12th level par ya graduation level par plz replay me❤❤
Session 2023-2024 ka fill kiya tha maine kya 2024-2025 ka v fill kr skti hu . please reply 🙏
Bihar vale other states me Jo pdhai kr rhe hai vo Bhar skte hai?
Nsp aur post matric dono bhar sakte hai kya
No
Nahi
Hnn
Bhar sakte hai
Nsp के पेमेंट्स मिलने पर
1 साल बाद भर सकते है
दोनों एक साथ भरने पर कोई एक रिजेक्ट हो जाता है
Kyun??@@Ncc_cdt
Bachelor of education wale form bhar sakte hai kya
Sir ham 10 cbse board se pass koye hai aur abho bihar board 12 me hai
To ham bhar skte hai kya
Sir nsp apply kiye hai kya mein pms ke liye bhi eligibl hun sir repply me❤❤❤
Koi 1 hi bharo dono nahi
Kya residental permanent hona chahiye
Bhaiya post matric scholarship 24-25 registration apply karte waqt institute me present time ka fill karna hai matric ka document please bataiye
sir mera mila tha 23/27 se hu
fir milega kya 🙋🙋🙋🙋🙋🙋
23-24 session me bhare the aur paisa v mil gya hai toh fir se registration Krna pdega ya renwel ho skta hai ple reply dijiye 😊
जो लोग पिछ्ले वर्ष नहीं कराया था उसके लिए कोइ ऑप्शन हैं क्या सर जी
Ha kr sakte hai
@RajnishKumar-yd9xv इसके लिए अलग से deta निकलेगा
Nhi
Or jo pichle baar bhi apply Kiya the oo dubara kar sakta hai ky @RajnishKumar-yd9xv
Do scholarship ek bar me apply kar sakte hai ek iti ka aur ek B.a. part 1 ka
Bhaiya main Bihar ka Rahane wala hun aur Uttar Pradesh Lucknow mein padhaai kar raha hun PMS scholarship ke website per Maine Apna University ka details Dekha To usmein verified dikha raha hai to Kyon Nahin main apply kar sakta hoon
Bhaiya yaha par bahut Paisa lag raha h please kuchh jariye 🥺🥺🥺🥺🥺
ITI wale bhar sakte hain kya bhaiya ji please bataiye 🙏😔
Ek bar kar chuke hai diploma me
Btech me registration phir se krna parega kya
Graduation aur iti dono ka ek sath apply kr sakte h kya
Graduation wala ab semester wise krega ya part wise plz replay😢😢
Please sir jii replay 🙏🙏🙏
Year wise
Deled wale ka kaise hoga please help 🙏🙏🙏🙏
Ba wale ka hoga ya nahi
Graduation ka nahi ho rahe hai abhi 🤔
Sir graduation year 2 ka kb se registration hoga
Government College sa ba with private sa iti continue ha dona ma pisha milla ga kia ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Do course ak saath legal nhi h
So kisi ak se hi bhare anytha dono reject ho jayega
मेरा ग्रेजुएट कंप्लीट है और अभी एडमिशन कही नहीं लिए है तो क्या मैं Eligible हु
Sir maine 2023-2024 session ka form fill up ki hu lekin ab uska user ID or password dalne pr no user found show kar raha hai to ham kya kare sir, sir mujhe new registration karna padega please sir reply me
sir bsc walo ko milta h kya
Sir Maine incomes certificate ke apply Kiya tha jo ki 95k ka kiya tha aur income certificate jo bankar aaya hai wo 125k aaya hai ise sahi kaise karwaye kam ka kaise banwaye please reply
Sir Nsp wala form bhre h to kya pms bhr skte plz sir....🙏🙏🙏
GRADUTION KA OPTION NHI AA RAHA HAIN SIRF SENIOR SECONDRY KA HAIN
Kitna paisa milta hai..aur 10th me kitna number chahiye 🙏🙏
Sabko 4000 milta hai
Ham bihar se hai jh me diploma kar rahe to bihar vala . Scholarship bhar sakte
Sir ji caste, income , resident certificate kis date ka hona chahiye. Please reply
Jo Bihar ka domicile hai jo other state mein padta hai uska scholarship nhi milega kya..?
Batana bhai pata chale to
Sir iti wala ka hoga kiya 🙌
Fee receipt ya bonafide kha laga bhai
Bhaiya Ji Hamne 23-24 ke liye apply kiye the but abhi tak institute district pending dikha raha hai kiya kre 😭😭
Batch 2023 h, 2024 1st year but results nhi aaya h abhi tk feb m expected hai
Isme year wle option 1st yr h ya 2nd year toh 1st year krke fill nhi kr skte ??
NSP Central sector scheme me bhare hua..
Post Matric Scholarship me bhi apply kar sakte h
Ha bro kar sakte ho🎉
kinte din kha hona chaya caste , income , residantal certificate
1 year's
sir es pr video Bane personal I'd se dusre ticket book krne pr kya ho skta hai
Maine 2024-26 session me Deled me admission liya ....mera institute DIET PATNA BIKRAM h.... registration me mere institute ka naam ni show kr ra rha h ..... please reply 🙏
sir i have applied for nsp css scheme this year . can i apply for post matric scholarship too?? please tell me
Aadhar number verifie nahi ho raha hai (कृपया पंजीकरण के संबंध में अगली अधिसूचना की प्रतीक्षा करें) aisa aa raha hai
Jiska 23-24 session ademic hai wo 2nd year ka apply karega kya?? Agar Haa toh 23-24 1st year ka scholarship gaya uska?? Reply please
Nhi gya ek sath dono year ka apply kr sakte h bas bonafide certificate dono year ka alag alg bhar kr form apply kijiye ga
Sir g..., Post matric scholarship 2022-23 ka Payment abhi tak nahi aaya hain...😭😭 Payment Status :- Pending show ho rha hai..🙏🙏
Bhai sabka aa gaya Tera kase nhi aaya ....?
Sir mere college ka nam dikha rha hai lekin course me kuch nahi dikha rha hai kya karna chahiye please sir reply dijiye
Mai graduation me hu 2nd year
But portal pe mera university ka name choose karne ka option nahi aa raha
To kya mai 12 jis school se ki thi vahi ke liye apply kar do
Mera 22-23 ka nhi aya hai 23-25 ka a gaya baki ka kab aega payment
Sir mai private se d.El.Ed kar rahi hu to Mai apply kar sakti hu kya please reply ❤
Bhaiya jo last time bonafide form bna tha kya usi se ho jayega ya phir dubara iss sesion ka bnwana pdega.
Pls pls bhaiya answer kijye 🙏🏻🙏🏻
Or please document kaise upload kre iss pe v ek video bnaiye kyunki mujhe nhi aata h🙂
@@Sweetytheshine sab ho jaaye ga
Sab ka pdf daliye ga
Sir graduation ka option hi nhi aa raha kya purane wale 22_23 wale se longing nhi kr sakte h
Sir hamne 2023-24 ke liye apply kiye the but abhi tak Home district committee pending dikha raha hai..
Same bro😢
Fee receipt upload karo ho jayega
@isbackmahtab8321 upload hai
Mera 22-23 ka nhi aya hai 23-25 ka a gaya baki ka kab aega payment
E kalyan graduation pass wala 2024 aur pms 2024-2025 sth mei bhar skte he kya???
Same
Bihar hai lekin other state me padhi kr raha hu kaun sa scholarship fill kre
Sir mera payment rejected likha raha hai kya karna hoga 😢😢Remarks -58Account reach maximum Credit Limit set on account by Bank
2023 m 12th pass hua tha aur us time pms scholarship nhi mila nhi online kiye the abki bar kre to mil sakta hai n
Sir kya graduation wale bhi fill kar sakte hain???
Ha bhai kar sakte ho 🎉
Graduation 3rd year wala kaise bharyega
Session 22-25
Nhi bhara rha h
Sir kya hmlog dono PMS and NSP form ke liye aapky kr skte hain....?
Please make a video on National Scholarship Payment 2024-2025
No aadhar se link hota so apply nhi hoga
🥵🥵🥵🥵🥵🥵🥵
Dono apply kr sakte hai
@@atopguru6125
Please make sure then inform
Nhi koi ek hi kr sakte hai
12 th pass student apply kr skta hai kay..
??
Sarai Bihar se belong karta hun or up se b ed kar rha hu . Kya mujhe milega
UG part 1 ka nahi hai kya 😢
Haa bhai kar sakte ho
Polytechnic wala student kaun sa chune sabhi me 10+2 aa raha hai
Mobile se online kar sakte hai
Last date kya hai apply ke liye
BA Sem -1 me paisa mila h to kya hme new registration krna hoga ya renewal,sem-3 me h avi?
Hello, I Am Priyanshu Student of Government polytechnic Gaya Civil Engineering
Aapko registration krne ki jrurat nhi hai renewal kro Aap
Kitna Mila bhai
@@onlyindianrailway5201 6000
@priyanshukumar6725 registration karna pada ga
D.EL.ED students apply kar sakte hai kya