@AbhishekUpadhyayvideos , video dekhne ke lie Thanks , agar aap sirf film making ke lie le rahe hain to Sony FX3 hi le , new technology hai aur ye ek dedicated cinema camera hai . par agar photos bhi saath lena hai to aap a7siii le sakte hain, ye camera bhi bahot achha hai aur aaj bhi kaion logon ki pasand hai . but for Cinema work, any day Fx3 is a better choice . Thanks .
Pehele to bohot bohot sukriya for your beautiful content. Just kuch cheezein aap se jaan ni hai. Mere pass Sony A7III hai aur lenses hain Sigma (24-70 f2.8, 35 f1.4, 85 f1.4). Main weddings aur events cover karta hoon aur kuch documentary film pe bhi kaam kiya hai as a cameraman with all these equipments. Lekin abhi hal filhal Sony ke taraf se A7S3, FX30, FX3 vhi mojood hain. Toh aapko kya lagta hai, kya mujhe apna camera upgrade karna chahiye aur agar haan toh kaunsa camera lena behtar hoga? Aur ek cheez, main haal filhal main UA-cam shuru kiya hoon aur mujhe travel aur food content create karna hai, as if document karna hai, not like daily vlog but a nice beautiful content. Toh iske liye mujhe kya upgrade zaruri hai, ya phir should I go with what I have. Aapka kya rai hai is maamle mein, please thoda help kijiye ga. Waiting for your reply. #lifeJINGATOSS
dear @lifejingatoss , aapka bhi bahot bahot dhnyavaad ki aapne hamare video ko dekha aur pasand kiya . jahan tak aapke sawal ka jabab hai , Sony A7iii ek achha camera hai ( mere paas bhi hai) , par ye 8bit 420 hai aur 4k slomo nahi hai . par jab baat youtube content ki aati hai to aapka setup more than enough hai . jaisa ki aapne kaha ki aapke kaam ke lie aapko sony fx3 aur 30 ityadi mil sakte hain to mere hisab se camera khareedne ki jaroorat nahi hai . aapka lens ka set bahot achhha hai aur wedding ke saath saath isase vlog and food content bhi achha ban sakta hai . mere hisab se agar aapko invest karna hai hai to UA-cam ke Vlog ya food content creation ke lie ek Action camera, jaise go pro ya dji pocket ityadi le sakte hain. aapke shots me ek alag flavour add ho jayega . meri ek salah aur hai agar channel shuru karna hai to small portable lights aur wireless lavelier microphones me invest kar sakte hain , kyonki kisi bhi content me jitna ek video ki value hai utna hi uske lighting and audio ki bhi hai . but on another notes , agar aapko upgrade karne ki iksha hai to aap Full frame me sony A7iv le sakte hain ya agar budget kam hai to Crop me Sony a6700 le sakte hain, dono cameron ki video quality me koi antar nahi hai, dono 10bit 422 log file banate hai aur dono 4k 120p le sakte hai. iske alawa dono me hi 5axis IBIS nhi hai . dono camere aapko wedding se lekar vlogging sabhi me kaam aayenge . mujhe mere experience se jitna pata tha wo maine aapko bata diya fir bhi mai chahunga ki kuch bhi lene s pehle aap use try kar le tabhi le. Dhanyavaad
@@DigitalCinematicsFilms thankyou aapka ... and by the way this is Sourav here and @lifejingatoss mere channel ka naam hain.. got your point appne jo jo share kiya... i want to add that GoPro 10 hain mere pass .. VND Filter k saat saat ... DJI wireless MIC hain.. Sennheiser Shotgun microphone MKE 400 directional mic bhi hai mere pass... but drone nahi hain... or koi wide lens bhi as such nehi hai.. to isbare main aapka keya kehena hai..
@lifejingatoss Maine abhi abhi aapka channel dekha , its good, mujhe achha laga esp Nostalgic Bangladesh wala episode . aapke sound ki quality bhi bahot achhi hai , editing is also good . aapke paas action cam se lekar wireless livelier sabhi hai , and everything seems to be very good. mujhe sirf personally colour grading me thoda blue tone jyada laga , ye aapki personal pasand hogi . par is tarah ke video me thoda positive vibrant colour rakhenge to jyada attractive lagega. but in my view you are all set to start a food channel with a bang . all the best
ek tamron 17-28 2.8 le lijie , achha lens hai . drone me dji mini 3 lijiega colour achha hai aur aapko kahin bhi fly karne me legally dikkat nahi hogi . ( country country par depend karta hai ).
@@DigitalCinematicsFilms arey arey keyaa baat ... thankyou for a short review...on my channel.. but mera channel actually Bengali language main based hain... to fhir is it ok to continue with my mother tongue. ya fhir hindi main bnaney sey behetar viewership ki asha rakhsaktey hai... what is your view on this..
Thank you sir for amazing and informative and inspiring video ❤🙏
Thanks Shiva , Please keep watching and feel free to ask anything on film making and technique . Regards
Thanks aap mujhe suggest krde ki mujhe Sony A7S3 lena better hai ya sony FX3
Sony FX 30 ya FX 3
Because both are best for video and Netflix Approve.
@AbhishekUpadhyayvideos , video dekhne ke lie Thanks , agar aap sirf film making ke lie le rahe hain to Sony FX3 hi le , new technology hai aur ye ek dedicated cinema camera hai . par agar photos bhi saath lena hai to aap a7siii le sakte hain, ye camera bhi bahot achha hai aur aaj bhi kaion logon ki pasand hai . but for Cinema work, any day Fx3 is a better choice . Thanks .
@@DigitalCinematicsFilms thankyou
Pehele to bohot bohot sukriya for your beautiful content. Just kuch cheezein aap se jaan ni hai. Mere pass Sony A7III hai aur lenses hain Sigma (24-70 f2.8, 35 f1.4, 85 f1.4). Main weddings aur events cover karta hoon aur kuch documentary film pe bhi kaam kiya hai as a cameraman with all these equipments.
Lekin abhi hal filhal Sony ke taraf se A7S3, FX30, FX3 vhi mojood hain. Toh aapko kya lagta hai, kya mujhe apna camera upgrade karna chahiye aur agar haan toh kaunsa camera lena behtar hoga? Aur ek cheez, main haal filhal main UA-cam shuru kiya hoon aur mujhe travel aur food content create karna hai, as if document karna hai, not like daily vlog but a nice beautiful content. Toh iske liye mujhe kya upgrade zaruri hai, ya phir should I go with what I have. Aapka kya rai hai is maamle mein, please thoda help kijiye ga. Waiting for your reply. #lifeJINGATOSS
dear @lifejingatoss , aapka bhi bahot bahot dhnyavaad ki aapne hamare video ko dekha aur pasand kiya . jahan tak aapke sawal ka jabab hai , Sony A7iii ek achha camera hai ( mere paas bhi hai) , par ye 8bit 420 hai aur 4k slomo nahi hai . par jab baat youtube content ki aati hai to aapka setup more than enough hai . jaisa ki aapne kaha ki aapke kaam ke lie aapko sony fx3 aur 30 ityadi mil sakte hain to mere hisab se camera khareedne ki jaroorat nahi hai . aapka lens ka set bahot achhha hai aur wedding ke saath saath isase vlog and food content bhi achha ban sakta hai . mere hisab se agar aapko invest karna hai hai to UA-cam ke Vlog ya food content creation ke lie ek Action camera, jaise go pro ya dji pocket ityadi le sakte hain. aapke shots me ek alag flavour add ho jayega . meri ek salah aur hai agar channel shuru karna hai to small portable lights aur wireless lavelier microphones me invest kar sakte hain , kyonki kisi bhi content me jitna ek video ki value hai utna hi uske lighting and audio ki bhi hai .
but on another notes , agar aapko upgrade karne ki iksha hai to aap Full frame me sony A7iv le sakte hain ya agar budget kam hai to Crop me Sony a6700 le sakte hain, dono cameron ki video quality me koi antar nahi hai, dono 10bit 422 log file banate hai aur dono 4k 120p le sakte hai. iske alawa dono me hi 5axis IBIS nhi hai . dono camere aapko wedding se lekar vlogging sabhi me kaam aayenge . mujhe mere experience se jitna pata tha wo maine aapko bata diya fir bhi mai chahunga ki kuch bhi lene s pehle aap use try kar le tabhi le.
Dhanyavaad
@@DigitalCinematicsFilms thankyou aapka ... and by the way this is Sourav here and @lifejingatoss mere channel ka naam hain.. got your point appne jo jo share kiya... i want to add that GoPro 10 hain mere pass .. VND Filter k saat saat ... DJI wireless MIC hain.. Sennheiser Shotgun microphone MKE 400 directional mic bhi hai mere pass... but drone nahi hain... or koi wide lens bhi as such nehi hai.. to isbare main aapka keya kehena hai..
@lifejingatoss Maine abhi abhi aapka channel dekha , its good, mujhe achha laga esp Nostalgic Bangladesh wala episode . aapke sound ki quality bhi bahot achhi hai , editing is also good . aapke paas action cam se lekar wireless livelier sabhi hai , and everything seems to be very good. mujhe sirf personally colour grading me thoda blue tone jyada laga , ye aapki personal pasand hogi . par is tarah ke video me thoda positive vibrant colour rakhenge to jyada attractive lagega. but in my view you are all set to start a food channel with a bang . all the best
ek tamron 17-28 2.8 le lijie , achha lens hai . drone me dji mini 3 lijiega colour achha hai aur aapko kahin bhi fly karne me legally dikkat nahi hogi . ( country country par depend karta hai ).
@@DigitalCinematicsFilms arey arey keyaa baat ... thankyou for a short review...on my channel.. but mera channel actually Bengali language main based hain... to fhir is it ok to continue with my mother tongue. ya fhir hindi main bnaney sey behetar viewership ki asha rakhsaktey hai... what is your view on this..
thanks boss ❤️
Welcome
@@DigitalCinematicsFilms Sir I always support you ❤️. I'm from Pakistan ❤️.
@Mr.Meer-z6z Thanks for your Love and support Merr , Love from India ❤️❤️❤️