Sister sargam 200% right excellent 👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏 Pahli bar Kisi hindu Lady ko mene india society ki itni badi problem ke bare me itna sach or sahi bolte hue dekha hai
Aurat ko talaq nahi khula lene ka right diya gya hai islam me, aur teen talaq ka haq aurton ko isliye nahi diya gya hai ke wo mardo ke mukable me kafi emotional aur jaldi baz hoti hai agr unhe ye haq mil jata to wo har din talaq deti rhti har bat me talaq deti rhti lekin mardo ke ander Allah ne wo taqat rkhi hai ke kitna bhi mushkil wqt aa jaye lekin unke zuban se ye talaq lafz nhi nikalata to baz ko baz se behtar banaya hai Allah ne
❤❤❤ Hindu dharm ki books me talaq ka procedure aur uski conditions nhi milti hai, indian law court ke through talaq lete hai log. Magar quran khud ek complete constitution hai ek country ko chalane ke liye
Sargam sister ka view perfectly explained and others views are golmol, round and round and not explained well by brother nikhil but sargam sister speaks on point..waah thank you sargam sister 🎉
Allah tala aa ki family ko salamat rakhe, aapki Mummy aur wife observation bahut achcha tha uske bad Jo un dono ne explain Kiya bahut hi knowledgeable Jo hak tha vah unhone byan Kiya. Bhai ye dekh kar ke bahut Khushi hoti hai ki aapke Mummy Papa aur aapki wife itni knowledgeable aur itni sach aur hak ki baat kahney wali family aapko Mili hai hai, ye upar wali ki rahamat aur niyamat hai ki aapko aisi family Mili hai jis per aap fakr kar Sako proud feel kar sako.
Bahi read zaror krna 1. Talaq: Islam mein talaq ki ijaazat hai, lekin yeh aakhri hal ke tor par samjha jata hai jab shauhar aur biwi ke darmiyan sulah ki koi umeed na ho. Talaq ki teen qismein hain: Talaq Raj'i (jismein shauhar iddat ke doran apni biwi ko wapas le sakta hai), Talaq Ba'in (jismein sulah mumkin nahin hoti), aur Talaq Mughallazah (jismein teen baar "talaq" kehne ke baad biwi shauhar ke liye halaal nahin rehti jab tak woh kisi aur se shaadi na kar le). Islami taleemat mein shauhar aur biwi ke darmiyan rishtay behtar karne ke liye bhi hidaayat di gayi hai taake talaq se bacha ja sake. 2. Aurat ke Huqooq: Islam mein aurton ke huqooq ko buhat ahmiyat di gayi hai. Hazrat Muhammad ﷺ ne farmaya ke mardon ko apni biwiyon ke sath husn-e-suluk karna chahiye, aur yeh ke tum mein se behtareen wo hai jo apni biwi ke sath behtareen suluk karta hai. Islam mein aurton ko virasat ka haq, taleem ka haq, aur nikkah mein apni razaamandi dene ka haq diya gaya hai. 3. Shadiyon ki Tadaad: Islami qanoon ke mutabiq, ek mard ko chaar biwiyan karne ki ijaazat hai, lekin shart yeh hai ke wo un sab ke sath barabari ka suluk kare. Agar wo insaf nahin kar sakta to behtar hai ke wo sirf ek se shadi kare. Islam mein ek se zyada shadiyon ki ijaazat ka maqsad aurton ki hifazat aur samaji masail ka hal hai, na ke zati khwahishat ki takmeel. 4. Islam mein Insaaf: Quran aur Hadith mein insaaf par zor diya gaya hai, khaaskar aurton ke sath munasifana sulook karne ke hawalay se. 5. Aurat ke Huqooq: Islam mein aurton ko buhat se huqooq diye gaye hain. Misaal ke tor par, nikkah ke waqt aurat ko "mehr" diya jata hai, jo uska maali haq hai. Iske ilawa, aurat ko talaq lene ka haq bhi hai jise "khula" kaha jata hai. Islam mein aurton ke virasati huqooq, maali huqooq, aur samaji huqooq wazeh tor par bayan kiye gaye hain. Agar Quran aur Hadith ka mutala kiya jaye to maloom hota hai ke Islam ne aurat ko izzat aur waqar ke buland maqam par faiz kiya hai. Islam mein Talaq: Islam mein talaq ki ijaazat hai, lekin yeh naapasandida amal samjha jata hai. Iska maqsad shauhar aur biwi ke darmiyan aise masail ka hal nikalna hai jab unke liye ek sath rehna mumkin na ho. Islam mein talaq ke bare mein wazeh hidaayat di gayi hain. Ek sath teen talaq dena naapasandida samjha jata hai, aur is par Islami ulema ke mukhtalif raayein hain. Talaq us waqt ka hal hai jab shauhar aur biwi ke liye ek sath rehna na mumkin ho, taake wo shadi ke bandhan se azaad ho saken. Sabse pehle, aapko yeh samajhna chahiye ke talaq kyun hoti hai aur "teen talaq" kya hai. Aapko is topic par research karni chahiye. Aapke religion mein zyada tar aurton par zulm hota hai? Kya aapko lagta hai ke agar husband aur wife ke darmiyan masail hoon ya husband wife par zulm kare, to kya unhein phir bhi saath rehna chahiye? Aapke religion mein agar husband mar jaye, to wife ko poori zindagi uske naam par guzarna padta hai. Koi uski parwaah nahi karta, aur wo zindagi bhar akeli reh jati hai, chahe koi uske sath bura salook kare. Usay hamesha ke liye tanha chhor diya jata hai. Islam mein aisa nahi hai. Aurton ko bohot saare huqooq diye gaye hain. Agar aap Islam mein aurton ke rights ke baare mein parhain ge, to aapke doubts clear ho jayeinge. Koi aur religion aurton ko itne rights nahi deta jitne Islam deta hai. Jo kuch aap sunte hain uspe yakeen karne ke bajaye khud research karein aur hamare scholars se mashwara karein taake aapki ghalat fehmiyaan door ho sakein. Aur doosre religions mein mardon ke liye multiple marriages par koi restriction nahi hai. Apne religion ki taraf dekhein, aapke devta Krishna ki bohot si shaadiyan thi, aur doosri religious figures ki bhi kaafi shaadiyan thi. Wahan 5, 10, 20, hatta ke 100 ya 200 aurton se shaadi karne ki koi pabandi nahi hai. Lekin Islam ne isse 4 shaadiyon tak mehdood kiya hai, aur woh bhi khas situations mein, jaise agar koi aurat bewa ho ya talaq yafta. Nabi Muhammad (PBUH) ki kaafi shaadiyan thi, lekin unme se sirf aik kunwari aurat thi, baaqi bewa ya talaq yafta thi. Aap ne unse shaadi is liye ki taake unka tahaffuz aur madad ki ja sake. Agar aap duniya ke stats dekhein to aurton ki tadaad mardon se zyada hai. Accidents mein zyada mard marte hain. Agar ek mard sirf ek aurat se shaadi kare ga to kaafi auratein baghair shohar ke reh jayeingi, aur isse issues paida ho sakte hain jaise exploitation ya prostitution. Isliye Islam me specific halaat mein chaar shaadiyon ki ijazat di gayi hai. Lekin Quran mein clearly kaha gaya hai ke agar aap insaaf nahi kar sakte to behtar hai ke ek hi shaadi karein. Islam aur Quran ko samajhne ke liye aapko khud parhna aur samajhna chahiye. Isme aqalmand logon ke liye guidance mojood hai. Yeh straight baat hai, lekin log afwaahon ya suni-sunai baton pe amal karte hain, bajaye iske ke woh khud parhain aur samjhein. UA-cam aur Google pe knowledge easily available hai, aur zyadatar scholars apne arguments ke proof bhi provide karte hain. Jahan tak aapki baat hai hamare rasam o riwaj jaise parda waghera, humein isse koi farq nahi padta. Kisi ne iske khilaf kuch nahi kaha. Hum har religion ki izzat karte hain. Lekin doosre religions ke log aksar hijab ya jihad jaise mamlaat ko Islam mein ghalat samajhte hain, jabke woh khud nahi parhte ya samajhte. Woh sirf wohi maante hain jo suna hota hai. Hamara mazhab humein nafrat sikhata hi nahi. Aap khud search karein, Quran parhain, aur hamare Nabi ﷺ ki zindagi ka mutaala karein. Or Dr zikr naik ap mazhb ko glt ni khna Cha rha os shaks ki bta hi adi the os na kohd apna mzhb ka Liya Kitna glt bola onha roka gya mazhb koi bi glt ni hota insan osa khrb kr dta ho Or agr tilaq itne am bat hoti tu AJ hr koi tliq da rha hota urat tliq la skti ha Haq ha but mrad ki trha ya ni kah skti ak hi bar talq talq talq dhka bahi pakistan ma India ma drams or movie ma jsa dihkya jta ak hi bar Kise bat pa tlaq da dta asa ni hoti tlaq ya dramas or movie ma glt dihkya jta ha hmesha Islam ki chizo ko is liya log Jo dhkta in movies ma onha Sach lgta infect pakistan sa ho ma or Pakistan ma kyi drama ma asa dihkya jta ya si ni h on ko shi dihkna chya lkin ya bi ha kyi Muslim waqi ak sath teen talq da dta ku ka ya wo log hota jinha Koch pta ni hota na kohd Islam ko in qanon ka shi sa ni prha hota Or Sirf Muslim ni or mazhb ka log bi AJ alg hota h or biwe ya hasbnd ka hota chup ka gf bf or shdi bi krta h log osa glt ni khta kher
इस्लाम में पुरूष हो या महिला सब को ज़िंदगी जिने का छुट है इंसान मां बाप के जरिए दुंया में आया है लेकिन आत्मा तो परमात्मा ने हि दया है जो जिस्म का मेंन चिज़ है फिर एहसान किसका आदर सब का है परमात्मा ही मेरा मेंन है
It was because person said our Dharam is not allowing divorce. Dr. Zakir didnot brought dharam word. You are a intellectual family. Love ❤️ to whole family
divorce is right of a woman through khula, or if she has mentioned it as her right in nikkah nama at the time of marriage signing, then she has equal right of divorce by verbally parting if the time comes, like a man saying three times the word "talaq". Girls should read their nikkah contract and understand their rights well before signing
Sister sargam 200% right excellent
👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏
Pahli bar Kisi hindu Lady ko mene india society ki itni badi problem ke bare me itna sach or sahi bolte hue dekha hai
❤❤💯💯✔
Sister Sirgam excellent reaction 👏🏻👏🏻👏🏻 you win the gold medal today.
Yes,she understood dr Zakir point 👌
NIkhil Zakir naik ki video kuch seekne k liay nahi dhekta balke debate karne k liay dhekta hai issue ye hai ye apne app se honest nahi
Yes👍♥️❤💯 💯💯✔✔
@@waseemn8393 Yes Absolutely 👍
Ha❤❤❤
Sirgam reaction so perfect about women’s rights ❤❤
Sister Sargam well said Allah Apko Hidayat de yahi Dua karta hu
Sargam sister your,s every words amazing ♥️🇵🇰
Sister sargam very nice reaction ❤
Sargam sabse jyada samajhdar hai
Sargam didi best reaction 👍💯💯
Good reaction Sargam ka Sochh Achhahe Bahut Samajdarhe Allah Usko our Giyande
SRgum sister AP na bohat acha reply Kiya
By
Apki wife... thoughts bohat jyada ...deep hai... Explantion lajawab tha❤
Sirgam ma'am listening things really good, appreciatable 👏 👍
This is the best family proud all of you ❤ ♥ 💗
sargam ne boht achi explain ki [from Pak.]
Bahan ne bahut khoob jawab Diya❤agree 💯 👍
Sirgam bhabhi kamal hi kar diya aaj apne 🎉🎉🎉
mashallah bahut achcha reaction Diya hai Sargam.
Sargam ji, hats off...🎩📴
Sirgam sister Mai Dua karta hu aapk liye aur aapki family k liye bhi.. Allah SWT Aapko aur aapki family ko Islam qabool karnai ki taufeeq ata karai...
U wife is smart the way she said all things well done👏♥️
Sister sirgam u r beautiful explane today...ur thoughts is very high and golden words🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
ISLAM "THE WAY OF LIFE... ✨
Sargam ji is the best reaction 👍
Alhamdulillah Islam ke sare Kanoon Insaniyat ko follow karte Hain aur Insaniyat ke liye bahut jaruri hai ❤❤❤
Sargam Sister jis par bitti hai usko malum hota hai aapki baat Bilkul Sahi hai
Sargam ji good reaction 💯
Sargam sister, today your views are beautifully explained and on point...sargam sister, i respect your veiws and your emotions ❤
Best reaction by sargum ma'am....... Masha'ALLAH
Maa G and Sirgam Sister Understanding Level is very Good 💞
Sister sargam ne acha bola ❤❤❤
Meri Piyeri bahen Apne Bohot Achi bt kahi
I totally agreed sargam sister. I loved your perception.
Anti k bajoo pe lagi hoi hai Allah anti ko jald sehat de Ameen ❤
Ameen
Ameen
Sigam sister's reaction made me to subscribe this channel. ❤❤❤
Sister Sargam Excellent Jawab ❤😊
You are very right sister👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏
Sirgam has given an outstanding opinion. Her observation is also very keen
Sistet Sargam G 🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
Mashallah bohot pyara reaction ❤
Well done sister you are learning great
Nice reaction sargam ji
Ap ki mama &Sister sargam is a great .she gave v nice reaction
Aurat ko talaq nahi khula lene ka right diya gya hai islam me, aur teen talaq ka haq aurton ko isliye nahi diya gya hai ke wo mardo ke mukable me kafi emotional aur jaldi baz hoti hai agr unhe ye haq mil jata to wo har din talaq deti rhti har bat me talaq deti rhti lekin mardo ke ander Allah ne wo taqat rkhi hai ke kitna bhi mushkil wqt aa jaye lekin unke zuban se ye talaq lafz nhi nikalata to baz ko baz se behtar banaya hai Allah ne
Good answer main b yahi khnay Wala tah
Right
One more reason that, men have to pay denmohor/mohorana (not exactly dowry). So some greedy women would have make it (marriage) business.
Sister sirgam excellent reaction.❤❤
Good sister sargham ap ne dill jeet lye
Allah aapko aapke pure Parivar ko khushiyon Bhari jindagi ata farmae❤❤❤❤❤
Ainak Wali bachi ny bohat achi or khoob soorat baaten ke hen aurat k haq me welldon
Bhabi NY to ajj boht Boht acha reaction deya Mashallah nice
My favourite Dr Zakir Naik Dr Israr Ahmad ❤❤❤❤❤❤
Your sister is so right about these kind of people.may Allah bless you all.
Sargam baji ap ne sai bola I agree with u
Very very good sister you explain 👍👍💯 best knowledge
Sargam ji ka best reaction tarif ke kabil hain
❤❤✔
Bhai bahot accha laga aapki video dekhkar, or aapki family ko knowledge bhi bahot accha hai
I like your video ❤❤
Sargam 👏👏👏👏
❤❤💯💯✔
Islam jesa koi din nahi
beautiful reaction ❤❤
Quran ❤❤❤❤
❤❤❤ Hindu dharm ki books me talaq ka procedure aur uski conditions nhi milti hai, indian law court ke through talaq lete hai log. Magar quran khud ek complete constitution hai ek country ko chalane ke liye
Ye baat in logo ko nehi pata😅
@@technofriends7422 haq ☝🏻
Love your energy guys ❤😊
Mashalah zabr dast reaction ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Sargam sister hamari piyari sister
Sargam sister bhut achcha bolti h, nice 👍
Sargam sister ka view perfectly explained and others views are golmol, round and round and not explained well by brother nikhil but sargam sister speaks on point..waah thank you sargam sister 🎉
❤👈 Nice reaction.
Masallah so nice video ❤❤❤❤🇧🇩👍
Wow mem AAP ne toh hiladia ❤❤❤❤wow mem very good fil jit Liya
Masha Allah ❤❤❤
Allah aap sub ko hidayat ata kre Ameen 😊
Please Quran reaction ❤
She’s absolutely right 🇵🇰👍👍
Dear sister sirgam superp❤😊❤
This family will accept ISLAM very soon. Inshallah..
Allah tala aa ki family ko salamat rakhe, aapki Mummy aur wife observation bahut achcha tha uske bad Jo un dono ne explain Kiya bahut hi knowledgeable Jo hak tha vah unhone byan Kiya. Bhai ye dekh kar ke bahut Khushi hoti hai ki aapke Mummy Papa aur aapki wife itni knowledgeable aur itni sach aur hak ki baat kahney wali family aapko Mili hai hai, ye upar wali ki rahamat aur niyamat hai ki aapko aisi family Mili hai jis per aap fakr kar Sako proud feel kar sako.
Aurat bhi le sakti hai talaq usko khula bolte hai
Meri behan meri shahzadi.. Love you so much ❤️
Bahi read zaror krna
1. Talaq: Islam mein talaq ki ijaazat hai, lekin yeh aakhri hal ke tor par samjha jata hai jab shauhar aur biwi ke darmiyan sulah ki koi umeed na ho. Talaq ki teen qismein hain: Talaq Raj'i (jismein shauhar iddat ke doran apni biwi ko wapas le sakta hai), Talaq Ba'in (jismein sulah mumkin nahin hoti), aur Talaq Mughallazah (jismein teen baar "talaq" kehne ke baad biwi shauhar ke liye halaal nahin rehti jab tak woh kisi aur se shaadi na kar le). Islami taleemat mein shauhar aur biwi ke darmiyan rishtay behtar karne ke liye bhi hidaayat di gayi hai taake talaq se bacha ja sake.
2. Aurat ke Huqooq: Islam mein aurton ke huqooq ko buhat ahmiyat di gayi hai. Hazrat Muhammad ﷺ ne farmaya ke mardon ko apni biwiyon ke sath husn-e-suluk karna chahiye, aur yeh ke tum mein se behtareen wo hai jo apni biwi ke sath behtareen suluk karta hai. Islam mein aurton ko virasat ka haq, taleem ka haq, aur nikkah mein apni razaamandi dene ka haq diya gaya hai.
3. Shadiyon ki Tadaad: Islami qanoon ke mutabiq, ek mard ko chaar biwiyan karne ki ijaazat hai, lekin shart yeh hai ke wo un sab ke sath barabari ka suluk kare. Agar wo insaf nahin kar sakta to behtar hai ke wo sirf ek se shadi kare. Islam mein ek se zyada shadiyon ki ijaazat ka maqsad aurton ki hifazat aur samaji masail ka hal hai, na ke zati khwahishat ki takmeel.
4. Islam mein Insaaf: Quran aur Hadith mein insaaf par zor diya gaya hai, khaaskar aurton ke sath munasifana sulook karne ke hawalay se.
5. Aurat ke Huqooq: Islam mein aurton ko buhat se huqooq diye gaye hain. Misaal ke tor par, nikkah ke waqt aurat ko "mehr" diya jata hai, jo uska maali haq hai. Iske ilawa, aurat ko talaq lene ka haq bhi hai jise "khula" kaha jata hai. Islam mein aurton ke virasati huqooq, maali huqooq, aur samaji huqooq wazeh tor par bayan kiye gaye hain. Agar Quran aur Hadith ka mutala kiya jaye to maloom hota hai ke Islam ne aurat ko izzat aur waqar ke buland maqam par faiz kiya hai.
Islam mein Talaq:
Islam mein talaq ki ijaazat hai, lekin yeh naapasandida amal samjha jata hai. Iska maqsad shauhar aur biwi ke darmiyan aise masail ka hal nikalna hai jab unke liye ek sath rehna mumkin na ho. Islam mein talaq ke bare mein wazeh hidaayat di gayi hain. Ek sath teen talaq dena naapasandida samjha jata hai, aur is par Islami ulema ke mukhtalif raayein hain. Talaq us waqt ka hal hai jab shauhar aur biwi ke liye ek sath rehna na mumkin ho, taake wo shadi ke bandhan se azaad ho saken.
Sabse pehle, aapko yeh samajhna chahiye ke talaq kyun hoti hai aur "teen talaq" kya hai. Aapko is topic par research karni chahiye. Aapke religion mein zyada tar aurton par zulm hota hai? Kya aapko lagta hai ke agar husband aur wife ke darmiyan masail hoon ya husband wife par zulm kare, to kya unhein phir bhi saath rehna chahiye? Aapke religion mein agar husband mar jaye, to wife ko poori zindagi uske naam par guzarna padta hai. Koi uski parwaah nahi karta, aur wo zindagi bhar akeli reh jati hai, chahe koi uske sath bura salook kare. Usay hamesha ke liye tanha chhor diya jata hai.
Islam mein aisa nahi hai. Aurton ko bohot saare huqooq diye gaye hain. Agar aap Islam mein aurton ke rights ke baare mein parhain ge, to aapke doubts clear ho jayeinge. Koi aur religion aurton ko itne rights nahi deta jitne Islam deta hai. Jo kuch aap sunte hain uspe yakeen karne ke bajaye khud research karein aur hamare scholars se mashwara karein taake aapki ghalat fehmiyaan door ho sakein.
Aur doosre religions mein mardon ke liye multiple marriages par koi restriction nahi hai. Apne religion ki taraf dekhein, aapke devta Krishna ki bohot si shaadiyan thi, aur doosri religious figures ki bhi kaafi shaadiyan thi. Wahan 5, 10, 20, hatta ke 100 ya 200 aurton se shaadi karne ki koi pabandi nahi hai. Lekin Islam ne isse 4 shaadiyon tak mehdood kiya hai, aur woh bhi khas situations mein, jaise agar koi aurat bewa ho ya talaq yafta.
Nabi Muhammad (PBUH) ki kaafi shaadiyan thi, lekin unme se sirf aik kunwari aurat thi, baaqi bewa ya talaq yafta thi. Aap ne unse shaadi is liye ki taake unka tahaffuz aur madad ki ja sake.
Agar aap duniya ke stats dekhein to aurton ki tadaad mardon se zyada hai. Accidents mein zyada mard marte hain. Agar ek mard sirf ek aurat se shaadi kare ga to kaafi auratein baghair shohar ke reh jayeingi, aur isse issues paida ho sakte hain jaise exploitation ya prostitution. Isliye Islam me specific halaat mein chaar shaadiyon ki ijazat di gayi hai. Lekin Quran mein clearly kaha gaya hai ke agar aap insaaf nahi kar sakte to behtar hai ke ek hi shaadi karein.
Islam aur Quran ko samajhne ke liye aapko khud parhna aur samajhna chahiye. Isme aqalmand logon ke liye guidance mojood hai. Yeh straight baat hai, lekin log afwaahon ya suni-sunai baton pe amal karte hain, bajaye iske ke woh khud parhain aur samjhein. UA-cam aur Google pe knowledge easily available hai, aur zyadatar scholars apne arguments ke proof bhi provide karte hain.
Jahan tak aapki baat hai hamare rasam o riwaj jaise parda waghera, humein isse koi farq nahi padta. Kisi ne iske khilaf kuch nahi kaha. Hum har religion ki izzat karte hain. Lekin doosre religions ke log aksar hijab ya jihad jaise mamlaat ko Islam mein ghalat samajhte hain, jabke woh khud nahi parhte ya samajhte. Woh sirf wohi maante hain jo suna hota hai. Hamara mazhab humein nafrat sikhata hi nahi. Aap khud search karein, Quran parhain, aur hamare Nabi ﷺ ki zindagi ka mutaala karein.
Or Dr zikr naik ap mazhb ko glt ni khna Cha rha os shaks ki bta hi adi the os na kohd apna mzhb ka Liya Kitna glt bola onha roka gya mazhb koi bi glt ni hota insan osa khrb kr dta ho
Or agr tilaq itne am bat hoti tu AJ hr koi tliq da rha hota urat tliq la skti ha Haq ha but mrad ki trha ya ni kah skti ak hi bar talq talq talq dhka bahi pakistan ma India ma drams or movie ma jsa dihkya jta ak hi bar Kise bat pa tlaq da dta asa ni hoti tlaq ya dramas or movie ma glt dihkya jta ha hmesha Islam ki chizo ko is liya log Jo dhkta in movies ma onha Sach lgta infect pakistan sa ho ma or Pakistan ma kyi drama ma asa dihkya jta ya si ni h on ko shi dihkna chya lkin ya bi ha kyi Muslim waqi ak sath teen talq da dta ku ka ya wo log hota jinha Koch pta ni hota na kohd Islam ko in qanon ka shi sa ni prha hota
Or Sirf Muslim ni or mazhb ka log bi AJ alg hota h or biwe ya hasbnd ka hota chup ka gf bf or shdi bi krta h log osa glt ni khta kher
इस्लाम में पुरूष हो या महिला सब को ज़िंदगी जिने का छुट है इंसान मां बाप के जरिए दुंया में आया है लेकिन आत्मा तो परमात्मा ने हि दया है जो जिस्म का मेंन चिज़ है फिर एहसान किसका आदर सब का है परमात्मा ही मेरा मेंन है
Sargam ji ne bahut hi bhetar samjha is topic ko....
Great dr Zakir Naik ❤❤❤❤
Sargam sister ka reaction jabardast raha🎉🎉🎉🎉🎉
Bahut khubsurat family hain ❤
Thank you 🤗
Abhi me ne pura dekha bohut achha reaction hai🎉😊
behan ne bohat shandar bola or bohat sehi bola
Sister sirgam gives very mature reviews based on ground reality
Bahbi ka jawab sai hai❤
Excellent sirgam baiti
Apki wife to boht ghuse me agai aaj 😂 lekin boht acha boli zabardast
Thanks for sister sargam explanation, sensible explain
Thanyevad😊😊😊
Plz more reaction on dr zakir naik❤❤
Alhamdulilah aur islam is perfect religion❤ It is competible with each n every condition and era
Sargam didi is right 👍
Bahan Ne bahut acchi baat Kahi
It was because person said our Dharam is not allowing divorce. Dr. Zakir didnot brought dharam word. You are a intellectual family. Love ❤️ to whole family
divorce is right of a woman through khula, or if she has mentioned it as her right in nikkah nama at the time of marriage signing, then she has equal right of divorce by verbally parting if the time comes, like a man saying three times the word "talaq". Girls should read their nikkah contract and understand their rights well before signing
Good 👍
Sargam is best 🎉❤ mind 🎉🎉🎉 👏❤❤❤❤❤
💯💯✔
Sargam is good think
Beshk Allah jise chahata hai use hi hidayat deta har kisi ko hidayat nhi deta allhmdullah