सर जी को नमस्कार ये जो सवाल है सभी के लिए बहुत ही जरूरी है किसी amplifier पर 6600 वाट लिखा है और 12 volt का है तो उसको चलाने के लिए कितने एम्पियर का ट्रांसफार्मर लगाए और कितने वाट के कितने स्पीकर्स को रन कर सकता है
Brother Maine Intex ke woofer per 8 inch ke do speaker lagai hai jisme ek ko bass Diya hai ismain agar 5 amp. Ka transfarmer laga de toh thik rahe pehle 2 amp. Ka laga hai
Sir, mere pass Filips kompny ke teprecordr ka bdhiya circuit board he, uska Equalizer board best he, bass, treble bhut bdhiya he. Ye circuit 12 O 12 pe opret hoti he, lekin uske transformer me 2 aempiar aata he, to kya 2 transformer ko parelal me jodke aempiar badha sakta hu? 12v me Jo 4 aempiar ho jay to aavaj ka performance badhiya mil jay.
Sir mera bord 2.1 or 4.1 hai jo apke pass hai mane uss me modification kiya hai mtlb is bord say 2 speakers or 1 subwoofer 8"chalaiya hai tell me one thing sir 8" inch subwoofer ko kitne amp thik rahr ga maximum.
Sir phle To Namaste. Sir mere home theatre f&d f210x main bass full karke sound full karte he voltage ki kami lag rahi hai jaha heavy bass wale song ki line main ajeeb si kar karane ki noice Aati hai or mene ic bhi change kar li uski ic main koi problem nhi hai
Bhai mera 2.1 hometheter hai jab mai volume ko full karta hu to Bass ka pata he nahi chalta hai volume bohat loude ho jata hai to ky mai apne 20W ke subwoofer ko change karke 40 ya 50 WT ka subwoofer laga sakta hu
Sir mere pas 2.1 ka 2030 IC KA BOARD HE JISME 5 empier wala transformer Laga sakte hain kya aur 5 wire ki wiring kaise karenge aur kahan karenge sar please help.
Hello sir, im using 12-0-12 3A transformer, for long time but the transformer was burnt.. it was over heating, is there any way to reduce over heating if transformer.. please explain sir thank youbin advance
Sir mere paas bhi aap jeysa 2.1 home theatre hai Par jab me 12 0 12 voltage use karta hoon tab voltage 1 0 1 ho jata hai Kya karo sir reply please Reply please Reply please Reply please
Mere pas 4 ic wala 2.1 2030 or 2050 hai isme input ki 3 wire hain usme maine bluetooth module laga hai isi me jab aux k zariye chalata hun to sound sahi ata hai Bluetooth se bohat halka ho jata hai any idea
Sir, main 8 inch woofer ka 2.1 home theatre banana chahta hu, to main bass achha banane ke liye 2050 amplifier board our 3 amp 12v ka tf use kr sakta hu Kya। Pls tell me pls। Our ye 220v per hi chalega na
Bro ampere can't be decided like this ..right way is to check TDA 2030 data sheet how much max ampere it can support..if you will give bigger transformer and bigger load then IC will over heat and you need bigger heat shrink
4ic wala naya bord market sa la ai home theater pya lagya low volume pya chal rahata torasa jor bariya ic gal 🔥giya iska kiya problem hya wair pya koi vi short nahi hua 2.5 amp Tanspormar tha plz sir riplya
Sir mere DVD player ka transformer kharab ho gaya hai 4440 ic lagi hai DVD ke function ko chalane ke liye alag se smps supply DVD me lagi hui hai purane deck ka transformer lagbag 2 amp. Ka hai per multimeter me Bina load ke transformer 8 volt dikha Raha hai kya ish transformer ko DVD player me lagana sahi hoga
Sir mene amplifier bordko chuhane pura katdiya tha mene usko sahise taar joint kiya par sheeeeeee eisa bahut lambitak bajrahahai audio sound nahi nikal rahi hai aur sabwoofer ka line nahi samajrahahai so please sir kya kare
Sir mara pas ak 2.1 bord hai or usma gana bajata hai to thori dar ka bad woofer ka sound kam ho raha hai kiya kara please bataya bohot problem ho raha hai. Aur hai mara transfromar ko akbar thik kiya tha tab sa asa problem ho raha hai lakin voltage 12 volt he dikha raha hai multimiter pa
Sir kya home theatre PCB tracing karte dauran kya ham usse touch kar sakte hain kya ❓ jisse ki aapane bataya humming hoti hai! IC kharab hone par kya touch karna save hai! Shock nahi lagta ase please provide true information thanks 🙏❤️
Thanks vai is video ko dhundraha tha ampere ko leke confusion tha❤️😇
3 empier ka Sahi Rahega home theatre ka Transformer change karne ke liye Achcha Rahega aap bataiye Mujhe
Aaj apne amper ki jankari dekar dil khus Kar diya
सर जी को नमस्कार ये जो सवाल है सभी के लिए बहुत ही जरूरी है किसी amplifier पर 6600 वाट लिखा है और 12 volt का है तो उसको चलाने के लिए कितने एम्पियर का ट्रांसफार्मर लगाए और कितने वाट के कितने स्पीकर्स को रन कर सकता है
Thank you so much bhaiya me dar Raha tha jada ampere lagane se🥰🥰🥰🥰🥰🥰
Brother Maine Intex ke woofer per 8 inch ke do speaker lagai hai jisme ek ko bass Diya hai ismain agar 5 amp. Ka transfarmer laga de toh thik rahe pehle 2 amp. Ka laga hai
Sir, mere pass Filips kompny ke teprecordr ka bdhiya circuit board he, uska Equalizer board best he, bass, treble bhut bdhiya he. Ye circuit 12 O 12 pe opret hoti he, lekin uske transformer me 2 aempiar aata he, to kya 2 transformer ko parelal me jodke aempiar badha sakta hu? 12v me Jo 4 aempiar ho jay to aavaj ka performance badhiya mil jay.
Bilkul na jodna bhai jal jayega
Very nice video 👍 techno Mitra Bhai Himanshu Bhai on home theatre system
Sir. Smps wala home theater mai transformer keise lagai. 3 wer hai.
5 wire wale transformer par bhi video banao sir, bina time waste kiye viewers ka thanks
Mere home theatre ka Transformer kharab ho gaya hai usko kitne empier ka Transformer lagaen 3 IC ka hai vah
20 30 kit mein 3 empier ka transformer dalenge koi dikkat to nahin
Aur Aisi bahut Achcha Hona chahie Aisi bahut Achcha Hona chahie
Apne bahut achhe se bataya
6283 me kitne appears ka lagega
Aur bt lm324 me kitne ampearre ka lagega
3 to 5 amp use kar bhai
Is board ke liye maine 12 0 12 3 amp. ka transformar kharida hu but iska output voltage 14.5 dikhara hai for one side. Kya may ise use karsakta hu.
hmm
Bhai mere home theatre me 2 amp ka tranformer lga h pr usme chiiirrrrrr ki awaj kr rha h like spark kya prblm ho skti h pls help
Bhai ji 1600w 4440 ic board mai 12 0 12 ke sath chalaya toh heat hone laga transformer
Kya hum 6.1 board mei ups ka tranformer use kar sakte hai?
Bro ups 12v 15a transformer use kar sakte hain kya please reply 😢
Sir aap achese samjaya
12 0 12 transformer Laga sakte hain kya
Hello Sar kya Ham TTA 2050 Mein 18 wat 5 empier ka Transformer Laga sakte hain
Ser 5 apm ka transformer lgane pr capacitor bhi change krne hoge kya 7 ic wala bord h 2030
Sir kya ham 5.1,6.1 me 18 0 18 ka transformer lga sakte hain kya? Reply dijiye sir jaldi😬
Thankyou sir ye to mujhe pata hi nehi thaa❤
20 30 IC home theatre board mein 15 0 15 ka transformer Laga sakte hain ya nahin
Sir mere pass 2030ic 7 channel board hai us me 8 amp ka transformer laga sakte hai ki nahi
Sir mera bord 2.1 or 4.1 hai jo apke pass hai mane uss me modification kiya hai mtlb is bord say 2 speakers or 1 subwoofer 8"chalaiya hai tell me one thing sir 8" inch subwoofer ko kitne amp thik rahr ga maximum.
Aacha bass k liye 8 inch ka woffer may 5 ampere ka transformer lagayga
Sir phle To Namaste.
Sir mere home theatre f&d f210x main bass full karke sound full karte he voltage ki kami lag rahi hai jaha heavy bass wale song ki line main ajeeb si kar karane ki noice Aati hai or mene ic bhi change kar li uski ic main koi problem nhi hai
18.0.18 ka transformer laga sakte hai 2030 ic board mai ya nhi
Which is the best kit for 4.1 home theater system?
Sir 105 watt ka zebronics ka speaker hai usme kitne amp aur kitne vot ka transfermer lgega
Bhai mera 2.1 hometheter hai jab mai volume ko full karta hu to Bass ka pata he nahi chalta hai volume bohat loude ho jata hai to ky mai apne 20W ke subwoofer ko change karke 40 ya 50 WT ka subwoofer laga sakta hu
Sir Philips home theater 2.1 me transformer jal Gaya h uske badle me kon sa transformer lagaye bataiye
Sir 2050 me kitne watt ka subwoofer lagau,powerfull bass k liye,ya fir board or subwfr ka configaration bta dijiye jo ek jabardast sound nd bass de
TDA2030 me kiya 6v ki transform chalshaktu hai
Sir mere pas 2.1 ka 2030 IC KA BOARD HE JISME 5 empier wala transformer Laga sakte hain kya aur 5 wire ki wiring kaise karenge aur kahan karenge sar please help.
2050ic 5.1/6.1 kon sa transformer lagana chahiye?
5amp
Mera vi yhi sawal hai
2030 audio board mein kitne wat ka speaker aur kitne om ka aur kitne wat ka subwoofer aur Om kitne inch ka
Bhai pliz bhatao na 6inchi ka CTS tawar he usme transformer 18-0-18 ka he Esme 10A dal de to kya hoga
Sir mere hometheater me 1.5 amp ka transformer hai 2.1 ka hai sir me 3amp ka laga sakta hu plz bata do
Amper kam hone se base ka ic ud sakta hai kya
Diode Change karna padega ?
Bhaai 2030 ic ka price kitna hai meri 3ic jal gayi hai uske sath lag raha hai ki rasistenc bhi jali huii hai.
❤❤भाई mv collection 4.1 hometrtar board मे कितने amp का टासंफाम लगेगा❤❤
Bhai 60 watt k 2.1 home theatre design kr rha hu. 100 watt ka amplifier use krna chahta hu kon sa board use kru?
Sir 4440 ic me kitne ampiar ka transformer lagaye ki aawaj na fate .bass clear aaye
Sir 4.1 2030 ic home theatre board me 13-0-13 5 amp ka transformer use kar sakte hain......?
Chalega bhai
V12 Car amplifier ko ghar par chalane k liye kon si power supply use kare ?
12v 15-20 amp ka smps laga sakte ho
TDA 5200 vs TDA tda 7388 ka competition Karen Kaun winner hai
Sir 4.1 2030ic me do 30 30watt ke woofer chala sakate hai aor tarnsfomer kitane amp ka lagaye
Mera 4.1 ka neya circuit boad he
Transformer 2amp he
Fir homing problem he. Bar bar on off ha ra he
Kya transformer change kar dunga
capacitors change krke dekhiye... bde wale
Neya circuit boad
Amazon se liya thaa
Mujhe laga ra he transformer voltage
Nehi de paa ra he
On off ka problem he
Neya circuit boad lagaya
Starting se homing problem
On off problem
Sir kya main 12-0-12 4amp transformer ko home theater me laga sakta hu?
Kaun mister ka use Karen bahut powerful Hona chahie transister
Sar Hamen TdA 5200 aur la 3886 ka compression karke bataen dikhao
Aur yah bhi batao ki vah kitne wat Mein chalega aur kitne empier mein
Maine 2.1 home theater me 4.1 ke pcb lagaye hai kya uaske trf se bass me koi problem aa sakti hai
no
Hello sir, im using 12-0-12 3A transformer, for long time but the transformer was burnt.. it was over heating, is there any way to reduce over heating if transformer.. please explain sir thank youbin advance
Use 4amp transformer. With good company
Which is the best and long life kit of home theatre ?
Sir ye transformer 240 v ac to 12 v dc deta hai ya 12 v ac
Sir mere paas bhi aap jeysa 2.1 home theatre hai
Par jab me 12 0 12 voltage use karta hoon tab voltage 1 0 1 ho jata hai
Kya karo sir reply please
Reply please
Reply please
Reply please
Mere pas 4 ic wala 2.1 2030 or 2050 hai isme input ki 3 wire hain usme maine bluetooth module laga hai isi me jab aux k zariye chalata hun to sound sahi ata hai Bluetooth se bohat halka ho jata hai any idea
Sir apne home thether me 12 0 12 hata ke 18 0 18 transfemer laga sakte hen Please raplay kar dijiye agar aap mera comment dekh liye to
Bro first question 2.1 keliye woofer sehi rahe ga ya subwoofer
2 question kitna watt ka or inches achha rahega pls reply
Tda2050 ic 4.1 home theatre kit per Kitna empire transformer Lagana chahie sir
Sir, main 8 inch woofer ka 2.1 home theatre banana chahta hu, to main bass achha banane ke liye 2050 amplifier board our 3 amp 12v ka tf use kr sakta hu Kya। Pls tell me pls। Our ye 220v per hi chalega na
Our main sir 8 inch woofer 50 se 70w RMS ka use karna Chahta hu
Bess speeker chek kaise kre sahi hai ya kharab
Dada 2.1 home theater board e 12 0 2amp transformer dene me kum kare ga?
Sir 4.1 Bord 12 0 12 1.5 ampiur ke transformer se chalega ya nahi
chalega par sonud badhane par sound fatega
Bro ampere can't be decided like this ..right way is to check TDA 2030 data sheet how much max ampere it can support..if you will give bigger transformer and bigger load then IC will over heat and you need bigger heat shrink
Kitini ampiya ki tranfarmar laga chahia 2.1 or 4.1 me
Sir Maximum voltage b btao bridge tda2030 k liye
4ic wala naya bord market sa la ai home theater pya lagya low volume pya chal rahata torasa jor bariya ic gal 🔥giya iska kiya problem hya wair pya koi vi short nahi hua 2.5 amp Tanspormar tha plz sir riplya
Bhai TDA2050 5.1 amplifier board main 12-0-12 3amp ka traformer use karne se mera heatsink bahut garam ho raha hai........plz Reply Bhai
4.1 2050 ic board ke sath 12 0 12 3 amp ka 2 transformer parallel me karke lga sakte hai kya?
Han ji
Do Transformer Kyon lagana hai bhai ..ek Se Hi Kam chal jaega
Ic khrab to nhi na hogi sarji?
Sir mere DVD player ka transformer kharab ho gaya hai 4440 ic lagi hai DVD ke function ko chalane ke liye alag se smps supply DVD me lagi hui hai purane deck ka transformer lagbag 2 amp. Ka hai per multimeter me Bina load ke transformer 8 volt dikha Raha hai kya ish transformer ko DVD player me lagana sahi hoga
2n 3773bord me 20volt. 20amper chlega??? Please reply
Sir mene amplifier bordko chuhane pura katdiya tha mene usko sahise taar joint kiya par sheeeeeee eisa bahut lambitak bajrahahai audio sound nahi nikal rahi hai aur sabwoofer ka line nahi samajrahahai so please sir kya kare
15 v Transformar use kar sakte hay??
Bhai 2050 ic me 18 0 18 5amp transform laga sakte hai
Bro 5 volt amp mai 3.7 18650 kitna 6 ampere de sakte hai kya
Mitashi ka twr 60 fur tawer speaker hai to bass ic kharab hai ur residence jal gaya hai to kaise thik karu
Bhaiya mere pass 12/0/12 ka transfarmer hai 4...2050 ki ic lagi he par usme sound full kar e par bass fat jata he
sar ye board 0-12 transformer pe run krega
Soldron vs siron konsa company ka solder iron accha he
क्या मैं इसमें 4 ओम के 4 speakers लगा सकते हैं
Hello Sar koi aisa board batao jismein se 500 wat RMS nikale
Or sir 2.1 4ic ko kaise buy kren kiya name se ayega
Sir mara pas ak 2.1 bord hai or usma gana bajata hai to thori dar ka bad woofer ka sound kam ho raha hai kiya kara please bataya bohot problem ho raha hai. Aur hai mara transfromar ko akbar thik kiya tha tab sa asa problem ho raha hai lakin voltage 12 volt he dikha raha hai multimiter pa
Ya phir aap hamko reply me bata deejiye ki ham kya kya basic components rakhe
iss pr ek video kuch din phle bnaya h
Mera home theatre 5.1 hai jisme 9v-1.8A ka transformer tha jo jal gaya uski jagah kon sa laga sakta hu
Sir kya home theatre PCB tracing karte dauran kya ham usse touch kar sakte hain kya ❓ jisse ki aapane bataya humming hoti hai! IC kharab hone par kya touch karna save hai! Shock nahi lagta ase please provide true information thanks 🙏❤️
Very best information Bhai 👍 thanks
Kaun sa Transformer lagega
Good Video Sir Voltage and Current Deffirent
Sir 5.1homethearter ki bass IC bhi chenj kar di hai phir bhi bass low arha hai kya 4558ic chenj karke dekhe sir
han brother
Sir Ic heatup problem kiss waja se hota hain
Yea amplifier 18 0 18 transformer me chalaga yea kal jyaga
F&d 70 wat Home theater kitna apm transfer dalenga sir
5ampr 5,5wire hain jaha canect korenge woha 3 line hain kysy joining korunga