Mohit bhai, mere Budgies pair ki female ne ek baar breeding kr di hai bache 40 din k ho gye hai, ab pichle 10-12 din se pair dobara crossing kr rah hai but abhi tak female ne egg le nhi kiye, jaise charbi lagi hoi hai uska went area vaise ho rakha hai, Maine check Kiya tha mujhe charbi or uske pet me egg dono mehsus ho rahe hai, wo egg laying nhi kr paa rahi thi to maine usko thoda sa idhar udhar fly krvaiya to ab evening ko usne 1st egg laying kr diya hai but charbi wala seen abhi same he lag raha hai. Kya abhi nest box laga rehne du ?
Bhai ji mujhe ek baat bataiye Mere ek pair ne ande diye the lekin dusre pair dono ande matki se bahar fek diya uski matki per kabja kar hai to main dono pair ko alag kar diya jiske ande fode the usne ande diye or jisne ande fek the male mating karna chahta hai lekin female nahi why
Great job mohitji
Well done good job Mohit❤❤❤🎉🎉🎉🎉
Bhaiya plz🙏🙏plz 🙏🙏😢😢plz 😢😢 reply bhaiya jab budgies ke chicks nikal jaye to kitne days ke chicks ko soft food de please🙏🙏
Mohit mere pass 8 joda bajri bird he calci + kitna doge dena chahie mujhe bataie
Mohit bhai, mere Budgies pair ki female ne ek baar breeding kr di hai bache 40 din k ho gye hai, ab pichle 10-12 din se pair dobara crossing kr rah hai but abhi tak female ne egg le nhi kiye, jaise charbi lagi hoi hai uska went area vaise ho rakha hai, Maine check Kiya tha mujhe charbi or uske pet me egg dono mehsus ho rahe hai, wo egg laying nhi kr paa rahi thi to maine usko thoda sa idhar udhar fly krvaiya to ab evening ko usne 1st egg laying kr diya hai but charbi wala seen abhi same he lag raha hai.
Kya abhi nest box laga rehne du ?
Hi brother i got a cockatiel pair they don't eat neem leaves or moringa leaves 😢any suggestions?
Bhai cocktail pair chahiye mil jayega kiya
Bhai ji mujhe ek baat bataiye
Mere ek pair ne ande diye the lekin dusre pair dono ande matki se bahar fek diya uski matki per kabja kar hai to main dono pair ko alag kar diya jiske ande fode the usne ande diye or jisne ande fek the male mating karna chahta hai lekin female nahi why
Mohit sir agar bajri tote cross kar rahe hai proper or kabhi kabhi hi cross karte hai har din nhi to kya ande aayege ya bird khrab hai
Bhai wo rooz cross karte honge ap ne dekha nhi hoga
@@FaizanAliBhatti-v1r ek manth ho gaye crosig hote huye par unde nhi aaye
Madi ko charbi bhi nhi lagi hai vitamin calsuyom ka bhi cors kara diya sab kuch thik hai par ande nhi aa rahe sir bataiye kya kare
@@sanjaymalviy3077 Bhai aap ki female ando say band hogi aap female ko chenge karlo
@@sanjaymalviy3077unhe egg food or sunflower seed do fir achhe se crossing karenge