🙏...हाय अभिजीत दादा...🙏 तीन लोग बहुत परेशान रहेते हे वफादार , मददगार , दील के साफ अगर ये व्यक्ति हे तो हमेंशा परेशान मीलेगे क्युकी ये सब इमानदार हे बाकी तो चापलुसी वाले तो कभी भी जगा बनालेता हे 🙏.....हेपी नवरात अभिजीत दादा.....🙏
Abhijit bhai. Bahut badiya. Zara ek video e.c.m. kharab hone ke baare mein banao. Meri 2012 tata vista q-jet disel mein bahut sare problem hine baad bhi chek engine light nahi aa raha aur gaadi beech raste mein band pad jaati.❤❤❤
Sir aap bhut accha video bana te ho . Sir hume ek aisa video chahiye jis mein compressor ka relay mein ground kaise ata aur total ac ka connection ho iasa ek video mil jaye maza a jayega
Sir ek Hyundai ki i10 he push botton wali wo self nahi le rahi he smart key unit ka fault hai kya wo bhi repair ho sakta he ya koi or tarika bypass karne ka cluch switch bhi bypass karke dekh liya he
Hi sir pls reply karna big fan Sir i20 sports 2011 model he Jab 2 se 3ghante khadi hone k baad petrol pe start karte he to 3 4 self leti he. CNG pe turat start ho rahi he problem kya ho sakta he Map sensor problem ho sakta he kya ??????
Sir i20 2018 model mei back gear switch jesa hi ak aor switch laga hota hei vo kiya kaam karta hei gear box par car manual hei naam kiya hei uska ak taar mei ground haata hei usme
Hello sir Mere pass mai Hyundai xcent diesel 2015 model hai Uska baar baar memory fuse short circuit ho raha hai Uski wajah se meter ki niddal bhi kapti hai hai dono trip bhi reset ho jata hai aur center lock or auto fold side mirror bhi work karna band kr dete hai Agr fuse new daal de toh sab kuch work karne lagta hai Per gaadi start karne ke baad mai fuse kuch der baad short ho jata hai apne aap Sir plzz reply kijiye ga kya solution hai 🙏🏻
Meri garri staring ok hy lekin kch km chlny k bad garri bnd kro or foran start kro to engine load lta hy. Lekin then 5 mnt bd garri start ho jaty. Please solve this
Sir your all video is very detailed information that we can understood perfectly
🙏...हाय अभिजीत दादा...🙏
तीन लोग बहुत परेशान रहेते हे
वफादार , मददगार , दील के साफ
अगर ये व्यक्ति हे तो हमेंशा परेशान मीलेगे क्युकी ये सब इमानदार हे
बाकी तो चापलुसी वाले तो कभी भी जगा बनालेता हे
🙏.....हेपी नवरात अभिजीत दादा.....🙏
same to you sir ji
Very good sir
Bahut badhiya information 😊❤
Abhijit bhai. Bahut badiya. Zara ek video e.c.m. kharab hone ke baare mein banao. Meri 2012 tata vista q-jet disel mein bahut sare problem hine baad bhi chek engine light nahi aa raha aur gaadi beech raste mein band pad jaati.❤❤❤
❤❤❤❤❤ love you Sir je
Bahut ashi video sir bahut helpful hai
Amazing Abhijit sir thank you very much...
Very informative 👍👍
Great technician for you sir
Sir aap bhut accha video bana te ho . Sir hume ek aisa video chahiye jis mein compressor ka relay mein ground kaise ata aur total ac ka connection ho iasa ek video mil jaye maza a jayega
Sir you are Genius
❤your great sar
अभिजित सर राम राम 🙏
Nice sir❤
Good bro ❤
Sir you are really amazing
Sir nice ❤❤❤❤❤
Good work
Nice information
1 video central gateway logic information mai banaye jab aapke pass time ho? And 1 video RDE new vehicle SCR
Mai NOx sensor par.
Sir ek Hyundai ki i10 he push botton wali wo self nahi le rahi he smart key unit ka fault hai kya wo bhi repair ho sakta he ya koi or tarika bypass karne ka cluch switch bhi bypass karke dekh liya he
Smk repair hoga
same topic pe mera video hai sir please watch
Nice video
Abhi dada aap kolkata mein kis hyundai service mein milenge?
pls share.
mukesh hyundai vip
Super
Aap diagram check karne ke liye kaun si app use karte ho
hyundai ki aapni site hai sir
Bhai kya kisi bhi car me ecm change karne par usko scanner laga na honga ya programme karna honga
yes sir ,2010 k baad sara model
Hi sir pls reply karna big fan
Sir i20 sports 2011 model he
Jab 2 se 3ghante khadi hone k baad petrol pe start karte he to 3 4 self leti he.
CNG pe turat start ho rahi he problem kya ho sakta he
Map sensor problem ho sakta he kya ??????
petrol kitna old hai?
CNG advancer relay kit change karo your problem will be solved
Sir i20 2018 model mei back gear switch jesa hi ak aor switch laga hota hei vo kiya kaam karta hei gear box par car manual hei naam kiya hei uska ak taar mei ground haata hei usme
neutral switch
Nice
❤❤❤
Very good sir
Sir vetec an advance sir ka training video nahi aa raha hai kuch app ko pata hai
nehi bro
Good
💯💯
Bhai aap wiring diagram kaha se nikalte hai app ka naam bata de please bhaai big fan ❤
sir hum hyundai k site se nikalte hai,app nehi hai......carmin se try kar sakte ho
@@a2zcarservice thanks bhai but Carmin pe kafi kuch missing h
Hello sir
Mere pass mai Hyundai xcent diesel 2015 model hai
Uska baar baar memory fuse short circuit ho raha hai
Uski wajah se meter ki niddal bhi kapti hai hai dono trip bhi reset ho jata hai aur center lock or auto fold side mirror bhi work karna band kr dete hai
Agr fuse new daal de toh sab kuch work karne lagta hai
Per gaadi start karne ke baad mai fuse kuch der baad short ho jata hai apne aap
Sir plzz reply kijiye ga kya solution hai 🙏🏻
Wiring short
1 by 1 connection disable karke dekhne hoga
Sir scanner konsa h
gds
I do the subscribe your channel. ❤
Sir aapse bat karni hai pr contact nhi hai
👍👍🌹
Sir apse baat karne hai
Meri garri staring ok hy lekin kch km chlny k bad garri bnd kro or foran start kro to engine load lta hy. Lekin then 5 mnt bd garri start ho jaty. Please solve this
self and battery check first
Yah Jo aapka wiring ka diagram hai kisne check karna padta hai ki kiski kaun si wiring hai
youtube pe wiring diagram ka video dekhe sir
Aapke sath mein kam karna chahti hun sir
Sir apka contact no kya h....swift vxi 2014 petrol k regarding kuch baat karni thi apse sir....
25bar hp pressure honi chahiye sir last
L ..5bar H..30bar
Bro apka numbur milega bhut jruri hai apse kuch puchna hai bhai plzzzz🙏🙏🙏🙏🙏
3rd view
Ustaad g aap ka number chaiye
Sir aap ka number cahiy
👍👍
❤❤