Ge sir 🙏💐 aaj to achchi dhoop nikali 😊 Bahut achcha sir airlaying se 3-4 poadhe bana lie Achchi care tips ke saath saath fertilizer bataye बोगनवेलिया के बारे में 🎉🎉🎉
Hello Sir mustard cake fertilizer ka NPK ratio 04 01 01 hota hai yaani is Phosphorus aur Potassium kam hota hai lehaza aap Bougainvillea bone meal aur NPK 00 52 34 ka bhi istemal karein.
Abhi Maine pruning kari hai bougain Beliya ki naye photo ke liye mustard cake garm Khad hoti hai Sardi bahut pad rahi hai yah bahut Achcha kam karegi Hafta 15 din ke bad mein jo aap kah rahe hain Vahi karunga thank u so Mach🌹❤🌹🍁🪴🙏
@themughalsheavengarden Jazak Allah Khair, waise mai aapka khud ek bada fan hun, khaas-taur per aapke Adenium ke videos bahut watch karta hun - Kaleem Khan From Azamgarh
बहुत अच्छी जानकारी दिए बोगनबवेलिया प्लांट पर खाद भी बहुत बढ़िया बनाए हैं 🎉🎉🎉❤❤
Theankyou so much 🌹❤🌹🍁🪴🙏
Bahut Sundar bougainvillea plant or fertilizer ki jankari di hai appna bhiya Ji
Theankyou so much 🌹❤🌹🍁🪴🙏
Sir aapke garden bahut khubsurat hai aur bahut badhiya jankari share kiye hain
Theankyou so much 🌹❤🌹🍁🪴🙏
Good morning 🌅
Very beautiful and informative sharing 👌 great care tips and fertilizer shared about bounganvellia plant 👌
Theankyou so much 🌹❤🌹🍁🪴🙏
Nice pruning and tips 👍..good evening
Theankyou so much 🌹❤🌹🍁🪴🙏
Like done enjoying your new video with good useful and helpful informative sharing stay connected
Theankyou so much 🌹❤🌹🍁🪴🙏
Hanji aaj mere lucknow me bhi acchi dhup nikle thi bahut acchi jankari diya apne ❤ 11 likes
Theankyou so much🌹🌹🌹
Ge sir 🙏💐
aaj to achchi dhoop nikali 😊
Bahut achcha sir airlaying se 3-4 poadhe bana lie
Achchi care tips ke saath saath fertilizer bataye बोगनवेलिया के बारे में 🎉🎉🎉
Thank u so Mach🌹❤🌹🍁🪴🙏
Sir cutings ko chayame plastic se cover karke rakhe ya vaisehi rakhde
Ji plastic se cover bhi kar sakte hain to jaldi root pakad Lega Khula rakhne mein thoda time lagega Dhak bhi sakte hain thank u so Mach🌹❤🌹🍁🪴🙏
Assalam alaikum sir
Sarsonki khalli&kela&epsam salt&saaf mix karke powdhompe dal sakte hai
Walekum Assalam han de sakte hain Kele Ka Pani sarson ke Khali mein milakar de sakte hain thank u so Mach🌹❤🌹🍁🪴🙏
Hello Sir mustard cake fertilizer ka NPK ratio 04 01 01 hota hai yaani is Phosphorus aur Potassium kam hota hai lehaza aap Bougainvillea bone meal aur NPK 00 52 34 ka bhi istemal karein.
Abhi Maine pruning kari hai bougain Beliya ki naye photo ke liye mustard cake garm Khad hoti hai Sardi bahut pad rahi hai yah bahut Achcha kam karegi Hafta 15 din ke bad mein jo aap kah rahe hain Vahi karunga thank u so Mach🌹❤🌹🍁🪴🙏
@themughalsheavengarden Jazak Allah Khair, waise mai aapka khud ek bada fan hun, khaas-taur per aapke Adenium ke videos bahut watch karta hun - Kaleem Khan From Azamgarh
Vermicomp dal sakte hai only kya es se b flowers growth hogi bogainvillea mai
Ghi Dal sakte hain thank u so Mach🌹❤🌹🍁🪴🙏