Waqt film ki baat hoti hai to Balraj sahani Rajkumar Sadna sabka naam aata hai lekin koi Rehman ke baare nahi kehta . Agar film dekhe to pwerful role to Rehman ka hai. Chaudhvin ka chan main bhi zabardast acting hai or end to Dil ki chu jata hai. Thank you so much aap ne Rehman per vlog bana.
Yes it's true He died on 5th November 1984 ( I had just joined my job) His last days were painful Nanda used to treat him like his elder brother and she had helped him financially
Rahman Saheb ka Hair Style Bahutt hi Jaandar aur Shaandar thaa. Dev. Ji aur Rehman Saheb k Dour mein Peshani k Oopar Baloun ko Goul kar k " Phugga " Bana jata thaa. Us Zamaney mein Peshani k Oopar Baaloun ko goul kar k Bananey ko " phugga " hi kahtey thay.
Great actor 👍👍 Smart and handsum Balraj sahani ke baad sayad nechrly acting ki he unhone me to ese kalakaro kesamne Yusuf as dilip Raj kumar se bhi bahetrin abhineta he..👍👍👍👍
Bahut Ache Kalakar ke bare malomat kare ye aap ne Rshman Sahab kuch ❣️Movies Maine bhi Dekha hai Aap Ne Ek Baat Khas bataye Rahman sahab ne Kabhi Garib Aadmi ka kirdaar nhi kiya Waqt mein wo Vilan ka rook Play ki Magar kisi ke maar ka seen nahin kiya Jazakallah👍👍👍👍🌹🌹
Faraz bhaijaan intezaar main kan saira banu ji beauty queen ki koi kahani par episode aye ga aisi story jo aaj tak kisi ne na sunni ho kab tak faraz bhai unka episode ayega jin main unke stardom ka zikar bhi ho kya sach main aaj hi nahin balke uss time posters par likha hota tha beauty queen saira banu
अस्सलामुलिकूम frarz bhai marhoom Raheman sahab actor oonke zindagee k bare me bateain bahout accha laga varna log framoosh kar dete indeed he was greatest actor
Rehman sahib Afghanistan k king Zahir Shah ki family se thy __ un ka Nephew jo Pakistan ka Famous Actor ha uss ka name Faisal Rehman ha __ ( Pakistan / UK )
bus yeh main aapki teesri video dekhi magar ek baat kehna chahoonga- ek tasalsul nahi hai , kabhi yahan pahunchaate ho aur kabhi koyi aur baat karne lagte ho- presentation mein ya toh ek sahi tasalsul aur tawazun chahiye ya phir spontaenity jise shayri ki zubaan mein fil badi kehte hain extempore hona chahiye aap in donon zaaviyon mein fit nahi rakh rahe ho apne presentation ko. mujhe maaloom hai aap ya koyi aur bhi jab video banaata hai us mein kitni mehnat lagti hogi dekhne waale bus 10 minute ki video dekhlete hain magar us mehnat ko maqbool banaana ho to us mein jaan daalo yaani ke ek tasalsul aur attraction payda karo jis se dekhne waale ek dum se judein aur lage rahein warna jis tarah se aap video bana rahe ho us se aap zyaada viership nahi payda kar sakoge. yeh ek adna si salaah hai mashvera hai maano toh aapki behtari hogi aur na maano toh mera kuch bhi nahi jayega.
I would tend to agree. That Dharmendra must have aided and abetted Rehan during his bad days. Dharmendra is an affluent and benevolent person. I think.
रहेमानजीका कीरदार बतानेकी स्टाईल, (सॉरी)आपकी ऊतनी ईफेक्टीव्ह नहीं लगी.अरे बॉस नबाबी पर्सनॅलीटीका आदमी था,ऊनके बारेमे बोलने का अंदाज भी नबाबी, शाही चाहीये था और मजा आ जाता.फीरभी ठीक है.
Aaj bhi Mujhe. Ye bohut acche lagte hai
Allah inki .... Maghfirat..... farmaye ❤❤❤
uss time k har hero se zyada handsome,, talented aur charming young man thay Rehman
Waqt film ki baat hoti hai to Balraj sahani Rajkumar Sadna sabka naam aata hai lekin koi Rehman ke baare nahi kehta . Agar film dekhe to pwerful role to Rehman ka hai. Chaudhvin ka chan main bhi zabardast acting hai or end to Dil ki chu jata hai. Thank you so much aap ne Rehman per vlog bana.
Yes it's true He died on 5th November 1984
( I had just joined my job) His last days were painful Nanda used to treat him like his elder brother and she had helped him financially
Bhaai, you took words off my mouth.
I too love Rehman Sahab and his acting in Chaudni ka Chaand.
Rahman Saheb ka Hair Style Bahutt hi Jaandar aur Shaandar thaa.
Dev. Ji aur Rehman Saheb k Dour mein Peshani k Oopar Baloun ko Goul kar k " Phugga " Bana jata thaa. Us Zamaney mein Peshani k Oopar Baaloun ko goul kar k Bananey ko " phugga " hi kahtey thay.
Thanks. I admired this man.
Very very nice.l salute rehaman.
❤ Allaha talaha reheman saheb ko jannat ata kare
Great actor 👍👍
Smart and handsum
Balraj sahani ke baad sayad nechrly acting ki he unhone me to ese kalakaro kesamne
Yusuf as dilip
Raj kumar se bhi bahetrin abhineta he..👍👍👍👍
Beautiful explain Rahman very nice acter but his ending life was very painful 👌🌈
Rehman saheb was a brilliant actor
No doubt, Rahman sahab had a very attractive personality and voice and he was a great actor.
Badiya
Jazakallah
Very good information sir.Thanks.
Welcome
Because he was Basically From Royal Family ❤🎉❤
His role in film 'Ganga Teri paani amrit' as elder brother of Pran and in 'Holi aayi re' is remarkable.
He left an indelible mark on the industry
Rahman Saheb was a gentleman.
most handsome and talented gem of Indian film industry ❤❤❤
Great great legendary rehman saheb-- suave & gentle
😊❤ AUSTRALIA 🇦🇺
Thanks a million again for true humanity and information 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳💯💯💯💯💯🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🌎🌎🌎🌎🌎✅✅✅✅✅
Most welcome sir
🙋♂️👍🌹Aaj kal kuch alag hutke video🎥 banaa rahe ho,,, Achcha lag raha hai, dekhne mein jo rafi mukesh k gaane bhi hein🌹👍
Very descent man
Bahut Ache Kalakar ke bare malomat kare ye aap ne Rshman Sahab kuch ❣️Movies Maine bhi Dekha hai Aap Ne Ek Baat Khas bataye Rahman sahab ne Kabhi Garib Aadmi ka kirdaar nhi kiya Waqt mein wo Vilan ka rook Play ki Magar kisi ke maar ka seen nahin kiya Jazakallah👍👍👍👍🌹🌹
Thanks❤🌹
BAHOT KHUB SURAT LIBAS HAI FARAJ BHAI AAP KA PROGRAM BAHO ACH CHAH LAGTA HAI SIR
Shukriya
Loved this actor
❤😊
good video
Thanks
Very talented actor my all time favorite ❤
Impressive actor.
Faraz bhaijaan intezaar main kan saira banu ji beauty queen ki koi kahani par episode aye ga aisi story jo aaj tak kisi ne na sunni ho kab tak faraz bhai unka episode ayega jin main unke stardom ka zikar bhi ho kya sach main aaj hi nahin balke uss time posters par likha hota tha beauty queen saira banu
I had heard that Rehman saheb was stammering a lot, he worked on it n overcame this drawback n was able to deliver dialogue fluently
अस्सलामुलिकूम frarz bhai marhoom Raheman sahab actor oonke zindagee k bare me bateain bahout accha laga varna log framoosh kar dete indeed he was greatest actor
Very nice.
Thank you
Purane actor shri Krishan Kantji ke bare bataiye.
Rehman sahib Afghanistan k king Zahir Shah ki family se thy __ un ka Nephew jo Pakistan ka Famous Actor ha uss ka name Faisal Rehman ha __ ( Pakistan / UK )
Rehman has been with Amitabh Bachan also in filim Majboor but you have missed out.
Nice story explained. But you didn't tell the Rehman saheb received any filmfare awards or not.
Shayad nahi mila he
bus yeh main aapki teesri video dekhi magar ek baat kehna chahoonga- ek tasalsul nahi hai , kabhi yahan pahunchaate ho aur kabhi koyi aur baat karne lagte ho- presentation mein ya toh ek sahi tasalsul aur tawazun chahiye ya phir spontaenity jise shayri ki zubaan mein fil badi kehte hain extempore hona chahiye aap in donon zaaviyon mein fit nahi rakh rahe ho apne presentation ko. mujhe maaloom hai aap ya koyi aur bhi jab video banaata hai us mein kitni mehnat lagti hogi dekhne waale bus 10 minute ki video dekhlete hain magar us mehnat ko maqbool banaana ho to us mein jaan daalo yaani ke ek tasalsul aur attraction payda karo jis se dekhne waale ek dum se judein aur lage rahein warna jis tarah se aap video bana rahe ho us se aap zyaada viership nahi payda kar sakoge. yeh ek adna si salaah hai mashvera hai maano toh aapki behtari hogi aur na maano toh mera kuch bhi nahi jayega.
Shukriya
I would tend to agree. That Dharmendra must have aided and abetted Rehan during his bad days. Dharmendra is an affluent and benevolent person. I think.
फिल्म दुनिया के 99%सिर्फ बर्बाद हुए शराब, कवाब,और हुस्न में अपनी जिंदगी बर्बाद कर दी हे
Aap ka foto disturbing hai
Rahman ka janam kaha huwa
चौदहवीं का चांद, दिल दिया दर्द लिया ?
Film ABroo fillm ke hero DIpak kumar her in thi Vimmi
रहेमानजीका कीरदार बतानेकी स्टाईल, (सॉरी)आपकी ऊतनी ईफेक्टीव्ह नहीं लगी.अरे बॉस नबाबी पर्सनॅलीटीका आदमी था,ऊनके बारेमे बोलने का अंदाज भी नबाबी, शाही चाहीये था और मजा आ जाता.फीरभी ठीक है.
Serf Nawab nahi the wo, most handsome bhi the wo