Bhai aaj ke jamane me bike lena bht mushkil h,, log kisi tarah mehnat karke bike lena chahte h, agr ye bike shine 125 loge toh ye long term ke liye hoga,, but dushre sp ho ya raider kuch saal baad fiber or digital meter bhi kharab ho jayega resale value hoga hi nhi issliye middle class family me ek bar hi mushkil se koi bike kharid pata h issliye ye bike best h samjhe
Ha bro piso walo ki bat hy middle class walo ko achhi lgegi pr piso walo ko sasti chijo me kha mja ata hy isiliye to har pise walo ki do biviya hoti hy piso ke dam pr 😅😂
@@aayushvijay9463 super splendor acha h but usme xtech ki wjh se pehle jaisa engine nhi hai issliye u can still go with Honda shine 125 normal not SP shine
Digital Mitar ke liye Honda ke Pass SP Hai to Shayad isiliye led aur kai update nahi kar rahi Aur sabse badi baat honda ke engine jo bahut behtarin aur reliable hoti hai
Mere khayal se 125 cc me ea bike bahut achha hay. Jo lok bike leke har roj apne kam par jate hay uske lie ea bike one of the best ha. Lekin samay ka najar andaj karte hua isme badlav ana chayhe. Jase ke present situation me isme digital meter dena chayhe, our iska pichebale chakka thora mota karna chayhea. Otherwise e bike bohut achha hay.
Bhai kuch bhi bolte ho tum😂 price aur cc ki hisab se gadi sahi hai. Aur tu instrument cluster ki baat kar rga hai.. toh unicorn ek 160 cc bike hai per usme bhi analogue wala meter hai.. aj tak woh bike acha sale kar rga hai ache se. Shine ek commuter segment ki bike hai not a sport bike... Aur mostly commuter bike ko simple rakha jata hai....yeh bana he hai daily commute k liye milega k liye.....koii b shine jaise gadi ko style k liye purchase nai karta. .
Bhai lakin mujhe aesi hi achi lagti h jada modar bana h to dusari gadi lelo na ye to midim class ke liye h .jisko jada dikhwa kran h wo ye nahi lega lakin jisko kam dhandh akarna h normal look kam kharche wale kam rate me achi chaiye to ye achi h
Ye bike sab ke liye best he, bluetooth, phone charger ye sab thode din ke dikhave he baki or kuch nhi, bike simple hi hone chahiye. Aur Honda Wale apna kaam ache tarike se kar rahe he to unke bare me ye chinta karne ka subject hamara he hi nhi....
Kuch gadiyon me company jada change nahi karti kyun ki unki khasiyat hi unhi cheejon me hoti hai or log use wese hi pasand karte haain .. har kisi ko ye sab matter nahi karta bt digital metar.. har koi sauk ke liye nahi leta . Ye gadi jaroorat mand logo k liye hai. Sauk ke liye to duniya kya kya leti hai or kitna pesa laga leti hain.. aap bhi lagao
Bhai ye bike. Pahad pe zabardast chalti hai kuchh bhi kheech tan ke bade bade pahadi road 30 , 60 degree wale road par bhi kheech ke nikal hi deti hai. Bas weight ke hisab se is par load par te hi iske engine pe load parne lagta hai. Baki ye kaise bhi kar ke kheech hi.leto hai.
Sabsay big problem headlights bilkul bakwas hay zero visibility, koe made in china waka bulbe laga hua hay 2nd prob very stiff suspension, Cluche power is good but sudden power date hay bake bike ou may gradually milti hay, Very heard seat And too much old school 😢
Honda world wide brand hai bewkuf, Honda jesa brand under 1 lakh 125 de raha hai itne price me Kawasaki ninja loge. Splendor bakri bhi isse mehgi mil rahi hai...😂
Bhai jo gadi aapko pasand ho is price me unse compair Karo . Bhai har gadi me aapko bt chahiye . Good quality mat batana gaadi ii .. itne Kam price aako Honda CB 350 k maje chahiye .. aapko lagta hai dahej me mili hogi ye gadi is liye naraaj ho honda walo se aap
Honda ka engine hi kaafi hai baki LED , bluetooth, features se koi matlab nahi hai we want smooth and refined engine ❤
Bhai aaj ke jamane me bike lena bht mushkil h,, log kisi tarah mehnat karke bike lena chahte h, agr ye bike shine 125 loge toh ye long term ke liye hoga,, but dushre sp ho ya raider kuch saal baad fiber or digital meter bhi kharab ho jayega resale value hoga hi nhi issliye middle class family me ek bar hi mushkil se koi bike kharid pata h issliye ye bike best h samjhe
Ha bro piso walo ki bat hy middle class walo ko achhi lgegi pr piso walo ko sasti chijo me kha mja ata hy isiliye to har pise walo ki do biviya hoti hy piso ke dam pr 😅😂
Best bike in125 cc segment
Mera 2 whileer ka workshop hai 35 years ka experiance hai..Shine is best than other 👌👍
इसका option super स्प्लेंडर सही रहेगा ya नहीं हैं अभी वाली
@@aayushvijay9463 super splendor acha h but usme xtech ki wjh se pehle jaisa engine nhi hai issliye u can still go with Honda shine 125 normal not SP shine
Jisko change chahiye Wo sp lele
Iska classic look hi Achha lagta hai
Yas bhai
Sahi kaha bro 😅
Mujhe iska classic look hi pasand hai
Mujhe bs tyre wala disadvantage lagta hai baki sab acha hai
Patla tyre mileage jyada deta hai
Digital meter console se acha analog hi acha lagta hai, power ka experience dikhta hai analog me.❤❤❤
Digital Mitar ke liye Honda ke Pass SP Hai to Shayad isiliye led aur kai update nahi kar rahi Aur sabse badi baat honda ke engine jo bahut behtarin aur reliable hoti hai
Mere khayal se 125 cc me ea bike bahut achha hay. Jo lok bike leke har roj apne kam par jate hay uske lie ea bike one of the best ha. Lekin samay ka najar andaj karte hua isme badlav ana chayhe. Jase ke present situation me isme digital meter dena chayhe, our iska pichebale chakka thora mota karna chayhea. Otherwise e bike bohut achha hay.
Bhai ye kheti badi karne wale logo ke liye best hai
Kyu
Honda shine gadi to bahut behtarin hai main ismein digital metre mobile charging ka system nahin
ब्लूटूथ की क्या जरूरी है भाया. मुझे तो ऐसा ही चाहिए splendor प्लस की price में मिल जाती है
Bekar bike hai bhai leke pachta Raha hu main 😢
@@Mumbai_vlo kuo bhai, mai lene ka plan bana rha hu, abhi abhi bike sikhi hai, to kya thik rahega mere liye??
@@aryanraj-xg4db dusri lo ye mat lena bekar hai spleendr best hai isse
Accha he bhai ❤@@Mumbai_vlo
Meeter cheng karna chahia aur tayer mota karna chahiye pichhe wala thoda sa
Analog meter are better than digital, and rear tyre change after market.
Bhai kuch bhi bolte ho tum😂 price aur cc ki hisab se gadi sahi hai. Aur tu instrument cluster ki baat kar rga hai.. toh unicorn ek 160 cc bike hai per usme bhi analogue wala meter hai.. aj tak woh bike acha sale kar rga hai ache se. Shine ek commuter segment ki bike hai not a sport bike... Aur mostly commuter bike ko simple rakha jata hai....yeh bana he hai daily commute k liye milega k liye.....koii b shine jaise gadi ko style k liye purchase nai karta. .
I❤
Right bhai
Aapne Real Baat Bole Thanks Sir 😊
thanks
Maine digital metre na hone karan ise nhi liya..biggest demerit digital metre na hona.
Kya fark parega bhai usse. Mujhe to digital meter hi bekar lagta hai
Jada kuch nhi led hed light.. tyre change krne jarori h😊😊
कोरबोरेटर कॉक वाला पुराना CB शाईन गाडी new मॉडेल में आना चाहिए
2024 tell me 125 cc which bike is best.
Old is gold ✨️
होंडा की फायरिंग और हँडल पहले जैसा होना चाहिये
Honda ko chenge karna chahiye
Honda shine smoother than another 125 segmants bikes
Low maintenance aur parts iske splender se saste hai ya lagbhag same ??
Honda ka kisi bhi dusre 125cc bike se kimat zyada hai.
इसका और sp 125 के सस्पेंशन में अंतर है या नहीं। या फिर दोनो ही बाइक के सस्पेंशन हार्ड है
Hlw sir ap bataye ki 1L me kon sa bike best hai jo 3.4 sal ke baad bechne se kuch money acha mile bataiye jaldi
Honda
Unicorn
Right ye bike ya toh poori tarah band kar de ya fir digital meter wide tyre de hamesha honda wale price badakar launch kar dete hain
Tyre wide lagwaya ja sakta hai
Sahi hai may be yahi chahata hu aur led headlight light
Yes tyre wali baat sahi hai
Sir, iska headlight test ka ek video bana do please.
Bajaj aur Honda ki bike Mein Bhai bahut Fark Hai Maine 15 Sal chalaea Honda Shine .
CB Honda shine golden mat finish very good bike I like CB Honda shine
Led head light akhon me chubta hai isliye mai to halogen ke saath hi jata❤
Bilkul sahi bola apne🎉
125cc me Honda shine125 CS6 King hai,patle tyre se bike driving koi problem nhi hai
Bhai features se bike nahi chalti bike me Jo important cheers hai build quality long life mechanism refinement...Jo zada din sath nibhai .....
Aap ki baat se mi 100% sahmat hu 👍👍
Suspension hai ismey.. Slip Disc walo ko lena chaiye..?
I am also waiting for 25model bike which have digital metre and led lights
Aapki baat sahi hai
Best bike in 125 CC segment
Pulsar अंडर पावर महसूस होती है l
15 Din Liye huye ho gye Ek Shine 125
Best in thise range
Mere pas shine bs6 125 hai 👌
डिजिटल मीटर लागणे के बाद जो 7 हजार बढेगा वो आप देणगे क्या ? अरे गरीब को परवडणार चाहीये
Only engine good nothing any other plastic fiver lo class quality hota hai
शाइन शाइन है भाई ❤
125,,में सबसे अच्छा है होडा सिबी साईन,
Plusser ko takker de sakti hain shine bike ,, Shine bike ka milge achaa hain or Feucher bhi ache gadi ke hisab se
Yeh sala pulsar ka dalal heh 😂😂
I like I like illusion light
Bhai lakin mujhe aesi hi achi lagti h jada modar bana h to dusari gadi lelo na ye to midim class ke liye h .jisko jada dikhwa kran h wo ye nahi lega lakin jisko kam dhandh akarna h normal look kam kharche wale kam rate me achi chaiye to ye achi h
Hmmm
Kaun sa bike kharidna chahie
Bhai muze average wali bike leni hai passion plus lu ya Shine lu ya sp shine lu
Shine best bike bro 125 cc millega 60
Average ke liya passion plus best hai look bhi accha hai
Ye bike sab ke liye best he, bluetooth, phone charger ye sab thode din ke dikhave he baki or kuch nhi, bike simple hi hone chahiye. Aur Honda Wale apna kaam ache tarike se kar rahe he to unke bare me ye chinta karne ka subject hamara he hi nhi....
Light change karna chahiye
Kuch gadiyon me company jada change nahi karti kyun ki unki khasiyat hi unhi cheejon me hoti hai or log use wese hi pasand karte haain .. har kisi ko ye sab matter nahi karta bt digital metar.. har koi sauk ke liye nahi leta . Ye gadi jaroorat mand logo k liye hai. Sauk ke liye to duniya kya kya leti hai or kitna pesa laga leti hain.. aap bhi lagao
Mitter ghalat hai
1 saal nahi hora bhai self kharab hogaya
Bhai ye bike. Pahad pe zabardast chalti hai kuchh bhi kheech tan ke bade bade pahadi road 30 , 60 degree wale road par bhi kheech ke nikal hi deti hai. Bas weight ke hisab se is par load par te hi iske engine pe load parne lagta hai. Baki ye kaise bhi kar ke kheech hi.leto hai.
Plusser ko lakker de sakti hain shine bike ,, Shine bike ka milge achaa hain or Feucher bhi ache gadi ki hisab se
Good Video
Bajaj Pulsar ! Spare parts jaldi milte hai kya?
Ha
Sr Pulsar ko SHIN ke sat kamperr matkaro drag race or mileage hag jati hai 😂pulsar😂
Koi sidhu moose wala ka fen hai yaha ❓
Aaj ke Digital jamane me km se km speed meter to Digital hona chahiye
Sabsay big problem headlights bilkul bakwas hay zero visibility, koe made in china waka bulbe laga hua hay
2nd prob very stiff suspension,
Cluche power is good but sudden power date hay bake bike ou may gradually milti hay,
Very heard seat
And too much old school 😢
Best bike lag rahi hai
Maine bhi abhi kharida hai aur mujhe 70 ka milage de Rahi hai ye bike
Shine ye meter ke saath hi acchi lagti hai
Yess
@@RyT2KNOw to ye disadvantage kaise hus
Bhai Maine bhe ye shine liya hu bahot pachata rha hu engine hit ho rha hai Jada bekar gadi hai issw acha spelder hai yaar😢😢😢
Use less feature ki koi jarur nahi he.
digital, mitar, chia
Bike is good,,pichla tyre jarur patla hai
Jab digital metre kharab ho jata hai na to usko Sahi karvane ke liye Jugaad dhundhte rahte hain
Hmmm
Pulser engine jaada sound aataa hai accha nahi hai
Honda shine Ye official bike smoot hai
Gadi k kam hai point A se point B Jana feature k kuch use nahi hai ye hai aache Honda is Honda❤ doing comparison with Honda is waste of time
न्यू से अच्छी to पुरानी shaine हे
Bhai aaj hi liya hun haar 😢or tumne kya kya bol diya 🤌
Pulsar chalao sign chalao to sign Jyada Chalegi bhai
Bhai ...light ko chodke koi bhi negative nahi hai bhai
Bhai Har kisi ki choice alag hoti hai
Are bhai ye zaruri nahi,aap batao milage aur majboot hai ya nahi.
Honda ki har EK Bike ka mileage lajawab hai lekin build quality ekadam kachra 👎❎
Honda shine is batter
Honda world wide brand hai bewkuf, Honda jesa brand under 1 lakh 125 de raha hai itne price me Kawasaki ninja loge. Splendor bakri bhi isse mehgi mil rahi hai...😂
125 cc which bike is best? I'm confused.pleas help brother
Take a test ride of tv raider or honda sp125
Cb shine, hero glamour
Digital metre Dena chahie tha isiliye mai nahi le raha hun
Tum ye bataiye ki kb tak dekh k pdhoge 😅
Good Bike
Tire maja keliye nahi apkeliye milage keliye rakha he
Bhai jitna price itnahi chize milegi kya burai kar rehe ho
Bhai yarr content bnane k liye or kuch nahi mila 😂
Tere ko Dimag he to company
🏭 Khol le😂😂😂😂😂
Ismein digital metre nahin hai nahin mobile charging ka system nahin hai Honda
Honda shine einghin best hai
Bhai jo gadi aapko pasand ho is price me unse compair Karo . Bhai har gadi me aapko bt chahiye . Good quality mat batana gaadi ii .. itne Kam price aako Honda CB 350 k maje chahiye .. aapko lagta hai dahej me mili hogi ye gadi is liye naraaj ho honda walo se aap
Puraa haraami company honda dont buy this bike honda cheapest quality material use and low quantity paint
Yar idar koi bee dis advantages nahi hai
Ye kya negative point h pagal h kya jab kuch pta hi nhi
Cycle ki tyre
Ha ak kmi bash tayr hi galt hy
Maine liye hai cash me 98 hajar prises pada mujhe
Kuch bhi bolata hai ye … Honda ki comparison pulser se … lol
Shi kya he pir