Hamare khoon mai shamil hai ulfate sarwar Tbhi to khoon bahakar sukoon pate hai Ghume husain mai karke kama ka hum matam Lahu ghatate nahi lahu badate hai Labbaik ya Husain
jistrah meer aneen aur mirza dabeer k mrsiye se azadari ka aghaz hota hai usi trah se azadari ka ikhtetam aap k nauhe se hota hai khuda ne aap ki awaz ko qayamat tk k liye maihfooz kr liya ye aap k kholus ka asr hai ndeem sb khuda jezaye khair inayat kre
Ye zikr kabhee purana nae ho skta, still 2021 me sun raha hn, or ta qayamat log sunty rhyn gy..... Murshad Hussain s.w ka zikr ha, jis ki badolat aaj islam ka zikr or parchaar hai....
aao ke na ab deyr karo Jaao ke na ab deyr karo Qafela lutgaya amma mera lashkar na raha, amma nana ki nishaani Ali Akbar na raha, rehgaya dard-e-kamar haaye baradar na raha. Ab khabar aapne li ghar ki ke jab ghar na raha. Aur ab dam-e-zibha ye pure mere armaa(n) karna. Arsh ke niche na baalo(n) ko parishaa(n) karna (Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par) x3 Aap aayi hai amma mei salaami ko na uttha Hai dard kaleje mei jo uthna nahi deta Hasrat se tere pehle mei dam mera nikalta Mei cheyn se sojata tere god mei madar Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par Are kuch deyr mei neze pe rakha honga mera sar Na dekhna us waqt mujhe madar-e-muztar Chaljayenga us waqt tere qalb pe khanjar Gore abhi dorenge meri laash ke uppar Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par Mei subh se ta asr uthata raha lashe Daman mei chune qasim-e-nawshaah ke tukre Lipta Ali Akbar ka kaleja tha sina se Amma mere chehre pe hai khun-e-Ali Asghar Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par Is haal mei amma hai teri god ka pala Maqtal mei mera khogaya har eik ujaala Hai kon Sakina ko meri poochne wala Soeyngi mere sine pe kaise meri dukhtar Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par Dekho to qayamt hai bapa ehl-e-haram mei Khayme se nikal aayi hai Zainab mere gham mei Ab ane ko hai bibiya(n) bahar koi dam mei Samjaawo unhe amma rahe khayme ke andar Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par Lo saans ubharne lagi dil doob raha hai Nazro(n) mei meri Zainab-e-muztar ki rida hai Abid se thi umeed so wo ghash mei para hai Kya honga mere baad Sakina ka muqaddar Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par Ay "Sarwar-o-Rehan" bayaan kaise ho manzar Sheh kehte the amma ye kara waqt hai mujpar Kistarha kaleje se lagu aapke uth kar Kyu munga qadam aapke ab mei lab-e-quasar Ke ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par
قافلہ لُٹ گیا اماں میرا لشکر نہ رہا اماں نانا کی نشانی علی اکبر نہ رہا رہ گیا دردِ کمر ہائے برادر نہ رہا اب خبر آپ نے لی گھر کی کہ جب گھر نہ رہا اب دمِ زبح یہ پورے میرے ارماں کرنا عرش کے نیچے نہ بالوں کو پریشاں کرنا جائو کہ نہ اب دیرکرو ،دیکھو نہ اماں اب لال تیرا زین پہ ہے اور نہ زمیں پر آپ آئی ہیں اماں میں سلامی کو نہ اُٹھا ہے درد کلیجے میں جو اُٹھنے نہیں دیتا حسرت تھی تیرے پہلو میں دم میرا نکلتا میں چین سے سوجاتا تیری گود میں مادر اب لال تیرا زین پہ۔۔۔۔ کچھ دیر میں نیزے پہ رکھا ہوگا میرا سر نہ دیکھنا اُس وقت مجھے مادرِ مضطر چل جائے گا اُس وقت تیرے قلب پہ خنجر گھوڑے ابھی دوڑیں گے میری لاش کہ اُپر اب لال تیرا زین پہ۔۔۔۔ میں صبح سے تاعصر اُٹھاتارہا لاشے دامن میں چُنے قاسمِ نو شاہ کے ٹکڑے لپٹا علی اکبر کا کلیجہ تھا سناں سے اماں میرے چہرے پہ ہے خونِ علی اصغر اب لال تیرا زین پہ۔۔۔۔ کس حال میںاماں ہے تیری گود کا پالا مقتل میں میرا کھوگیا ہر ایک اُجالا ہے کون سکینہ کو میری پوچھنے والا سوئے گی میرے سینے پہ کیسے میری دختر اب لال تیرا زین پہ۔۔۔۔ دیکھو تو قیامت ہے بپا اہلِ حرم میں خیمے سے نکل آئی ہے زینب میرے غم میں اب آنے کو ہیں بیبیاں باہر کوئی دم میں سمجھائو اُنہیں اماں رہیں خیمے کے اندر اب لال تیرا زین پہ۔۔۔۔ لو سانس اُکھڑنے لگی دل ڈوب رہا ہے نظروں میں میری زینبِ مضطر کی ردا ہے عابد سے تھی اُمید سو وہ اب غش میں پڑا ہے کیا ہوگا میرے بعد سکینہ کا مقدر اب لال تیرا زین پہ۔۔۔۔ اے سرور و ریحان بیاں کیسے ہو منظر شہہ کہتے تھے اماں یہ کڑا وقت ہے مجھ پر کس طرح کلیجے سے لگوں آپ کے اُٹھ کر چوموں گا قدم آپ کے اب میں لبِ کوثر اب لال تیرا زین پہ۔۔۔۔
میں اس نوحے کو دن میں تین یا چار بار سن رہا ہوں it is best noha
اللہ تعالٰی ندیم سرور سر کو صحت والی لمبی زندگی عطا فرمائے آمین۔ ان جیسا نوحہ خواں کوئی نہیں۔
Ameen
ELAHI AMEEN
Is nohy ko 2024 me bhi sun rhy hn or JB tk zinda Hy tb tk sunty rhy gy.
انشا۶ اللہ یہ نوحے ہر دور میں سنے جاٸیں گے مولا میرے ندیم بھیا کو سلامت رکھیں آمین
خداوند عالم ،سرور کائنات ص کے صدقے ہمیں دنیا و آخرت میں زیارت امام حسن و حسین ع نصیب کریں۔
Ye ek aesa ghaum hy Jo har waqt har nasal har insaan har waqt mana raha hy labaik ya imam Hussain adrikni almuntaziron a.s
Na jane kya baat hai nadeem sarwar ki awaz me
India se lekar dubai ghoom liya..aisi riqqat kisi awaz me suni hi ni❤️
Beshak
Main ye noha 2022 me bhi sunti hoon aur insha Allah hamesha sunungi 😭
Mashaaallha 🌹🌹
Me jab bhi man karta hai sun leta hun
Did you said 2022?
Hamare khoon mai shamil hai ulfate sarwar
Tbhi to khoon bahakar sukoon pate hai
Ghume husain mai karke kama ka hum matam
Lahu ghatate nahi lahu badate hai
Labbaik ya Husain
2023-24 k sb Nohas se ye bohat acha he.. aese soz o gham waale Noha ub banate hi nhi Nadeem Bhai. 😐
Moula a.s pursa qabool kare ameen
Sum aameen 😭😭🙏🙏
2022 mein Bhi is nohey ka alag level he
Maula Salamat rakhe Nadeem Sarwar Ko 🚩
اس قوم کو بیدار تو ہو لینے دو
ہر شخص پکارے گا کہ ہمارے ہیں حسین
jistrah meer aneen aur mirza dabeer k mrsiye se azadari ka aghaz hota hai usi trah se azadari ka ikhtetam aap k nauhe se hota hai khuda ne aap ki awaz ko qayamat tk k liye maihfooz kr liya ye aap k kholus ka asr hai ndeem sb khuda jezaye khair inayat kre
Bahaut derd hai ye nuhe me
Maula salaamat rakhe in gulamane Hussain a.s ko 😢
Masayab nauha hai
بہترین کلام مرحوم ریحان اعظمی کا
مولا مرحوم کے درجات بلند فرمائیں آمین یارب العالمین 🤲🏻😭😭
مولا سلامت رکھے ندیم سرور کو
ماشاءاللہ
بہترین نوحہ خواں ہیں سید ندیم سرور
اللہ سلامت رکھے انکو
الٰھی آمین
🤲
it's 2023 or aaj mere ghar me majlis hai Mola Hassan (A.S)🖤🖤 ki shahadat ke din sab qabooliyat ki Dua kriye ga 🖤🖤
Nadeem sarwar G isi trah k dukhi nohay prha krein zyada aur Jo ap k teacher h un pay lakhon Salam Unka ehsaan kabhi naa bhoolna apna Haq adha krein
I am listening this noha since last ten years on regular basis
I just can't resist myself from listening to this nauha 2 to 3 times a day....
Subhanalla
@@rafiksayyed23181111à1
Most favorite noha 😭😭😭😭
Hamare maa baap qurbaan mere mazloom Hussain maula pe😭😭😭😭😭😭😭
Mola a.s Allama irfan ka durjat buland karay aur nadeem bhai ko sehat ata karain
Aameen
Ameen
اللہ اکبر
جزاک اللہ خیرا
جزاکم خیرا
جیو ماتمی
جیو نوحہ خواں جیو
2023 ha or ma 26 saal ka hu jab se ye Noha aya ha tab se ab tak is nohy se boht raghbat ha😭😭
Pur dard noha.
Mola salamat rakhey Nadeem sarwar aur in ke bachon ko
😢😭
I love this noha.
Hum sary nohy sunty hen in k or 70 percent nohy zubani yad hen mjhy
Shydaiyaan e Abbas a.s
Allah ne merey eyes sirf the Hussain par ronay k liye bnaye hain..
دنیا پہ نہیں رونا یہ اشک بھی نعمت ہیں
ہو فرش عزا پر تو جنت کی زمانت ہیں
آنسوں یہ عزاداروں زہراء کی امانت ہیں
The pain of karbobala can be feel by this noha
Bohot dard hai inki awaaz meh bachpan se suntey chale aa rhe apko... Maula salamat rakhe 🙌
Loop
Pta h kyu h inki awaz main bht dard kyu sache dil se mola me dar d ko bayan krte h ❤🙌🙏
v v heart touching noha aj tk kisi nohay pr itna rona nai aata jitna is nohay pr rona aata he 😭😭😭😭
shakra
MashAllah ...Mola Salamat rakhain....Ap ki 2017 ki album b bohat achi hi...
MashAllah
this is the best noha
2020 Muharram mein kon-kon sunn Raha hai yeh NOHA 💔🖤🖤😥😥😥😢😢😢
السلام علیک یا اباعبداللہ الحسین ع ❤️
Labbaik Ya Hussain A.S 😢😢
Salaam
Nadeem Sarwar always a great personality and always great to listen him...
Mola as tamam dosto k liya asaniya fermaie .... Elahi ameen
No words for this noha😢😢😢💓
Mashaallah i love this noha
fatima saleem bj
Hiii
😭😭🇵🇰
😭😭💔
Ye zikr kabhee purana nae ho skta, still 2021 me sun raha hn, or ta qayamat log sunty rhyn gy..... Murshad Hussain s.w ka zikr ha, jis ki badolat aaj islam ka zikr or parchaar hai....
This Noha Makes Me Want To Cry For Three Hours.
MashAllah Mola A.s Salamat Rakhen Nadeem Bhai Apko
Kon kon 2020 me bhi ye noha sun raha he
Me
Hay hay molla Hussain(as)pee lakho duroodo Salam ya Husain (as)zinda baad 😅😥😥😥😅😅molla karm rakna apna hum PR ...molla krbala bulaly plz 🙏🙏🙏🙏🕯🕯🕯🕯
ہائے مظلوم یا حسین ع 😭😭😭😭😭😭😭
Haye ya Hussain
لبیک یا حسین علیہ السلام ♥️
Who plays in 2024 this noha in muharram
Mola Apko SalaMat Rakhe NaDem Bhai
Assalamualaika Ya MAOLA HUSSAIN a.s
Ya ali madad heart touching noha ❤❤ moula muja q kya noha sunaiya both acha hai noha hai nadeem sawer bhai love you ya ali madad 💙
Jio husaniyoo mola abbad rakhy mola ky azadar yunhi shad rahen abad rahen 🤚 Salam ya Husain as
Haye Haye Ali Akbar 😭😭😭💔💔 Kaise Hussain as Zinda Raha Tere Baad Haye Haye Ali Akbar😭😭💔💔
2019 کون سے دوست اس نوحہ کو سن رہے ہیں
Me
Me
Mein to bahut roya tha
Me to 2021 me ye noha sun rhi hu 😭😭
😅
LABBAIK YA HUSSAIN
This Noha (Jao Ke Na Ab Dayer Karo) Nadeem Sarwar 2005 Was Published On Friday, January 4, 2013.
Nadeem sarwr
..
syed mola aap ko sada salamat rakhy mashallah sadqy Mola a.s
Qayamat tk suna jaega evergreen ❤️💗🌹🙏🤲
One of my best nohas....
Ali jaan
MashaAllah Sir Maula Salamat Rakhe Aapko
Dil torhne Wala noha 😭💔
sallaam ya moula hussain {as} our syed nadeem sarwar ko moula sallamat rakhe aameen
Iconic noha. I was just scrolling and saw this noha and couldn’t resist myself but to listen this noha😢
2020 me kon kon dekh rha h ye noha like kre
Subhanallah........ya Hussain.....
No. 1 noha khawa nadeem sarwar
Labbaik ya Hussain as 😭😭
Mai qurban shaheed allama irfan hyder sahab kay.
aao ke na ab deyr karo
Jaao ke na ab deyr karo
Qafela lutgaya amma mera lashkar na raha, amma nana ki nishaani Ali Akbar na raha, rehgaya dard-e-kamar haaye baradar na raha. Ab khabar aapne li ghar ki ke jab ghar na raha. Aur ab dam-e-zibha ye pure mere armaa(n) karna. Arsh ke niche na baalo(n) ko parishaa(n) karna
(Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par) x3
Aap aayi hai amma mei salaami ko na uttha
Hai dard kaleje mei jo uthna nahi deta
Hasrat se tere pehle mei dam mera nikalta
Mei cheyn se sojata tere god mei madar
Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par
Are kuch deyr mei neze pe rakha honga mera sar
Na dekhna us waqt mujhe madar-e-muztar
Chaljayenga us waqt tere qalb pe khanjar
Gore abhi dorenge meri laash ke uppar
Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par
Mei subh se ta asr uthata raha lashe
Daman mei chune qasim-e-nawshaah ke tukre
Lipta Ali Akbar ka kaleja tha sina se
Amma mere chehre pe hai khun-e-Ali Asghar
Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par
Is haal mei amma hai teri god ka pala
Maqtal mei mera khogaya har eik ujaala
Hai kon Sakina ko meri poochne wala
Soeyngi mere sine pe kaise meri dukhtar
Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par
Dekho to qayamt hai bapa ehl-e-haram mei
Khayme se nikal aayi hai Zainab mere gham mei
Ab ane ko hai bibiya(n) bahar koi dam mei
Samjaawo unhe amma rahe khayme ke andar
Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par
Lo saans ubharne lagi dil doob raha hai
Nazro(n) mei meri Zainab-e-muztar ki rida hai
Abid se thi umeed so wo ghash mei para hai
Kya honga mere baad Sakina ka muqaddar
Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par
Ay "Sarwar-o-Rehan" bayaan kaise ho manzar
Sheh kehte the amma ye kara waqt hai mujpar
Kistarha kaleje se lagu aapke uth kar
Kyu munga qadam aapke ab mei lab-e-quasar
Ke ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par
Kaneez shaikh thanks!
mashaAllah kaneez shaikh
thx now i can follow the noha
Masha alah kaneez shaikh
G
moula allama irfan sahab kay darjaat buland karain ameen
ilahi ameen
Ammeen
Ameen
labiak ya Hussain a. s
قافلہ لُٹ گیا اماں میرا لشکر نہ رہا
اماں نانا کی نشانی علی اکبر نہ رہا
رہ گیا دردِ کمر ہائے برادر نہ رہا
اب خبر آپ نے لی گھر کی کہ جب گھر نہ رہا
اب دمِ زبح یہ پورے میرے ارماں کرنا
عرش کے نیچے نہ بالوں کو پریشاں کرنا
جائو کہ نہ اب دیرکرو ،دیکھو نہ اماں
اب لال تیرا زین پہ ہے اور نہ زمیں پر
آپ آئی ہیں اماں میں سلامی کو نہ اُٹھا
ہے درد کلیجے میں جو اُٹھنے نہیں دیتا
حسرت تھی تیرے پہلو میں دم میرا نکلتا
میں چین سے سوجاتا تیری گود میں مادر
اب لال تیرا زین پہ۔۔۔۔
کچھ دیر میں نیزے پہ رکھا ہوگا میرا سر
نہ دیکھنا اُس وقت مجھے مادرِ مضطر
چل جائے گا اُس وقت تیرے قلب پہ خنجر
گھوڑے ابھی دوڑیں گے میری لاش کہ اُپر
اب لال تیرا زین پہ۔۔۔۔
میں صبح سے تاعصر اُٹھاتارہا لاشے
دامن میں چُنے قاسمِ نو شاہ کے ٹکڑے
لپٹا علی اکبر کا کلیجہ تھا سناں سے
اماں میرے چہرے پہ ہے خونِ علی اصغر
اب لال تیرا زین پہ۔۔۔۔
کس حال میںاماں ہے تیری گود کا پالا
مقتل میں میرا کھوگیا ہر ایک اُجالا
ہے کون سکینہ کو میری پوچھنے والا
سوئے گی میرے سینے پہ کیسے میری دختر
اب لال تیرا زین پہ۔۔۔۔
دیکھو تو قیامت ہے بپا اہلِ حرم میں
خیمے سے نکل آئی ہے زینب میرے غم میں
اب آنے کو ہیں بیبیاں باہر کوئی دم میں
سمجھائو اُنہیں اماں رہیں خیمے کے اندر
اب لال تیرا زین پہ۔۔۔۔
لو سانس اُکھڑنے لگی دل ڈوب رہا ہے
نظروں میں میری زینبِ مضطر کی ردا ہے
عابد سے تھی اُمید سو وہ اب غش میں پڑا ہے
کیا ہوگا میرے بعد سکینہ کا مقدر
اب لال تیرا زین پہ۔۔۔۔
اے سرور و ریحان بیاں کیسے ہو منظر
شہہ کہتے تھے اماں یہ کڑا وقت ہے مجھ پر
کس طرح کلیجے سے لگوں آپ کے اُٹھ کر
چوموں گا قدم آپ کے اب میں لبِ کوثر
اب لال تیرا زین پہ۔۔۔۔
😭😭😭
Thanks
❤❤❤❤❤❤😭😭
ماشاء اللہ
ماشاء اللہ
Mashallah kamal noha hai.Kia nohey they pehle
No words to describe my feelings 💔💔💔💔💔
Waa ghurbata.. waa musibata...waa Hussaina...😢😭
aaj bhi yae noha boht pur soz hy taza hy gam
Allah Nadeem server or in k ahle Khana ko slamat rukhey Ameen ❤️❤️❤️❤️❤️
What A Great Noha And Also, A Sad Noha.
One of my all time favorite noha
MaShaAllah♥️🥰 i like your Noha
No words for this noha 😢😢😢😢
SubhanAllah Mashallah
JazakAllah Muhammad
🌠🙏🙏🙏🌠💙💙💙🌠
Mashallah mula salamat rahke SB bhai yo ko
Mashallah🙌
ay hy ya hussain as
pyari Maaa
Best noha 😭😭😭😭😭😭😭👍
HAYE HUSSAIN MOLA 😭😭😭😭
It was a most beautiful noha my yourself Nadeem Sarwar mashallah 😭😭😭😭😭😭
MashaAllah
Mashaallah
Mashaallah
Mashaallah
Kon kon ye noha 2024 mein sun Raha meri Pak bibi syeda Fatima Zahra as 🙏🙏 hum sub se Razi ho 🙏🙏😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Ameen
Old is gold..
One of the best Nohas.
Yasmeen Batool
How r u..
Yasmeen Batool yes I agree with you Ooooioooo hossain
Zaira Yasmeen sahi boli ji
Zaira Yasmeen masoom
Zaira Yasmeen
Maula Salamat Rakhe ya ali madad Karne Walon Ko
humara mazloom hussain a.s :'(
asallam
Hmm
Salam ya hussain a s
2021 who is listening this nouha
I love it
Labbaik ya maula Hussain a s 😭
Nadeem sarwar Allah apko salamt rakhy ameen
mashaallaah world best noha