Thanks for asking the question sir🙏 Sir 220 volt operated motor ko magger se 250V applied karke karana chahiye.... But sir if aap ke pass magger me 250v range nahi hai to aap 500v applied karke kar sakte hai.... Jab aap 250v applied karke magger karenge to IR Value adhik aayegi... Jab aap 500v applied karke karenge to IR Value Kam aayegi ...
Below 1kv 5mega ohm(minimum Hona Chahiye safe working ke liye) lekin yadi yadi 5 mega ohm SE Kam AATA hai aur motor KO chalana jaruri hi hai to ,,under observation me motor KO rakhana padega...
Three phase induction motor ki minimum ir value kitne honi chahiye jis ir value ko safe mankar us ir value par motor ko run karwaya ja sake.please explain sath hi yeh bhi batayen ki kisi bhi ya 16 sqmm ki three core ki cables ki minimum ir value kitne honi chahiye jisko safe ir value mankar uus three core cable ko use kar sakte hai please explain
Dear panel se breaker KO off (isolate) karke( R phase to ground) (Y phase to ground) (B phase to ground) Karate hai.... If Kisi phases to ground ke between IR kam Aaye to... Ab yah confirm karna padega kaun si winding me problems hai...it means (U1-U2) (V1-V2) (W1-W2) Tab Motor side Jake terminal box open karke connection star ho ya delta Sabhi terminal KO alag karke each winding to ground check karke confirm Kiya jata hai kaun si winding me problems hai... Dear if Aapka answer Sahi large to reply jarur kare...
Dear, Value zero(0) aayegi, I means field to field aapas me short hai.... field to field value aane ka matlab 1st field ke upar Jo insulation rahta hai, same 2nd field ke upar bhi insulation rahta hai, to in dono fieldo ke insulation ke karan jo resistance ka value hota hai. Usi ko to magger se voltage applied karke check kar lete hai...to jitani maximum value aayegi it means utana hi best hai...
Dear, same jab winding aur motor body ke bich ir test karte hai, actually winding ke upar chadhe hue insulation and varnish ke Karan Jo insulation winding ke upar Chadha jata hai, to Magar testing se motor ki body and winding ke bich insulation ke Karan Jo i r value aata hai usi se to ham nirdharit karte Hain, physically winding body se to connect nahin Hoti, same condition jab ham binding to winding IR test karte Hain use condition mein bhi ek winding dusri winding se connect nahin Hoti to Ir value aaega hi Na...
Ak no video hai guru practical me
thanks
Bahut asani se samgh me aaya air
Hit se badh kar superhit video banaye ho aap
👍👍👍👍👍
Brother bahut acha laga lekin
Video achha se banaye, God bless you
Okay brother 🙏
Aur sab bahut acha bataya aap ne so thanks 🙏
Bahut deep me samghate sir aap
Good सुरेश भाई AYTB 🎉🎉🎉, I am Mirza Ajaz Baig from AYTB camp 1😂😂
Very good equction से भी समजाऐ
Bhut badhiya guru
Motor pm kaise kiya jata hai is par video banayen
Okay dear
Thank you sir
Welcome
Super
Superb video bhai AYTB COMPANY me ho aap me Saudi. Me kam kartahu mere sath bi AYTB ke technician kam karte he aap konsi compny me ho
Aytb Jubel
@@excellentelectricalknowled6672 me bi jubail me hi hu
Very very good sir
Thanks dear ❤️❤️
👍👍👍👍👍
Please mention the Megger Model
Sir 220 v wali motor ko meggar se kitnay voltage pay check karay gai
Thanks for asking the question sir🙏
Sir 220 volt operated motor ko magger se 250V applied karke karana chahiye....
But sir if aap ke pass magger me 250v range nahi hai to aap 500v applied karke kar sakte hai....
Jab aap 250v applied karke magger karenge to IR Value adhik aayegi...
Jab aap 500v applied karke karenge to IR Value Kam aayegi ...
Applied voltage ke according IR Value bhi change hoga....
👍🏻
Sir kitne mega ohms tak motor chalana safe hota hai jaise reading winding to grd aya 2mega ohms to kya woh safe hai
Below 1kv 5mega ohm(minimum Hona Chahiye safe working ke liye) lekin yadi yadi 5 mega ohm SE Kam AATA hai aur motor KO chalana jaruri hi hai to ,,under observation me motor KO rakhana padega...
Nice information
Thanks
IR value 5 Megha ohm se jadha nahi Anna he
Bhaiya cable meggar karte samaye kitna resistance ana chahiye thoda bataye ek video banaye cable ka megring kaise hota hai kitna tak ayega to sahi hai
100 + mega ohm
thanks
Three phase induction motor ki minimum ir value kitne honi chahiye jis ir value ko safe mankar us ir value par motor ko run karwaya ja sake.please explain sath hi yeh bhi batayen ki kisi bhi ya 16 sqmm ki three core ki cables ki minimum ir value kitne honi chahiye jisko safe ir value mankar uus three core cable ko use kar sakte hai please explain
Ok ...chanel par motor ki minima. Ir value se related vedios hai...
Bhai panel se ir kaise check kre
Dear panel se breaker KO off (isolate) karke( R phase to ground)
(Y phase to ground)
(B phase to ground)
Karate hai....
If Kisi phases to ground ke between IR kam Aaye to... Ab yah confirm karna padega kaun si winding me problems hai...it means (U1-U2) (V1-V2) (W1-W2)
Tab Motor side Jake terminal box open karke connection star ho ya delta Sabhi terminal KO alag karke each winding to ground check karke confirm Kiya jata hai kaun si winding me problems hai...
Dear if Aapka answer Sahi large to reply jarur kare...
Yes bro usefull answer
Thanks
V2 and w2 ir value coil to coil is not same other 2 winding
ir value different.no issues
Fild to field 0 honi chahiye
Sorry . You check continuity not resistance
Sir, I.R. test karne ka details process hai..
Ye to velue kyu a rhi h
Tumhri to field to feild value a rhi h
Eshka mtlb motor kharab h I mean moter insulation kharab ho gya h
Dear, Value zero(0) aayegi, I means field to field aapas me short hai.... field to field value aane ka matlab 1st field ke upar Jo insulation rahta hai, same 2nd field ke upar bhi insulation rahta hai, to in dono fieldo ke insulation ke karan jo resistance ka value hota hai. Usi ko to magger se voltage applied karke check kar lete hai...to jitani maximum value aayegi it means utana hi best hai...
Dear, same jab winding aur motor body ke bich ir test karte hai, actually winding ke upar chadhe hue insulation and varnish ke Karan Jo insulation winding ke upar Chadha jata hai, to Magar testing se motor ki body and winding ke bich insulation ke Karan Jo i r value aata hai usi se to ham nirdharit karte Hain, physically winding body se to connect nahin Hoti, same condition jab ham binding to winding IR test karte Hain use condition mein bhi ek winding dusri winding se connect nahin Hoti to Ir value aaega hi Na...
Apka contact no dijiye
Wattsapp 9167386808
Fej to fej 0 hota hbbhai
Incomplete information.
Thank you for your suggestions....ek hi videos me sabkuchh batana possible Nahi ho pata ....log lambi video Kam dekhana Pasand karte hai.....