Sir mera madhumalti ka plant jyada bada nahi kareeb 3 month purana lekin ab is time bhi uski growth nahi ho rahi pattiya pilapan liye h jhar bhi nahi rahi h kya kare ye 12inch ke pot me laga h
Pipe ka kuch khas kaam nhi hai, pahle lgay hua tha ise support dene ke liye ,jo ki ab tut gya hai, fir usi jgha se support dunga,yha hybrid ki same dwarf vereity hai
Jb compost me halki halki nmi rahti hai tb bhi uska rang black hota hai, aur jb shi se bna hota hai tb bhi black rahta hai, aap shi se decompose krke use kro
Nice info 👍 thnku so much keep it up mene bleedind heart ka plant lgaya tha jo me nursery se plant lai us ki chikni mitti nikalne k bad jb mene use repot kiya to murjha gya 😔 kya kru pls guide 🙏
Bohat detail se btaya apny poting mixture k bary me . thanks
Informative and useful, 4 tarah ke potting mix ke saath
Bahut achhi jankari .. 1st comment ❤️
Thanks for this informative video
Very useful video
Very informative video
Nice information
पौधे में पीलापन है क्या गर्मी बड़ने से सही हो जायेगा या कुछ औरकरना होगा ?
Thanks sir very good information I like it iam ck kharar punjab India say ap kay leyea 🙏🌱🌹🌿🐘🦋🐕🇮🇳
Okk👍
Y morang h kya jise badarpur b kehte h
Sir yehh kon si hai dwarf ya dusri??
Sir mera madhumalti ka plant jyada bada nahi kareeb 3 month purana lekin ab is time bhi uski growth nahi ho rahi pattiya pilapan liye h jhar bhi nahi rahi h kya kare ye 12inch ke pot me laga h
Aap uska photo ints ya fb pr send kr do.
Nice shareing ♥️♥️♥️♥️👌
Sir apne plant ke saath pipe kyu lagayi hai???
Pipe ka kuch khas kaam nhi hai, pahle lgay hua tha ise support dene ke liye ,jo ki ab tut gya hai, fir usi jgha se support dunga,yha hybrid ki same dwarf vereity hai
Mera plant dhoop me rheta h madhumalti mgr fir bhi vo pila kyu ho rha h use to dhoop pasand hoti h
Koun si kism hai hybrid ya desi
Namaskar sir. Sir aap ye wale nursery pots kha se lete h??agar online liya to link share kr dijiye😊🙏
Nursery se
Mere madhu malti ke pot me bahut root bound ho gayi hai or wo is time flowering kar raha hai kya ab repoting kar sakta hu
Agr sirf report krna hai root pruning nhi krna hai to flower ke sukhne pr report kr lena. Agr root pruning bhi krna hai to February me krna
@@Plantinfo Flowering or buds to bahut hai or flowering khatam hone ka wait karuga to monsoon khatam ho jayega
Barsath ke aakhiri dino me krna aur dusra mouka milega feaburay me
Aap dekh lo ki kya aap flower ka kurbani de sakte ho agr hai to abhi report ya root prune kr lo
@@Plantinfo ohk thank you
Apki compost Kali h MERI nhi Hoti aise knu plz btaiye radhe radhe
Jb compost me halki halki nmi rahti hai tb bhi uska rang black hota hai, aur jb shi se bna hota hai tb bhi black rahta hai, aap shi se decompose krke use kro
@@Plantinfo thanx 🙂 radhe radhe
Sir update dijiye
Tr 555
Madhumalti ki BEL Maine Garden Se Nikal Ke cutting se gamle mein Lagaye grow nahin kar rahi hai Aisa Kyon
Season abhi nhi hai, barish hone do grow ho jaiga
@@Plantinfo thank you
Which is the best variety of madhumalti to plant into ground
Nice info 👍 thnku so much keep it up mene bleedind heart ka plant lgaya tha jo me nursery se plant lai us ki chikni mitti nikalne k bad jb mene use repot kiya to murjha gya 😔 kya kru pls guide 🙏
My Rangoon creeper is dying why
Plant to aap ke pass hai bina dekha mai kaise bta sakta hu kyu plant mra ,send plant pic , description
Madhumalti kaise mujhe milega apna phone number dijiye