Shee!!! Good .big bag filling. N yours hard effort .From.where u learn this mamm all your.gardening information n technics. I m from goa n doing gardening onmy terrce but not getting much result on fruits plants suggest some infrmtion.
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad main organic fertilizer batati hun aur kafi Hain channel per video please aap dekhen aur kisi Ko bhi Apne plant mein apply kijiye bahut achcha result milta hai
Aparajita ka paudha to bahut speed se badhta hai aur 20, 25 din mein flowering shuru ho jaati hai aapki paudhe mein nutrition ki Kami ho rahi hai aap varmi compost dalen aur Jo main gharelu liquid fertilizer banati hun na unhen dalen bahut flowering hogi mere usmein aparajita ki video hai channel per aap dekhen unhen achcha result milega aapko
Thanks for visit result milega ISI tarike se lagana ab garmi hone lagi hai to achcha result milega abhi aur cutting lagana acchi tarike se lag jaayengi donon tarike se lagana mere to lag gai hai roots banne mein 2 manth lagega uske bad hi se shift karna
Thanks for visit a jo maine cutting dikhai Hain vah ISI method se gro Kari Hui hai Maine dikhaya hai aapko onion 2 mahine bad decompose ho jaega cutting mein 8 se 10 din mein pattiyan nikal aati Hain root banne mein 2 mahine lagte Hain uske bad hi report Kiya jata hai
Video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad ji han aap abhi Laga sakte hain aur jyada agar Thanda ho raha ho to cutting lagakar usko upar se polybag se cover kar den, dhup aa rahi ho to cutting lagane ke bad direct sunlight mein Na rakhen
Thanks for visit 😊 20 din aur ruk jao FIR lagana FIR roots acche se a jaati Hain new suits to cutting mein 10 din mein hi nikal aati hain lekin root banne mein time lagta hai
Too good quite informative
Thanks 🙏💐💐
Dono achhey hain .. thanks
Dil se aapka shukriya thanks 💐💐💐
Very good,mam, good teaching.
Ji Dil se shukriya thanks 🙏🙏💐💐
Good teaching mm God bless you
Dil se shukriya thanks 🙏
Aap to bhut kamal k ho
Thanks for visit 🙏💐
Bilkul nai bat aapne btai,try karta hu
Thanks for visit Dil se shukriya thanks 🙏🙏
Thanks
Bhut badhiya video share kiya aapne so great ❤
Very good tips 👌💗💗
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏🙏🌹
कटिंग लगाने बड़ा अच्छा तरीका अपने बताया🎉🎉
Thanks for visit 😊
Very useful information.thank u Manju.
Dil se aapka बहुत-बहुत dhanyvad thanks for visit
आपकी माताजी को देखकर बहुत अच्छा लगा,उनको मेरा प्रणाम कहिएगा,आप lucky ho
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐💐
Very good idea! ! Thanks a lot ! !
बहुत-बहुत धन्यवाद आपका वीडियो देखने के लिए
Accha tarika h cutting lagane ka
Thanks for visit thanks
Wow Manju ji Kamal hai very nice onion cutting for plants😊
Thanks dear sister thanks for visit 😊
Cutting lagane ka bahut hi Achcha Tarika hai
Thanks for visit 😊
Bahut acchi Jankari Di aapane
Dil se shukriya
Great video
Thanks for visit 🙏💐💐💐
I will try both methods! Thanks for sharing complete informative video!
Dil se shukriya thanks for visit 🙏🙏
Thanks ji very good dd
Dil se aapka shukriya
Thanks Good method
बहुत-बहुत धन्यवाद आपका वीडियो देखने के लिए
बहुत ही सुन्दर पौधे हैं आपके 👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼
बहुत-बहुत धन्यवाद आपका वीडियो देखने के लिए आज आप बहुत दिनों बाद कमेंट कर रहे हैं सब ठीक है
बहुत सुन्दर प्रस्तुति है
Thanks for visit 🙏🙏
Mam aap bohat hardworking women ho ,jis ka result hum sub dekhsakte hai thank you 😊
Thanks dear aapka बहुत-बहुत dhanyvad meri videos dekhne ke liye
👌🙏
Thanks for visit 🙏🙏🙏
Very very beneficial 19:35
Thanks for visit 😊
बहोत बढिया 😊
Thanks for visit 😊
So useful gardening tips and information...nice
Thanks dear thanks for visit 😊
Nice information.,❤
बहुत-बहुत धन्यवाद वीडियो देखने के लिए
Kting lgane ki jankari achi 🌞👍
Thanks shukriya 🙏
Super information 🎉❤❤
Thanks for visit 😌
Nice Sharing 👌
I will be definitely try both methods.
Ama ko pranam 🙏
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏🙏
Very nice method di
Dil se aapka shukriya thanks
Di bhut badia
Thanks for visit 😊
Very good idea
Thanks for visit 😊
Very useful information
Dil se shukriya thanks for visit
Very nice technique
Thanks for visit thanks
मंजू जी आपने जो कटिंग पोटली वाला और प्याज वाला लगाई है वह बहुत ही तरीका अच्छा है 🌺👌🌺👌🌺👌
Supper
Thanks for visit Dil se aapka shukriya 🙏🙏🌹
🙏🙏🙏❤️❤️❤️
🙏🙏🙏🌺
Good
Thanks for visit 💐💐🌹🌹🌹
तरीका अच्छा लगा
आपका तहे दिल से ही बहुत-बहुत धन्यवाद वीडियो देखने के लिए
Bahut sundar Idea
Thanks for visit 😊
Very nice video.bahut achhi jankari di h👌👌
Dil se aapka shukriya thanks for visit 😊
दोनों अच्छे है
Thanks 💐🌹
👌👌🙏🙏🙏🙏🙏
Thanks for visit 😊
Good idea
Many many thanks
Very nice🎉
Thanks
Cttig Lagnepar Apaka Abhinadan karege
Ji shukriya thanks cutting lag jaane per comment kariyega
Bohuth acche
Thanks for visit ☺️
दोनू अच्छे है
Dil se shukriya 🙏🙏🙏💐💐💐
Nice video
Dil se aapka shukriya thanks
Wow 👌
Thanks for visit
Great sharing this amazing video friends
Dil se aapka shukriya thanks for visit 😊
Good👍
Thanks for visit 🙏🙏
👍😊
Thanks for visit 😊
शानदार
Thanks for visit 😊
Wow Vvv nice 🎉🎉🎉❤❤
Thanks for visit 😊
अच्छी जानकारी धन्यवाद जुलाई महीने कटिंग लगा saktay है क्या
जी वीडियो देखने के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद हां अभी तो कटिंग लगाने का समय है बरसात में बिल्कुल हंड्रेड परसेंट कटिंग चलती हैं
Ye air lyring ke jaisa trika hai 👍👍
Thanks for visit air lyring mother plant per Hoti hai yah cutting gro karna hai is tarike se
Shee!!! Good .big bag filling. N yours hard effort .From.where u learn this mamm all your.gardening information n technics. I m from goa n doing gardening onmy terrce but not getting much result on fruits plants suggest some infrmtion.
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad main organic fertilizer batati hun aur kafi Hain channel per video please aap dekhen aur kisi Ko bhi Apne plant mein apply kijiye bahut achcha result milta hai
V nice
Thanks for visit 😊
Didi aap ka tarika achcha hai aap kha rahte ho kya aap muthe gudhal ki haibrid cuting de dogi
Video dekhni hai ke liye dhanyvad main Haldwani City mein rahti hun district Nainital cutting kahan aur kaise dungi
Wah bahut hi achhi jankari di hai.kya abhi may ke mahine me cutting chalenge kya ?
Video dekhne ke liye dhanyvad abhi cutting mat lagao jab mansun shuru ho jaega FIR lagana
Namaste 🙏 cutting lgane k bad fir se pani kb de ? ji hmai bahot si cutting failed gai hai. Aj hmne sahi trika smja
Thank u
Thanks for visit cutting lagate samay Pani dalen uske bad char ya panch din bad Pani dalna
👌👌👌👌
Thanks 😊
👍👍👍👍
Thanks 😊
Very nice
Thanks alot
Haldi, Dalchini and aleovera is just topping to make the process a technical one. The soil must be well drained so that fungus does not develop.
Thanks for visit
KATING LGANE KA SAHI MAHINA BTAYE,, VERY GOOD 😮😅👌👍🙏
Dil se aapka shukriya thanks for visit 😊
Ok
Thanks for visit
Maaji namaste🙏
Thanks for visit 🙏🙏🌹
बहुत बढ़िया प्रदर्शन।
क्या उत्तराखंंड पहाडी इलाके मे क्रिसमस ट्री,वोगेन विलिया मे भी यह तरीका कारगर होगा?
Thanks for visit ji han koi bhi plant is tarike se Laga sakte hain
Mene Aprajita ka poda lgaya hai . 2mhine hogye hai pta nahi badhhi nhi rha kya kru
Aparajita ka paudha to bahut speed se badhta hai aur 20, 25 din mein flowering shuru ho jaati hai aapki paudhe mein nutrition ki Kami ho rahi hai aap varmi compost dalen aur Jo main gharelu liquid fertilizer banati hun na unhen dalen bahut flowering hogi mere usmein aparajita ki video hai channel per aap dekhen unhen achcha result milega aapko
मैं मोम की जगह फेविकॉल से सील करती हूँ.
Thanks for visit 🙏🙏🌹
Great information mam mere cutting chalti he nahi h ab aap ke Tarika se laga kar dekhtey h hop grow ho jayega thank u so much mam
Thanks for visit Dil se aapka shukriya
@@Manjugardening1 ,,, thank u mam
First time ka axxi hai
Thanks for visit 😊
Hamari to kating lagti hai
Thanks for visit 😊
Nice information. Mene bhi feb me lagai thi mogra aur gudhal ki .kuch me nai pattiya aagai hai.
Thanks for visit ☺️
यदि गोभी का पत्ता नहीं हो तो क्या केले का या अन्य किसी पौधे का पत्ता लिया जा सकता है??
Video dekhne ke liye dhanyvad ji han aap koi sa bhi patta le sakte hain ya FIR mahin kapda bhi le sakte hain
Sister ji kichen composting mai liquid niklta usko kitne months baad plants ko de. Usme abhi badbu aarha. Esko abhi de de ya kuchh months baad de
Thanks for visit kitchen waste ki compost se jo liquid nikalta hai use 90 dinon Tak store kijiye uske bad 1 litre Pani mein 10 ml dal ke plant ko dena
Mam mene is tarika se gulab ka cutting lagayatha lekin koi result nehin mila
Thanks for visit result milega ISI tarike se lagana ab garmi hone lagi hai to achcha result milega abhi aur cutting lagana acchi tarike se lag jaayengi donon tarike se lagana mere to lag gai hai roots banne mein 2 manth lagega uske bad hi se shift karna
Show result
Thanks for visit a jo maine cutting dikhai Hain vah ISI method se gro Kari Hui hai Maine dikhaya hai aapko onion 2 mahine bad decompose ho jaega cutting mein 8 se 10 din mein pattiyan nikal aati Hain root banne mein 2 mahine lagte Hain uske bad hi report Kiya jata hai
Nice sharing 👌
Thanks alot
London मैं आजकल लगा saktay है?
Video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad ji han aap abhi Laga sakte hain aur jyada agar Thanda ho raha ho to cutting lagakar usko upar se polybag se cover kar den, dhup aa rahi ho to cutting lagane ke bad direct sunlight mein Na rakhen
Thumbnail me candle ka size or shape kuch alag nhi tha😂😂😂😂😂😂
बहुत-बहुत धन्यवाद वीडियो देखने के लिए कैंडल जल के पिघल गई थी लास्ट तक फोटो क्लिक होने तक
Maine lagai thi sabhi jal gayi.you tube per dhekh hi.
Thanks for visit abhi garmi shuru hone lagi hai aur Basant Ritu mein sari cuttings lag jaati Hain ab lagana
January mai maine mogra cutting lagaya thi. Covered kar diya tha ab growth ho rha , khrab nhi huaa.
Thanks for visit 😊
Manju ji aapane donon hi cutting lagane ka tarika bahut achcha bataya hai
Dil se aapka shukriya thanks for visit 😊
Maine bhi Gori chori ki cutting lagai hai ek Mahina pahle suits bhi a gai hai kya ab unhen gamle mein transfer kar dun cutting maregi to nahin❤❤❤❤❤
Thanks for visit 😊 20 din aur ruk jao FIR lagana FIR roots acche se a jaati Hain new suits to cutting mein 10 din mein hi nikal aati hain lekin root banne mein time lagta hai
O
Thanks
Aapne pyaj me ,paths gobi me cutting lagana chinease vedio se sikhi ho,wahi baths rahi ho.
Thanks for visit main Chinese videos nahi dekhti hun ISI tarike se ham cutting lagate Hain aur cutting 100% lag jaati hai aapko pasand aaye to lagaen
मंजु जी आप पहाड़ी हो❤
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad han main pahadi Hun Haldwani se hun
Very nice dear sister ji New subscriber
Thanks for visit Dil se shukriya
अच्छे तरीके से कटिंग लगाना सिखाया आपने
बहुत-बहुत धन्यवाद आपका वीडियो देखने के लिए
Very nice
Thanks for visit
👌
Thanks 🙏🙏💐
❤❤❤❤❤
Ji Dil se aapka shukriya
👌👌👌👌
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏🙏🙏💐💐🌹💐